Nagitive Profit kya hota hy? jaiza
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Nagitive Profit kya hota hy? jaiza
    mera aj ka topic nagitive profit k mutaliq hy dear members agr hm trade lgaty hen aur hmara account wash to nhi hota mgr hmen loss hota hy aur trade loss men close hoti hy to agr hmara loss profit se ziada hy to hmen wo loss recover krna hota hy aur jb tk recover nhi hota hmara wo nagitive profit show ho rha hota hy jisko recover krna zruri hota hy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Nagitive Profit kya hota hy? jaiza

    Ji Yahan per negative profit Kuchh Bhi Nahin hota agar Ham negative ki taraf Jaenge To Hamen nuksan Hoga isiliye Hamen positive baten Soch aani chahie Apne time per Apna Kam karna chahie Agar Ham Yahan per Apne time par kaam ko Karte Hain To Hamara bonus achha hota hai aur Hamen kamyabi milati hai isiliye Yahan per Apna Kam Karen mehnat ke sath aur Apna Dil lagakar Karen Dil lagakar kam ko karne se Ham Kamyab hote hain isiliye bonus ko improve Karen bonus improve karne ki koshish Hai Kisi Ko Karni chahie Hai Kisi Ko Apna Kam Apne time par karna chahie Apna Kam Agar Ham Apne time par karte rahenge To Hamen isase kamyabi milati Rahegi isiliye Dil lagakar Karen mehnat ke sath Karen kamyabi Hasil Karen kamyabi Hasil karna Ham sab ke liye important Kam Hai To Ham Sab Ko Dil Laga kar kam karna chahie mehnat Karni chahie vah kamyabi Hasil Karke Yahan per apni Hasil Karni chahie sakta Hasil karne se Hamen kamyabi hoti hai isiliye Apne time per Apna Kam Karen mehnat ke sath Karen aur Apna bonus level improve Karen bonus improve Hoga To Ham Kamyab Ho Jaenge
    • #3 Collapse

      Re: Nagitive Profit kya hota hy? jaiza

      my dear forex member forex trading main jub hum apni trade lgaty hain tab hmain yah tinu option milty hain jin ko hum ny smjhna hota hai or yah boht zarori hai q k es se humain asani se pta cahl jata hai k hmain forex main loss ho rha hai or kitna hum profit lay rahy hain
      1: Equity:
      Forex trading main equity apki trade ka wo margin hota hai jis main apki active trade main jitna profit or loss ho rha hota hai osi hisab se hmain hmari amount show ho rahi hoti hai aghr hmary account main 100$ ka balance hai tu aghr hmain 10 $ loss ho rha hai tu apki equity 90$ main show ho rahi hogi
      2: Balance:
      forex main apk account main jitna balance hota hai jis ko ap bonus bhu kahty hain wo apka balance hota hai jis se hum apni trading k liye calculate kar k os ko smjhna hota hai osi k hisab se hum forex main apni trading karty hain.
      3: Floating p/L:
      FLOATING main bhi humain hmari trade main loss or profit show hota hai jis hisab se hmara profit or loss hota hai osi hisab se hmari floating hoti hain
      Forex trading main jab bi hum log investment karty han to humara account balance equity same hoti or profit loss zero hota ha jo ap ny picture share ki ha us ap ny investment 1000 dollars ki ha or ap ko 900 dollars ka loss ho gea ha or ap ki equity 100 dollars reh ge ha is ka matlab ha jab tak ap apni loss wali trade close ni karty han to ap ka balance same he hota ha or equity kam ziada hoti ha is ka matlab ha k humari equity he humara real balance hota ha jab k trade close hony sy pehly tak woe show hota ha jo humari trade open hony sy pehly tha is tahra or profit loss woe ha jo humara humary balance or humari equity main farq ha agr positive ha to Profit or equity negative ho to loss hota ha is ley humy apni equity pe tawaja dani chae ha q real balance equity sy he pata chalta ha
      • #4 Collapse

        Re: Nagitive Profit kya hota hy? jaiza

        forex trading ki marketplace Mein Jab ham log kam Karte Hain To usmein sometime Sab Logon Ko is Kasam ke chijon ke sath understanding lene ki bahut jyada jarurat Hoti Hai Kyunki Jab kabhi bhi ham log forex trading ki market mein kab se kam dilva Karte Hain To uske liye foremost Rajni Taur consistent with is in line with bahut jyada consciousness karna hota hai ki vah kaun kaun se element Sajan in step with ham log kam kar sakte hain iske liye Ham Logon Ko UN Tamam kaise kaise terminologies ke sath Ek acchi information kar leni chahie ke sath Karke ham log Ek acchi kar sakte hain Kyunki jab tak ham log for analyzing ki market serial actor basic terminology se ek acchi expertise Nahin Lenge aur terminologies related hamare skip Ek acchi information maujud Nahin Hoti dost Neta kam Kabhi BF successful trading nahin kar sakte isliye Koshish Karna chahie ki jankari forex trading ki marketplace ko aap log be part of Karen To usmein Ham Logon Ko Ham paise kiske sath ke sath aap Logon Ko sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Nagitive Profit kya hota hy? jaiza

