Starting Mai Bari Lot or baray risk ko ignore karian.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Starting Mai Bari Lot or baray risk ko ignore karian.
    Dear Forex Members

    Trading mai traders jab demo se kafi acha experience kar kay es live account mai atay hain tu woh aksar fail ho jaty hian un kay fail honay ki waja yeh hai kay woh sahi tarha se apny acount ko manage nahi kar paty hian. jis waja se un ko loss ho jata hai woh start mai ap ko low risk trade karna hogi or us kay bad ap kuch time bad apna risk level apny analysis ki base pay increase karain gy tu ap ko pareshani nahi hogi or ap asani se handle kar lay gy start mai aisa karian gy tu ap emotional trading ka shikar ho jayin gy
    Ap kaisy kudh ko manage karty hian

    Share kejey
    Shukria.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Starting Mai Bari Lot or baray risk ko ignore karian.

    Assalam o alikum
    Aksar loog jo demo acount pe bhot zeyda profit earn karty hein wo real acount pe aa k Bari lot size se trading karty hein jis ki wajah se wo money management ko follow neh Kar paty aur loss karty hein Agar hum money management ko follow neh karein gay tu hum forex mein Kabhi kamyab neh ho sakty es lie humein chaye k hum real acount pe apny acount k hisab se lot size ka intekhab karein aur zeyda risk lie Bina trade lagain ta k hum mentally tor pe relax fell karein aur achi trade karein shukria
    • #3 Collapse

      Re: Starting Mai Bari Lot or baray risk ko ignore karian.

      Starting mein bari lot size se aap Hamesha batch kar rahe lot size Hamesha Itni lagaen ki aap apna kam kar Saken isliye lot size bahut important hai aur aap ko kam karna bhi Aana chahie lot Size start Main agar Badi Laga Lo to aapko kam ki samajh nahin aati aur na hi aap kam theek se kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Starting Mai Bari Lot or baray risk ko ignore karian.

        Assalam. O. Alikum dear forex member umeed ha ap sb khairyat sy hun or bhut acha bouns bi hasil kr rhy hun gy g dear humy trade ma rishk atna zahda nhi lna chyn ku ka us ma hum bhut bary loss ma pans shkty hain starting ma humesha lot size sy bachyna chyn or soch samj kr trade krni chyn tb hi successful bi hun gy or apko kam ka experience bi hona chyn jitna experience ho ga utna hi successful bi hu gy
        • #5 Collapse

          Re: Starting Mai Bari Lot or baray risk ko ignore karian.

          G han dosto bilkul forex trading me starting me Humen bari lot aur risky tarde sy aviod Karn chy agr hum Laalach aur jaldbazi me aya kar bari lot istemal Karen gy toh ismein humara apna he nuksan hoga aur Humen loss kia samna karna padta hai risky tarde humesha market expert hony kiya bad Lana chy phly risky tarde Karen gy toh humara account wash ho jaega Humen active mind kiya sht tarde lagni chahie aur apna Experience gain Karn chy tabhi hum achi earning kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Starting Mai Bari Lot or baray risk ko ignore karian.

            dear ham koi bhi kaam start kartay hain to usk start main ham usk baray main kuch bhi khaas nai jantay hotay hain k hamin us main kaam kartay hwuay kis hissb say usay mange kartay hwuay kaam karna hay ya hamain us main kab kitn akis hissb say risk lainay ki hamain zarurat hoty hay agar ham without knowledge aur expereince k us main ziada say ziada lalach kartay hwuay risk say kaam kartay hain to hamko us kaam main nuksan to hota he ham magar usk sath sath ham us main kaam karnay k bhi kabil nai reh jatay hain jisk liye zaruri hay k hamain aisi situations ko apnay mined main he rakhtay hwuay kaam karnay main hamari smajhdari bhi hay aur ham aisay kartay hwuay he us kaam ko kamyabi ka rasta bana skatay hain.
            isi tarha say he forex market ka business hay jis main kaam kartay hwuay agar ham is main isk start main kam say kam risk laitay hain to yeh hamari samjhdari bhi hay aur aisay kartay hwuay ham is makret main kam say kamrisk laitay hwuay iski reality ko bhi achi tarha say jaan laitay hain aur jaisay jaisay wakt guzarta jata hay ham is main apni grift ko pakka kartay jatay hain aur usk sath sath ham strong bhi hotay jatay hain aur aisay karnay say he ham is market main succes bhi ho skatay hain.
            • #7 Collapse

              Re: Starting Mai Bari Lot or baray risk ko ignore karian.

