pakistan forex main hamary loss ki vaja jaldbazi or laluch hoti hay...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    pakistan forex main hamary loss ki vaja jaldbazi or laluch hoti hay...
    Mery forex members ap sab kesy hain main ap sabko yeh btana chahta hon k forex main loss ki sab say bari vaja laluch or jaldbazi hoti hay lehaza en chezon say door rehna chahiye planing k sath kam karna chahiye ta k hum forex main kamiyabi hasil kar sakain...
    $#@#i Khan
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: pakistan forex main hamary loss ki vaja jaldbazi or laluch hoti hay...

    Assalamu alaikum naya friend ji han aapane Sahi kahan hai Forex mein hamari nakami ki vajah aur loss aane ki vajah jaldbazi aur lalach hoti hai agar aap apni trading co kamyab banana chahte Hain profit Lena chahte Hain aapko chahie ki sabar ke sath mehnat ke sath kam Karen acche practice Karen jaldbaji bilkul hi Na Karen Varna aapke Dryden loss mein jayegi aur aapko profit Nahin milega jaldbaji karne wala insan apne business mein ham yad Nahin hota 👍
    • #3 Collapse

      Re: pakistan forex main hamary loss ki vaja jaldbazi or laluch hoti hay...

      Ji han bhai bilkul aapane sahi Kaha Forex forum 1920 mein sirf aur sirf Hamare loss ki vajah Hamare jaldbazi hai isliye main chahie Ki Main aat Karen jisse mein bahut jyada fayda Hoga aur ham bahut jaldi se mein kamyabi ho sakte hain isliye main chahie ki knowledge experience ke sath work Karen Taki Ham bahut jaldi se mein Kamyab ho jaen jisse mein bahut jyada fayda ho sakta hai aur ham apni life ko bhi successful ho sakte hain ya Ek bahut hi accha business hai Ham ismein bahut jald Kamyab ho sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: pakistan forex main hamary loss ki vaja jaldbazi or laluch hoti hay...

        Ji han bilkul sahi kaha ke pass Forex mein loss ki vajah Lal Aaj Aur jaldbazi Hai agar aap Pak Forex Mein kam karte hain aur aap ismein lost Se Bachana Chahte Hain To aap kabhi bhi Lal Aaj Aur jaldbaji na Karen Kyunki dear jaldbazi mein kiya Gaya kam Hamesha galat hota hai aur Lala jo chij hai jo Insan ko to Barbad kar deti hai lalach Buri Bala Hai lalach Mein kharab kar deti hai Hamari Jindagi banaa deti hai isliye Ham Sabko chahie ki Ham Lal Aaj Se Dur Rahe aur apne kaam par Jyada Se Jyada Karen ji han yaar isliye Ham Sabko chahie ki Ham Pak Forex per Jyada Se Jyada mehnat Karen aur kabhi bhi jaldbaji aur Lala Chala Karen Jagran college Nahin Hoga agar aap Logon Se Bachana Jaate Hain To Mujhko follow Karen agar aap lost Chahte Hain Agar aapko loss pasand hai to kya Ab jaldbaji kar de rahi hai aur Lal Aaj Bhi Karte rahi hai to aapko kabhi bhi kamyabi Hasil Nahin Hogi main aapse Yahi Karunga Yahi koshish karunga aapko Yahi kahunga bar bar ke kabhi bhi lalach aur jaldbaji na Karen Kyunki aap trade Jab karte hain agar aap comment Rachna to aap usmein anushasan nahin kar sakte isliye aap trade can't Waqt Apne Man Ko fresh rakhen isliye aap Sabko chahie ki aap trade karte waqt na Apne mind ko fresh rakhne aur Market ki movement ko check Karke trade Karen ok Shukriya.........
        • #5 Collapse

          Re: pakistan forex main hamary loss ki vaja jaldbazi or laluch hoti hay...

          g apki bat bilkul thk ha k forex mn hamaray loss ki waja hamari jaldbazi or laluch ha ham ko chye k ham ko forex mn kam k doran kabhi bhi laluch nhi karna chye q k laluch ham ko kabhi bhi kamyab nhi homny day gi agr ham chty hn k ham ko kamyabi milay tu ham ko chye k ham apnay kam mn kabhi laluch na karain tu ham kamyab ho jain gay or dosri bat ye ha k ham ko apnay kam mn sabr or tahmul ka muzhira karna ho ga ye bhi hamri kamyabi ki waja bnta ha
          • #6 Collapse

            Re: pakistan forex main hamary loss ki vaja jaldbazi or laluch hoti hay...

