Nakami ki wja??
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Nakami ki wja??
    Asslam o alaikum dear forex member kese hain ap sb log kheriat se hain dear member forex m nakami ki kia wajohat ho skti hain kun log nakam hotay hain es business m..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Nakami ki wja??

    Trading me nakami ki waja ghalat planning aur risky trading hoti hay trading planning agar poor ho to traders ko agar strong signals be mil jaye aur market ki condition aur movement be traders key ley clear ho per be traders ko nakami hi milti hay esi tarha se risky trading ki jaye to achi planning key bawajood aur market key bary me achi information be traders ko nakam traders bana sakti hay.
    • #3 Collapse

      Re: Nakami ki wja??

      Forex trading Mein nuksan ki important Wajah Hamari apni mistakes Hoti Hai Jab Ham Apne trading co open Karte Hain To Ham Apne trade ko open karne mein jaldbaji karte hain aur Forex rules ko follow Nahin Karte Jiski vajah se Hamari trade Hamare against Chali jaati hai aur Hamen Apne trade se nuksan ho jata hai lekin Agar Ham Apne trade ko Soch samajhkar aur proper planning ke sath aur apni Satrangi strategy Banakar Forex rules ke mutabik open karne ki koshish karen to Ham Apne trade Se Achcha profit Hasil kar sakte hain aur apne trade ko secure bana sakte hain isliye Hamen Hamesha Apne trading co Forex rolls ke mutabik open karne ki koshish Karni chahie.
      • #4 Collapse

        Re: Nakami ki wja??

        dear friend forex trading mn nakami ki bahot c wajoohat ho skti hn lekin meray khial mn forex trading ko jo log earning ka asan zria smjh kr join krtay hn aur mehnat nhi krtay to woh log forex trading mn nakam ho jatay hn aur jo log mehnat krtay hn woh forex trading mn kamyabi bhi hasil krtay hn
        • #5 Collapse

          Re: Nakami ki wja??

          Dear friend nakami ki wajah hmari apni he mistakes hain humein agar khud ko nakam hone se bchana hai to phir humein chahie ky hum mehnat kren aur apni mistakes ko remove krny ki koshish kren ta ky acha profit hasil Kiya ja sake aur is ky ilawa khud d per yakeen rkha Jae ta ky hum ache kamyabi ko possible bna saken
          • #6 Collapse

            Re: Nakami ki wja??

            nakani ki sb bare vaja ya ha k mhynat ni karty hy jo insan mhynat karta ha vo kbi ni harta ha hm ko soch smaj k st kam karna chahaiy agar hm yahha dil laga k r time ni dy gy to hm ko nakami hi mlni ha hm ko sucess hasal karny k liy roz time tabel ks t kam karna chahaiy hm ko yaha job samj k kam karna cahhaiay
            • #7 Collapse

              Re: Nakami ki wja??

              Nakami ki wajah yah hai
              1. Ham apni kabiliyat par shak karte Hain
              2. Logon ka khof
              3.kafi log khud ko bilkul perfect samajhte Hain aur dusron ki Rai ko gair zaruri tanqeed karar dekar rad kar dete Hain
              4.apni responsibilities ko accept na krna
              • #8 Collapse

                Re: Nakami ki wja??

                A.o.a umeed ha ap sb khairyat sy hun gy g dear apki bt bilkul thk ha g dear forex ma nakami ki bhut c wajhat ha lakin mary khayal ma log jb risk trade lgty hain wo bi bagir sochy samjy tu wo kabi bi kamyab nhi ho shkty or bagir palning ka jb trade lgtyn hain tu tb bi nakami hi hoti hai
                • #9 Collapse

                  Re: Nakami ki wja??

                  Assalam alaikum ummid hai aap sab khairiyat se honge aap ki baat to theek hai ji der forex mein macrame ki bahut se vajah hai lekin mere Pyar mein log Jab race car trade lagate Hain vah bhi bagair soche samjhe to vah kabhi bhi kamyab nahin ho sakte aur bagair planning ke jab trade lagate Hain to tab bhi Na kami hi hoti hai agar Ham trade lagate Hain to soch samajh Kar trade lagani chahie Agar Ham soch samajhkar treat lagayenge to Ham kam Jab bhi Ho jaenge
                  • #10 Collapse

                    Re: Nakami ki wja??

