Classification of Currency Pairs
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Classification of Currency Pairs
    Dear members main aj apko forex trading market main use hony waly currency pairs sa related kuch valuable information share karna chahata Hun, no doubt Forex trading mein currency pairs ki bahut importance hoti hai. Aagr ap market main different currency pairs per apni trading ko perfect banana chahte Hain,to aapko currency pairs ki basic information zaroor pata honi cheye, otherwise ap currency pairs per profitable trading nahin kr sakhty Hain.

    What is Currency Pairs :

    Currency Pairs basically 2 different countries ki currencies ko compile krna hota hai, jab ap different currency pairs ka different basis per comparison krty Hain, tu different important analysis krny per apni en currency pairs per trading kr sakhty Hain.

    Formation of Currency Pairs :

    Dear member Forex trading mein agar aap currency pairs ki formation ko study krty Hain, to jab ap 2 currency pairs ko different important grounds ki basis per properly classified krty hain, or market main en ko trading kay liye offer krty Hain.

    Classification of Currency Pairs :

    Dear member Forex trading market mein utilised hony wali different currency pairs ko properly different types ko classified kr sakhty Hain. Enki briefly explantation ap sa share krta hun, Jo apk liye helpful ho sakhti Hain.

    Major Currency Pairs :

    Dear member Forex trading mein agr ap major currency pairs ko properly explain krna chahaty Hain, tu ismie apko simply ya dekhna hota hai, js currency pairs main USD currency involved hota hai, usy ap major currency pairs khety Hain. Is main aapko kuch example da Kay iski further explanation ktna chahata Hun.

    * EURUSD

    * GBPUSD

    * USDJPY

    * USDCHF

    * USDCAD

    * AUDCAD

    * NZDUSD

    Cross Currency Pairs :

    Dear member agar aap Forex trading mein eisy currency pairs ko study krty Hain, jismain USD currency involved Ni hota, un currency pairs ko aap Cross currency pairs kaha jata hai. En currency pairs ki kuch example ap sa share krta chahata Hun.

    * EUR GBP

    * EUR JPY

    * EUR CHF

    * CAD JPY

    * NZD CAD

    Minor currency pairs :

    Dear members Forex trading mein agar aap minor currency pairs ko study krty Hain, tu ismein aapko different devolving countries Kay currency pairs include hoty Hain. Dear member agar apko forex trading mein different currency pairs ko properly study karte Hain, tu definitely ismein aap ko bahut zyda advantages hasil ho sakhty Hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Classification of Currency Pairs

    Assalam o alikum dear forex member classification of currency pair .are three types of currency pair major minor exotic a currency pair is the dyadic quotations of the relative value of a currency unit again the until of another currency in the fireign exchange market.
    • #3 Collapse

      Re: Classification of Currency Pairs

      Dear Forex member ap ne boht he acche tarike se currency pair ki classification ko discuss Kiya dear Forex member ap ne bahut hi acche tarike Se Hamare Sath knowledge ko share Kiya Jo Kiya currency pairs ke related bahut hi Achcha aur informative knowledge bhi sabit ho sakta hai dear Humko is mein agar Apne currency pairs ke upar trading karna chahte hain To Hamen is main Hamesha bahut hi carefully Apne k currency pairs ko read karna Hota Hai.
      Dear Forex member Agar Forex trading Mein Ham ismein Apne currency pairs ke related apni Koi trading karna chahte hain to is Mein Hamen Apne jo sabse important currency pair hote hain vah Hamare major currency pairs hote hain dear Forex member Agar Ham ismein Apne major currency pairs ke upar acche tarike se focus Karke apni trading Karte Hain To Ham ismein bahut ki Achcha response apni market se le sakte hain isliye Hamesha Apne major currency pairs ko bahut hi acche tarike se utilise Karen.
      Dear Forex member Agar Ham is Mein Apne major currency pairs ko discuss Karte Hain To is ma Hamara Jo major currency pairs banta hai usmein USD ke sath koi bhi currency pair compared kar rahi Hoti Hai vah Hamara major currency pair ban raha hota hai agar Ham ismein USD ke sath Kisi dusre currency pair ko compression karte hain to hamare ismein major currency pair bante Hain jasy ka ERO/USD GBP/USD USD/JPY NZD/USD vagera vagera Hamare major currency pairs bante Hain.
      Dear Forex member Agar Ham is Mein Apne cross currency pairs ko handle Karte Hain To is Mein Hamare cross currency pairs bhi bahut Sare Ban Rahe hote hain dear Forex member cross currency pairs Har vah currency pair Hai jis mein Hamara USD Ke alava Jo Bhi currency pair apas ma compare kr k jo b pair banta hai vah cross currency pair hota hai dear Forex member Hamare cross currency pairs bhi Hamari market mein bahut hi acchi value rakhte Hain isliye Hamen is mein bahut hi carefully Apne cross currency pairs ko handle karna hota hai aur bahut hi carefully Apne cross currency pairs se analyses Karke apni market sy acha response hasil krny ki koshash krni chahai.
      Dear Forex member Agar Ham Apne different cross currency pairs ko discuss karna chahte hain to is Mein Hamare bahut Sare cross currency pairs band Rahe hote hain Jin Mein Main Chand Ek Ko show kar raha hun ERU/GBP GBP/JPY NZD/CAD ERU/CHF vegara is Ke alava Bhi Hamare bahut Sare cross currency pair Ban Rahe Hote Hain.
      To dear Forex friends Hamare is Mein minor currency pairs ko Ham dekhte hain to ismein hamare bahut Sare minor currency pairs bhi ban Rahe hote hain Jin Mein Hamare market in Mein different currency pairs ko show Karti Hai.
      ......Forum is a great place for traders talk.......
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Classification of Currency Pairs

        Es ki asan c classification karni hia tu ap ko bata do ap ko just major pair or baqi pairs ko daikhna hia. jo kamayb hai woh major pair waly ap ko milain gy us ki waja hai kay ap ko internet sy kaf izaida in ki knowledge mil jaye gi or ap ko kudh be un pairs ki currency ka kafi andaza hoga. or us ka spread be kam mily ga or ap un ka technical or fundamental analysis be kar sakty hian.

        اب آن لائن

        Working...
        X