Usd/jpy
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1471 Collapse

    Re: Usd/jpy

    usd/jpy technical overview

    hello fourm mates aj ham usdjpy ko ky bare main bat karen gay aur dekhen gay ham kis tarah say is pair main achi trade pick kar sakty hain usdjpy ka trend down ko shuru hoa tha pechly hafy say is pair main aik negitve movement shuru hoi hai uski wajah fundamental aur newses thin jis wajah sy un news main doller weak hoa tha jis say is pair main down move hona start ho gai thy aj bhi ham is pair ky bary main janye gy ky ky aj is main kis tarah say movement ho sakti hai trading main apne analysis karny say pehle ap ko aik dafa news ko dekh laina chahye aj ager dekhen tu koi bhi news nahi hai jis waja say market main jitni bhi movement hogi wo technically hogi aur ap ko bhi tehnical ky method say kam karna ho ga matlub yeh hai ky market main ju bhi trend chal raha hai ap ko usi ko jari rakhty hoay kam karna ho ga is lie main bhi ap ko aj ky apne analysis aik chart par technical ky toar par apna view paish karon ga jis say ap ko aj ky din ka setup bhi mily ga aur aik achi trade bhi mily gee ager market mere level ko break karti hai ju main apne chart par lgaon ga tu ap ko us main kafi achi trade mil sakti ha ab main ap ky sath apna chart share kar ky samjhata houn.

    USD/JPY INTRADAY SETUP

    Click image for larger version

Name:	uj.png
Views:	1
Size:	35.8 کلوبائٹ
ID:	12460586

    usdjpy ky hcart ko ap dekh sakty hain aj main kuch new indicator add kar ky ap ko samjhana chaha hai aj ap mere chart ko dkeh sakty hain main ny parabolic sr say ap ko samjhaya hai ap dekh sakty hain ye indicator filhal aik bearish main mod main lag raha hai aur ager ap iska trend bhi dekhen wo bhi bearish hi hai aur main ne aik aik trend line say aik triangle bnaya hai jesy hi market nechy wali trend line ko break kare gi ap isko sell kar sakty hain aur dsori confirmation ap parabolic sr say lay sakty hain ager is ky dots uper ki tarf banny shuru hongy tu ap ko iski sell ki confirmation mil jayeg filhal dots nechy ki tarf ban rahy hain aur ap dkeh sakty hain abhi tak is main koi bhi sell ka bi signal nahi mil ga aur us ky bad ap average true range ky indicator ko bhi dekh sakty hain.

    us main bhi koi khas indication nahi mili hai jis say ham ko yeh lagy ky isko ab sell karna chahye ap ko mazed thora sa wait karne ku zrort hai ap ko kafi acha signal mily ga aur ap is say acha profit earn kar sakty hain.
    mujhe umeed hai ap ko mere analysis samjh main aa gay hongy aur ap ko aj ky din ka complete setup bhi mil giya ho ga aur ap aj ky din acha profit bhi earn karen meri yehi dua hai.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1472 Collapse

      ٢٠ مارچ ٢٠٢٣ کو امریکی ڈالر/جاپانی ین کی پیش گوئی


      جمعہ کو، ین نمایاں طور پر 174 پوائنٹس سے مضبوط ہوا، جو بیلنس انڈیکیٹر لائن سے نیچے گر گیا، اس طرح امریکی ڈالر کے مقابلے میں اپنی پوزیشن کو مزید مضبوط کرنے کے امکانات کو تقویت ملی۔

      Click image for larger version

Name:	5.png
Views:	1
Size:	218.3 کلوبائٹ
ID:	12460620

      مارلن آسیلیٹر منفی زون میں گہرائی میں جا رہا ہے۔ قریب ترین ہدف 130.95 ہے، جو ایم. اے. سی. ڈی. انڈیکیٹر لائن ہے۔ اس حمایت پر قابو پانے سے دوسرا ہدف 130.15 پر کھل جائے گا۔

      Click image for larger version

Name:	6.png
Views:	1
Size:	170.5 کلوبائٹ
ID:	12460621

      چار گھنٹے کے چارٹ پر، ہم دیکھ سکتے ہیں کہ بیئرز کمزور ہو رہے ہیں، یہاں مارلن آسیلیٹر کے ساتھ قیمت کا کنورجنس بنتا ہے۔ زیرو لائن سے اوپر چڑھنے سے ترقی کی صلاحیت میں اضافہ ہوگا۔ اس کے بعد، 134.06 پر مزاحمت کو عبور کرنا ممکن ہے، جو کہ قیمت ہائپر چینل کی سرایت شدہ لائن ہے، جو روزانہ چارٹ پر نشان زد ہے۔

