Market ko analysis karna kio zaroori hai@@@
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ko analysis karna kio zaroori hai@@@
    assalamu alaikum my dear and all friends members ummid karta hun ki aap sab khairiyat se hun bhi ji han main aapko yah batana chahta hun ki market karna licence karna kyon jaruri hai agar Ham market ko analysis karna chahte hain to iske liye hamen jaruri hai ki hamare pass knowledge or experience hona chahie aur market ko analysis karna bahut jaruri hai

    kyunki market analysis karke Ham koi bhi acchi trade open kar sakte hain Jo hamen achcha profit de isliye expert trader banne ke liye jaruri hai ki tradus a profit Hasil kiya jaaye aur tredence a profit tab hi Hasil hota hai jab Ham barkat ko analysis karke trade open karte hain aur apna account save rakhte Hain isko wash hone se bachate Hain

    aur iske liye jaruri hai ki hamen market ko analyses karna aata Ho agar Ham market analysis karna Sikh Le uske bad yah Maine soch samajh Kar apne account balance ke mutabik ki trade open karni chahie aur kisi bhi rate ke entry-point per se he trade open karni chahie kabhi bhi entry point se pahle trade open mat Karen isiliye market ko analyses karna bahut jaruri hai expert trader banne ke liye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ko analysis karna kio zaroori hai@@@

    dear member markeet ko analysis krna bohat zrori hai trading krtay hwy markeet ka analysis krna zrori hai kun k analysis kr k ap achi trade lga sktay hain es liay trading se pehlay markeet ki movement ko dekhna r analysis zrori hai
    • #3 Collapse

      Re: Market ko analysis karna kio zaroori hai@@@

      Assalamu Alaikum Janab Jaisa kya aapane kya kar market analysis karna Kyon jaruri hai market karna isliye jaruri hai kya Mishra Mein Pata Chalta Hai market mein kis chij ki value of a rahi hai aur khane Se Achcha Laga sakte ho jaega
      • #4 Collapse

        Re: Market ko analysis karna kio zaroori hai@@@

        Walaikum aslam g Bhai jan AP ki bat bilkul thek hay me bhi yhai Khao ga Kay is market me acha Kam karny kalye ham ko market ko achi trha sy aynales karna hoga agar Ham market ko achi trha at aynales Kar Katy hay to pher ham is me APny ACcount Kay hisab sy ham apni treading Kar saktty hay or apny balance Kay hisab sy ham apni treading Kar Kay or apny ACcount Kay hisab sy ham apni tread opan Kar sakty hay or acha Kam Kar sakty hay ham konos me achi mhenat or soch smjh Kar Kam karna hota hay agar hamary pass acha aynales hay to ham ko is me Market me nuqsan nhi hoskata hay
        • #5 Collapse

          Re: Market ko analysis karna kio zaroori hai@@@

          Assalam o alaikum,g bilkul ak acha question Hy,kisi bhe chez ko kamyab bnany kaleaye sub s pahle us ko achi terha s samaghna chaheaye,or us p experience hona chaheaye,market ko analyse krneny s ap bat ka andaza laga sakty hyn k Goya market ka rujhan Kia Hy,takeh AP ak achi or pur umeed trade kr saken,or ziada s ziada money Kama saken,kion jb ap posting krty hyn mahnat krty hyn or bonus jama krty hyn,or trade karna chahty hyn,us wkt ager ap market ko analyse ni kro g to achi trade no ke pao gy,jis s ap loss m chaly jao gy
          • #6 Collapse

            Re: Market ko analysis karna kio zaroori hai@@@

            Market ko analyse karna bahut jyada important hai Kyunki Agar Ham market wale ise karte hain aur uske bad apni trade open Karte Hain To Hamen Achcha profit Hasil ho sakta hai isliye Hamen chahie ke pahle market ko acche tarike se analyse Karen Agar Hamen analysing karna Nahin Aata to analysing Koshik Hai Uske bad market ko acche tarike se analyse Karen Uske bad updated open Karen tab aapko Achcha profit Hasil Hoga agar aap bagair analysing ke training karte hain to aapko kabhi bhi profit Hasil Nahin ho sakta aapko Hamesha loss ka Samna karna padega
            • #7 Collapse

