Mt4 ko chart main kasy analysis kea jaye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mt4 ko chart main kasy analysis kea jaye
    Asslam o alaikum mery bahyo ap sab kahriat sy hogy mt4 darsal hamra bouns hota hy hamy chart main ase kasy analysis karna chaye is sy hamy aoni post ko mukmal karna chaye aour sath he hamy apni post main mehnat karne cahaye aour hamy apni post ko ala qouality ky sath submit karna chaye aour hamy is chart main ise us trah analysis kar sakty hy is main hamy mehnay kar ky post karne chaye jis sy hamy knowledge aour experience bahrta hy hamy aony seniors ke post ko learn karna chaye aour sath he hamybis sy experience bahrta hy is sy hamy trade lagany ka tariqa ajata hy aour trend main chart ka acha analysis ho sakta hy is leye hamy mehnat karne chaye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mt4 ko chart main kasy analysis kea jaye

    Mt4 ko achy tariky s analyze karny ka tarika yeh h keh hmain chahye keh ham log sari chezon ko achii trha ko smjhein or graph or dosri chezain b hmain achii trha anii chahye to hmary liay woh best option hoga or usko hmain smjhna chahye keh yeh hmary liay thek h keh nii us base par ham n kamyabi gain karni h to he best hoga
    • #3 Collapse

      Re: Mt4 ko chart main kasy analysis kea jaye

      Asal Mein Ham Logon Ko chahie ki Jab metatrader 4 Ham use karen to usse pahle YouTube per metatrader 4 kya use dekhne ke Kaise kam karna hai agar ham log Uske bare mein dekh Lete Hain To Uske bahut se feature Jaaye Jo Ham Logon Ko Nahin Pata Hote To vahan per Uske bare mein bahut acchi information De Gai Hai To YouTube Ek best option hai metatrader 4 ko samajhne ke liye use per different indicators hote hain jinko use Karke ham log market ka analysis kar sakte hain moving average relative strength parabolic aur bahut se volume key indicators maujud Hai Forex Mein kam karne ke liye aur analysis karne ke liye metatrader per free of cost
      • #4 Collapse

        Re: Mt4 ko chart main kasy analysis kea jaye

        MT4 forex trading ky andar aek bohat hi famous aur behtreen indicator hai jo price movement ky over sold aur over bought area ko indicate krta hai zayada tar 70 aur 30 levels over bought over sold area ko identify krny KY liye istemal kiye jaty hain Agar price lower se upar ki taraf 50 level ko cross krein tou aeisi situation Mein market up trend ki confirmation deiti hai.
        • #5 Collapse

          Re: Mt4 ko chart main kasy analysis kea jaye

          Dear mate aap nay bhoat achy Topic Per Discussion Start ke Hai iss main aap ko Bhoat acha Profit Earn karny ka Lia aap ko Lazmi Chart ko Analysis kar ka he Kam karna Hota hai or bina Analyssi key ke gai trade main aap ko bhoat zada Loss be Ho sakta hai or aap ko Loss Ko Control main Rakna be Bhoat Achy say Anal cahye iss tarh he aap ko market main Acha profit mil sakta hai aap ko chaye ka aap market main Best Straetgy ka Use akrny sa pely aap ko market main nakked Chart ko achy say analysis kar lyna chaye iss tarah aap market main Bhoat Acha Profit earn kar skaien gay or market main Grow be Bhoat Acha kar sakty hain.
          Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Mt4 ko chart main kasy analysis kea jaye

            MT 4 aik trading k liye use hony wala bohat he eham aur khaas tool hai is ko hum meta trader 4 bhi kehty hain ye aik aisa software hota hai jis ko humen download ker k phir install kerna hota hai tab he hum is ko use ker sakty hain is ko hum trade mein apply ker k apni trade ko success dilwa sakty hain lekin pehly humen is k bary mein learn kerna ho ga

            اب آن لائن

            Working...
            X