loss ka matlb na kami nai h
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: loss ka matlb na kami nai h

    Ji han loss ka matlab na kami nahin hai hamen last se kuchh sikhana chahie Taki Ham dobara apni galti na Karen balke galti ko right Karen jiski wajah se Ham apna achcha profit Hasil kar saken
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: loss ka matlb na kami nai h

      Walaikum Asalam.
      Jee bilkul sahi kaha ap nay loss to business ka part hain or loss sub ko hota hain achy expert experience traders ko bhi hota hain kiyo k koe bhi forex market ko 100% predict nahi kar skta hain . Na hee fundamental analysis k method say or na hee technical analysis k method say . Is liay loss honay par stress nahi layna chaia panic hokar forex market ko give up karny ka mind nahi bananna chaia hope lose nahi karni chaia . Infect apni mistakes ko observe kary taaky next wo hee same mistakes repeat ni ho . Or loss ko recover karny k liay money management zarur add kary apni trading planning mai
      • #33 Collapse

        Re: loss ka matlb na kami nai h

        Bilkul loss ka har ghiz woh matlb ni huta hai k ham nakaam hu gay hain forex mai loss hr kisi ko ni huta hai kisi kisi un expert bnda ko huta ha magar hmmy chiye k is platform mai experience ky sth hi kaam kia karain taky loss na hu skky or loss ka har ghiz yeh Matlb ni hai k ham nakam hain asal mai is platform ma loss or profit duno huty hain part hai business ky isliye preshan ni huna or achy se performed krna huga or then hi success ham hu skky gy
        • #34 Collapse

          Re: loss ka matlb na kami nai h

          Friends Apne bilkul theek baat ki hai ki loss ka matlab na Kami Nahin Hai loss Business mein Hote rehte hain aur jo log loss hone Ki Surat Mein ghevra Jaate Hain aur loss Ki Surat Mein Khud Ko nakam samajhte Hain unhen bilkul bhi Aisa nahin karna chahie Jis Tarah Hamen Achcha profit hota hai Usi Tarah Kabhi Kabar Hamen lost bhi ho jata hai Kyunki loss or profit her business ka hissa hote hain isiliye loss or profit Ki Surat Mein Apne emotions ko control Mein rakhen Kyunki agar aap apni most ko control Mein Nahin rakhte hain aur loss hone Ki Surat Mein confused hokar Apna Kam Jani forex business Ko Chhod Dete Hain yah job Chhod Dete Hain Ki Hamen loss hua hai to aapko bilkul bhi Aisa nahin karna chahie Kyunki Jis Tarah Hamen loss hota hai Usi Tarah Hamen profit bhi hota hai isiliye Agar Ham Mein loss bhi ho gaya hai Hamen chahie ki Ham Apna loss recover karne ki koshish karen Kyunki loss recover karne mein hi Asal kamyabi Hai loss cover karna bahut important hota hai jismein stick ki vajah se aapko loss ho jata hai aapko chahie ki aap use mistake se sikhen Kyunki Jitna Jyada aap mistake se experience Karenge Dobara loss se bhi bus Jaenge agar aap mistake se sikhane ki koshish Karenge to to all members isiliye aapko chahie ki aap lost a confused Na Ho Kyunki loss aur profit business ka hissa hote hain Duniya ka koi bhi Aisa business Nahin Hai jismein loss Na Hota Ho
          Ager Post ache lagi ho to thanks zaror den
          • #35 Collapse

            Re: loss ka matlb na kami nai h

            jee han huma loss ho jya to huma paeshan ni hona chiya q ka loss ka matlb nakami ni hn waqat app ko loss ho jata ha ise liye app ko chahye kay app pehly achy say demo account pr practice kary ta kay app ko koi bhi loss na ho or app achy say forex ko samjh sako is say app ka hi faida ha app ko phir loss bhi nahi hoga and acha profit hasil hoga
            • #36 Collapse

              Re: loss ka matlb na kami nai h

              Yes,dear forex members loss ka mtlb nakammi nhi hoti Nokia Hamen chahie ki ham log Se ghabrakar Na Umeed Ho Jaaye aur for extra kam karna Chhod De to yah bahut galat hai ek achha hota hai Kamyab Insan wahi Hota Hai Jo Na Kami ke dar Se Apna Kam Nahin chhodata Bil ke use chahie ki vah Apna Kam Aur Bhi Maine to Lagane ke sath double result maker Itna Achcha result dekar dusra hairan Raja Ke Humne kam Itni improvement dikhaiye Itna Achcha kam kiya hai ki Hamen usse bhi double result Mein Aashirwad for Citric online work hai uske andar last Prophet Hota rahata Hai Magar Kisi Se Hi Insan sakta hai loss or profit isliye Zindagi Ka hissa mistake ghabrana Nahin chahie na ummid Nahin Hona chahie Milke mehnat Imandar ke sath Apna Kam Jari Rakhna chahie uska result Hamen Ek na Ek Din Jarur Hassil Hota Hai Shukriya
              • #37 Collapse

