Stop out kia hota hay?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: niazi666
    my dear friend mere khayal main agar stop out to is ka matlab hai k app kay pass app k account main amount na kafi hai aur appp mazeed kaam nahi kar sakty. ais tarhan agar app ko loss ho b jaye to app k amount say ziada ka loss nahi hota. ais leyee stop out ka aik faida b hai aur aik nuqsaan b. main to ais option ko like karta hun
    Brother ap sahi tarha say samjhay nahi ho, stop out hota jab hay jab ap ki margin call ajati hay aur jab ap ki equity ap k margin say kam hoti hay, ap ki leverage ziada hogi to margin kam hoga, aur agar leverage kam hoga to margin ziada hoga, ap apnay margin level ko dekha karo stop out ko samajhnay k lye, stop out agar low leverage par hoga to ap k account may kafi kuch bachay ga, lakin agar high leverage may hoga to ap k account may kuch nahi bachay ga, is ka investment say ziada k loss say koi taluq nahi hay, wo to jab hota hay jab spike hota hay.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Thanks to sharing good information with us, yes stop out is very helpful for us to check our capital and to keep safe to lost all the capital. we all have to our trade very carefully to keep safe of stop out because we all do very work hard to get bonus for trade so we should do good trade from this bonus.
      • #18 Collapse

        agar stop out to is ka matlab ha kay ap kay pass account may jo rackam mojoud hay wo kam hay ager ap ka balance khatam ho jata hay to ap mines may chalay jao gay jo ap ko wapis trading karnay may waqt lag sakta hay
        • #19 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
          Stop out ka matlab yeh hay keh ap k account may jo amount pari hay wo trade ko jari rakhnay k lye na kaafi hay, aur agar market ap k khilaf chali jati hay to majboran broker ap ki trades band kar dayta hay, is forceful trade closure ko stop out kehtay hain. Is ka aik faida hay, aur wo yeh keh ap apnay amount say ziada loss nahi karay gay.
          main new trader hun aur mujhy es k baary main kaafi knowledge nai hy es ka q aap ko old trader dy sakty hain
          • #20 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: khurram khawaja پيغام ديکھيے
            agar stop out to is ka matlab ha kay ap kay pass account may jo rackam mojoud hay wo kam hay ager ap ka balance khatam ho jata hay to ap mines may chalay jao gay jo ap ko wapis trading karnay may waqt lag sakta hay
            nhi brother, ap ghalat samjhay ho, aisa nahi hay, stop out jab hota hay jab ap k account may jo raqam hoti hay wo na kafi ho, aur jo margin broker nay set kia hay us market ka 30% account may ho tabhi hota hay, agar 31% bhi para hoga tab bhi stop out nahi hoga.
               
            • #21 Collapse

              G han stop out ka matlab yehi hota hai ke agar hum aik trade lagate hain aur market hamare trade ke khilaaf matlab hume loss hona start hon jaye to aut hamare account me belance nahi hai itna ke humara trade aage chal sake to stop oue ki waja se hamara trade automatic close ho jata hai aik baat aur is me hamari sari raqam loss nahi hoti thori bohat save rehti hai.
              • #22 Collapse

                Dear aap nay bhot acha point samjha dea mujhy s say pehly pata nahi tha shayad meri tarah or bhi friends hongy jin k knowledge main azafa ho gea. thanks brother
                • #23 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: hassans
                  my dear friend stop out say yah murad hai jab hum bahut sara profit karna chahtay hain aur phir hum nuksan say bachna chahtay hain tu hum is main 15 ya os say ziyada pip ka gap rakh laitay hain k itnay pips pichay market aye tu yah stop ho jaye
                  Brother ap ko mera yeh mashwara hay keh ap aik dafa ghor say thread ko parh lo, ta keh ap ko samajh ajaye keh stop loss kia hota hay aur stop out kia hota hay, may yaha par stop out ki baat kar raha ho, stop loss ki nahi, learning may dilchaspi lo brother, agay barhna hay to.
                     
                  • #24 Collapse

                    stop out nahi stop loss huta ay dear aur yeh is liye use kiye jata hay ke app ko agher kisi time loss zada ho aur app ka account wash hune ko ho tu app aik point per ye stop loss use kiya jata hay .aur is se app ko zada loss nahi huta aur app ki loss wali trade khud hi closed ho jati hay jab app yeh point use karte hay .
                     
                    • #25 Collapse

                      dear friend margin call aur stop out aik he bat hai jab ap k account ka amount nd per pohchta hai tu ap ko margin call aati hai jo k boht khter nak bat hai koe bhi trader ye nahi chae ga k us ko magin call aae as k leye hum ko stop loss ki limit rakhne chaye ye
                      • #26 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: okaradosti پيغام ديکھيے
                        stop out nahi stop loss huta ay dear aur yeh is liye use kiye jata hay ke app ko agher kisi time loss zada ho aur app ka account wash hune ko ho tu app aik point per ye stop loss use kiya jata hay .aur is se app ko zada loss nahi huta aur app ki loss wali trade khud hi closed ho jati hay jab app yeh point use karte hay .
                        اصل پيغام ارسال کردہ از: imran ali پيغام ديکھيے
                        dear friend margin call aur stop out aik he bat hai jab ap k account ka amount nd per pohchta hai tu ap ko margin call aati hai jo k boht khter nak bat hai koe bhi trader ye nahi chae ga k us ko magin call aae as k leye hum ko stop loss ki limit rakhne chaye ye
                        Mashaallah, ap ki maloomat to bohat hain is baray may, ap logo nay to mujhay bilkul hi ghalat kar diya, kam az kam thread ko parhnay ki zahmat to kartay, tabhi to pata chalta k may stop out ki baat kar raha ho ya stop loss ki, dosri baat yeh hay keh margin call aur stop out do alag cheezay hain, margin call agar ajaye to bhi ap bohat kuch kar saktay ho, lakin stop out ka matlab yeh hay keh ap ki trades forcefully close kar di jaye gi. Ghor say parho to sahi thread ko.
                           
                        • #27 Collapse

                          dear stop out kafi fytedy mand hai iss sy agar app trading karny k liyte app k pass investing nahi hai to apop ka account balance nagative nahi hota hai is sy app loss sy bachy rahty hain
                          • #28 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: saqibnaqvi
                            matlab stop out ko hume set karne hota hai ya khud ba khud ek amount par ye order ata ke ap ki ammount trade jari rakhen ke liye na kafi hai ya phir hum koi minimum amount set karte hain ke itne losse ke bad trade auto band hojay ?
                            Stop out broker set karta hay, agar ap nay us ko control karna hota hay to us k lye ap leverage ka sahara laytay ho, broker to fixed hi rakhta hay stop out.
                               
                            • #29 Collapse

                              Its means that the amount in your trading account is insufficient and you can not continue your trading. As we knows that forex is very risky and tough business and we should be careful while opening the trade, we should put the trade according to our remaining capital. You can continue your trading long time if you have free margin otherwise you will be stopped out by the broker.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                My dear friends mujhe abi tak stop out se koi wasta nai para. main hamesha apne account balance ke mutabik hi trade karta hon. but stop out bohat hi best option ha kam balance wale account ke liye bohat he beneficial ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X