What is RSI indicators.?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is RSI indicators.?
    Aslam o alaikum Dear friends kya hal hai ummid karta hun Sab khairiyat se Honge dear mein abhi Jis topic ko discuss karna chahta hun hmari trading Mein RSI indicators k related ha k dear friends basically indicators kya hain aur in ka hmari market ma kya system ha aur in ka hmari trading ma kya fayde ha.

    What is indicators,

    Dear Forex members indicators ka matlb ha k hamra forex market ky trends ka jaiza lgana k liy istmal kiy jaty ha in sy ye andaza lgya jata ha k market kis trif jay gi is sy ham ba asani andaza lga skty hain.
    Relative strength index(RSI)


    Dear Forex members RSI aik aosa pimana ha jis ki madad sy ham market ma majood currency, Metals(Gold, silver, oils) ki qeemto ma honu wali tabdilio ka andaza lgaya jaja skta ha RSI 0 sy 100 ke darmian napi ja slti ha.

    Click image for larger version

Name:	images (2).png
Views:	27
Size:	26.5 کلوبائٹ
ID:	12471112

    Over sold,

    Dear Forex members 30 sy kam RSI ka mtlb hota ham eversold ka laita ha jis ma ham ye dakhty ha k matloba cheez sell zada sell ho chuki ha.

    Over Bought,

    Dear Forex members ye 70 sy zada RSI hoty ha jis ka mtlb ham overbought ka laity ha is ka mtlb hota ha ke matloba cheez ka rate kam ho skta ha.

    Dear Forex members RSI suplly aur demond k qanon ke according jo cheez oversold ho jay us ka rate up jata ha aur jo cheez overbought ho jay us la rate down hota ha dear Forex numbers agr ham is ko bary time frame ke chart daikhen to RSI ki boht he zada ahmiat ha.
    ......Forum is a great place for traders talk.......
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is RSI indicators.?

    Relative strength index Ek bahut hi jyada strong aur Achcha indicator hai jo Hamen market bhi movement ko samajhne Mein help Karta Hai yani ke market ka Agar Hamen analysis karna chahte hain to is indicator ki base per bhi kar sakte hain Kyunki yah Mein Kafi Jyada benefit deta hai lekin doston yah baat bhi aap log Yad rakhen ki is indicator ko samajhne Mein Shuru main aapko thoda time lag sakta hai lekin agar aap ISI indicator ko samajh Gaye to aapko Achcha profit mil sakta hai Kyunki indicator se mein Kafi Jyada information milati hai ki Humne Kaise work karna hai aur kaise apni earning ko Achcha karna hai Mela Kaisa member samajh Gaye Honge
    • #3 Collapse

      Re: What is RSI indicators.?

      Ji bilkul ap ne bahut acha explain kiya hai. RSI aik acha indicator hai aur World mein kafi ziyada use hone waloon indicators mein se aik hai. RSI ap ko market ka trend bhi batata hai. Aur price ki average bhi. Ke es waqat price kis condition mein hai. Market ki over bought aur over sold conditions ko bhi zahir kerta hai. Ta ke ap over bought mein buy na karaen aur over sold mein sell na karaen. Es indicator se ap trading mein kafi help le sakte haen.
      • #4 Collapse

        Re: What is RSI indicators.?

        RSI Bhout simple or achi tarha se ap ko result batanay walay indicators mai se hai. jo trader scalping karty hain ager woh es ka use karty hain tu un ko pata hai kay kaisy trade ki jati hai or kaisy trader es se oversold ya overbought price ka pata chilata hai. yeh ap ko jab seekh jao gy tu ap ko asani se apni trade karna mai achy green pips hasil kar sakty hian or sat mai ap sahi se us se indicator ki madad lay sakty ho
         
        • #5 Collapse

          Re: What is RSI indicators.?

          My dear friend RSI forex ka sab sa zada use hona wala or bht he faida mand indicator ha jis ko har trader apni har trade ma jarur istimal karta ha chaha wo koi bhe pair ho currency pair ho ya mrtal pair. dosto RSI(relative strenght index) ke madad sa ham market ke movement or avrage ko acha sa analysis kar sakta han or khass tor par market ke average value ko ka is waqt market ka kiya rate chal raha ha or market sell ke ha ya buy ke. RSI ke totak average 0 sa 100 tak hoti ha agar to RSI 30% sa nitcha show hoarah ho to us waqt smgh la ka market over sell pa ha or jab RSI 70% sa above pa ho to us waqt market over bought hochuki hoti ha is lia is ka bara ma jada sa jada knowledge gain kara.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: What is RSI indicators.?

            RSI indicator ka faida yeh hai kay woh ap ko batye ga kay market kitni oversold ya over bought ho chuki hai tu us kay mutabiq ap ko apni trade karna hoti hai.esleye koshish karain kay jab be ap es ko use karian es kay sath kisi or indicator ko sath mai use kar lain es sy ap ko faida yeh hoga kay ap asnani sy apni trade ko against trend laga skaty hain jab ap ko signal dy kay market oversold ya overbought ho chuki hai tu phir ap us ko trend kay opposite trade karain.
             

            اب آن لائن

            Working...
            X