Indicators ka role
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Indicators ka role

    Friends kisi b trading platform ma bohat sary indicator use hoty hen and bisia cally in sab ka aik he purpose hu k market ke movement ko predict karna to indicator itny ziada accurate nai hoty ye ham pa depend karra hy ham.indicator ko kis tarah istamal.karty hen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Indicators ka role

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakpips پيغام ديکھيے
      aik indicator he trading main humeri help kerta hai our us pay ager grip ache ho ge to pher dear hum us say acha profit earn ker pain gay our us k oper sab keay hoey analysis sab k sab theek hoon gay
      Trading main ap ko byshumar indicators mil jaty hian lekin aisa nahi hai ap ko har indicator se profit ho or ap kamyab ho . kafi practice karny k bad ap ko koi ik ya 2 indicator achy milty hian jin ko ap samaj sakty hain un ki values ka sahi istamal kar sakty hain phir ja kar ap kamyab hoty hain or ap ko faida hasil hota hai.or ap apni trading main yeh sub experience kay bina nahi samaj sakty hain.
       
      • #18 Collapse

        Re: Indicators ka role

        اصل پيغام ارسال کردہ از: MRIZWANCHK پيغام ديکھيے
        Friends kisi b trading platform ma bohat sary indicator use hoty hen and bisia cally in sab ka aik he purpose hu k market ke movement ko predict karna to indicator itny ziada accurate nai hoty ye ham pa depend karra hy ham.indicator ko kis tarah istamal.karty hen
        jab ap zaida indicators ka use karain gy tu ap ko ap ko samaj nahi aye gi ap ko kaisy un main se trend ko find karna hai asan tareeqa yeh hai kay ap apny pair kay hisab se apny indicator ka intikhab karain like main jaisy eurusd pay trade karta ho tu main zaida tar RSI or MCAD ka use karta ho tu mujey acha result milta hai ap ko kam se kam indicator ka use karna cheye.
         
        • #19 Collapse

          Re: Indicators ka role

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ahmed123 پيغام ديکھيے
          Yr yeh indicators kiyabhoty hain aur inn ka kiya role hota hai aur yeh kiss chez k liye use hoty hain koi plz mujhe sahi sy smjha skta hai kiya aur kiya inn ko use krna hamari trade k liye sahi hota kiya kahi sy loss toh nai krwa dety hamara
          Indicators ka Forex trading market per bahut hi jyada impact hota hai aur Market ke friend ko understand karne ke liye indicators Ko Dekhkar kam karna bahut Jaruri Hota Hai agar Ham indicators ko use Nahin Karte Hain To Ham market ke trend ko understand nahin kar sakte market ke friend ko understand karne ke liye indicators bahut important role play Karte Hain
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #20 Collapse

            Re: Indicators ka role

            Forex trading market mein indicators ka bahut major hota hai unke indicator ki madad Se Hi ham padh Karte Hain Ki market kis Taraf Jayegi aur indicators ka istemal karte hue Ham apni entry Lete Hain So forex market Ka Jawab De Karen usmein indicators Kalam istemal Karen aur yah product ke major tools hai
            • #21 Collapse

              Re: Indicators ka role

              اصل پيغام ارسال کردہ از: amina19 پيغام ديکھيے
              Forex trading market mein indicators ka bahut major hota hai unke indicator ki madad Se Hi ham padh Karte Hain Ki market kis Taraf Jayegi aur indicators ka istemal karte hue Ham apni entry Lete Hain So forex market Ka Jawab De Karen usmein indicators Kalam istemal Karen aur yah product ke major tools hai
              Indicator ka role kafi zaida depend karta hai q kay esi ki base pay ap technical analysis karty hain usi ki base pay ap ko trend line find karny ka mouqa milta hai or ap chose karty hain kay trade long term ho gi ya short term esleye es ko zaror seekhain es ko manual entries karny ka tareeqa jab ap ko pata ho ga ap asani se apni trading ko sahi se kamyab bana sakty hain
                 
              • #22 Collapse

                Re: Indicators ka role

                dear bahut saray aisay bhi traders hootay hain jo k indicators ko harfe akhir ka name daitay hain aur jo unko unka indicator kahayega unhone usi pay he trades laini hoty hay jo ka sarasar ghalt hay hamko is nazriye say kabhi bhi koi bhi trades nai krni chaye q k ham phir khud ko kabhi bhi experts nai bana sakaingay aur na he ham kisi indicators k baghair koi trades lay sakaingay indicators ka sirf aur sirf kaam yahi hota hay k wo markeet k baray main kuch guide krtay hain kuch andaza daitay hain k markeet k kahan say kahan tak moove k chances hain ya chances ho saktay hain is k ilawa indicators ka aur koi bhi aisa kaam nai hota hay jis say hamko earning mumkin ho sakay.
                • #23 Collapse

