Indicators ka role
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Indicators ka role

    Salaam umeed he sab kheriyat se honge.Indicators hamen market trend ki taraf signal dete hen aur ye indicators type per depend krta he k us se apko Kia information mil sakti he. Forex me kai tarah k indicators use hote hen jin me sab se ziada use hone wala candle sticks he ye ap ko khas time frame me trend ka open time close time maximum aur minimum trade ki tarf maloomat provide krta he, isi tarha SMA simple moving averages bhi ziada use hone wala indicator he..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Indicators ka role

      Indicator market ki samjanay main bhot zayada helpful hotay hain. Is say hamain pata chalta he k market main kia trend chal rha he. Marker slow chal rhi he ya pir fast chal rhi he. Ager ap ko market trend ka pata chal jay to ap ko investment karny main bhot zayada asani ho gi
      • #33 Collapse

        Re: Indicators ka role

        indicator ka role yeh hai kay ap sahi se apny trade mai analysis kar skaty hian or indicators ap ko kafi zaida mil jain gy lekin acha indicator woh hai jo ap us ki values ko apny pair kay hisab se adjust karna janty ho. jab ap values ko sahi se adjust nahi karain gy tu ap ko indicator se sahi analysis or trend line find karny ko nahi milygi.esleye indicator ka istamal zaror karian lekiin zaida indicators ko use na karain jis se ap confuse rahain.
         
        • #34 Collapse

          Re: Indicators ka role

          indicators market k trend ko show krny ka liye different kism k tools hotay hainjis se ap andaza lga sktay hai k market kesay move kray gi,indicators or chart ki maddad se ap ko trade krny mai aasani ho gi or zyada ter profit hi mai jai gi loss k chances bohat kam ho jatay hain,trading krty waqat in sari cheezo ko nazer mai rkhni chahye.
          • #35 Collapse

            Re: Indicators ka role

            Ji indicator Hote Hain Jo Ek trade ki peshangoi kar rahe ho jate peshangoi matlab ke trade Humne Kaise Lagani Hai Ishq par kam kaise karna hai uske mutabik Jo peshangoi Karen Koi currency ke bare mein bataiye Karan se aap Hone Wali Hai yah down Hone Wali Hai Tujhe Se Humne vah Udhar kam Karte The Kya Kahate Hain uska naam IQ option I Kyon main Vahi kam Hota tha wahi Bande Kamyab Hote the Jo matlab peshangoi Jindagi theek ho rahi thi unko double Milte galat ho rahi thi vah Karte Karte Ji indicator Hote Hain Jo Ek trade ki peshangoi kar rahe ho jate peshangoi matlab ke trade Humne Kaise Lagani Hai Ishq par kam kaise karna hai uske mutabik Jo peshangoi Karen Koi currency ke bare mein bataiye Karan se aap Hone Wali Hai yah down Hone Wali Hai Tujhe Se Humne vah Udhar kam Karte The Kya Kahate Hain uska naam IQ option I Kyon main Vahi kam Hota tha wahi Bande Kamyab Hote the Ji indicator Hote Hain Jo Ek trade ki peshangoi kar rahe ho jate peshangoi matlab ke trade Humne Kaise Lagani Hai Ishq par kam kaise karna hai uske mutabik Jo peshangoi Karen Koi currency ke bare mein bataiye Karan se aap Hone Wali Hai yah down Hone Wali Hai Ji indicator Hote Hain Jo Ek trade ki peshangoi kar rahe ho jate peshangoi matlab ke trade Humne Kaise Lagani Hai
            • #36 Collapse

              Re: Indicators ka role

              Asslam u allaiukum umeed hay ap sb khairiat sy hon gy forex trading platform pa Kam krty hoy agar ap logon ko indicator sy Kam lana hota ha r agar ap indicator sy ap Kam NH leen guy to ap loss face kren guy q k indicator s are the main and key part of trading
              • #37 Collapse

                Re: Indicators ka role

                Indicators ko use karna bahut jyada jaruri hai Kyunki indicator market ki prediction ko bata sakte hain Jahan per Ham analysis karte hain uske sath sath Hamen indicator ko bhi use karna padta hai indicators Nashik market ki prediction ko bata sakte hain balki coming friend ko bhi aapko product kar sakte hain Jiske bare mein Hamen bahut jyada Achcha knowledge Hona chahie Kyunki prediction yah bhi hai ki market ka trend up and down ho sakta hai Magar up and down hone ke sath sath aapko market ki production karna bhi bahut jyada jaruri hai market ki prediction aapko hundred percent To Nahin Mil sakti magar jo acche aapke pass indicators Hain vah Achcha results aapke Samne create kar sakte hain acche results ko create karne ke liye aapko acche indicator ka use karna chahie Kyunki ine indicator se aapko market ki samajh aati hai aur Market Mein Achcha profit per acchi entry or exit point dhundh sakte hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #38 Collapse

                  Re: Indicators ka role

                  Indicators ki madad se ap apny trend ko find kar sakty hian ap ko pata chal jata hai kay market nay kitna move karna hai. jab ap kay analysis achy ho gy tu ap ko pata chal jata hai kay market ka behavior kia ho sakta hai or kaha tak ja sakti hai esleye indicator kay bina ap ki trading mumkin nahi hai. ap ko esi ki base pay technical analysis ko kar sakty hain us ki madad sath mai lain gy tu ap ko phir stop loss or take profit acha result dain gy.
                   

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X