Kya metatrader 4 ko aasani ke sath istemal Kiya Ja sakta hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya metatrader 4 ko aasani ke sath istemal Kiya Ja sakta hai
    Assalamu Alaikum dear group members metatrader 4 aik trading software ha jo aSani ke sath Google Play Store se download karke Apne smartphone mein bhi Install kar sakte hain aur trading kar sakte hain ya Ek Tarah ka online terminal hai jo aapko broker ke sath connect kar deta hai ismein different tones aur indicators bhi available hai jo ki aap istemal Karke market analysis kar sakte hain uske sath sath aap apni previous trading history dekh sakte hain news section mein AAP news ko study kar sakte hain aur different currency pair aur commodities ke andar aasani ke sath koi bhi trade Laga sakte hain smart phone mein install karne ki vajah se aap isko Kahin per bhi use kar sakte hain ya Ek bahut Achcha song Ek hai aur aap Sabko isko install karna chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kya metatrader 4 ko aasani ke sath istemal Kiya Ja sakta hai

    Slam dear forex member. Ma umeed krta hu ap thk hon gy. Forex ma expert hny k liye mehnat or hard work kr rhy hon gy. Bonus gain krny k liye achi achi post b kr rhy hon gy. Meta trader 4 bht he bhtreen trading software h. Is ma hm broker account ko sign in kr k trading kr skty hn. Is ma different functions hty hn. Apni trading history, trading news sb kuch is ma dkh skty hn. Hmen trading k liye mt4 he use krna chye. Wesy to different brokers apni trading apo provide krty hn. Lkn mt4 ya mt5 best trading softwares hn. Ye usr krny ma b bht easy hn. In pa trading kr k hm achi trading kr skty hn. To ma yhi khu ga k hnesha mt4 ko prefer kren.
    • #3 Collapse

      Re: Kya metatrader 4 ko aasani ke sath istemal Kiya Ja sakta hai

      Assalamu Alaikum edit ko Hamen Sani se small kar sakte hain metatrader Ek Kisan ke function hote hain aur ham ismein Software Hardware second memory aur ismein Hamara Sara data hota hai aur Google per Google per jakar download Karen aur isase is Hamen is Hamen fayda hota hai aur aur Forex Mein hardworking Karen Jyada Jyada kam Karen is Hamen bahut jyada profit
      • #4 Collapse

        Re: Kya metatrader 4 ko aasani ke sath istemal Kiya Ja sakta hai

        Metatrader4 ho yaa Metatrader5 yeh dono hi trading ke liye aik source haen. En softwares ke zariye hum trading kerne ke qabil ben sakty haen. Yeh koi itny mushkil nahi haen es mein kuch options haen jin ki madad se ap market ko analyse kerna seekhte ho. Un tools ko use ker ke ap price ki future movement ka pata lagate ho aur profit kamate ho. En tools ka achy se istemal ap ko Anna chahyea.
        • #5 Collapse

          Re: Kya metatrader 4 ko aasani ke sath istemal Kiya Ja sakta hai

          Jahan Pyare bhai jaan aapane theek kaha hai ki metatrader 4 ko aasani ke sath istemal Kiya Ja sakta hai gram metatrader 4 Mein Apne trading karna chahte hain to uske liye aapko login password Yad Hona chahie Uske bad aap login number and Jo aapka password Ho vah dial Karke Apne trading Jari kar sakte hain aur Apna server karne bhi Yad Hona chahie vah click Karenge aur uske bad aap apna kam 70 kar Sakenge
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Kya metatrader 4 ko aasani ke sath istemal Kiya Ja sakta hai

            Meta trader 4 ko use karny main ap ko faida yeh hai kay ap es ko easily use kar sakty hain. ap ko pata ho ga kay ap kay tools es mai kaisy use ho sakty hain. ap jab basic tools like buy or sale ap karty hain. ap chart ki setting, indicators, time frame, or baqi sub tools like trailing stop, buy stop, sale stop etc jab ap ko yeh sub use karna ayain gy tu ap ko asani hogi kay ap samaj sakty hian kay aop ko trading mai es tools ko kaisy use kar skaty hain or ap kaisy apni trades ko achy sy manage kar sakty hain.

            اب آن لائن

            Working...
            X