            Pak forex may kuch members aesay aesay bhi hay jinhay jaldi bahut ziada hote hay.or un sub ki koshish yahi hote hay ke jaisay bhi mumkin ho hum apna target pora kare.wo jaldi may mistake pay bilkul bhi gaor nahi karte hay.jis ki waja say un sub bhaiyo ki posts delete bhi bahut ho jate hay.jis ki waja say hame bonus bhi bahut kum milta hay.isi liye hame shuru hi apnay kam pay khsosi tawajuh ki zarorat hay.ta ke hame kabhi bhi loss na ho balke acha profit hu.
            • #7 Collapse

              Re: pakistan forex main hamary loss ki vaja jaldbazi or laluch hoti hay...

              GB bar aapane bilkul sahi baat hai kya Forex Mein Hamen loss jaldbazi aur lalach ki vajah Se Hota Hai Jab Ham Hamesha jaldbaji karte hain aur trading co Tujhe Samjha Karo open kar dete hain aur Kyunki Ham lalach Mein a Jaate Hain Aur lalach Mein Aakar Hamen andaza Nahin Hota ke market ke moment ki taraf se rahi hai aur jisse mera apna hi last ho jata hai isliye Hamen Koshish Karna chahie ki Ham trading karte waqt kabhi bhi gendbazi aur lalach mein Na Aaye Kyunki yah donon Ji Ne Insan ko nuksan pahunch Aati Hai Hamen koshish karne chahie Ek Ham experience ke sath trading Karen aur Sabar ke sath kam Karen Taki Ham Achcha Se Achcha profit Le sake
              • #8 Collapse

                Re: pakistan forex main hamary loss ki vaja jaldbazi or laluch hoti hay...

                Ji han dear aapki baat bilkul sahi hai Pakistan forex trading mein hone wale last ki sabse badi vajah jaldbazi aur Lal acchi hoti hai kyunki jab aap jaldbaji main market ki movement ko samjhaie bagair aur usko analyse ke bagair apni Koi trade open kar lete hain to uski vajah se aapko loss hona shuru ho jata hai isiliye useless ko bachane ke liye usse mehfooz rehne ke liye aapko chahie ki acchi tarike se market ki movement ko samajhne ke bad forex market mein trading shuru Karen Taki aapko last ka samna Na karna pade aur aap acchi aur profitable trading karte hue apne account ko mehfooz rakh sakn
                • #9 Collapse

                  Re: pakistan forex main hamary loss ki vaja jaldbazi or laluch hoti hay...

                  forex trading karte hue kabhi bhi jald baat hi se kam na Le agar Ham jaldbaji ke sath kam lenge to fir hamare liye kamyab hona bahut jyada mushkil hai isiliye hamesha soch samajh Kar kam Karen aur apne kam ko importance dete hue aage badho Ham jitna jyada focus hokar kam karenge aur apne kam ko importance denge utna hi hamara fayda hoga isliye jyada se jyada mehnat se Kam nahin aur apne kam ko behtar banane ki koshish karen apne karm ki quality ko improve karne ki koshish Kare agar hamare kam ki quality acchi hogi to fir bhi Ham forex mein kamyab ho sakte hain agar Ham quality time kam complete nahin karenge to fir hamare liye aur ek mein kamyab hona kabhi bhi possible nahin hai hamesha soch samajh Kar kam Karen aur apne kam ko behtar banane ki koshish karen
                  • #10 Collapse

                    Re: pakistan forex main hamary loss ki vaja jaldbazi or laluch hoti hay...

                    pakistan forex fourm hmary ly bhot acha busness hy jitna hm es ky oper work kry gy usi hisab sy hmain faida bi mily ga lakin hmain hr chez ko bhtr bana chay jis sy ap kamyb ho skay aur es ko daikha jay to pakistan forex foum hmary ly bhot acha busness hy jis sy hm loss ko to cover kr skty hy lakin jalbzi bi ni krni chay jo khap ko nuqsan dy en chez ko mange krna ho ga tab ja kr hm kamyb ho gy
                    • #11 Collapse

                      Re: pakistan forex main hamary loss ki vaja jaldbazi or laluch hoti hay...

