Indicators kia hty hn?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicators kia hty hn?
    Slam dear members!
    Umeed krta hu ap thk hon gy. Pak forex forum pr mehnat kr rhy hon gy. Forum se apny knowledge ko increase krny k sath sath achi achi post kr k ziada se ziada bonus hasil krny k liye hard work kr rhy hon gy. Dosto mera ap se swal h k forex ma indicator kia hty hn ir kesy work krty hn. Seniors members jo is field ma new hn guide kr den.
    Thanku.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Indicators kia hty hn?

    Indicator ka istamal hum forex trading market ke movemint ka advance main malom karne ke liye use karte hain take hum market movemin ko samajhte hoe profit gain kar sakain indicator hamain trading software main mil jate hain or hum apnay experience ke buniad par in ka istamal karte hain
    • #3 Collapse

      Re: Indicators kia hty hn?

      Assalamu Alaikum Forex trading market Mein trading Mein successful hone ke liye different indicators istemal Hote Hain Jo ke aapko market 10 ke bare mein ek acchi information provide Karte Hain ya indicators different types ke Hote Hain aur aap Inko metatrader 4 Mein Apni trading strategy Mein istemal Karke market ka future predict kar sakte hain ya indicators different calculation ki base per design kiye gaye hain Taki aap market mein kisi bhi trend ko easily identify kar Saken agar aap in indicators ka Sahi istemal Karte Hain To aap ek Kamyab trader Ban sakte hain
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Indicators kia hty hn?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Tariq123 پيغام ديکھيے
        Indicator ka istamal hum forex trading market ke movemint ka advance main malom karne ke liye use karte hain take hum market movemin ko samajhte hoe profit gain kar sakain indicator hamain trading software main mil jate hain or hum apnay experience ke buniad par in ka istamal karte hain
        Indicator ap ko meta trader 4 or 5 dunu mai mil jaty hain yeh ap ki chart ki setting main set hoty hain jo ap ko madad karty hain kay ap es sy trend line ko draw karian or indicator ki madad sy pattern ko find kar kay ap trend find kr sakty hain jo ap ko support or resistance ki surat mai milta hai jis ko ap trading mai apply kar kay apny stop loss or take profit ki value ko set karty hain.

        اب آن لائن

        Working...
        X