              Re: Market ko analysis karna kio zaroori hai@@@

              Dear member Assalamu Alaikum market ko analysis kiye bagair kabhi bhi Hamen trade Na lagaen Koi Bhi Jab trade lagata Hai To sabse pahle analyses Jaruri Hote Hain Ki market kya kar rahi hai contact Kis Tarah ja rahe hain aur kis Taraf market movement kar rahi hai ab ja rahi hai yah Don ine Tamam chijon ko sabse pahle samajhna Jaruri hota hai agar Hamen analysis kiye Bhagya trade Lagate Hain To iska matlab yah hai ki Ham apne business 10 ke sath bhi serious nahin hai aur ham profit Nahin Chahte
              • #8 Collapse

                Re: Market ko analysis karna kio zaroori hai@@@

                jee han market ko analysis karan aboth zaruri han knowledge aur experience hoo gaa uar achy hardworking ke hoo gy too trader koo trading me koi preshani nae hoo gy phr trader easy se trading kr ke profit haasil kr sktaa hy es lye knowledge apko pata hona chahiye k ais waqt market kis taraf ja rahi hai apko news read kerni chahiye forex k mutaliq aur jo bhi malomat mile us se mukammal faida uthana chahiye. aisi tarah ap zyada earn sakte hain,,,
                • #9 Collapse

                  Re: Market ko analysis karna kio zaroori hai@@@

                  jee agar Ham market analysis Nahin Karenge To Hamen loss Hoga agar aap Chahte Hain ap ko loss na ho to bhut zarori he agar knowledge ho ga to hi ap demo ki practice kar sakte hen and yai knowledge hi ap ko trading men loss se bacha sakta he.
                  • #10 Collapse

                    Re: Market ko analysis karna kio zaroori hai@@@

                    dear friend market ko analyse karna hamare liye bahut hi important hai kyunki Bina analyse kiye ham market mein Kabhi bhi profitable trading nahin kar sakte iske liye hamen market mein main ek method select karna hoga aur hamen use method per bar bar analyse karna hoga jab ham bar bar ek hi method per analyse karenge to hamara analysed satrong Hoga jiski vajah se ham profitable trading kar payenge
                    • #11 Collapse

                      Re: Market ko analysis karna kio zaroori hai@@@

                      jee hn all friend markeet ko analysis krna bohat zrori hai trading krtay hwy markeet ka analysis krna zrori hai kun k analysis kr k ap achi trade lga sktay hain ap forex main ager achchi trading knowledge hasil kerlete hai to ap kafi achchi earning ker sakte hai lekin confidently or skillfully thanks,,
                      • #12 Collapse

                        Re: Market ko analysis karna kio zaroori hai@@@

                        Assalamu Alaikum doston ummid hai aap sab khairiyat se Honge ji Agar Ham Forex Mein Kamyab Hona Chahte Hain To Hamen market ko analyse karna Aana chahie aur usko samajh Na Aana chahie tha ki Ham aur kitne Hone Wali moments ko acche se judge kar sake aur patient ke sath ismein kam Karen Taki aapko khush rahe per interest show Karen aur present main ke sath acche se market Kate Trend follow karne ki koshish kar sake aur acchi earning kar Saken
                        • #13 Collapse

                          Re: Market ko analysis karna kio zaroori hai@@@

                          Walaikum salam dear Forex member umeed karta hun ap sab khairiyat se honge ap ne Acha topic discuss kiya ha market ko analyse karna kiun zarooi hota ha is liye zaroori hota ha ke ham market ko analyse kar ke trading karte hain to Apne loss se Bach sakte trading karne se pehly market ko analyse kana bahut hi zaroori hota ha Forex trading me.
                          Ap Ka aik thanks bohat zrori ha
                          • #14 Collapse

                            Re: Market ko analysis karna kio zaroori hai@@@

                            Dear market ki analysis kar k hum safe aur profitable trading Kar sakty Hain aur loss k chances kum say kum ho jaty Hain aur acha result hasil Kar laity Hain aur hamen bgair analysis k trade nh karni chahye aur hamen apne analysis ko strong karna chahye taky hum aik kamyab trader bun saken aur agr hum analysis nh Karen ge tu hum kabhi achi trade nh Kar saken ge aur na hamara account strong ho ga aur hamen achi earning bh nh milay gi aur hum aksar loss ko face Karen ge is liye analysis bhut zarori hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Market ko analysis karna kio zaroori hai@@@

                              haan, aap sahee hain, ki kuchh saphal vyaapaariyon ne apanee rananeeti hamen nahin bataee, balki ve apanee rananeeti sikhaane ke lie chaarj karate hain aur yah bahut mahanga hai ki naee baee ise bardaasht nahin kar sakatee hai, lekin agar log vyaapaar ke roop mein vyaapaar karana chaahate hain to ve kar sakate hain unakee shiksha aur rananeetiyon ka laabh uthaen.
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X