News Reading before trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    exactly brother trading karne se pehle trader ko 1st market ki news read karni chahiye, aur after reading news fir decision lena chahiye, aur jo direction news ke mutabiq ho ap us direction ko follow kare aur order place kar de with stop loss...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Jab hum trading kartay hain to hummain trading news kay baray main thora bahut ilm hoana chaheay keh aaj kal almi mandi main kia rujhan pay jata hay aap agar us hissab say trading kea karrain to aap ko kafi fiada ho sakta hay
      • #33 Collapse

        bht bht zabardast trader hota hai professional trader hota hai woh jo pehle news ko focus karta hai, analysis reports ki achi tarah understanding karta hai, apna last experience socta hai phir trade lagata hai wohi real kamyab trader hota hai. humein agar acha trader banna hai to in sab points par practice karna hogi.
        • #34 Collapse

          g han mere bahi app bilkul sahi keh rahain hain main appki baat se ittifaq kerta hon hamain aisa hi kerna cahiaye yeh sub key bare main hum ne ager knowlage hasil ker liya to hum aik achaye treader ban saktain es main hamain thori ci mehnat kerni perti hai or kuch nahi
          • #35 Collapse

            forex mai time ki bohat ahmiyat ha agar ye apko pata chal jaey kab or kese trade karni ha phir koi masla nahi hoga isley phelye news ko read kar lye or phir trade karnye
            • #36 Collapse

              trading se phloe apko zada s ezada news read kerni ho gi jetni zada ap news read kre ge ap k lye or babki sab k lye buht acah h is lye apko zada se zada trading kerne se phle news read kerni ho gi wo bhi zada se zada is lye trading k lye news buht zarori h
              • #37 Collapse

                dear hamaysha iss ka khayal rakho kay trading kar nay say pahlay aik martaba news ki web site ko khol lo or us may ya daykh lo kay news kis wakat aa rahi hane us currency par jiss par aap trading kar rahay ho or agar aap aik pear lay chukay ho jiss par news nahi hay to us ka trend daykho kay kis taraf hay.
                • #38 Collapse

                  Ye mera last time experience hoa k main ay just jaldi main news check kein our trade laga de jes ki waja say mujhey kafi loss bardasht kerna para bari care say sab news ki reading forecast our previous value ko diekh k trade lagain
                  • #39 Collapse

                    g ha bulkul ma ap ki bat se 100% agree kata ho k jab hum ko trading karne k lea bathe hai tu dake k kon kon si news ayna woli hai
                     
                    • #40 Collapse

                      Trading start karnay say pahaly kuch time market ki news ko read karnay ko dena zarori hay kyun kmay asa karnay say market kay ups and downs ka pata chal jata hay or yahi cheez agay ja kay trading main kafi helpful sabit hoti hay.
                      • #41 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Winner پيغام ديکھيے
                        Jab ap loog trading kerny k liye bethty ho to ap sab se pehly apna aik khas time fix kren and us k baad ap is me trading ekrny se pehly market ko position ko parh liye krena and us k ilawa ap is me news waghera ko bhi check ker liye kren is me ap ko bahut hi ziada faida ho ga
                        bilkul app ki baat 100% thik hay , aik or important baat ye bhi hay kay high volatility news Data kay waqt new traders ko kaam nahi karna chiye, kion kay us waqt market ki movment taiz hoti hay , or nuksan ho sakta hay,
                        • #42 Collapse

                          bhia abt to theek boley hai but apko time ke sath sath tp and sl bhi lagana hai bohat zrori hai and time se zyada ap jald se jlad trade close kardey to zyada cha hai because market kese up and down hti ahi kisi to nai pta aur profit loss me kab chnage ho jae kisi ko pta ni hota :)
                          • #43 Collapse

                            Jab ap loog trading kerny k liye bethty ho to ap sab se pehly apna aik khas time fix kren and us k baad ap is me trading ekrny se pehly market ko position ko parh liye krena and us k ilawa ap is me news waghera ko bhi check ker liye kren is me ap ko bahut hi ziada faida ho ga News ko study krna bot zrori hy es ley ky news time may market unexpected movement kr jati hy js ke wja sy loss be ho skta hy,forex behtreen karobar hy jb tk skill na ho market may earning possible nai hti.
                            • #44 Collapse

                              Re: News Reading before trading

                              Forex market main trading kerne k lie trader ka aik target aur time set hona zroori hay to he wo is business main successful ho sekta hay aur Forex main news ko bari importance hasil hay kuin k forex news se hum market ka analysis kertay hain aur news k mutabiq he trade open krain to profit k chances ziada hotay hain mare khyal main Forex factory ki website Forex news check kerne k lie best hay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: News Reading before trading

                                ap ager scalping karty hain tu ap ko cheye kay ap news ko follow karian es se ap ko yeh pata chla jay ga recent days mai trend kaha tak jasaktahai phir us hisab se ap apni earnign kay leye trade open karain lekin anay waly time mai lag raha hai kay jo news ap high impact wali follow karain gay bhout achay green pips ap ko mil sakt hain. bus apny pair ko mazeed learn karain.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X