Update my trading journal
hello guys kisy ap sab main ummid karta hon kay sab theek hogye aur bohat achy weekend ko enjoy kar rahy hongy sir mery sath kuch din se ek
problem shuru howi hai aur wo abhi chal rahi hai aur wo mera masla theek nahin ho raha mujy samjh nahi ati ab kiya karon asal main baat yeh hai
kay main jo bhi post claim karta hon to wo reject ho jati yeh email a jata hai kaha jata hai kay apki image theek nahin hai ab kiya kerna chahy kal bhi
main nay yeh post ke the aaj pher kar raha hon is main mujy kiya karna chahy aur kis tarh ki image upload karna chahy
![]()