What is best lot size for currency trading?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is best lot size for currency trading?
    Assalam o Alaikum dear forex members trading k liye market ki learning krna boht zrori hy jis k liye apny seniors se janna chahta hn what is best lot size for currency trading?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is best lot size for currency trading?

    Forex Trading me lot size ka aik bara aham role hota hai ya ye samjh lo k lot size Forex Trading me trade ki akaye hai. Jab hum lot size k positive aur negative value se waqif ho jayen to us k baad hi hamen trading shron karni chaheye. Small lot size hamare account k leye ideal hota hai aur is se hum apne account ko safe rakhte hn lekin agar lot size hum ziada karte hn to is se hamara account risky ho jta hai aur mumkin hia k hamara account wash ho jaye. Aam tawar pe lit size ka aghaz 0.01 se hi hota hai aur is ko hum mazeed increase bhi kar sakte hn. Lot size ko bohut hi zyada careful use karna chaheye q k hamari trading ka sara inhisar is pe hi hota hai. Forex trading market me jab bhi koi trade kisi currency ya commodities pe open karen to pehlay sahi tarah se market ko study karen. trading start karne se pahle a demo account se training Jarur kar le.
    • #3 Collapse

      Re: What is best lot size for currency trading?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Moinkhan154 پيغام ديکھيے
      Assalam o Alaikum dear forex members trading k liye market ki learning krna boht zrori hy jis k liye apny seniors se janna chahta hn what is best lot size for currency trading?
      Walekum Assalam ..

      Dosto aap bilkul sahi kah rahe hain aur main aapki baat se agri karta hun hamain always hi currency pair per trade krni chahie
      • #4 Collapse

        Re: What is best lot size for currency trading?

        DEAR MEMBER ACHAA KAAM KAREN AUR er Hain To aapko currency ki trading per sabse pahle 0.01 ki trading Lagani chahie Agar aapke pass bahut jyada Bole aur aapke pass bahut jyada experience hai to aap Badi trade bhi Laga sakte hain aur bahut Achcha prapt gain kar sakte hain lekin agar aap new member Hain To aapko sabse pahle 0.01 Jo k nano trade hai Lagani chah.............
        • #5 Collapse

          Re: What is best lot size for currency trading?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Moinkhan154 پيغام ديکھيے
          Assalam o Alaikum dear forex members trading k liye market ki learning krna boht zrori hy jis k liye apny seniors se janna chahta hn what is best lot size for currency trading?
          Salaam Alaikum dear fax member bahut acchi post share Kiya aapane ke lot size trading karte waqt Kitna Hona chahie doston trading karte waqt lot size aapke account per depend karta hai aapka account Jitna Pada Hoga aap lot size Ziada use kar sakte hain lekin uske liye aapko expert Hona chahie learn karna Aisa ya knowledge Aasan karna chahie
          • #6 Collapse

            Re: What is best lot size for currency trading?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Moinkhan154 پيغام ديکھيے
            Assalam o Alaikum dear forex members trading k liye market ki learning krna boht zrori hy jis k liye apny seniors se janna chahta hn what is best lot size for currency trading?
            Lot size hamasha aap ke money manajmin ke hisab se hona chahye
            • #7 Collapse

              Re: What is best lot size for currency trading?

              walekum assalam dear agar aap Forex trading market mein different currency pairs per apni trading kar rahe hai to aisi situation main aapko hamesha 0.05 ki trade open karni chahie agar aapke pass account balance achcha hai to aisi situation main aap 0.10 ki laat select kar sakte hain aur ismein apne perfect advantages aur benefits hasil kar sakte hain no doubt Forex trading main jab aap ek acchi account balance ke sath trading karte Hain to usmein aap gradually apni lot size kisi Russian increase kar sakte hain aur apne target ko jaldi achieve kar sakte hain.
              • #8 Collapse

                Re: What is best lot size for currency trading?

                Koi bhi pear ho cruncy ho ya gold ho ya otherwise koi aur ho ap ny lot size apny account balance aur markit ki movement ko dakh kar lagana hy yah na ho k ziyada lot size sy account wash ho skta hy
                • #9 Collapse

                  Re: What is best lot size for currency trading?

