Jaiza: "Indicators" ka forex trading man role....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: "Indicators" ka forex trading man role....
    Assalam o Alaikum! Dear seniors and juniors Mein avsar members ke sath indicators ka Forex trading main use per Apna knowledge share karta hun ummid hai kya aap sab members ko isase fayda Hasil Hoga dear Forex trading ke andar indicators metatrader 4 Mein helping tools Ki Tarah available Hote Hain Jo Hamen forex market ki taraf se available Hote Hain intools ke andar trader ko Jyada se Kyon rakhne aur apne account ko se Kyon rakhte Hue Kamyab trading karne ke liye different indicators Diye hote hain indicators ko trader Apne market price chart ke andar place Karta Hai Jiski vajah se market ke andar usko different signals Milte Hain aur indicators ko trader Apne technical analysis Main Jab vah market price chart ko read kar raha hota hai to usmein trade entry audit exit ko paint karne ke liye indicators ka istemal Karta Hai Har indicator ki apni Kuchh specification hai jo Harsh conditions ke andar utilise karne se bahut jyada fayda Hasil Kiya Ja sakta hai hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: &quot;Indicators&quot; ka forex trading man role....

    Forex mai jab ap trade karty hain tu trading mai jab tak ap ko apny pairs ki support or resistance ka nahi pata chaly ga tu ap ko nahi samaj aye gi kay trade kab or kaisy open karni hai or kaha us ko close karna hai. es kaly leye ap ko chart pay indicators ko draw karna hota hai. indicators ki madad sy he ap apny trading kay technical analysis ko kar sakty hai.jo ap kay pair ka sahi trend line ko find karny main madad karty hain or ap ko bataty hain kay market kaha tak move kar sakti hai.

    اب آن لائن

    Working...
    X