Trading ke liye focus Rahe
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading ke liye focus Rahe
    Assalamu Alaikum dear members kaise hain ummid Karti hun aap sab theek Honge Forex trading karte hue forecast Rahe aur attentive hokar trading Kare agar aap trading main focus Honge tabhi aap Kamyab Honge Kyunki trading Mein Hamen bahut jyada attentive Rahana hota hai Varna Hamari trade loss Mein Ja sakti hai isiliye Hamesha aap apni trade ka vate Karen aur active Rahe
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading ke liye focus Rahe

    Ji han bilkul trading bahut ziyada mushkil h namomkin nhi iss lye ap ko ziyada se ziyada Forex trading Karny ki learning karni ho gi r bahut ziyada trading par focus hona chye r trading karty hwy ap ko bahut ziyada soch samjh Kar trade lagana ho ga r trading mn hamysha apnay trade ko kam lot size mn rhkin takey ap ko loss b kam ho r profit ziyada mily
    • #3 Collapse

      Re: Trading ke liye focus Rahe

      Assalam o alaikum i hope all members of forex will be fine. Or forex se acha profit hasil ker rahy hon gy Ji Bhai ap ny thk kha trading k waqt hamain trading ki traf he focus kerain or market ko achy se analyse kerain or market ki movement ko achy se analyse kerain or us k bad ja k hamain trading kerni chaiye tab ja k hum kamiyab ho sakty hn or forex forum se achi earning ker sakty hain or acha profit hasil ker sakty hn
      • #4 Collapse

        Re: Trading ke liye focus Rahe

        g haan trading mei acha focus hona chahiye humari trading achi ho sakti hay humay chahiey keh esmain theak say time dain kyun khe theak say time dai kar knowledge ko enhance kar kay trading karnay main he faida hota hay ye business sab kay liey best hya forex mein kuch arsy tak wo sahe chalny lagy ga kyo k forex mein kisi degree ki demand nahi hy jis sy ap asani sy kam kar sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: Trading ke liye focus Rahe

          ji aap forex trading nahin hamen har waqt active rahana hoga acchi trade ka vate karna hoga tabhi Ham forex trading mein achcha fayda Le sakte hain aur hamen koshish yah karni chahie ki Ham apni trade mein Star plus current off last se hamara kaun se pata hai mehnat karenge hamen acchi Punjabi mil sakti hai
          • #6 Collapse

            Re: Trading ke liye focus Rahe

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Rabiakhanzadi01 پيغام ديکھيے
            Assalamu Alaikum dear members kaise hain ummid Karti hun aap sab theek Honge Forex trading karte hue forecast Rahe aur attentive hokar trading Kare agar aap trading main focus Honge tabhi aap Kamyab Honge Kyunki trading Mein Hamen bahut jyada attentive Rahana hota hai Varna Hamari trade loss Mein Ja sakti hai isiliye Hamesha aap apni trade ka vate Karen aur active Rahe
            trading k liye thek se focus krna chahiye humay hamain education achi ho gi tab hi hum real main bi trade kar k hi hum sucss ho sakty hain, so hamain market main bi trade kar k hi hum achy say trade karein gay hum sucss ho sakty hain, so hamain markt main information hasil kar k hi hum real main bi trade karny k kabil ho sakty hain, aur ye ak boht hi best business hai is forex main bi trade karein gay Forex ko ap bageer knowledge aor learning ki kr to lo gy lakn los he los uthao gi forx trading ko ap jitna smj rahy ho aisa mumkin nh ye bahut he mushil kaam hybis ko achy method sy krny ki ly ap ki pass acha forex trading experience jona chahy ye ak boht hi best business hai is main planing kar k hi hum sucss ho sakty hain, so hamain market main bi education achi ho gi tab hi hum real main bi trade karny k kabil ho sakty hain market main bi information hiasl kar k h hum real main bi trad ekar skaty hain, aur ye ak boht hi bet busienss hai is main kam kar k hi hum acha bonus haisl kar k hi hum run kar skaty hain
            • #7 Collapse

              Re: Trading ke liye focus Rahe

              Definitely Forex trading market me agar aap consistently regularly basis for our focus Kahate Hain To usmein aap ko maximum advantages available ho sakte hain Forex trading market main aapko Hamesha bahut Kiya follow Sher apni trading activities ko complete karna Hota Hai Jab aap Forex trading market mein kiya karo kar apni chatting ko perspect banaa lete hain jismein aapko maximum advantages available ho sakte hain isliye aapko Hamesha market per focus karna chahie.
              • #8 Collapse

