Fundamental Analysis for Forex Trading, A Free Video for Newbie in urdu/hindi
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fundamental Analysis for Forex Trading, A Free Video for Newbie in urdu/hindi
    Forex aik aysa plateform hai jaha loog rosana lakhoo croroo kama rahay hain lakin ziyada tar loog lose karwa rahay hain kun k un loogo ko forex ka elm nahi hota or wo forex ko sirf aik game ki tara dekhtay hain lakin ab ap lose nahi karwain gay kun k main ap kay liye aik aisi video lay kar aya hoon jisay dekh kar ap ba asani forex ki market ka pata karsaktay hain k aglay lamhay market main kiya ho ga friend ye sirf basic hai or urdu languge main hai.
    video dekhnay k liye yaha click here
    :p:D;):cool: I hope you learn some thing new


    Bonus for you: Click
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bro aik baat clear ker doon forex aik real business hy our us main wohi log success gain kerty hain jo k us ko proper learn ker k our wiht demo experience k bad live kerty hain
    • #3 Collapse

      Dear forex trading m fundamental analysis both important han is pe trading karny m both ahtiayat karni chae ha or is ko dakh k soch samj k trading karni chae ha ta k ap ko ziada sy ziada profit ho or loss kam sy kam
      Be safe .its a dangerous market out there...:D
      • #4 Collapse

        zada tar log is business ko game ki terhn nhi gambling ki terhn check krta hn agr hum achi earning krna chta hn taab humra pass knowledge or learning ho chiya jo forum sa a sakti ha hum apna issue discus kr sakta hn lakin bina information trading krna bilkul galt ha or jo log is business ma loss kr dta hn wo baad ma khta hn ya business scam hai
        • #5 Collapse

          gee bhai hemin apne trading ko ache trah se fundamental analysis krna hota he aur is ke lie hmein online boht sare vedio urdu english mein milte hein aur hm apne trading mein sahih in ko smjhein aur apne trading mein ache learning krein phr fundamental aur technical analysis asan hota he
           
          • #6 Collapse

            aap ki thread achi hai useful hai main bhi www.forexustaad.com se kaafi kuch seekhti hoo mujhe ye site aor www.babypips.com bohat pasand hain in se kaafi kuch seekha jaa sakta hai agar time dia jaae aor shoq se seekha jaae
            • #7 Collapse

              gee haan bhai hemin apne trading mein fundametnal analysis ko smjhne ke lie apne trading mein boht sara materail online milta he hm ko online videos milte hien urdu mein aur hm apne trading ko in videos ke mdd se asane se smjh kr apne trading kr skte hien
               
              • #8 Collapse

                mery dost mera to mashwara hy k humean forex main fundamental ki bjaey technical analysis k oper focus kerna chahy pher he hum us market say acha profit asani k sath bna sagty hain
                • #9 Collapse

                  thank you share krna ka lya umeed hai hum logo kuch mazeed acha sekhna ko mila gya or please esi kuch strategy ya theory humra forum pr share krna urdu ma or humra sath is forum ma grow krna again thanks apna humra lya itna work kya
                  • #10 Collapse

                    Dear forex mai boht c aaysi cheezain ap ki milain gin jin pe agar ap ache se kam karo gy tua p ko os ka acha reward haisl ho skat hy aur ap boht kam waqt mai acha faida haisl kar ksteho...
                    • #11 Collapse

                      ap nay fundamental analysis ki video load ki hai tou wo bohat achi video hai. es video mai bhe new traders ky lye information hai. fundamental analysis bhe zaroori hai forex market mai.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Fundamental Analysis for Forex Trading, A Free Video for Newbie in urdu/hindi

                        Agr ap scalping karty hain tu ap ko technical analysis ki zarorat nahi parti hai. ap fundamental analysis use kar kay achi trade kar skaty hian lekin jab bat ki jaye long term trade kay leye tu fundamental analysis kafi nahi hai. ap ko technical analysis be cheye. Fundamental analysis mai ap apna time low risk wali news pay waste na karain. just apny pair ki news ko daikhain or un ko he follow karain. baqi high impact wali news zaida effect karti hai tu ap woh news chose karain jin ko ap easily use kar sakty hain.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X