                  Assalamu Alaikum dear Forex Forex Trading me lot size ka aik bara aham role hota hai ya ye samjh lo k lot size Forex Trading me trade ki akaye hai. Jab hum lot size k positive aur negative value se waqif ho jayen to us k baad hi hamen trading shron karni chaheye. Small lot size hamare account k leye ideal hota hai aur is se hum apne account ko safe rakhte hn lekin agar lot size hum ziada karte hn to is se hamara account risky ho jta hai aur mumkin hia k hamara account wash ho jaye. Aam tawar pe lit size ka aghaz 0.01 se hi hota hai aur is ko hum mazeed increase bhi kar sakte hn. Lot size ko bohut hi zyada careful use karna chaheye q k hamari trading ka sara inhisar is pe hi hota hai. Forex trading market me jab bhi koi trade kisi currency ya commodities pe open karen to pehlay sahi tarah se market ko study karen. trading start karne se pahle a demo account se training Jarur kar le.
                  • #10 Collapse

                    Re: What is best lot size for currency trading?

                    Forex business mein lot size use kar kay hum trading kartay han aur lot size se hi trading mein profit aur loss hota hai agr ziada lot size ho tu profit aur loss ziada hota hai aur kam ho tu kam hota hai forex business mein hum trading currency pair mein karain ya gold mein oil mein karain hum ko apne account ki money management Karni cahaiye money management kar kay trading karain gey tu hum apne account balance kay mutabik lot size use karain gey js se hum ziada loss se bach saktay han
                    • #11 Collapse

                      Re: What is best lot size for currency trading?

                      agar ham market mein aesiy time par bara risk lety bhi hain tou tab hamein open trade mein bohat bara profit hasil ho sakta hai lekin jab tak market maximum support ya reistence per na pohanch chuki ho hamein bari lot sy trade open karny ka kisi surat risk nahi lena chahiye .hamary paas market ki achi analysis hona bohat hi zaroori hain aur iss mein hamein hamesha apne knowledge ko improve karna chahiye.
                      • #12 Collapse

                        Re: What is best lot size for currency trading?

                        Assalam o aliaikum dear forex members umeed karta hun kay ap sab kheriyat say hungay ji han aapane bilkul sahi Sawal Kiya Hai Ki currency ke liye sabse best lot size kya ho sakta hai to main aapko batana Chahunga Jo Mere views Hain Hamare bhaiyon ke mutabik aapko apni hi Marji ki Laut Lagani chahie Apne analysis ke mutabik a lot Lagani chahie koi bhi pair Ho Jaaye vah currency is ya vah crude oil ho ya FIR natural gases ho ya FIR gold ho ya with silver Ho inmein se koi bhi Piya Ho Jab tak aapka analysis and conform Nahin Hota tab tak aap apni Marji ke bagair koi bhi Laut na lagaen aap apni Marji ke hisab se hi Laut Lagate Hain Apne analysis ke mutabik hi lot size Lagate Hain Wohi aapki best Laut Hoti Hai Shukriya
                        • #13 Collapse

                          Re: What is best lot size for currency trading?

                          hum lot laga kar munfa hasoal kar sakty hain hum is ma parttime be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hamy aik tiem table bana kar kam karna ho ga thn hum ka mkar ky earn kar saky g hum is mai agar greedy ban ky kam karty hain to harma he loss hain hamy lot ko kabe be ignore nahi karna chaey
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: What is best lot size for currency trading?

                            Dear friend aap bilkul theek ka rahe hain kya mein forestadent mein currency pairs per ful lot lga k trading krni chahie aur acha profit kamana chahay Hamen Forex trading mein laalach nahin karni chahie kyunki lalach karne se Hamen loss hota hai Hamen Forex trading Mein sabar ke saath kaam karna chahie kyunki sabar ka phal meetha hota Hai Hamen acchi trading karke achcha prapt karvana chahie agar Ham Forex trading mein mein kamyabi hasil karna chahte hain to Hamen dam account per demo account per jyada se jyada practice karni chahie kyunki dam account per practis karne se hi Ham kamyab trader Ban sakte hain aur acchi trading karke achcha profit bhi Kama sakte hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X