Greedy se bchen
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Greedy se bchen
    Slam!
    Dear members umeed h ap khriyat se hon gy. Forum pr bht ziada mehnat kr rhy hon gy. Acha bonus hasil krny k liye hard work or struggle kr rhy hon gy. Achi achi post se apny knowledge ko increase krty rhen. Doston aaj main bahut important aapke per baat karne ja raha hun. agar aap Forex Mein kamyabi Chahte Hain To greedy factor Se Dur Rahe. agar aap lalach Mein Par Gaye To Kabhi Bhi kamiyab Nahin ho sakte. Ek Achcha trader Hamesha lalach Se Dur rahakar positive trading karta hai aur Usi Se Usko profit hota hai. Hamen chahie ki profit Hasil karne ke liye lalach Mein Kabhi Bhi Na pren. Soch samajhkar planning and strategy ke sath kam Karen Ham ismein Kamyab ho sakte hain. otherwise ismein kamyabi Namumkin Hai. bahut se members lalach Mein Aakar apni positions ko time per close Nahin Karte Jiski vajah se wo loss kr Baithe Hain. loss se bachne ke liye sabse pahle aap lalach aur overtrading se Bacchan. is k bd ap zarur kamyab Ho sakte hain otherwise aap ko loss Hoga aur aap trading ko Chor Denge to isiliye loss se Bacchan aur positive trading Karen. Isi mein aap acchi earning kar Sakenge aur apni Forex trading ko behtarin Bana Sakenge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Greedy se bchen

    We all are saved from gready person because gready person take to loss so beware from gready people.
    We all know gread is curse.
    • #3 Collapse

      Re: Greedy se bchen

      forex trading main aany waly afrad amoman greedy ho jaty hain k jaldi sy jaldi ziada sy ziada kama saken or ye lalach he unko hero sy zero kr deti hai or wo apni tamam investment ganwa bethty hain, bilkul sahi kaha ap ne k lalch nahi krna chaheay balky hazir dimagi sy kam le kr sabar or tahamul k sath trading krni chaheay ta k ap kamyabi ka darwaza khol saken.
      • #4 Collapse

        Re: Greedy se bchen

        Ji Ham mere dost greedy se bachen kyunki yah kaisi bimari hai agar insan ko lag jaaye to fir sari jindagi uska picha nahin chhod diye aur dusron ko bhi is se bachne ke tarike ine Karen Preeti aapane padha hoga kitabon mein yah pahle class se lekar jahan tak bhi aap jitne bhi padhe Hain sab main aapko bataya Gaya hoga the thirsty crow vah to ek acchi Kahani thi chalo aap yah dekh le iske greedy dog Ho Gaya yaar main to anpadh hun mujhe nahin pata thoda thoda padha likha hun dekhta hun isiliye aapko jyada pata hoga aap mujhse jyada jante honge lalach buri Bala hai jisko is gana Shepherd Gaya samjho vah is duniya se chal Basa lalach mere Bhai jitna bhi ho sake bus lalach se dur rahe hain aur dusron ko bhi talken Karen is baat ki khud bhi bacche Hain dusron ko bacha hai Allah aap Kahani aur na sar Ho hajar Kala khuda hafiz amanullah
        • #5 Collapse

          Re: Greedy se bchen

          Forex Trading me aik trader ko nuksan pohncahny wali bohat si cheezain hain. Lakin aik cheez jo kay sab traders me hoti hay wo hai greed. Ye aik aisi bemari hai kay koi bhi es se bach nahi saka Forex trading me es ki waja se sab se zayda nuksan hota hai. Aik trader agr apni greed ko control karna seekh lai to wo kabhi bhi nakam nhi go ga
          • #6 Collapse

            Re: Greedy se bchen

            G aapne bilkul thk kaha he ke jab hum greed krte he to hume aksar loss ho jata he or pachtate he is liye traders ko chahiye ke wo sabar se ma'am kre or lalach na kre bas apni mehnat ko jaari rakhe or kaamyaab ho Jaye shukriaaa...
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Greedy se bchen

              assalam walekum for expert Tamam uses ko Shanti Ham Sab Kuchh chahie ki Ham Forex per kam karte hue Har use kam se Kitna Karen Jo 4 Jo Forex ke aur aur uske khilaf on Hamen Har Surat Mein Forex platform par usko follow karna chahie Roj ko faltu karte hue Jo Ham kam Karenge vah Hamare liye bahut hi beta aur fayde man sabit Hoga Iske alava Agaram Koi kam karte hain to use Hamen Koi fayda Hath Raha Nahin pahunch Sakta

              اب آن لائن

              Working...
              X