Ya review national bank of pakistan par mabni ha ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ya review national bank of pakistan par mabni ha ?
    Salam:

    umeed karta hun ap sab kariyat sa hun ga aj ma jis topic pa ap sab sa bat karu ga wo national bank of pakistan ky bara ma ha umeed karta hun apko ya pasand ay ga tu ham start karty han.
    introdection:
    jese ky ap janty han ky natioanl bank of pakistan ak bohat acha bank ha ya bank bohat bara ha aor ya bank bohat kubsorat ha is bank ky pas kafi asasa majood ha ya bank pakistan hakumat ki malkiyat ha aor yas ak malti national kamarsal bank ha jo state bank of pakistan ka zili adara ha is ka sadar daftar karachi pakistan ma ha is ko ab tak pakistan ma 1511 saka majood han jin ky asasu ki malkiyat 20 million amriki doller sa zada ha ya bank sarkari aor tajarti dono subu ma bankari kidmat faraham karta ha aor is bank ny apni bohat sa masnoat tayar ki han ab ma apky sath is ky faidy aor nuksan ky bara ma share karu ga umeed karta hun apko ya pasand ay ga tu ham start karty han.
    advantages:
    national bank of pakistan ky bohat sa faidy han jin ma sa kuch ma apky sath share karu ga ya bank ak bohat acha bank ha aor is bank ny bohat taraki kar li ha ya bank hama bohat sa saholiyat deta ha ya bank hama online banking ki saholat bhi deta ha aor ya bank hama atm card aor credit card aor degar cards ki saholat bhi deta ha is bank ki har sahar ma braches majood han ya bank duniya ky bahtreen banku ma samil han aor is bank ki security bhi bohat achi ha aor is bank ma kafi mulazmin job karty han aor ya bank apny sab mulazmin ko achi salary deta ha.
    disadvantages:
    jese ky ap janty han ky har chiz ky faidy hony ky sath sath us ky nuksan bhi hoty han lekin is bank ky koi nuksan nahi han bas ya bank kafi mashor ha jis ki waja sa is ma rush kafi zada hota ha aor zada rush ki waja sa hamara kafi time waste hota ha aor is ky koi khas nuksan nahi han.

اب آن لائن

Working...
X