                Re: loss ka matlb na kami nai h

                assalamu alaikum ummid hai kya aap se bilkul theek honge jaisa kya aapane kaha hai ki loss ka matlab na kami nahin Hai to aapko Bata chale gaye ji aapane bilkul theek kaha hai iska matlab na kami nahin Hai Hamen chahie kya mein apne loss se sikhe agar ham log se sikhenge use bahut hi kamyab honge Hamen mein rahana chahie Hamenapne kam mein interest Lena chahie agar Ham interest lekar kam karenge Ham kamyab Ho jaenge Love Kush waqt Hota Hai jab Ham apni ghltiyun kw ignore naw karen hm tb loss ka shikar hoty hm jb Ham apno ghaltiyun ko ignore kar dete Hain
                • #38 Collapse

                  Re: loss ka matlb na kami nai h

                  g hn agr hamra loss hota ha to voh hamari apni Kisi mistake ki vajah se agr ham dobara mistake ni karte hain forex trading k bary mei then ap kabi b trading mei success get nahi kar sakty hyn or after loss all traders kill their account is mei trading ka koi fault nai hota hmary pas knowledge nahi hota is waja se hmen loss hota hy so agar hum forex trading mei successful hona chahty hyn then we to get good knowledge and get experience about trading.
                  • #39 Collapse

                    Re: loss ka matlb na kami nai h

                    G han firex members loss ka blkul bhi mtlb nhi k sab kuch khtam ho gya hai blky is ka mtlb hai k dobara koshsih krni hai aur tab tak koshsih nhi krni jab tak hum kamyab na ho gaein. Aur jab hum koshsih krtai hain to humein kamyabi zaror milti hai..
                    • #40 Collapse

                      Re: loss ka matlb na kami nai h

                      Dosto forex main loss hona koi bari Wajah nahe kaye app Nakam samjin loss aur profit dunia k har karobar ka hisa hai esi tarha forex trading main b loss ho jata loss ki bari waja ye hi Kaye jab app market ko sochy samjy aur bgir information trade Karin gy to loss ho ga es lye forex main khud ko nuqsan ki waja se nakam samjny ki bajay app mahent Karin aur kamyab ho jyen loss Hona koi bari bat nahe.
                      • #41 Collapse

                        Re: loss ka matlb na kami nai h

                        Dear forex 1 business hai or business m utar charhao hota rehta h par iska matlb yai bilkul nai h k ham nakaam ho gy hain or agr trading m hamain loss hota b hai to khabrana nai chahiye qu k hamain or ziyada dekhny ka moqa milta h or ziyada mehnat Karni chahiye or sekhna chahiye forex k bary m mazed sekhna chahiye agr koi galti ho to usy qawar karna chahiye
                        • #42 Collapse

                          Re: loss ka matlb na kami nai h

                          Dear members
                          Umeed hai k ap khairiyat se hungy or apni learning and earning iche treke se kr rhe hungy jesa k member ne kaha k forex me loss ka mtlb nakami nhi hota ,bcz loss or profit to duniya k hr business me hota rehta hai lekin asal success tb milti hai k jb hm apne loss se b learn krte hain or nxt time k leay better strategy or planning k sath market me entry lete hain. Is me aik or bat bht important hai k loss ho ya profit hmen hmesha sbr k sath kam lena chaheay or ksi qism ki jaldbazi ni krni chaheay. Agr loss ho rha ho to market ko dekhte rahen or wait kr len, apki loss wali trade 1 2 din k bad profit me aa skti hai or ap ne usi wkt ka wait krna hai or jaldbazi me koi dosre decision nhi lena. Or agr profit ho to sbr k sath dekhte rahen or kam mgr consistent profit pe satisfied rahen. I hope apko meri bat smjh aa gai hogi. Thanks 😊
                          • #43 Collapse

                            Re: loss ka matlb na kami nai h

                            Assalamu Alaikum ummid karta hun aap sab bhai khairiyat se Honge Ji Bhai aapane bilkul theek kaha hai ki loss ka matlab na Kami Nahin Hai agar mein loss Ho bhi Jata Hai To Hamesha Barse kam Lena chahie aur use lost Kore Khabar Karke pura pata chal karna chahie Agar lock Hota Hai To Ham na Kam Nahin Hote Hamen kamyabi ke liye mehnat Karni Hogi aur Achcha kam karna hoga
                            • #44 Collapse

                              Re: loss ka matlb na kami nai h

                              Dear Forex trader users Assalamu Alaikum agar aap ek baar na kam ho Jaate Hain aor aapka loss ho jata hai to aapko ko bilkul bhi Himmat Nahin Harini chahie agar aap apna kam ho Jaate Hain To aap ko posting karne Nahin chhodana chahie aur aapko Jyada mehnat Karni chahie Taki aap Kamyab ho sake Jab aap apna kam Hota Hai to Aapka Hosla Tut Jata Hai Apne Hosla ko Buland rakhen Taki aap Jyada posting kar sake aur aapko Achcha profit mil sake
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: loss ka matlb na kami nai h

                                GM bhaijaan aapane bilkul theek kam hai aapke pass same agri hun main class ka Matlab Na kami nahin hai bhar kailash nikka hamari mistake ki vajah se nikal knowledge na hone ki wajah se hota hai aur har business

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X