Asslam-o-alikum mara piyara dosto or bahio umeed karti hu ap sab khariyat sa honga. dosto aj ma ap ko MOVING AVERAGE ka bara ma btana chahjnge ka moving average forex ka bht he faida mand indicator ha jis ke madad sa ham asani he market ko analyse kar sakta or pitchli time la candkestic ko analyse kar ka market ko asani ka sath predict kar sakta han to is lia mara ap sab ko yahe advice ha jitna hosaka is ka bara ma seekha or is ko use karna ka tareeqa seekha.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим