Dark Cover Cloud candlestick patterns and Piercing Candlestick Pattern.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Dark Cover Cloud candlestick patterns and Piercing Candlestick Pattern.

    Dear forex market mein aap Jab kam kar rahe hote hain to usmein hote hain kya aap ko kam karne ke liye ismein different trading strategies aur ismein different aapke pass for trans Hote Hain forex market Mein kam kah Rahe Hote Hain To usmein Ham dekhte hain ki Hamen ismein experience ki jarurat hoti hai agar Ham ismein experience ke sath Kam Nahin Karte To Ham ismein kabhi bhi kamyabi Hasil nahin kar sakte dear trading main aapko apna experience hi share karna Hota Hai Jab aap ismein dusre members ke sath Apna experience share Karenge aur ek ismein ek dusre ke sath Milkar kam Karenge to aapko ismein bahut jyada fayda Hoga dear trading Mein Jab aap demo counter practis karte hain aur aap demo account ka istemal karte hain to aapko ismein yah fayda Hote Hain Ki aapka experience increased hota rahata hai jisse agar aap apna experience or knowledge share Karenge to aap kabhi ismein fayda hoga agar aap in different patterns Ko Dekhkar trade Karenge to aap ko fayda milega.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Dark Cover Cloud candlestick patterns and Piercing Candlestick Pattern.

      Dear Humko is market Mein candlestick patterns Ko Dekhkar treat Karni hoti hai Humko market main trade lagany se phly apna Account balance dekh lena chaye aus k hisab se lot size select kar leni chaye aus k baad hum ais market mai apni trade ko hold rakh sakty hai jo trader ais market mai apny Account par zayda risk lety hain wo apna loss kar sakty hain ais liay hum ko money management k hisab se kaam karna chaye aus se hum ko kafi zayda faida ho jata hai jo traders ais market mai trading karty waqat lalch nai krty wo ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai hum ko mehnat krni hoti hai jis se kafi zayda faida ho jata hai ais market mai hum ko planing k hisab se kaam karna hota hai tab hum ais market mai nuqsan se bach sakty hain Ham is market Mein candlestick pattern Ko Dekhkar acche tarike se trading kar sakte hain.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: Dark Cover Cloud candlestick patterns and Piercing Candlestick Pattern.

        Dear forex member umeed karta hun aap sab khairiyat se honge Dark Cover Cloud patter ko achi tarah samjny kay bad hi aapko achi trading position hasil ho sakhti hai. Follow these points to get the dark cover cloud pattern ko Samjny Kay Liye.

        What Dark Cover Cloud?

        ek Eisa candlestick Pattern jo two Candlesticks Per mushtamil Hota Hai, is the main candlestick bulluishing trend jab Kay Dosri candlesticks bearish main hoti hai.

        Formation of Dark Cover Cloud

        Pattern resistance level for Dark Cover Cloud candlesticks per hota hai. Agar Market Mein aik bullish trend hota hi. Or last bullish candlestick, kay immediately bearish candlestick batik hai. Usy aap Dark Cover Cloud pattern candlestick pattern hain.

        Technique in Dark Cover Cloud

        Agr aap Dark Cover Cloud pattern candlestick pattern ki basis for apni trade krna chaty, to ismein Aapko SB sa Phly Market mein aik strong bearish trend ko Dekhna Hota Hai. Jab bullish candlestick kay bad bearish candlestick iski confirmation hai, tu time per aapmarket main entry lasakhty hain. Main aap ko trade leni cheye Eisi situation

        Stop loss Limit

        Jab aap darker Cover Cloud candlestick pattern, ko Faidamand Banany kay Liye apni Trading Mein shamil hain. Tu risk management rules kay Mutabiq apko Stop loss ki value Ko last higher point per Rakhna Cheye. Kunk agar market us level ko break kar jati hai, tu is ka mtlab hai bearish trend filhal naihn bana hai.

        Profit ValueDark Cover Cloud candlestick patterns ki help sa Jab aap Entry laty hain. Tu ismein Aapko Take Profit ki Limit hamesha Us Point per Select Krni Hoti Hai, jis Point sa Bullish Trend Start hwa Hota Hai

        اب آن لائن

        Working...
        X