                Re: Trading ke liye focus Rahe

                Market ko regularly message per focus karna aapke liye most important factor hota hai Kyunki Forex trading market main aapko Hamesha maximum profit ko increase karne ke liye regularly basis per apni working ko perfect banana hota hai agar aap Forex trading market main market ko carefully focus karte hain to ismein aapko maximum advantages available ho sakte hain aap Hamesha is platform per apni trading activities ko complete karne ke liye focus karna hota hai otherwise aap successful trading nahin kar sakte hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading ke liye focus Rahe

                  Market Mein rate open karne se pahle Hamen hardworking Karni padati hai hai aur aur concentration aur focus ke sath chart ko study karte hue time to time market ko analysis karna Hota Hai aur jaldbaji aur lalach Se Kam Nahin Karna Hota market ki condition ko samajhne ke bad Ham Ko trade open Karni hoti hai jo trader jaldbazi karta hai aur is market Mein trade laga deta hai vah Apna nuksan kar leta hai market Mein trade Lagane Se Pahle a technical analysis aur fundamental analysis Karne padte hain Jo trader market Mein technical aur fundamental analysis ko combine Karke trade open karte hain vah is market Mein Kamyab ho Jaate Hain is market Mein Apni mistake ko repeat karne se Humko nuksan hi hota hai agar market Mein regular kam Karte Rahte Hain To Humko is market Mein Kafi Achcha result Mil Jata Hai market mein nuksan se bachne ke liye Humko acchi planning Karni hoti hai agar hum Market Mein Achcha workout Karte Hain To Humko ismein Kafi Jyada profit Milta Hai market Mein mistakes ko repeat karne se bachne ke liye Humko trading plan banaa kar kam karna Hota Hai Jitna Jyada focus aur concentration ke sath Ham strong analysis karte hain aur strategic planning ke sath account ko manage karte hue trade open Karte Hain To Hamen market Mein profit ke Jyada chances Hote Hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading ke liye focus Rahe

                    ap ko chahya kah ap ko trading kay lay ap ko kam karna chahya kh ap ko agar market mouka date hay kah ap trade lagain to ap ko lagana chahya kah ap agar trade latay hao to ap ko is sy nafah hasil hota hay ap ko agar profit hota hay to ap ko chahya kah ap ko kam karnay main ap ko maharat ka ap ko saboot dana ho ga kah ap ko achay andaz main ap ko kam karna ho ga agar ap kam ko achay treqay sy ap kartay ho to ap ko kam sy acha nafah malta hay
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading ke liye focus Rahe

                      Forex ka rule bhe yahe ha keh keh apko market par kafi nazar rakhni parti ha jab market par ap nazar rakho gy tab hi apko profit hoga aesy ay aor entry laga di aesy to kuch faida ni hoga
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading ke liye focus Rahe

                        Aapka focus sirf forex market per hona chahie agar forex market mein aap acche experience or knowledge ke sath kam karte Hain to hi aap achcha profit hasil kar sakte hain isliye doston mein naat bahut jaruri hai agar aap log mehnat karenge aur acche experience aur knowledge ke sath kam karenge to forex mein aap achcha profit hasil kar sakte hain aur apni life ko jald se jald change kar sakte hain aur
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading ke liye focus Rahe

                          Sagar update Karte Hain To uske liye aapko time ki bhi bahut jarurat honi chahie Agar aapke pass time nahin hai to iske liye aap to bahut time nikalna padta hai Kyunki market ki movement bahut hi Chalte soti rahti hai isliye Humko Jab Bhi chahie to chatting ke liye focus Saiya Garam Poshak ka sambandh kis kam ka
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading ke liye focus Rahe

                            Forex trading mein kamyabi hasil krna ky liye ap logo ko apna mind ko focus krna bhut hi zarori hai jb ap apna mind ko focus kr ky trade kro gy tu ap logo ko acha profit ho skta hai is liye hamesha apna mind ko focus kro trading pr taka ap ko loss na ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading ke liye focus Rahe

                              My dear friends i hope you are well and you are earnning good bouns and good profit by working hard in forex forum dear friends humy chaye khe hum humsaha treading kaley focus rahy aur humy himat aur lagan ky sath kaam krna chaye ager hum himat ky sath work karin gy to humy ess sy fayada ho ga aur hum kameyab ho sakty hin jo log mehnat karty hin voh Jaldi kameyabi hasil kr lety hin jo mehnat nhi karty voh nakam ho jaty hin humy zeyada sy zeyada mehnat karni chaye esse main humre kameyabi hy ess leye humy chaye khe hum mehnat karin aur hard work karin aur kamybi hasil karin best of luck..

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X