Fibonacci Retracement aur extension kaisay draw kia jaye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    in ko insert aor add krny k liy ap ko phly chart k bary main complete sekhna pry ga phir ja kr ap is ko smjh paoon gy. ap in ko add to asani sy kr skty ho add indicator main ja kr in ko select kro aor ap in ko chart pr la skty ho.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: fxtrader پيغام ديکھيے
      Wese fibonacci k tamam tool down trend par recently highs se lekr recent lows tak draw kiya jata hai or up trend main recent lows se lekr recent highs tak draw kiya jata hai. Fibonacci ki tamam tools hi kam k hote hai khas tor se retracement.
      Brother, recent high ya recent low say kaam kam he chalta hay, ap ko recent swing say kaam chalana paray ga, daily par, aur agar ap us say bhe high par jatay ho to us par baaz dafa recent high aur recent lows kaam nahi kartay, us may ap ko bohat kuch dekhna hota hay. Khas tor par 38.2% ki price dekhna hoti hay.

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Forex321
      fibonacci ke retracement ko hum market k bilkul start say le kar bilkul end tak draw krty hen us k elawa is par mukhtalif kism ke retrace lagi hoti hen un ke base par hum market main technical analyze kar skty hen..
      Brother, market k bilkul start say lay kar bilkul end tak k koi nahi draw karta aur agar aisay draw karo gay bhe tab bhe faida nahi hoga, koi bhe result sahi nahi milay ga.
         
      • #18 Collapse

        bhai monthly waly main aap nay fibo ko up side say down side draw kia hai or daily waly main aap nay down say up draw kia hai.is ki kia waja hai.please is baat ko thoora clear kar dain.
        • #19 Collapse

          bhai mene kabhi ziada indicators per believe nahi kiya hai forex me mene just aik bollinger bands ke siwa koi indicators kabhi use nahi kiya hai mene just signals ko ziada se ziada follow karne ki koshish ki hai or unhi per mene trading ki practice hai demo account me .
          • #20 Collapse

            Fibnacci retracement is very great tool to check the market retracement about 50%, 61%. Is indicator se humen ye andaza ho jata hai kay market ka momentum kaha tak low ja sakta hai or hum us ki base pe apna next order laga sakty hain. Fibo indicator recent price turning points (High/Low) levels se draw hota hai or ye exact momentum show karta hai
            • #21 Collapse

              abdullah dear ap na to kafy basic point bata dy ha fibonc our extenshion ko draw karny ky par ap is ko google me search kar ky completly bh dhak sakty ho ky hum is ko kis terha se run kar sakty ha our kis terha se draw bh kar sakty ha our ya trading me kitny important ha
              • #22 Collapse

                You provide very much imformative things regrading fibonacci retracement and extenion I think the instuction mentioned in thread under consideration is useful for every one.
                • #23 Collapse

                  Fibonacci extension ya expanision ko ap higher high se lower low pe draw karin or 61% pe tradin open karin or fibonacci retracement pe ap agar zigzag ko use kar k draw karin to easy hoga ap kay lixe wo bhi last three points two high aik low ya pher two low aik high point pe draw karty hein.
                  • #24 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Dude پيغام ديکھيے
                    Fibonacci extension ya expanision ko ap higher high se lower low pe draw karin or 61% pe tradin open karin or fibonacci retracement pe ap agar zigzag ko use kar k draw karin to easy hoga ap kay lixe wo bhi last three points two high aik low ya pher two low aik high point pe draw karty hein.
                    Bohat he acha ap nay idea diya, agar ap aik snapshot bhe sath may share kar dain gay to aur bhe bohat saray logo ko samajh ajaye ga, lakin mujhay khushi hay keh ap log apna experience share kar rahay hain, keep it up brother.

                    Extension hum agay barhanay ko kehtay hain, extend k hawalay say, aur expansion is tool ka name hay, yeh aik difference hay brother, yeh na samjhna k likhnay may ghalti hui hay.
                       
                    Last edited by ; 23-02-2014, 12:38 PM. وجہ: Adding something
                    • #25 Collapse

                      ye indicator to bohat acha hai lakin iss per humein yeh cheez confirm nahi ho pati ke market retrace karay gi ya phir extension karay gi. aik new trader ke liye issay use karna thora difficult hai aur yahan pe to waisay hi logon ke chotay chotay account balance hotay hain aur agar loss ho jaye to bohat masla ho sakta hai.
                      • #26 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: amughal پيغام ديکھيے
                        ye indicator to bohat acha hai lakin iss per humein yeh cheez confirm nahi ho pati ke market retrace karay gi ya phir extension karay gi. aik new trader ke liye issay use karna thora difficult hai aur yahan pe to waisay hi logon ke chotay chotay account balance hotay hain aur agar loss ho jaye to bohat masla ho sakta hai.
                        Meray bhai, agar ap is tool ko achi tarha say use karo gay aur market k waves aur swings ko dekho gay to phir ap ko idea ho jaye ga keh kis tarha say is tool ko use karna hay, thora sabar bhe chahiyay hota hay, aur better results k lye ap ko big time frames may lagana hota hay, may to hamesha is ko D1, W1 aur MN par lagata ho, lakin agar mujhay chance milta hay aur kuch acha nazar ata hay to may H4 may lagata ho is ko, is say kam may nahi.
                         
                        • #27 Collapse

                          aap nay bhot he achi information hamaray sath share ki hai aur jo log is ko ghor say read kare un k lye bhot sari is me information pari hai.khas tor pay newbie ko he isay use karna chahye.
                          • #28 Collapse

                            dear bht shukria fibo is a good tool for the traders if you use it then you can earn good from this buisnisis so work hard and earn more and more from this buisn sisis this will realy help u in earning
                            • #29 Collapse

                              fibs aik bhot acha tool hai forex main trading kerne ke liye kyun ke ye koi indicator nahi hai ye mathically numbers hote hai.fibs main sub se ache retractment ke line hote hai 50% wale jis per majority market reverse ho jate hai.thanks.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Fibonacci bara best tool hai aur jab hamain fibonacci entrancement ka pata ho to hum achi trading kar sakte hain. kun k market aksar 50% ya 61.8% level se retrace hoti hai. Fibonacci extension b market ko judge karne k liye draw kie jate hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X