Trade me nuksan ki wajah
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade me nuksan ki wajah
    Trading Mein loss Ki Sabse Badi Wajah Ham Khud hote hain Kyunki Ham Ek kam ko Bina samjhe Nahin Karte na Hi Kam ko karne ke liye forest ki quality ko acha Karti Hain Jo quality acchi Ho Jaaye use per kam Achcha hoga jo quality acchi Nahin Hogi for extra speaker performance Nahin Dega na hi Hamesha kam kar Sakenge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade me nuksan ki wajah

    Har trader kay loss ki apni apni reason hoti hai. ap ik reason pay nahi bata sakty hain kay es waja se loss howa hai.khas kar woh trader jo loss ko face karty hain woh apny ap ka analysis karain kay un ko loss kin kin waja se howa hai woh un waja ko note karain or us kay sath apny weak points ko be jab note karain gy us mai phir learning or practice se un reasons ko door karian gy tu un ko phir again us mistake se loss be nahi hoga or sath main woh apna experience mazeed gain karain gy.
     
    • #3 Collapse

      Re: Trade me nuksan ki wajah

      dear ham koi bhi business strat kartay hain to hamain sab say pehlay usk start main ziada say ziada losese ka samna is wajha say hota hay k ham us kaam k baray main kam say kam knowledge honay ka reason hota hay laikin jaisay jaisay ham us kaam ko samjhtay jatay hain ham usk baray main experience bhi hasil kartay jatay hain isi tarha say he yahan pay forex market ka business hay jis main kaam kartay hwuay jub ham isay join kartay hain to ham is makret k baray main kam say kam knowldge honay ki wajha say achi eanring bhi nai kar patay hain aur usk sath sath hamain is amin lose ka bhi samna rehta hay agar ham is douraan market main kaam akrtay hwuay isko smajhnay ki koshish nai kartay hain to hamko is main kaam karnay ka koi bhi faida nai hota hay jisk reason yeh hotay han.

      without knowledge k market main enter hona

      forex market main kaam kartya hwuay koi new hay ya old hay jub tak ham is main kaam karnay k liye knowledge k sath kaam kartay hain to hamko isay samjhna bhi asaan hota hay aur is main kaam akrtay hwuay is main say earning karna bhi asaan hota hay laikin agar ham is main sab kuch bay tukkay tarekay say kaam karaingay aur without experince k koi risk laitay hain to hamain is main nuksaan he hoga.
      lalch karnay say nuksaan hota hay

      forex market main kaam kartay hwuay jub hamaray pass achay say acha experience bhi hay aur jub ham yeh bhi jantay hain k hamain is amin kaisay kaam karnay say acha profit milna mumkin bhi hay laikin ham achay prfoit k bawjood bhi is main lalach akrtay hain to hamain earning ki bajaye nuksaan ka he smana hota jayega.

      fake signals ko follow karnay say nuksaan

      forex market main kaam kartay hwuay agar ham kisi k fake aur unexperts k signals ko ham follow kartay hain to hamain is makret main earning ki bajaye nuksaan pay nuksaan milta jayega jisk baad is main kaam karnay ka koi bhi faida nai hay.
      • #4 Collapse

        Re: Trade me nuksan ki wajah

        Jaise ki Hamen Maloom Hai Ki Ham Jab kam Karte Hain To Ham kabhi bhi Sahi signals ko follow Nahin Karte aur Hamen is baat ka bhi Maloom hota hai yah Ham Jo signals per kam kar rahe hain Unki accuracy kitni hai Jin ki vajah se Hamen bahut jyada loss ka Samna karna padta hai ..


        Agar mein dusri Taraf Dekhun To Hamare emotions Hamare control Mein Nahin Hote aur ham Ek trade lene ke bad aur usko acche profit Mein close karne ke bad before the withdrawal Ham amount per Masjid Badi lot ke sath trading kar lete hain Jo ke bahut padha nuksan dekar Jaati Hai...


