Dear traders, forex forum me baaz awqaat aisay mauqay aatay hain k hamain lagta ha k ham trade laga kar bahut faida hasil kar lengay aur jald bazi me trade laga detay hain. lekin wo bajai faida dene k ulta nuqsan de deta ha. hamain kabhi bhi jald bazi nahi karni chaheye aur sabr o tahammul se kaam karna chaheye.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим