Usd/chf
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #556 Collapse

    USD/CHF to kesy ho furum mates ma ummed karta ho ap sub log thk hongey or profit ma jarhy hongey jesy kye ap logo ko pta hi ha mery analsyis ap logo kye liy buhat faida mand sabit ho tey jis se ap logo ko market ki movement kye bary ma btata rhta ho kis tarhja se hum log is ma trade kar saktey ha or profit earn kar saktey ha to aj bhi ma ap logo kye sath apni information sher karo jis se ap lgo ko buhat zyada faida honey wala ha to aj hum usd chf kye is chart ma kuch analysis karry gye jis ma ma ap logo ko btao ga kis tarha se hum log is ma aik achi trade hasil kar kar saktey ha or valuable profit earn kar saktey ha to g dosto aj ma ap logo ko is ma hi kuch points btao ga jis par ap lgo kam kar kye is ma profit earn kar saktey ha to aj ma ap ko btao ga usd chf ka market ma kia trend chal rha kye kis tarh a se hum is ma work out kar kye tarde hasil kar saktey ha or humey profit bhi hasil ho ga to kye liye ap ko mery is anlysis ma btao ga market ki tarha se humery sath se behave kar rhi ha or mazeed kis tarha se is ma trading kar kye profit earn kar saktey ha. USD/CHF CHART MA ANALYSIS To g dosto to ap log dekh saktey ha maney is ma kis tarha se analsyis kiye ha or phr wahi anlysis maney ap lgo kye sath bhi shere kar diya ha to is ma hum log market ki movement ko bhi dekh saktey ha kis tarha se is ma anlysis ki zarorat parti ha or phr hi humey aik achi tarde mil jati ha or us hum log profit bhi earn kartey ha to mazeed hum log is ia ma kia dekhtey ha wo ha mekrt ko movement jo ha upper ki tarf zig zag hona start kar chukki ha jis se humey muskhil bhi asakti jaha trading kye duraan to humey market ko buhat soch samjh kar is ma kam karna hota ha jis se hum log earning kar aktey ha or mazeed ma ja ap logo kye sath analysis shere karo ga or is ma majood points ko samjhaney ki koshoish bhi karo ga jis se ap lgo ka buhat zyada faida hoga to mazeed hum log is ma baat kartey ha market ki movement ki to upper hi move kar rhi ha or is mey ma ap lgo ko aik baat btat ho jis se ap logo ko andaza ho jaye ga kye market ma move karna kitna mushkkil hota ha or jis tarha se hum is ma workout kar saktey ha or earning kar saktey ha market jo aj movement show karwa rhi ha us ma ap logo o aik cheez ka btat ho kye market phr se fall kary gye jis tarha se market ab movement karna start kar diya ha 0.9002 is ki resistance line ban chukki ha or market ki sport line 0.8930 par majood ha or ho sakta ye bhi market ko break out kar dye to humey market ma nalyisis or is ki movement ko samjh kar hi kam karna hota or is ma STO ma bhi dekha ja sakta ha ma bhi market ney nechy ki tarf move karna show karwaya ha jis se humey thora sa ehtiat se kam karna hoga to ma umeed karta ho ap logo ko mery is anlysis ki samjh agye hogai jisse ap logo ko buhat faida hoga. Insha Allah
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #557 Collapse

      USD/CHF TREND USD/CHF D1 Chart Review; Assalam o Alaikum friends kaisy ha ap sb umeed ha ka ap sb kheriyat sy hon gy to dosto aj hum USD/CHF pair ka bary ma discuss kary gy. Dosto Daily chart ka matabak USD/CHF pair prices currencypivot point 0.8966 ka area ko buy breakout karny ka bad bulish movement ko 0.8968 par continue rakhy hui ha. Daily chart ka matabak prices stochastic indicator 80 or 20 ka darmiyan buy ma prices crosed over ka ka signal show kar rahi ha. Daily chart par OSMA indicator bhi confirm buy ka hi signal show kar raha ha. Agar USD/CHF prices bulish movement ko sell ma hi continue rakhti ha to prices ka next target uper 0.8987 or phir us ka bad mazeed uper 0.9000 resistance zone hony ka chances ho sakty ha. Daily chart ka matabak USD/CHF pair ki green dot value 0.9029 ha. USD/CHF H4 CHART Review; Hourly4 chart ka matabak USD/CHF pair prices ki currencypivot point 0.8966 ka area ko buy breakout karny ka bad bulish movement ko 0.8968 par continue rakhy hui ha. HOURLY 4 chart ka matabak prices stochastic indicator 80 or 20 level ka darmiyan buy ma prices crosed over ka ka signal show kar rahi ha. Hourly4 chart par OSMA indicator bhi confirm buy ka hi signal show kar raha ha. Agar USD/CHF prices bulish movement ko sell ma hi continue rakhti ha to prices ka next target uper 0.8987 or phir us ka bad mazeed uper 0.9000 resistance zone hony ka chances ho sakty h Lakin agar USD/CHF pair prices rebounced hoti ha or sath hi pivot point ka area ko sell breakout karti ha to prices ma next downward movement open hony ka chances ha.jis ka next target 0.8953 or phir us ka bad mazeed nechy 0.8945 sport zone hony ka chances ha.Mary analysis ka hisab sy prices ka main trend up hi ha or prices ka next target uper resistances level ko test karna ha.
         
