What is Spread????????
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Spread????????
    SPREAD kya hota hai???
    PRICE OF BUYING and PRICE OF SELLING ke darmeyan jo difference hota hao usko spread kehtay hain.
    Spread 0,3,6 ho sakta hai our ha 4 bhi ho sakta hai. Spread 0 say lekar 6 tak Hota hai. Aik Achay broker ka Spread hamesha munasib hota hai our jo trading ke doran galat tareekay say bhi Spread nai lyta...
    Jitna Kam Spread hoga utna hi zyada Profit hoga kiyoun ke humnay khareeday huy shares/currency bechni hoti hai.
    Thankz
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    the defrennce between bid and ask is called spread jo k broker ham se charge krta hai q k wo ham ko aik plate form dai rha hoa hai at door step jo k ham trading kr rahe hote hain
     
    • #3 Collapse

      I like this thread very much. my dear friends meri tarha bohat se new forex traders hain jin ko forex ki spread ke bare main kuch nai pata hota. mujhe bhi nai pata tha. but mujhe ab spread ke bare main pata chal gia ha.
      • #4 Collapse

        g bahi jaan main abhi new hoon main is kay bary main abhi itna knowledge nahi hay magar mainy parrha kay the defrennce between bid and ask is called spread jo k broker ham se charge krta hai q k wo ham ko aik plate form dai rha hoa hai at door step jo k ham trading kr rahe hote hain to bhai jaan ye ha is ka answer mery mutabiq.
        • #5 Collapse

          ap ny spread k bary may bat ki haa to spread k bary may maa khna cahta hu k mujhy spread k bary may kch bh nhi ptaa k ye trading may q use hti haa agr mujhy ptaa htaa to may zror share krtaa...
          • #6 Collapse

            ji bhai app ne sahi btaya hai mein to kahao ga ke app isi trah ki aor post karte rahoraho take hum ko zayda sr zayda rlearning ho jaye
            • #7 Collapse

              Kisi bhe currency piar ki bid our ask value main jo difference humaen miota hy us ko spread khety hain jesa k eurusd ka spread 3 ka hy our same ise tarha baki bhe hain
              • #8 Collapse

                hmm nice information bhai aesy buht sa thrsd post krny ki zarorot hai ta k new and learning krny walo fida ho
                forex ma ap na achi information share ki hai and basic information ka sab ko pata hona.chaye
                baz currency ma spread or hota hai jab k vaz ma mushkotlf hota hai
                or gold ma bhi spread kafi zeda hota hai
                iss liye gold is very risky also
                • #9 Collapse

                  muje lagta hain hamare jis bouns main brokar ka jo hissa hota hain usse hi ham spread khete hoge asaa muje lagta hain muje is bare main ziyada maloomat to nahi bas jo muje laga mene share kardya baki is bare main apko seniors hi bata sakte............
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: thinkcrack
                    nice information.... thanks to everyone to provide such a great information..... I will be helpful to me and team.... Thanks once again...
                    sahi ba bhai bro ma bhi ne whon tu ye kafi information share ki hai qk muhy bji iss abry am pata nhi so well this is good forum kafi seekhy ko mila hai
                    • #11 Collapse

                      spread wo chez hoti ha jo broker apna commetion k tor pr trader se trade lagany pr wasool krta ha is lye log khety ha ye broker join kr lo wo broker join kr lo is ka spread zaida ha is ka spread kam ha ye best ha speed ache ha hang nh hota or spread bhe kam ha
                      • #12 Collapse

                        Re: What is Spread????????

                        Spread ap jab buy ki trade lagte hain to is wakt apki trade loss me open hoti he yeh loss takreeban 0.03 se start hota he or yeh 3 points hi spread hote hain jo broker apne commission ke tor pe customers se charge karta hain apni services ke against.....
                        • #13 Collapse

                          Re: What is Spread????????

                          Assan ilfaz main kaha jaye tu ap ka jo trading pair hai like eurusd in dunu ki price mian difference hota hai jo ap ko dunu price main fark nazar a raha hota hai us ko spread kehty hain or yeh spread ap ko har pair main mily ga sath main ager ap yeh b samaj lain kay yeh spread mai jo fark hota hai yeh broker ap ko provide karta hai jis se woh ap ki trade ka commission es spread se lay laita hai. without spread waly account be hai lekin phir un ka commission alag se kata jata hai.
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: What is Spread????????

                            From all trading elements in Forex spreads is mainly considered as an important financial tool which an investor should consider when choosing a broker. If you are a scalper obviously have to make sure a broker which always provides lowest trading spreads which is only way to make profit with surely by scalping that brings profit very rapidly than other trading strategies.
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: What is Spread????????

                              selling aur buying price ko spread kehtay hian aur spread broker ka hota hay aur humain un pairs per trading kerni chahie jin ka spread kem ho ta k humain ziada profit hasil ho skay main to un pairs per trade ni kerta jin ka spread ziada hota hay jasa k gold.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X