Time investment ka faida!?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Time investment ka faida!?
    FOREX members!
    Main aap sab se yah baat puchna chahti hun kay forex par time investment ka kia faida hai?
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Time investment ka faida!?

    Dear forex market Mein Ham Jitna Jyada time invest karte hain uska Hamen Itna Jyada fayda hota hai Ham Jab forex market Mein kam kar rahe Hote Hain To Hamen ismein time Dena bahut jyada Jaruri hota hai Kyunki tabhi Hamen market ki position samajh aati hai aur Market Mein Hamen acchi trades mil sakti hain Agar Ham ismein market ka trend find kiye bagair koi bhi train Lagate Hain To isase Hamen nuksan Ho Jata Hai Iski Hamen chahie kya mis Mein acchi tarike se market Mein Soch samajhkar analysis ko perform Karke Triplicane to uska Hamen Jyada fayda hoga.
    • #3 Collapse

      Re: Time investment ka faida!?

      Ji bilkul sahi time investment ka bahut jyada fayda hota hai jo members is market mein time investment karte hain aur Achcha time invest Karte Hain To vah members Apne is acche time ke jariye se result bhi achcha Hasil kar paate Hain market mein agar aap posting karte hain ya FIR reading karte hain to aapko bahut hi Soch Samajh Kar aur active rahakar Apna Kam Shuru karna chahie Kabhi Bhi Apne kam Mein jaldbaji Nahin Karni chahie yah balke Sabar ke sath Aur mehnat Ke Sath Apna Kam Shuru karna chahie aur apne kam ko Jyada Se Jyada time Dena chahie ek time table ke hisab se aapko Apna Kam Shuru karna chahie Taki aap apne Karm ki limit ko acche tarike se complete kar Saken aur Market Mein Apne working ki quality ko best banaa Saken
      • #4 Collapse

        Re: Time investment ka faida!?

        Dear forex market Mein kam karte hue Humko is Baat Ko kabhi bhi bolna Nahin chahie is market Mein kam karte hue sirf Vahi traders hi Kamyab Hote Hain Jo ismein Jyada se Jyada is time ko invest Karte Hain Agar forex market Mein kam karte hue Ham Ek acche aur proper time table ke sath mein kam Karte Hain aur Har EK trade se pahle iski movement ke bare mein sahi tarah se Jante Jaate Hain To Ham yah Samay sakte hain ki Hamara is market Mein kaam karna Humko bahut zyada fayda De sakta hai lekin Agar Ham ismein kam karte hue acche time ke sath ismein Kam Nahin Karte Hain aur sirf ismein shortcut ko hi jyada hi Maja Dete Hain To Ham is market ko kabhi bhi samajh Nahin Sakte Hain aur na Hi ismein Kam karte hue Ham Kabhi Kamyab ho sakte hain.
        • #5 Collapse

          Re: Time investment ka faida!?

          Asalam o alikum dear friend ap ny bot acha question kea hy jasa k ham sab janty han k ham kisi b kam m us wakt tak kamyabi hasil ni kar sakty jab tak k us m ham apna proper time spend na karan forex trading business b aik behad difficult or risky business hy to is m b ham tabi kamyabi hasil kar k achi earning kar sakty han jab ham us m apna pora time spend kar lan agr ham apna zyada time forex trading business m guzarty han to usy achi trha samj jaty han
          • #6 Collapse

            Re: Time investment ka faida!?

            ji bilkul aisa hi hai agar aap forex trading mein apna time invest karte Hain to usse aapko bahut jyada fayda ho sakta hai kyunki aap uske jariya isiliye market trends ko recognise kar sakte hain aur perfect entry ke sath market mein bahut achcha profit Kama sakte hain isliye main Koi he advised unka kya karva forex trading mein kamyab hona chahte hain aur aap kam work mein achcha profit kamana chahte Hain to uske liye aapko market kyon jyada se jyada time Dena chahie jitna jyada market ko time denge apna hi isiliye forex trading mein achcha profit Kama sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Time investment ka faida!?

              time investment ka fida yh ha utan hi zyda profit hota h. hum forex pr jitna zyda work karty hain humein utna hi zyda hi fida hota ha. humein utna acha bounce milta ha weekly aur hum esy success hasal kr laty hain. yh hamri mehnt pr depend karta ha. k hum kitni mehnt karty hain nagr mehnt zyda kareingy tu humein zyda fida mily ga.
              • #8 Collapse

                Re: Time investment ka faida!?

                Forex mein Ham apna time invest karenge to hamen achcha fayda hoga Ham jitna jyada mehnat karke aur apna time Forex mein invest karenge to hamen achcha bonus mil sakta hai hamen apni learning ko continue rakhna chahie aur soch samajh Kar Dil lagakar mehnat karke hi Forex mein posting karni chahie agar Ham to ke lagakar kam karenge to hamara kam achcha nahin hoga isliye hamen chahie ki Ham soch samajhkar Forex mein learning ke sath hi apna Kam Karen aur jyada se jyada apna time forex mein invest Karen
                • #9 Collapse

                  Re: Time investment ka faida!?

