Sitary Life Main Kuch Effect nahi karty
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sitary Life Main Kuch Effect nahi karty
    Dear Friends

    Stars humari life main kuch asar nai rahkty hai. mai nay note kiya hai jo hum daily stars ka parh rhay hoty hain aisa kuch nahi . kuch cheezy ager by chance ho jati hai un ko ap es se munslik na karian. Star pay yakin rahkny se ap ka eman kamzoor hota hai.esleye ap ager in pay depend karty hain tu ap phir humehsa pareshan or confusion mai rhain gy kudh se acha decision nahi lay sakain gy

    Ap k kiya exdperience hai woh share karian

    Shukriya.

اب آن لائن

Working...
X