      تعینات کیا مراد ہے مارکیٹ کے تجزیات یہاں ارسال کیے جاتے ہیں جس کا مقصد آپ کی بیداری بڑھانا ہے، لیکن تجارت کرنے کے لئے ہدایات دینا نہیں*
         
      • #1473 Collapse

        Re: Usd/jpy

        USD/JPY

        salam dosto to kesy ha ap log umeed ha a log thk hongey jesa k ap log jantey ha k aj market open hoi ha or ma rkt ma kafi hal chal nazar arhi ha zahir c baat ha wo hal chal trading k mutaliq hi hogai or asa ho ha jesa k a log jantey ha k mery is analysis ma ap ko buhat zyada faida honey wala ha jesa k meyy pehly analysis ma jan sakte ha k many jo kuch batein ap logo k sath shere ki thi market nay wsa hi movement di ha to aj hum log bat karney waly ha us/jpy k hawaly se k market ma is ka kia trend chal rha ha to ap log jantey hi hongey market aik martba phr se downword movement kar rhi ha jis se zahir hota ha market ab downword move kary gye jis tarha se resistance line ko movement average break karni or ye nechyki tarf move karney lagi ha or ha jis se zahir ha ha market ab nechy ko move kary gi jis tarha se movement average cross karney wali ha or market ma kuch hal chal nazar arhii ha or jaha b hamey acha point nazar aye ga hum usi waqat market ma trade kar k acha profit hasal kar sakety or mazeed ma apko kuch guide line e agha karo ga jis se apko b achi trade mil saky jis ap logo ko b faida mil saky or mazeed ma apko apny analysis se agha karo ga se apko b aik achi or asar andaz trade mil sakey jis se apka buhat zyada faida hoga inshaallah.or jo kuch many analysis ma market k baary ma observe kia ha wo ma ap k sath b shere karo ga.
        USD/JPY K CHART MA OBSERVATION
        Click image for larger version

Name:	uj.png
Views:	1
Size:	34.7 کلوبائٹ
ID:	12460622

        jesa k ap jan sakety ha usd/chf k is chart ma many kuch new indicators bhi add kiye ha jis ap logo ko mazeed clear ho jaye me market ka rujhan aik martba phr se downword ki janib rujhan kar rhi ha jis tarha ap mery is graph ma jan saktey ha k movement average resistance line ko break karni wali ha or ap mazeed jan saktey ha k many kuch new indicators add kiye ha jis ap buhat asani k sath samjh sakety ha or aik achi trade bhi kar sakte clear ho jaye ga movement average kis tarha behave kar rhi ha is analysis k mutabiq jb b apko koi acha signal mily ga us se apko aik achi trade b mil sakti ha jis se apko buhat faida hoga mcd se b ap jan sakety ha market is waqt kaha ha or kis tarha se behave kar ha macd k mutabiq market ab mazeed downword hi move kary gii agar hamey aj koi acha signal miley ga hume trade kar k aik achi earning kar saktey hi har trader ki koshish hoti ha ko us ko aik achi tarde mily kis se woachi earning kar saky to agr ap log aik acchi trade hasil karna chatey ha to mer is analysis ko zaror dekhy or jis se apko faisda or profit hasal kar saktey ha MACD k k matabik market ohr se downword ja rhi ha jis se hamy koi sell karney ka koi signal nhi miley ga jis tarha se market behave kar rhi ha jesy hi hamey koi acha signal milyy ga hum usi waqt trade kar k buhat achi earning kar saktey ha or yahi aik kamyab trader karta ha jb b koi acha signal mily ga wo usi waqt trade karta ha or achi earning kar lyta ha or mazeed ap mery is analysis ma jan saktey ha k market ab kesy or kaha jasakti ha.
        umeed akrta ho k apko mey is analysis ki samjh agye hogi jis aplogo ko faida hasal hosakta ha or zaror hoga inshaalla.
         
        • #1474 Collapse

          Re: Usd/jpy

          Kea hal pyary member umeed karta hu aap sab thik hongy or profit ma hongy
          Hello friends aaj hm USD JPY KO H4 k time frame ma dekhy gy k hm ko kaha sy trade leni chaiye us din hm USD JPY ko h4 k time frame ma analysis kis tha or wo almost TP 2 hit ho gea ha hm ny USD JPY ko 136. 990 sy sell kia tha ab market 131.00 laga chuki Or hm ny 580 pip profit book kia ha Or abi Market ki last TP rehti ho jo jald hi hit ho jay gy ab hm new entry dahundy gy USD JPY KI H4 k time frame ma

          USDJPY H4 Time Frame Technical Analisis With SMC ;

          USD JPY H4 k time Frame ma sell trend ma lag raha ha pehly market trend line k sath up trend ma chal rahi thi or phir market ny apni trend line break ki or up gi or phir down aa kr apna low b break krdia matlb market ma choch ho gea or ab USD JPY aek sell trend ma chal raha ha or Hm USD JPY ma sell ki entry dahundy gy or us ko trade kry gy

          USD JPY ma 2 entry point ha jo abi tak market ny gape ma chorhy huy hy or market un ko fill zroor kry gi pehla entry point hamary pas 132.800 par banta ha or hamara TP low par banta ha 128.800 par or SL hamara zone k uper banta ha

          OR hamara dusra point of trade 134.400 par banta ha or hamari TP 128.800 par banti ha OR hamara SL zone k uper banta ha or hm sath ma trend line k touch par b entry sell ki ly sakty hy Click image for larger version

Name:	TradingView_Screenshot_1679324724029.jpg
Views:	1
Size:	541.5 کلوبائٹ
ID:	12460722


          Thanks waqasSMC
           
          • #1475 Collapse

            Re: Usd/jpy

            aaj ki hamari bahas ka mehwar usdjpy currency ke jore ki qeemat ke amal ka tajzia hai jori 149.07 per muzahmat tak pahonuch gayi bank ok japan k currency madakhlton aur afwahon ke baad ke bank of japan apni monitory pilicy ko sakht kare ga ccurrency jori 127,52 per support kerna ke ilye aayi phir wo afwahen bekar theen bank of japan monitory policy ko sakht nahi kare ga aur cureerncy ka jora durust hona shuru ho gaya is ne 137.36 per muzahmat tak durust kya hai jori ki islaah abhi khatam nahi hui hai currency ka jora 141.01 ki muzahmati satah ki taraf barh sakta hai aur musalsal teek hafton se kami dekhi gayi hai yeh bazaar se khredar ke stop ko hata deta hai hum dekhte hain ke yan musalsal neechay ki taraf barh raha hai aur hum musalsal muqami sthon ko up deta kar rahay hain yeh usooli tor per heran kun nahi hai hai kyukay aik taraf yan khud kabhi kabhi aik panah guzeen currency ke tor per kaam karta hai aur buri terhan kamata nahi hai


            Click image for larger version

Name:	Screenshot_68.png
Views:	1
Size:	55.4 کلوبائٹ
ID:	12460777




            id ke bar aks jummay ko sara din dollar khud hi girta raha aur yaqeenan aglay haftay dollar ki tijarat kis terhan ahem hai kyukay hamaray paas feed se meeting aur bayanaatt hain aisi soorat e haal main mere liye kuch ziyada nahi badla hai kyukay main hamesha junoob ki simt durust karne ki koshish kartahon lekin is terhan ki kami ke baad kam az kam aik ahem ulat ab bhi zaroori hai is liye agar hum dobarah wapas jatay hain kam az kam 133.82 aur is se ooper ke ilaqay tak tab hi main farokht karne ki koshish karoon ga chunkay qeemat 131,55 tak nahi pohanchi lekin 131.53 se chhalang laga di jab ke yeh ab bhi kuch nahi kahta is liye aap ko haftay ke aaghaz ke intzaar ke liye phir soorat e haal ko dekhna chahiye satah 131.51 mumkina tor per taaqat ke liye zaroori hai gi aur phir hum dekhen ge ab is pas bahes kyu is ke ilawa muje aik naya acconut khona para hum zawaal ke mukammal khatmay ka intzaar kar rahay hain
               
            • #1476 Collapse

              Re: Usd/jpy

              USD/JPY FORECAST

              dear friends and forum mates kesy hain ap sab log mujhe umeed hai ap ssab thek hongy aur ap ki trading achi ja rahi hogi forex market ko ham aj ky din dekhty hain ky is mainham kis tarah ssay kam kar sakty hain aur kis kis level par hamen achi trade mil sakti hai forex trading main trade find karna bohut mushkil hota hai aur jab koi signal milta hai tab us par mazeed trade karna aur ziada mushkil ho jata hai kyon ky is main har trading ky emotions hoty hain jis wajah say wo trading karty hoay kafi confuse rehta hai khas kar ky jab aik new trader hota hai wo real main karty hoay aur emotions ky sath kam karta hai aur demo main kam karty hoay aur tarah say kam karta hai is lie forex trading main sab sy mushkil kam yehi hota hai ky ap kis tarah say apne emotions ko control kar sakty hain is lie is par bhi hamen twaju karni chahye warna kabhi bhi ap achy trader nahi ban sakty hain na hi is market main earning kar sakty hain.
              aj ham usdjpy pair ky bary main bat karen gay aur dekhen ky kis tarah say ham is main trade kar sakty hain sab sy pehle main ap ky sath chart share karon ga aur us ky bad uski explanation dunga.

              USD/JPY INTRADAY SETUP

              Click image for larger version

Name:	ujj.png
Views:	1
Size:	36.9 کلوبائٹ
ID:	12460786

              usd/jpy pair ko ap chart main dekh sakty hain main nay sab sy pehle aik channel lgaya hai kyon ky aj ky din hamen aik channel support kar sakta market ki conditions change hoti rehti hai har time main aik strategy apply nahi hoti hai ap dkeh sakty hain aj main nay intraday setup ky lei aik resistance line lgai hai aur aik channel lgaya hai market channel ky mid side main move ho rahi hai aur usd/jpy ko ager trend wise dekhen tu yeh aik sell trend main ja rahi hai aj market main thora sa retracement aa sakti hai jis waja say usdjpy apni resistance ko touch kar sakta hai ju ky 132.27 banti hai is area main ap ko aik achi sell mil sakti hai ager yahn pay koi rejection candle ya koi sell ki formation bany jis sy hamen yeh lagy ky market mains selling aa sakti hai tu ap yaahn say sell kar sakty hain aur aik acha profit pick kar sakty hain.

              aur dosri option main ager market apni is resistance ko touch nahi karti hai sirf channel upper channel ko touch karti hai aur wahn say hi sell ki tarf ati hai tu ap wahn say bhi sell kar sakty hain aj ky din trade karny ky lie ap ko main nay 2 tarah ki option bata di hain ap is par amal kar ky achi trade lay sakty hain mujhe umeed apko is say faida ho ga.
                 
              • #1477 Collapse

                Re: Usd/jpy

                Usd / Jpy Technical Analysis:

                Aslam o Alaikum Pak forum membrs kia hal hai. umid karta hon ap sab thek hon gy or trading sy acha profit kar rahy hon gy. es post mein hum Usd / Jpy ko analysis karen gy. Asians session ne pump bananay ki koshish ki. lekin yeh kaam nahi huwa, nateejay ke tor par, woh 131. 10 par gir gaye. aik baar phir, is se koi bara rule back nahi kya gaya tha, lekin is ke baad, hum abhi bhi course mein gir jayen ge. jab 132. 10 ki had ko torna mumkin tha, is soorat mein, hamein farokht ka ishara mila. is range ke rivers side par test karna baqi hai aur is muamlay mein zawaal tarjeeh mein hoga. is range ka ghalat break out kharidne ka aik acha option hoga, lekin mere paas yeh option pas manzar mein hai. jab tak zawaal jari hai, aur is soorat mein, 130. 70 ki had tak pohanchna behtar hoga. agar hum usay tornay aur is ke neechay mazboot karne ka intizam karte hain, to yeh mazeed farokht ke liye bhi aik acha option hoga. mujhe ab bhi mojooda se barray izafay ki tawaqqa nahi hai, lekin is ke baad zawaal mazeed jari reh sakta hai. hum 133. 85 range ka ghalat break out karne ke qabil ho satke hain aur is ke baad zawaal aur bhi ziyada taaqat ke sath jari reh sakta hai .

                Click image for larger version

Name:	Screenshot_2023-03-21-11-09-47-77.png
Views:	1
Size:	46.3 کلوبائٹ
ID:	12460808
                agar dollar index girta rehta hai, to aaj hum 130. 70 par support range ke totnay ki tawaqqa kar satke hain. jab yeh is ke neechay theek ho jaye ga, to yeh farokht ke liye aik acha option ho ga. kyunkay hamaray paas oonchai aur neechi hai, is soorat mein, yeh farokht karna behtar hai. agar hamein Amrici session mein 130. 50 ka break down milta hai, to is soorat mein, aik ahem support range 128. 50 hogi. agar hum ab bhi izafah karne ka intizam karte hain, to is ke baad, hum mazeed mazboot gir jayen ge. mein 134. 10 range ke test ko mustard nahi karta, aur is ke baad zawaal jari reh sakta hai, kyunkay is ke oopar se guzarna bohat mushkil hoga. oonchai aur nechy ka girna bhi aik bohat acha ishara hai ke market aik mazboot bearish trend mein hai aur farokht ke liye behtareen hoga.
                   
                • #1478 Collapse

                  Re: Usd/jpy

                  USD/JPY Technical Analysis:


                  USD/JPY Pair price Hourly chart pay 131.55 Pivot point line k buy main Breakout k bad upward movements ko start kar chuki hai. Chart pay agar ham custom Stochastic Indicator k signal ka visit kartay hain to wo 80 levels k ooper buy signal ko show karnay k bad kuch sell ki price corrections ka signal show kar raha hai. RSI 14 Indicator bhi chart pay bullish signal ko show kar raha hai. Agar current position bullish movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka target ooper 132.65 aur phir usk bad price mazeed 133.35 Resistance levels ko test kar sakty hai.

                  Agar Hourly Time Frame pay current position Reversed hoty hai, aur sath pivot point areas k sell main Breakout karty hai to chart pay price ki downward movements open honay k chances ban saktay hain jiska target neechay 130.90 aur phir usk bad price mazeed 130.50 Support zones ko test kar sakty hai. Mairay Analysis k hisab say price central point levels k sath 50 Times moving averages k bhi ooper running kar rahi hai, jiskay chances hain k price ka next target ooper Resistance levels honay k chances ban saktay hain.



                  H4 Chart Predictions:


                  Click image for larger version

Name:	h4.png
Views:	1
Size:	51.3 کلوبائٹ
ID:	12460905


                  USD/JPY Pair price ko agar ham 4 Hours chart pay analyzed kartay hain to price 131.55 Pivot point line k buy main Breakout k bad upward movements ko start kar chuki hai. Chart pay agar ham custom Stochastic Indicator k signal ka visit kartay hain to wo 80 levels k neechay buy ka signal show kar raha hai. RSI 14 Indicator bhi chart pay bullish signal ko show kar raha hai. Agar current position bullish movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka target ooper 132.65 aur phir usk bad price mazeed 133.35 Resistance levels ko test kar sakty hai.

                  Agar H4 Time Frame pay current position Reversed hoty hai, aur sath pivot point areas k sell main Breakout karty hai to chart pay price ki downward movements open honay k chances ban saktay hain jiska target neechay 130.90 aur phir usk bad price mazeed 130.50 Support zones ko test kar sakty hai. Mairay Analysis k hisab say price central point levels k sath 50 Times moving averages k bhi ooper running kar rahi hai, jiskay chances hain k price ka next target ooper Resistance levels honay k chances ban saktay hain.


                  Shukrya.
                     
                  • #1479 Collapse

                    Re: Usd/jpy

                    hum usdjyp main nazar anay wali qeemat ki karwai ka jaiza len ge 132.50 support level se neechya waqfay aur istehkaam ke baad agla hadaf 131 ki satah tha aaj hadaf kamyaab raha aur us himayat se ya kam az kam aik mamooli islah se aik nai taizi ka aaghaz ho sakta hai belon ke liye aik mumkina hadaf sabiqa support aur ab 132.30 par muzahmat ho gi lekin main jori ke mazeed girnay aur 131 support area ko tornay ka imkaan bhi dekh raha hon lehaza farokht ka hadaf 128.40 area aur agla 127,60 area hoga lekin islaah ke baghair zawaal jari nahi rahay ga yeh aik zone break aur phir chehal qadami ho sakti hai lehaza fil haal main kharidari ke indraaj ki talaash karoon ga aur 132,30 per main sharts ko qareeb se daikhon ga


                    Click image for larger version

Name:	Screenshot_81.png
Views:	1
Size:	52.0 کلوبائٹ
ID:	12460956




                    is jori per mandi ka waqt agaya hai Instrument 131.03 ki qeemat sntri bolngar baind 131,77 se neechay hai jis ka matlab hai ke farokht ke liye zaroori sharait tarteeb main hai channel ka nishala 130,56 fil haal ahem hadaf ki satah hai farokht ke hadaf ke tor per kam karta hai qeemat ka channal mumkina tor per toot-ta rahay ga 130,56 se neechay lekin yeh aik mukhtalif time frame hai aur is liye aik izafi tajzia dar haqeeqat jab hum lifafay ke wast se nimat rahay hain baichnay ki mutabqat ziyada hai main ilfafay ka markaz aur mourr ki taraf bhi dekh raha hon bilshuba agar qeemat toot jati hai to aap ko kharidne ke liye kaam karna chahiye 130,56 qeemat ke hadaf tak pounchanay ke baad mukhtasir pozishnon ko juzwi tor per band karna samjh main aata hai baqi ko break even point per muntaqil kar diya jaye ga qeemat lifafay main wapas aanay ke liye tayyar hai
                       
                    • #1480 Collapse

                      Re: Usd/jpy

                      Aslam o alaikum pak forex membrs kia hall hai. umid karta hon ap sab thek hon gy or trading sy acha profit kar rahy hon gy. aj hum es post mein US Dollar or Japani Yen ko analysis karen gy. Usd / Jpy es waqt 132.35 py trade kar raha hai

                      Usd / Jpy Technical Analysis:

                      Usd / Jpy currency pair kami ke aik aur daur ke liye tayyar ho raha hai. kal 132. 63 ki oonchai ko maarny ke baad, usd / jpy currency pair ne kami shuru kar di. is budh ko, jora mazkoorah satah se neechay raha hai aur qeematein mazeed girnay ke liye tayyar nazar aa rahi hain. Relative strength index, 42. 84 par, bears ko support day raha hai. mere tijarti nuqta nazar se, qeematein 132. 00 ke gole nishaan ki taraf gireen gi. is satah ki kamyaab khilaaf warzi bears ko kal 131. 05 ki satah par kam print ki taraf le jaye gi. agar bears ki market par mazboot girift hai aur woh is ilaqay se neechay chalay jatay hain, to dilchaspi ki agli sthin 130. 30 aur 130. 00 ke price zones hon gi. doosri taraf, agar khredar kamyabi ke sath wapsi karte hain aur qeemat ko kal ki buland tareen 132. 63 se oopar le jatay hain, to qeemat 133. 00 ke gole nishaan se oopar ki satah ko talaash karne ke liye tayyar ho jaye gi.is ke ilawa usdjpy bears ko manzoori dena 4 ghantay ka tijarti chart hai.

                      Click image for larger version

Name:	Screenshot_2023-03-22-08-57-21-88.png
Views:	1
Size:	52.8 کلوبائٹ
ID:	12460993
                      RSI indicator 50. 00 se neechay hai, neechay ki taraf ishara kar raha hai. qeemat fil haal 132. 18 ki satah par bears ko mazeed kami mumkin honay ke liye qeemat ko is satah se neechay le jane ki zaroorat hogi. mazkoorah satah ke neechay, kots 132. 00 ki satah se neechay gireen ge, aur 130. 80 ki satah se agay, jahan 131. 00 ki satah ko talaash karne ki koshish karen. lekin, agar qeemat mojooda sthon se barh jati hai, to next stop tuesday ko 132. 63 par print shuda high hoga. is satah se oopar, mein mazeed fawaid ki tawaqqa karta hon jo 133. 90 ki satah tak high each jee ke tor par ja sakta hai. 200 saada moving average 133. 95 ki satah par waqay hai .
                         
                      • #1481 Collapse

                        ٢٢ مارچ ٢٠٢٣ کو امریکی ڈالر/جاپانی ین کی پیش گوئی


                        یومیہ چارٹ پر ایم. اے. سی. ڈی. انڈیکیٹر لائن کی حمایت کو توڑنے کے بعد، امریکی ڈالر/جاپانی ین جوڑا منگل کو 116 پیپس تک بڑھ گیا۔ آج صبح، قیمت توازن اشارے لائن کی مزاحمت کی جانچ کر رہی ہے۔ مارلن آسیلیٹر دھیرے دھیرے بڑھ رہا ہے - اسے نیچے کے رجحان کے علاقے میں اس کے موجودہ مقام کی وجہ سے رکاوٹ ہے۔

                        Click image for larger version

Name:	5.png
Views:	1
Size:	209.2 کلوبائٹ
ID:	12460998

                        آج کے فیڈرل ریزرو کی شرح میں 0.25% یا 0.50% کا اضافہ قیمت کی نمو اور 134.08 کے ہدف کی سطح کو مضبوط کرے گا - ماہانہ ٹائم فریم کی قیمت ہائپر چینل لائن تک پہنچ سکتی ہے۔ اس سطح سے اوپر مضبوط ہونے والی جوڑی درمیانی مدت میں ترقی کر سکتی ہے۔ ہدف 138.00 ہے۔

                        Click image for larger version

Name:	6.png
Views:	1
Size:	170.9 کلوبائٹ
ID:	12460999

                        چار گھنٹے کے چارٹ پر، آسیلیٹر کے ساتھ قیمت کا کنورژن ڈالر کو ایم. اے. سی. ڈی. لائن (133.10) سے گزرنے کی تحریک دیتا ہے۔ اگر یہ کامیاب ہو جاتا ہے تو یہ جوڑی 134.08 ہدف تک پہنچ سکتی ہے۔

                        تعینات کیا مراد ہے مارکیٹ کے تجزیات یہاں ارسال کیے جاتے ہیں جس کا مقصد آپ کی بیداری بڑھانا ہے، لیکن تجارت کرنے کے لئے ہدایات دینا نہیں*
                           