                  Dear forex member ap ka sawal bahot acha, forex trading aik riski business hy is me time inverstment bahot ehaim hy ye business time investment k baghair mumkin hi nahi, ap time inverst nahi kry ghy to apko market ki movement ja bta nahi chly gha jab apko market ki movement ka pta ni chly gha to dear forex members ap market ko analyse kesy kry ghy, jab market analyse ni hogy to p trade kesy kry ghy is liye time imverstment forex trading ky liye bahot zarori tabhi aoko sahi faida hasil hoga.
                  • #10 Collapse

                    Re: Time investment ka faida!?

                    Assalamu alaikum forex member ji forex trading time invest k bahut jyada benefits hain.. agar Ham apna time forex trading mein jyada spend karte Hain to isase ek to hamen experience aur knowledge bahut increase hota hai aur hamen bahut kuchh learn Karne ko milta hai iske alava hamen achcha bonus hasil hone ki bi chances hote hain aur ham forex trading mein successful ho sakte hain to isliye hamen chahie ki main apna jyada se jyada time forex trading mein invest karna chahie Taki achcha kam kar sake aur accha profit hasil kar saken...
                    • #11 Collapse

                      Re: Time investment ka faida!?

                      agar aap forex trading Mein success hasil karna chahte hain to aapko apna jyada se jyada time forex trading ko Dena hoga aur apna time invest karna hoga aap kitni jyada investment karenge aapke success hone ke chance itne hi jyada hai ek professional trader forex trading main bahut jyada time invest karta hai hai tab hi vah forex trading Mein kamyab hota hai agar aap jyada se jyada time denge to isase aapko learning bahut acchi hogi aur trading ke bare mein aapke pass bahut jyada information hasil ho jayegi yah aap par depend karta hai ki aap kitna jyada hard work karte hain jyada se jyada learning aur hard work ki aapko ismein success dila sakti hai jo log bhi kamyab Hui hai hain aur jinhone ne forex Mein apna naam banaya hai unhone bahut jyada time diya hai aapki best investment aapka time hai jo log bhi forex ko boring samajhte Hain vah kabhi bhi kamyab nahin hote aapko chahie ki aap forex ko jyada se jyada time dene aur Forex ke bare mein apni learning increase karte jaen to aap bhi forex Mein kamyab ho sakte hain aur apna naam bana sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Time investment ka faida!?

                        yes dear agar aap apna time properly invest karte Hain to yah platform aapke liye bahut jyada profitable ho sakte hain aapko hamesha different important analysis complete karne aur uske sath agar proper time ki investment karte Hain to aisi situation main aapko bahut jyada advantages aur benefits mil sakte hain isliye aapko hamesha koshish karni chahie ke Forex trading aur iske sath form per complete time invest Karen aur usko apne liye bahut jyada profitable banaye.
                        • #13 Collapse

                          Re: Time investment ka faida!?

                          agar aap Warwick me jyada time he was karenge to aapko jyada kamyabi milegi isliye hamen chahie ki hamen Na Kare dost ne kam Kiya full focus de agar aap kamyab hona chahte Hain to apna kimati bags for Express pant Karan tacker hamen kamyabi mil jaaye
                          • #14 Collapse

                            Re: Time investment ka faida!?

                            Dear members forex trading Mein Ham Jitna Jyada time invest karte hain humain itna Jyada Achcha fayda hota hai isliye aapko chahie ki aap Jyada Se Jyada Forex trading co time Tejab aap Forex trading Mein Apna time span Karte Hain To usse aapki learning bhi increase hoti hai aur aapko experience bhi ho raha hota hai Forex trading may experience bahut important hai Agar aapke pass experience hoga to aap acchi earning bhi kar sakte hain isliye aapko chahie ki aap apna experience gained Karen aur Jyada Se Jyada learning per focus Karen Jab aapki learning Hogi to ismein aap Achcha kam Karke Achcha profitable ho sakte hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Time investment ka faida!?

                              Dear friends forex trading man hmain zyada sy zyada time invest krna chaheay ta k hum acha Kam kr sky.
                              Jb hum forex ko zyada time daty Hain to hmain market ka andaza hota Hy or hum acha Kam krty Hain .
                              Jb hmain market k up or down ka pta chlta Hy to hmary leay trading krna asan ho jata Hy
                              Jitna zyada hum Kam krty Hain or acha time forex man invest krty Hain to hmain acha experience hota Hy.
                              Jb hum forex ko zyada time dyn gy to hmain es time ka faida bhe zyada ho ga or hum kamyab treader bn skty Hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X