                      Aoa
                      Forex members ap sab kesay hain umeed karta hoon k ap sab thek hoon gay aur kherait se hoon gay aur apna ko achay se kam kar rahay hoon gay aur acha bonus hasil kar rahay hoon.
                      Dear thek kaha h ais ahota h hmaray country main sab llog aksar aisa hi karty hain bonus ki lalach main jaty hain jalbazi karty loss ko nahi dekhty aur na hi forex k ruled ko dekhtay hain bonus k chakar main sab kuch bhool jatay hain phir loss k bad afsos karty hain lekin abd main kia faida afsos ka.....
                      • #12 Collapse

                        Re: pakistan forex main hamary loss ki vaja jaldbazi or laluch hoti hay...

                        Aslam.o.alaikum dear forex members ap ne bht achi bat ki hy ke forex men loss ki wajah hamari jaldbazi or lalach hy kionke hum sochy samjhy baghir hi trade laga lety hen or hamain is men loss ho jata hy dosery wajah hy hamari lalach hum chahty hen ke hamen kuch or ziada profit a jaye is wajah se bhi hum apna nuqsan ker bethty hen
                        • #13 Collapse

                          Re: pakistan forex main hamary loss ki vaja jaldbazi or laluch hoti hay...

                          Dear forex members hope u will be fine forex main post ki madad se acha bonus to hasil ho sakta hy per forex forum main ziada tar loss ki waja lalach ya jaldbazi hoti hy lalch bht buri bala hy lalch se guraiz karen jaldbazi na karen forex forum main hamesha achi soch k sath kam karen r confidence k sath kam karen gy to acha profit bonus earn kar saken gy lalach ya jaldbazi se forex business main nuqsan k siwa kch hasil nii hota hy sabar k sath kam len sabar ka sila acha milta hy r forex main achi success hasil hoti hy jaldi ka kam shetan ka hota hy jaldi mat karen relax ho active mind se forex forum per apna work perform karen shukria.
                          • #14 Collapse

                            Re: pakistan forex main hamary loss ki vaja jaldbazi or laluch hoti hay...

                            ji han dost wapas bilkul hi Sahi kaha hai jo samay tab aata Hai jab ham jaldbaji karte hain yah lalach ka istemal karte Hain to hamen nuksan hota Hai to hamen jaldbaji aur lalach Ka istemal har gauge nahin karna hoga fal ke hamen apna Kam mehnat ke sath experience ke sath knowledge ke sath karna hoga tab ham is mission mein kamyab ho sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: pakistan forex main hamary loss ki vaja jaldbazi or laluch hoti hay...

                              Yes dear market Mein lunch aur jaldbaji ki vajah se Ham Ko nuksan Ho Jata Hai Humko market Mein acche analysis karne ke liye Apne experience ki jarurat hoti hai agar Ham is market Mein Apna analysis karte waqt time Lagate Hain aur is market Mein Achcha decision Le Lete Hain To Humko is market Mein Kafi jyada fayda ho sakta hai Kyunki is market Mein Humne jo bhi trade open Karni hoti hai agar uska entry point Achcha hoga to Humko is market Mein Kafi Jyada profit ho sakta hai agar Ham is market Mein Sabar karte hain aur apni trade ka target hit Karvate Hain To Ham ko ismein bahut hi jyada profit Mil Jata Hai Jo log is market Mein money management ke rules ko Apne account per apply karte hain Unka account bhi safe rahata hai aur is market Mein acchi tarike se trading kar sakte hain Agar Ham is market Mein jaldbaji Karenge To Ham Ko nuksan Ho Jaega.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X