Future Vs Spot Trading (Bitcoin)
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Future Vs Spot Trading (Bitcoin)
    Dear Forex Members

    Jab ap bitcoin ki taraf jaty hain ya ap crypto ki taraf jaty hain tu ap ko waha 2 tarha ki trade karny ko milti hai ik hoti hai spot trading es trading mai khas bat yeh hai kay patience rahkain ap ko kabi loss nahi hoga. jab tak ap hold rahk sakty hain market jitna zaida profit dy gi woh ap ko mily ga loss mai jati hai tu kuch time bad woh profit ma a jaye gi tu ap ko profit ho sakta hai. Future trade mai ap current price mai buy karty hai market ap kay haq mai jaye ya against mai jaye woh ap pay depend karta hai or loss ho sakta hai es mai zaida chances hai esleye souch samaj kar trade karian

    Shukriya.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Future Vs Spot Trading (Bitcoin)

    Future trading

    Future trading Aik qasim ka jowa ha uss ma loss bhi bhot zida hota ha our profit bhi usse thara hota ha iss ma Aghar market crash karti ha to aap ki investment zero bhi hosak ti ha

    Spot trading
    Spot trading Aik bhot hi acha our scure trading ha iss ma aap bitcoin ka maliq hota ha yanee aap na trading ki ha lakin uss ma btc aap ka buy kaya ha iss thara price jo bhi ho Aap ka btc Kam nhi hota ha iss ma aap ka loss Kabhi bhi bhi hota buss iss ma sabar sak Kam kar na hota ha our btc ho hold Kar ka rakh jab bhi aap ko price AAp ne faver ma laya to Bhar sell Kar da
    • #3 Collapse

      Re: Future Vs Spot Trading (Bitcoin)

      assalam walekum Pyare doston Humne Yahan per Bitcoin ke bare mein baat karni hai to ja aaj ke Daur ki sabse strong digital currency hai ya coin hai iska vaise to Physical Koi vajud Nahin Hai Lekin yah account to account transfer hoti hai but you bahut jyada valuable hai ab main thoda sa pass mein jata hun to 1 Bitcoin ki Pakistan mein 2009 mein price thikri ban $300 Tu yah Ab Jo Hai Laga Ke Aayi Hai yani ke Kuchh Din pahle iski price thi $60,000 to aap khud dekh le in 2 3 4 5 Salon mein ismein kitne aadami Kiya Hai To yah bahut strong hai aur ismein Hamara future hai agar Ham isko samajhte Hain ismein kam Karte Hain To isase Ham bahut acchi earning kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Future Vs Spot Trading (Bitcoin)

        Assalamualaikum poster for access bahut Achcha Din Sehore ismein BTC jo hai na bahut hi Taki Karya Hai Ek physical digital currency Hai jismein Pahle 30 dollar aur aap desh ki currency bahut hi ho gai hai aur iska 60000 Dollars per pahunch gai hai BTC Mora plan Karke aap bahut acchi profit answer kar sakte hain mbtc ki study karne land Karne Se Samjhe Aur Is per small aur uthakar Apna Ghar ka fayda uthaya aur apne aap ko bhi fayda Bhushan aur Ghar Baithe profit Hasil Karen Forex Se Bhi Ek bahut Achcha business Sar Pakistan Forex Mein kam kar rahe hain
        • #5 Collapse

          Re: Future Vs Spot Trading (Bitcoin)

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali84 پيغام ديکھيے
          Assalamualaikum poster for access bahut Achcha Din Sehore ismein BTC jo hai na bahut hi Taki Karya Hai Ek physical digital currency Hai jismein Pahle 30 dollar aur aap desh ki currency bahut hi ho gai hai aur iska 60000 Dollars per pahunch gai hai BTC Mora plan Karke aap bahut acchi profit answer kar sakte hain mbtc ki study karne land Karne Se Samjhe Aur Is per small aur uthakar Apna Ghar ka fayda uthaya aur apne aap ko bhi fayda Bhushan aur Ghar Baithe profit Hasil Karen Forex Se Bhi Ek bahut Achcha business Sar Pakistan Forex Mein kam kar rahe hain
          Janab ap spot tradin es mai karain ya phir future trading mai karian. ap ko dca lazmi kar laina cheye. Es sy ap ko faida ho sakta hai jis sy ap apni trade ko behtar bana sakty hain.Ap apni trade jo es mai karty hain es mai aik tu ap ka acha khasa experience hona cheye. Technical analysis sy ap ko zaida fundamental analysis ana cheye.Ap es tarha ap apni trade ko behtar sy behtar bana skaty hain.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Aoa. Kya haal hy ap sbka umeed hy ap sbka kam bht acha chl rha hoga. Aj jis mozu py hm baat kre gy wo hy. Future Vs Spot Trading (Bitcoin) daimi honay ki wajah se, spot market taajiron se is baat ka taayun karne ka taqaza karti hai ke woh sakay ko kab tak rakhna chahtay hain. doosri taraf, fyochrz aik khatam honay ki tareekh ke sath muahiday hain jo is baat ka taayun karte hain ke aap kitni der tak kisi ohday par Faiz reh satke hain. woh margin trading aur future ko injaam dainay ke liye do qisam ke taajiron ko nishana banatay hain . spot ki qeematon aur mustaqbil ki qeematon ke darmiyan bunyadi farq yeh hai ke spot qeematein fori khareed o farokht ke liye hoti hain, jab ke future contract adaigi aur dilyori mein pehlay se tay shuda mustaqbil ki tarikhon tak takheer karte hain. jagah ki qeemat aam tor par mustaqbil ki qeemat se neechay hoti hai . yeh kaisay kaam karta hai? aik crypto currency future moahida aap ko do pozishnon mein se aik lainay ki ijazat deta hai : lambi ya mukhtasir. lambi position mein, tajir tawaqqa karta hai ke qeemat aik khaas maqam se barhay gi. is soorat mein, tajir" lamba hota hai," ya crypto currency kharidata hai. jab ke, mukhtasir position mein, tajir ko andaza hota hai ke qeemat aik khaas maqam se giray gi — yani, tajir" mukhtasir ho jata hai," ya crypto currency farokht karta hai. agarchay spot aykschinjz par khareed o farokht aik mamool hai, aap kisi crypto currency ko khareeday ya baiche baghair is par taweel ya mukhtasir ja satke hain. yeh aykschinjz par mumkin hai jo fyochrz, aapshnz, cfds, aur deegar derivative masnoaat paish karte hain .

            اب آن لائن

            Working...
            X