          Hamen forex men negative soch kay sath kam nahin karna hota hy agar hum as mn negative soch kay sath kam karty hain tu hum kabhy bhe kamyaby hasil nahin kar sakty hain balkeh hum nakam ho jaty hain tu hamen dekh bhal kar market men trading karny hoty hy tab ja kay hum acha profit hasil kar sakty hain tu hamen jaldi kay sath trading nahin karny chahaey takeh hum naakm nah hon balkeh hum achy soch kay sath ur achy zahin kay sath forex men mahnat kar kay acha profit hasil kar saken tab ja ky hum achy earning hasil kar sakty hain warna hum naakm ho jaty hain ur hum kabhy bhe achy earning hasil nahin kar sakty hain tu hamen himat nahin harny chahaey tkaeh hum naakm nah hon balkeh hum kamyaby hasil kar saken kun kay forex emn kam karna bahut mushkil ho gaya hy as men jo dekh bhal kar ur achy zahin kay sath trading karta hy tu voh kamayb ho jat ahy ur kabhy bhe naakm anhin ho sakta hy tu hamen himat nahin harny chahaey balkeh hamen apna akm jary rakhn achahey tab ja kay hum acha profit hasil kar sakty hain agar hum josh kay sath kam karen gy tu hum kamayby hasil nahin kar saken gy tu hamen jaldi kay sath kam anhin karna chaehy tkaeh hum achy earning hasil kar saken
          • #6 Collapse

            Re: Nagitive Profit kya hota hy? jaiza

            India friend aapane theek kaha hai ki negative profit ka kya matlab hota hai Mere Pyare bhai jaan Jo negative profit of ka hota hai uska matlab hota hai kya yah aapko loss ho chuka hai ab tak aur vah apne recover karna hota hai ghar aapka account watch Nahin ho chuka hota to launch ho chuka hai to vah aapko recover karna padta hai Jo Hua So jata hai vah aapko recover kabhi bhi nahin karna padta
            • #7 Collapse

              Re: Nagitive Profit kya hota hy? jaiza

              Negative profit asa profit ha jb hamen market ka koi knowledge nh hota r hm without knowing forex hm Kam start kr daty haen r hamen loss ho jata ha osko negative profit khty haen apko chaya forex ma enter honey sy phly ap full and final esky about knowledge len r complete and brief information collect kr k aen
              • #8 Collapse

                Re: Nagitive Profit kya hota hy? jaiza

                Negitive profit sy apko bahut nuksaan uthana prtabh or apko us nuksaan sy pareshan nhi hona chahyee or mehnat sy kaam krna chahyee.G han per negative profit Kuchh Bhi Nahin hota agar Ham negative ki taraf Jaenge To Hamen loss Hoga.is liye Hamen positive baten Sochni chahie .Apne time per Apna Kam karna chahie Agar Ham Yahan per Apne time par kaam ko Karte Hain To Hamara bonus achha hota hai aur Hamen kamyabi milati hai isiliye Yahan per Apna Kam Karen mehnat ke sath aur Apna Dil lagakar Karen Dil lagakar kam ko karne se Ham Kamyab hote hain isiliye bonus ko improve Karen bonus improve karne ki koshish Hai Kisi Ko Karni chahie Hai Kisi Ko Apna Kam Apne time par karna chahie Apna Kam Agar Ham Apne time par karte rahenge To Hamen is se kamyabi milati Rahegi isiliye Dil lagakar Karen mehnat ke sath Karen kamyabi Hasil Karen . successful Hona Ham sab ke liye zaroori Hai.Ham Sab Ko Dil Laga kar mehnat sy kam karna hoga.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Nagitive Profit kya hota hy? jaiza

                  Ji han bilkul negative profit ek aisi chij Jo hamari nakam hi ki vajah banti hai agar Ham mehnat nahin karenge to Ham kam ho sakte hain aur ham ko milta hai jiski vajah se hamen main loss hota hai agar Ham mehnat karenge isko recover karenge to fir Ham aage ki taraf badh sakte hain negative profit se Murad hai ke hamara loss ho jana jis karya karva karna bahut hi jaruri hota hai agar Ham apne dost ko recover nahin karenge to Ham kaise kamyab honge

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X