        Sahi analysis Na Karna bahut Padhi loss ki vajah Hoti Hai fundamental technical analysis Karke kam ko Maszeed Aage badhaya Ja sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: Trade me nuksan ki wajah

          trade Mein nuksan ki vajah Ham Khud Hote Hain Ki Jab Bhi Ham market Mein trade Lagate Hain to Bina analysis ke Laga Lete Hain market contest and Nahin Karte ki market kya hai kaise aur kab move Karegi kab aapko market se fayda Hoga aur kab Yahi market Hamen nuksan de sakti hai
          • #6 Collapse

            Re: Trade me nuksan ki wajah

            jab trader loss karta hai tu woh apni weak points ki waja se karta hai or kia traders kay weak points hai woh behtar janta hai esleye ap koshish kiya karain jab ap trading karain tu ap apny weak points ko note karain or un ko khatam karny ki koshsihs karain. ap jab tak apny trading plan mai apny weak points ko add nahi karain gy tu ap ko pareshani hogi or ap sahi se aghy nahi barh sako gy esleye koshishg karian kay jab ap trade karain tu ap us ko proper plan kay sath lay kay chalo or sath sath apni strategy pay work kar kay us ko strong karain.
             
            • #7 Collapse

              Re: Trade me nuksan ki wajah

              trader kay loss ki apni apni reason hoti hai. ap ik reason pay nahi bata sakty hain kay es waja se loss howa hai.khas kar woh trader jo loss ko face karty hain woh apny ap ka analysis karain kay un ko loss kin kin waja se howa hai woh un waja ko note karain or us kay sath apny weak points ko be jab note karain gy us mai phir learning or practice se un reasons ko door karian gy tu un ko phir again us mistake se loss be nahi hoga or sath main woh apna experience mazeed gain karain gy.
              • #8 Collapse

                Re: Trade me nuksan ki wajah

                Acchi aane ke liye main thoda prapt Zaroori Hota hai isliye Jyada Lal Aaj Nahin Karni chahie pass thoda ho aur Metatrader 4 ke upar Ham bahut hi jyada Ladki rojana Mein hote hain to isliye Main lalach Nahin Trade Mein nuksan ki vajah sabse pahle Tu Badi bachaya aur kya kya Mila lachkata gram Lala Chunav Kare Tu Aata Nahin kar sakte to idhar Mein stock market Mein MP4 mein Trade Mein nuksan ki vajah sabse pahle Tu Badi bachaya aur kya kya
                • #9 Collapse

                  Re: Trade me nuksan ki wajah

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: moon45
                  trading me nuqsan se sab se bari waja yehi hai k hamary pass trading k bary me knowledge aur experience nhi hota ager hamary pass acha knowledge aur acha experience hoga to is se hamy nuqsan bohat kam hoga ager ham bina soche samjhe market ki movement ko samjhe baghair trade kare ge to hamy loss hoga
                  Forex trading mai nuksan ki jo khas waja hai woh trader ki studies na karna or practice na karna hai. jis waja se bad mai traders ko loss face karna parta hai. jab trader in cheezo se door rahy ga tu phir us ko pareshani nahi hogi. koshish karain kay jo ap ki mistakes hai or jo ap ki learning missing hai us ko complete karain or apni trade mai extra trade open na karain. sirf woh trade karian jo ap ny study or practice ki ho.
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade me nuksan ki wajah

                    mara dost jada tar jo dakhna ma ata ha wo ya ka jab koi bhe trader bghair planing ka or bgair sotcha samgha us pair par trading karta ha jis ka bara ma usa bilkol bhe ilm or experience nai hota or wo market ko predict kiya bghair us pair par order place kar data ha to tab usa nuqsan uthana parta ha kw ka trading kana batcho ka bas ke bat nai ha or na he is pa qismat ko azmaya ja sakta ha yahan par sirf wo log he paisa kama sakta han jin ka pas jada sa jada ilm or forex ka basic skills ka bara ma knowledge ho us ka ilava koi bhe shaks is platform par zada dair survive nai kar sakat bar bar lose hona ke waja sa wo khud bakhud he is sa tang a kara chor data ha.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trade me nuksan ki wajah

                      trading mai nuqsan trader apni mistake se karta hai. kabi woh money management nah karta, kabi overconfidence or kabi lalch etc. har trader janta hai us ki weakness kiya hai us ko woh door nahi karty hain or loss kar jaty hain or bad mai Forex ko blame kiya jata hai.esleye aisy blame se bachain or apni trading mai ap ko cheye confidence level ko maintain rahkain or woh tab ho ga jab ap sahi se apny trade ko manage karo gy.
                         