                  Re: Indicators ka role

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Ahmed123 پيغام ديکھيے
                  Yr yeh indicators kiyabhoty hain aur inn ka kiya role hota hai aur yeh kiss chez k liye use hoty hain koi plz mujhe sahi sy smjha skta hai kiya aur kiya inn ko use krna hamari trade k liye sahi hota kiya kahi sy loss toh nai krwa dety hamara
                  Indicators Hamari trading mein bahut jyada important role play Karte Hain indicators ko use Karke Ham market ke turant ka andaza Laga sakte hain lekin traders ko chahiye ke Kabhi base indicators per Bullet. Na Karen isko Apne trading tol ke Taur per use Karen kabhi bhi totally indicator per depend nahi karna
                  • #24 Collapse

                    Re: Indicators ka role

                    Forex trading market Mein successful hone ke liye indicator bahut important role play karte hain yah aapko market ki movement ke bare mein ek acchi information provide karte hain indicators ko istemal kiye bagair aap kabhi bhi Forex trading market ke andar successful Nahin ho sakte Agar Ham market Mein Ek acchi trade karna chahte hain to aapko indicators ka knowledge Hona bahut hi important hota hai yah aapko market ke andar successful trader banane ke liye aapki Kafi Jyada help karte hain aur unke Sath hi aap apna analysis complete Karke Ek acchi trade kar sakte hain
                    • #25 Collapse

                      Re: Indicators ka role

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: muhammadnoumanraza300
                      Indicators ham ko maker trend ke bare me guide karte hain lekin kabi b hamesha aik indicator pe aitmad nai karna chahiye bal ke 3 se 4 indicators ki confirmation ke bad hi market ko analyse kiya ja sakta he
                      Indicator ka role yeh hai kay ap ko trend line find karnay ka mouqa milta hai. trend ap ko es tarha milta hai jab ap indicator ki madad se chart pay es ko draw karty hain tu phir ap us ko support or resistance se milta hai. es leye koshish karian indicator ko sahi tarha se use karain kay bad mai ap ko sahi se values milti jain. ap jab tak indicator ko use nahi karo gy ap technical analysis nahi kar sakay gay.
                         
                      • #26 Collapse

                        Re: Indicators ka role

                        Indicator aisa rasul hota hai jo hamen main sahi tarike se Ada karna hota hai jiske liye do teen sharta hoti hain ok hamen apne aur apne doston ke liye fayda hasil Ho
                        • #27 Collapse

                          Re: Indicators ka role

                          Achi trading ke liye forex mein hamen ache indicators ko apni achi trading ke liye use karna chahie kyunki forex mein kuch indicated hamari achi trading ke liye bahut hi faydemand hai jiski madad se forex mein hum achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein ham loss se bhi bach sakte hain aur forex main achi trading ke liye hamen trading se pahle market ko achi tarah se analyse karna chahie aur forex main market ka fundamental aur technical analysis karna chahie aur forex trading sabar ke sath karni chahie aur forex trading mein hamen apni trading mein normal lot size use karna chahie aur forex trading mein stop loss aur take profit ko bhi use karna chahie aur forex trading fresh our active mind ke sath karni chahie jisse forex mein hum achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein hum loss se bach sakte hain aur forex main achi trading ke liye hamen market ka fundamental aur technical analysis karna chahie.
                          • #28 Collapse

                            Re: Indicators ka role

                            All frien ye indicator market ko show krte hain ye signal dete hain k market ka trend kia hai market kis taraf ja rhi hai chart ko follow krna chahe jis sy ap ko profit ho ga chart ko achi trha smjhna chahe taky ap losa sy bach jy indicator ko achi trha samjhe hr new trader ko chahe ia ko ignore na kre balky achi trha samjhe phir loss sy bach jy ga
                            • #29 Collapse

                              Re: Indicators ka role

                              Technical analysis ko jab tak ap sahi result hasil daikhna chahty hain.tu ap ko cheye kay ap ko indicators ka sahi use karna cheye.zaida indicators use karain gy tu ap ko acha result nahi mily ga. esleye koshish karain pairs kam se kam rahkain or indicators ko jab ap use karain gy tu ap aram se ap sahi se analysis kar sakain gy esleye indicators kay bina ap analysis ko nahi kar sakain gy. esleye koshish karain kay analysis apny kudh karain.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Indicators ka role

                                Dost yeh indicators kiyabhoty hain aur inn ka kiya role hota hai aur yeh kiss chez k liye use hoty hain koi plz mujhe sahi sy smjha skta hai kiya aur kiya inn ko use krna hamari trade k liye sahi hota kiya kahi sy loss toh nai krwa dety hamara.
                                bhai hmein apne forex trading mein indicators se market ke trend ka sahih andaza hota he aur hm apne forex trading mein indicators ko ache trah se learn krein aur apne trading ka experience acha krein phr hmare trading profitable hote he

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X