                        • #1482 Collapse

                          Re: Usd/jpy

                          USD/JPY

                          salam dosto!to kesy ha ap log umeed karta ho sab log khairiyat se hongey to furum mates aj hum log baat karney waly ha usd/jpy k barry ma k is ki aj k hawaly se kia movements hongey jesa k ap logo ko pta hi hoga ma ap logo k sath analysis shere karta hio jis ka ap logo ko buhat zyada faisda hota ha next b is zyada faida hoga aj ham apney main topic k barry ma baat karty ha jo ha usd/jpy k is ka market ma aj kia trend chal rha ha jesa k ap log jantey ha k market neyney upword movement karna start kar di ha jis tarha se market ney downword movement karna start kar dii thi lagta to tha k market upper ko move nhi kary gye gii magar market ney karwat badli or upper ko move karna start kar dya agar market ma kam karna ho to hamey dono haalt ka samna karney k liye tyar rahnaa chaye kunkey market kisi b tarf movement dy sakhti ha or game ka rukh badal sakti ha.
                          or jb bhi hamey koi aik acha signal milta ha to hum us ma trade karney ko betaab ho jatey ha or hum jald bazzi ka muzahera kartey ha or humey aik baat ka dehan karna chaye k humey asa nhoi karna balkey sabr ka hath thamey soch smajh kar trade karni hogay jis se humey faida hi hoga or humey loss honey kay chances kam ho jaye gye jis se hamara faida hoga agar hum jald bazii kary to humy nuqsann b uthana par sakta jo hum bilkul bhi bardasth nhi kar saktey mazeed ma apko is anlysis ma samjhany ki kosish karo ga
                          USD/JPY CHART ANALYSIS

                          Click image for larger version

Name:	usdjpy.png
Views:	1
Size:	39.1 کلوبائٹ
ID:	12461000
                          To jesa k app log mery is anlysis ma jan salktey ha k maney kis tareeqey k sath indicators show karwaye ha or ap logo ko smajhaney ki koshish ma ho market ka rujhan kis tarf hoga to dekha jaye k market ma rujhan shurow shurow ma ma uper ki tarf hi tha magar phr achanak se market ney karwat badli or trend nechy ki tarf ho gya jesa k ma ap logo ko pehly b bta chuka ho k ma rket ki movement ka andaza lgana thora sa mushkil ho jata ha market kesy behave kary gye to maney kuch new indicators b show karwaye ha jesy k ap log dekh saktey ha k movement average ney bhi break kar dya ha aik martba nhi balkey do martba break kia ha to mazeed baat ki jaye k to 135.11 pivot point pye dekha jaye to market ney waha se thora thora down move karna start ki tha mery indicators se ap log dekh b saktey ha 133.83 ma market aney k baad upper ki tarf move kia magr bat wahi ajtai ha k market ki movement par bharosa nhi kia ja sakta k market kab or kesy behave karyy gye 132.79pivot point se market nay upword move karna start kar dya ha jo mazeed abhi bhi upper ko hi move kar rhi ha MACD se bhi dekha jaye to market ma uper nechy movement dy rhi ha or ab thora sa laga ha market ney uper ye gii or hum log isi ummed py hotay ha k humay koi acha signal mil jaye jis se hum log achi trade hasil kar saktey ha ja ma umeed karta ho k ap logo ko mery is analysis ki samjh aye hogey or ap logo ko is ma zaror faida bhi howa ho ga
                             
                          • #1483 Collapse

                            usdjpy budh ke fomc policy ke elan se pehlay sabz ho gaya, is earzi support trend line par mehwar hai jo mangal ko January aur se kam ho jati hai. agarchay hosla shikni ke sath, yeh jora paiir ke 132.64 ki oonchai se opar band nahi ho saka, aik taizi se lapete hue candle stuck pattern ko mukamal karne se qasar hai. Sada moving average (sma) musalsal teesray din isi ilaqay ke ird gird taizi ki karwaiyon ko rokkk rahi hai, jabkay is se ziyada nahi, 133.00 par 151.93-127.21 ki 23. 6 % fibonacci retracement bhi tajiron ko mohtaat rakh sakti hai. nuzool line ki tosee is zone ko izafi ahmiyat day rahi hai. lehaza, 133.00 se opar ka waqfa 134.50 par 20- ke sma mein paish qadmi ke liye aik shart ho sakta hai. Agar is se guzarna aasaan sabit hota hai to, jora 38. 2 % fibco satah aur sma ke zariye tashkel panay walay ahem 136.65-137.52 ilaqay ki taraf taizi se nikal sakta hai. 138.00 ki nafsiati satah bhi zair ghhor aaye gi, kyunkay koi bhi qadam ouncha ke oopri rujhan ko dobarah khail mein dal day ga.
                               