                      • #12 Collapse

                        Re: Trade me nuksan ki wajah

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Forex_raja پيغام ديکھيے
                        Trading Mein loss Ki Sabse Badi Wajah Ham Khud hote hain Kyunki Ham Ek kam ko Bina samjhe Nahin Karte na Hi Kam ko karne ke liye forest ki quality ko acha Karti Hain Jo quality acchi Ho Jaaye use per kam Achcha hoga jo quality acchi Nahin Hogi for extra speaker performance Nahin Dega na hi Hamesha kam kar Sakenge
                        Bina samjhay jab ap kaam kro gay nuksan hoga. it is highly risky business gee haan iss forum say hum learning kay sath sath raening he ker saktay hain. forex ap k liye best hai kio k ye ap ko achi earning dy jata hai is liye ap ko forex ko join karna chahye start karne se pehle learing aur knowledge bht zaroori hai. Same isi tarah learing k bagair aur knowledge k bagair forex mein bhi kamyabi nahi milti.
                        • #13 Collapse

                          Re: Trade me nuksan ki wajah

                          jab hum mehnat nahi kartay tabi humay loss hota ha forex ak asi chiz ha is ma hum os wakt success nhi ho sakty ha jab tak humary pas is ka bary ma ak acha knowledge or ak acha experience nhi ha is lia humy is ma bht ziada mhnat kani ho gi or
                          os ka bad hi hum is ma kamiab ho sakty ha.
                          • #14 Collapse

                            Re: Trade me nuksan ki wajah

                            jab ap mehnat nahi kro gay yakeenan nuksan hoga hm achi learning k sath hi hm is business me acha earn kar skaty hain isi liye hmen chahe k hm is business me hmeshah achi learning k sath hi kam kiaa kareen ta k acha earn kar sakyn asani se forex trading business men success hail krny ky liy learning krna boht zarori hy learning kamyabi ki key hy learning sy hi knowledge or experience milta hy bagher learning ky forex men earning nahi hoti learning kren phir earning ho gii
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trade me nuksan ki wajah

                              اسلام علیکم پیارے دوستو امید کرتا ہوں کہ آپ سب ٹھیک ہوں گے خیریت سے ہونگے اور خوش ہونگے اور اپنی زندگی میں مگن ہوں گے آج کا جو بھیٹریڈنگ میں سب سے جو نقصان کی وجہ ہے چاند سے وہ تب ہے جب کہ ہم کسی چیز کو سٹڈی نہیں کیا ہوتا کسی چیز پر کام نہیں کی ہوتی ہے اور ڈائریکٹر کام شروع کر دیتے ہیں مگر جس کو جانے سمجھے اور لوگوں سے پوچھے بغیر ریٹ لگا لیتے ہیں تو پہلے ہمیں چاہیے کہ ہم جس کو سمجھے پڑھنا سٹڈی کرے سرچ کریں اس کے بعد ٹریڈ لگائیں تاکہ میں نقصان اٹھانے کیا نوبت نہ پڑے تو نقصان سے بچنے کے لیے کوشش کریں اور اچھی پوسٹ کرے اور پاکستان فوریکس ہم بہت ہی اچھا پلیٹ فارم میں وہاں سے اچھی پوسٹیں کر کے وہاں سے حاصل کریں اور اس بات پہ آپ مسجد انویسٹمنٹ کریں ٹریڈنگ کریں بہت شکریہ ہے اس میں

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X