                    Nakaami ki asl wjha hamari mistakes b hein kion k mistakes ki wjha se he hamein loss hota ha or agr ap dobara loss nai krwana chate to ap ko chiaye k ap apni ghaltion pr focus krhen agr ap focus krhen to ap ki ghaltain he ap ko experience deti hein so apna km soch smjh k krhen
                    • #11 Collapse

                      Re: Nakami ki wja??

                      Hum Forex rules ko follow Nahin Karte Jiski vajah se Hamari exchange Hamare against Chali jaati hai aur Hamen Apne exchange se nuksan ho jata hai lekin Agar Ham Apne exchange ko Soch samajhkar aur legitimate arranging ke sath aur apni Satrangi procedure Banakar Forex rules ke mutabik open karne ki koshish karen to Ham Apne exchange Se Achcha benefit Hasil kar sakte hain aur apne exchange ko secure bana sakte hain isliye Hamen Hamesha Apne exchanging co Forex rules ke mutabik open karne ki koshish Karni chahie.
                      • #12 Collapse

                        Re: Nakami ki wja??

                        assalamu alaikum friends kaise hain aap sab khairiyat se honge umeed karta hun forex se jyada se jyada fayda hasil kar rahe ho ki main aap sabhi bhaiyon se ek baat share karna chahta hun ki nakam is vajah se hote Hain Ham mehnat nahin karti sabse jyada hamen mehnat karni chahie mehnat karke jab Ham work karenge to achcha karke cprofit hasil kar sakte hain kamyabi hasil kar sakte hain tumhen aap sahab ko yahi kahunga ki jyada se jyada mehnat karni chahie mehnat karne wala insan hi kamyabi hasil karta hai thank you friend
                        • #13 Collapse

                          Re: Nakami ki wja??

                          Kisi bhi business mein koi bhi shakhs nakam ho sakta hey oor iska matlab yeh nahi hota keh us business mein koi masla tha balky wo shakhs us ko sambhal nahi saka oor apni galtion ki waj sey nuqsan hasil kia hhhey. Isi trha agar koi shakhs Forex ko bina seekhy start krey ga to usko nuqsan hoga. Zyada tar log Forex ko start krty hen oor seekhty nahi hen oor logo key btay rasto par chal kar shortcut ki tlash mein hoty hen to aisy log Market sy nakam hoty hen oor apna nuqsan krty hen.
                          • #14 Collapse

                            Re: Nakami ki wja??

                            Forex mein humain naakaamioun ka samna iss lye kerna hota hai kyun kay hum kisi ki achi baat per amal nahin kertay hain achay sae kaam nahin kertay hain forex mein humain market kay analysis kernay chahyeain forex ma apny senior ki batyn hoi batoun pa zror amal krna chyn us sy hum bi un ki trh successful hun gy jb hum senior ki trh mehnat kryn gy or apny kam ko pilura karyn gy tu hum bi un ki trh forex ma zror kamyab hun gy senior humy jo boyn humy un pa amal krna chyn un ki advice mahni chahyeain hm ko soch smaj k st kam karna chahaiy agar hm yahha dil laga k r time ni dy gy to hm ko nakami hi mlni ha hm ko sucess hasal karny k liy roz time tabel ks t kam karna chahaiy hm ko yaha job samj k kam karna chahyea agar khud ko nakam hone se bchana hai to phir humein chahie ky hum mehnat kren aur apni mistakes ko remove krny ki koshish kren ta ky acha profit hasil Kiya ja sake aur is ky ilawa khud d per yakeen rkha Jae ta ky hum ache kamyabi ko possible bana sakain forex aik bahut acha business hai aur aap iss ko apna permanant business bana lain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Nakami ki wja??

                              Nakam bnda tab huta hai jab bnda apny marzi say ka. Krta hai apny senior ki follow nahi karta esi leye estrha koi we kam nahi karna chaheyai agr ea trha karty hai tu humy nuksan hujta hia tu eai leye in cgezo ko khass khyal rakhna chaheyai agr hum es chez pay karay gaay focus tu yab chez humry leye ek kamya i ka zareya ban jaye gee

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X