              Forex trading start karne ke liye aapke pass acchi investment aur acche experience ki jarurat hoti hai agar main is Baat Ko personally aapse share Karun to initial stages per Hamen kabhi bhi real account ko start nahin karna chahie sabse pahle Hamen apni learning ko check karne ke liye ki Ham Kitna Achcha knowledge rakhte Hain usko are demo can't per implement karna chahie demo counter check karna chahie Uske bad hi Ham Aage implement kar sakte hain ya kam kar sakte hain....
              • #8 Collapse

                Re: Starting Mai Bari Lot or baray risk ko ignore karian.

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Forex_raja پيغام ديکھيے
                Starting mein bari lot size se aap Hamesha batch kar rahe lot size Hamesha Itni lagaen ki aap apna kam kar Saken isliye lot size bahut important hai aur aap ko kam karna bhi Aana chahie lot Size start Main agar Badi Laga Lo to aapko kam ki samajh nahin aati aur na hi aap kam theek se kar sakte hain

                start ho ya koi be ap ka trading ka level ho ap ko lot sie apny capital kay hisab se lagana cheye ap aisy bna count keye yani mney management keye trade open karian gy tu ap ko loss ho saka hai esleye koshish karain woh trades open karain jo ap ky account ky capital kay mutabiq ho .aisi trades open na karain jis mai ap ki judgement ya luck ki base shamil ho us se ap ko loss ho ga or experience be disturb hoga.
                • #9 Collapse

                  Re: Starting Mai Bari Lot or baray risk ko ignore karian.

                  Assalamu alaikum their friend kya kar Forex trading mein ham new hai to start mein hamen lot size bag Nahin lagani chahie balki sambhal lagane kya kyunki Bangalore sahi se hamara account jald bhashan sakta hai to hamen apni load Sahi sambhal se start Karni chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Starting Mai Bari Lot or baray risk ko ignore karian.

                    Assalam o alikum
                    Aksar loog jo demo acount pe bhot zeyda profit earn karty hein wo real acount pe aa k Bari lot size se trading karty hein jis ki wajah se wo money management ko follow neh Kar paty aur loss karty hein Agar hum money management ko follow neh karein gay tu hum forex mein Kabhi kamyab neh ho sakty es lie humein chaye k hum real acount pe apny acount k hisab se lot size ka intekhab karein aur zeyda risk lie Bina trade lagain ta k hum mentally tor pe relax fell karein aur achi trade karein shukria
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Starting Mai Bari Lot or baray risk ko ignore karian.

                      Dear Forex Members

                      Trading mai traders jab demo se kafi acha experience kar kay es live account mai atay hain tu woh aksar fail ho jaty hian un kay fail honay ki waja yeh hai kay woh sahi tarha se apny acount ko manage nahi kar paty hian. jis waja se un ko loss ho jata hai woh start mai ap ko low risk trade karna hogi or us kay bad ap kuch time bad apna risk level apny analysis ki base pay increase karain gy tu ap ko pareshani nahi hogi or ap asani se handle kar lay gy start mai aisa karian gy tu ap emotional trading ka shikar ho jayin gy
                      Ap kaisy kudh ko manage karty hian

                      Share kejey
                      Shukria.
                         
                      • #12 Collapse

                        • #13 Collapse

                          Re: Starting Mai Bari Lot or baray risk ko ignore karian.

                          Yes, you are absolutely right This thing is very much in forex trading Be patient Avoid big lads It should not happen that your account is passed soon Put up small trades with small lads You will start more slowly Your account will be less prone to habitat Which will benefit you small Clear the concept of buy and sell
                          • #14 Collapse

                            Re: Starting Mai Bari Lot or baray risk ko ignore karian.

                            A.O.A forex members mn umeed krta hon ap sab khairyat sy hon gy g nhi starting mn hmein lot size hmsha small rakhna chahyie aik new member start mn agr lot size big rakh dy to asy nuksan bhi ho sakta hai to as liye zarori hai start mn lot size small hona chahye as sy agr ap ko loss hota hai to kum loss ho ga khoshish krein start mn lot size small rakhein.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Starting Mai Bari Lot or baray risk ko ignore karian.

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: moon45
                              ji han sahi kaha aap ne starting me hamy bari lot nhi lagani chahiye kyon k starting me hamare pass Zeyada experience nhi hota to bari lot se hamy nuqsan ho sakta hai hamy chahiye k starting me ham choti lot ka use kare taa k ager loss ho to kam loss ho
                              starting mai jab ap lot size bra rahko gy tu ap ko loss ho sakta hai. ap ko risk level maintain karna hoga. in shaa ALLAH ap ko lot size se acha result mily ga. koshish karian aisi trades trade na karian jo judgment ki base pay ho ya phir ap scalping mai bari lot ko use karo gy. esleye apni trades ko manage karnay kay leye apni trades ko sahi time pay open karian or profit or stop loss dunu ko decide kar kay chose karian.
                               
                              اب آن لائن

                              Working...
                              X