                            • #1484 Collapse

                              USD/JPY Pair Technical Analysis: Last Night, FOMC Newses k Released honay say USD/JPY Pair price Hourly Chart pay 132.20 pivot point line say sell breakout k bad again downward movements ko start kar chuki hai. Chart pay Stochastic Indicator 20 levels k ooper crossed over k sath confirm sell ka signal show kar raha hai. RSI 14 Indicator bhi chart pay 30 levels ko test kartay huway confirmations k sath down ka signal show kar raha hai. Agar current position downward movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka target neechay 130.50 aur phir usk bad price mazeed 130.00 Support zones ko test kar sakty hai. Agar current cost Hourly chart pay bounced hoty hai, aur sath pivot point line k buy main Breakout karty hai to chart pay price ki upward movements open honay k chances Increased ho saktay hain, jiska target ooper 132.60 aur phir usk bad price mazeed 133.00 Resistance levels ho saktay hain. Mairy Personally Predictions k hisab say aur Custom Indicators k signals ko follow kartay huway iska ideas is tarha say lagaya ja sakta hai k price ka agla target neechay Support zones ho saktay hain. 4 Hours Chart Technical Analysis: USD/JPY Pair price ko agar ham 4 Hours Chart pay analyzed kartay hain to price 132.20 pivot point line say sell breakout k bad again downward movements ko start kar chuki hai. Chart pay Stochastic Indicator 80 levels k neechay crossed over k sath confirm sell ka signal show kar raha hai. RSI 14 Indicator bhi chart pay 30 levels ko test kartay huway confirmations k sath down ka signal show kar raha hai. Agar current position downward movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka target neechay 130.50 aur phir usk bad price mazeed 130.00 Support zones ko test kar sakty hai. Agar current cost 4 Hours chart pay bounced hoty hai, aur sath pivot point line k buy main Breakout karty hai to chart pay price ki upward movements open honay k chances Increased ho saktay hain, jiska target ooper 132.60 aur phir usk bad price mazeed 133.00 Resistance levels ho saktay hain. Mairy Personally Predictions k hisab say aur Custom Indicators k signals ko follow kartay huway iska ideas is tarha say lagaya ja sakta hai k price ka agla target neechay Support zones ho saktay hain. Shukrya.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1485 Collapse

                                USD / JPY H1 Chart good morning, fi ghanta ke chart par qeemat utartay hue channel ke andar hai. aaj mujhe umeed thi ke qeemat is channel ki balai area tak pahonch sakti hai. lekin ab tak is tak jana mumkin nahi ho saka. lehaza, aam tor par mein tawaqqa karta hon ke pair ki taraqqi jari reh sakti hai aur taraqqi ka hadaf is channel ki balai had ho sakta hai, jo ke 133. 65 ki satah hai. sab se oopar is satah tak pounchanay ke baad pair ke liye pehlay se hi aik ulat phair waqay ho sakti hai aur qeemat neechay aana shuru ho jaye gi. theek hai, is channel ki nichli had, jo 129. 70 ki satah hai, kami ka hadaf ban sakti hai. aur mein is baat ko mustard nahi karta ke agar qeemat channel ko toar deti hai, to yeh jori 132. 09 ki satah tak barh sakti hai. aaj, feed ne jori ki taraqqi ke sath option ko kharab kar diya, aur kamzor protocol aur powell ki dosh taqreer ke pas manzar mein dollar poori market ke khilaaf gir gaya is waqt yeh 130. 53 par support level ke test ka intzaar karne ke qabil hai. is support se aik rebound jori ko kharidne ka ishara day ga, aur yahan aik double bottom ki shakal mein achi terhan se formission ban sakta hai. lekin neechay dabona pair ke zawaal ko taiz kar day ga aur jori achi terhan 128 win number par ja sakti hai. lekin mujhe lagta hai ke yeh aik arzi rujhan hai aur phir bhi mein anay walay dinon mein 135 win number se oopar tijarat karne ke liye pair chorney ke option par ghor kar raha hon. USD / JPY H4 Chart mein ghalat ho sakta hon, lekin hum dekhen ge. asia mein, hamaray paas khabron ka pas manzar khaali hai, lekin yorop mein kal ka din khabron se bhara huwa hai jo shadeed utaar charhao ko huwa day sakta hai. mein tawaqqa karta hon ke qeemat junoob ki taraf support level ki taraf barhay gi jo 131. 01 par waqay hai. qeemat support level se uuchaal sakti hai jis ke baad yeh ghoom jaye gi aur 132. 97 ki muzahmati satah par shumal ki taraf barhna shuru kar day gi. mera khayaal hai ke ziyada tar imkaan hai ke jora support level se toot jaye ga aur phir junoob ki simt mein agay barhna jari rakhay ga aur 128 ke adaad o shumaar ki taraf mael hoga. is liye support level ke peechay qeemat tay karne ke baad, mein farokht ki tijarat kholon ga.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X