      • #558 Collapse

        ​​USD/CHF OVERVIEW FOR TODAY dear friends aj ham usd/chf ky bary main apna overview dekhen gay ky kis tarah say ja ham is main achi trade lay sakty hain aj aik big news bhi hai Unemployment Claims ki jis say new york session main kafi movement aa sakti hai aur ju doller ki aj forcast di gai hai us main thora sa doller weak hota hoa nazer aa raha hai baki confirm hamen tab hi pata chalta hai jab news aa jati hai pehle sab ki pridiction hi hoti hai 100 percent confirm koi bhi bat nahi hoti hai is lie aj ham is pair main ju bhi analysis karen gay wo bearish ki tarf ziada hongy kyon ky news market ko usi tarf lay jati hai jis tarah ki news ati hai wo technical ko fail karny ki bhi power rakhti hai is lie ao ky sath pehle apna chart share karta houn uss ky bad ap ko details ky sath btaon ga ky kon kon say aj ky din hamry pas important levels hain jin ky break hony pay trade lay kar aik acha profit earn kar sakty hain. USD/CHF ANALYSIS FOR TODAY ON H1 TIME FRAME DEAR FRIENDS ap mere chart main dekh sakty hain main ny chart ko h1 time frame main aik channel ki help say analysis kia hai is channel main market move ho rahi hai aur usd/chf pair aik sideway move bnata hoay channel main move ho raha hai aj ziada tar usd/chf pair ky down side break hone ky chanses hain ju ky ap dekh bhi sakty hain aur news bhi hai ju ky is ki favour main aay gee hamesha pehle technical usi tarah ka bany ga ager ap ky pas market main technical ky bary main acha experience hai tu ap news main kafi acha earn kar sakty hain mujhe umeed hai ap ko mere aj ky analysis pasand agy hongy aj ap is say kafi acha faida utha sakty hain.
           
        • #559 Collapse

          USD/CHF TREND USD/CHF D1 Chart Review; Hello friends kaisy ha ap sb umeed ha ka ap sb kheriyat sy hon gy to dosto aj hum USD/CHF pair ka bary ma discuss kary gy. Dosto Daily chart ka matabak USD/CHF pair prices currencypivot point 0.8976 ka area ko sell breakout karny ka bad bulish movement ko 0.8926 par continue rakhy hui ha. Daily chart ka matabak prices stochastic indicator 20 level ka nechy sell ma prices crosed over ka ka signal show kar rahi ha. Daily chart par OSMA indicator bhi confirm sell ka hi signal show kar raha ha. Agar USD/CHF prices bulish movement ko sell ma hi continue rakhti ha to prices ka next target nechy 0.8895 or phir us ka bad mazeed nechy 0.8845 sport zone hony ka chances ho sakty ha. Daily chart ka matabak USD/CHF pair ki green dot value 0.9009 ha. USD/CHF H4 CHART Review; Hourly4 chart ka matabak USD/CHF pair prices ki currencypivot point 0.8976 ka area ko sell breakout karny ka bad bulish movement ko 0.8928 par continue rakhy hui ha. HOURLY 4 chart ka matabak prices stochastic indicator 20 level ka nechy sell ma prices crosed over ka ka signal show kar rahi ha. Hourly4 chart par OSMA indicator bhi confirm sell ka hi signal show kar raha ha. Agar USD/CHF prices bulish movement ko sell ma hi continue rakhti ha to prices ka next target nechy 0.8895 or phir us ka bad mazeed nechy 0.8845 sport zone hony ka chances ha. Lakin agar USD/CHF pair prices rebounced hoti ha or sath hi pivot point ka area ko buy breakout karti ha to prices ma next upward movement open hony ka chances ha.jis ka next target uper 0.8994 or phir us ka bad mazeed uper 9004 resistance zone hony ka chances ha.Mary analysis ka hisab sy prices ka main trend sell hi ha or prices ka next target mazeed nechy sport level ko test karna ha.
             
          • #560 Collapse

            USD/CHF Price Overview: Dear Friends! Aj Friday, market closing day hai jis main agar ham news chart ko daikhtay hain to bahut sari high volatility news daikhnay ko mil rahi hain, jis main USD/CHF pair price ki bhi achi movements k chances hain. Jab news chart pay aisi news effect honi hoty hai tab he ham market main entring k sath propper stop loss aur money management ka use karaty hain ta k hamain market main jo bhi loss ho wo reasonable ho aur sath uski recovery bhi possible ho. Aj ki strong news main market day k end main major currencies pay ziada tar focus kar sakty hai, jin main all USD/XXX pair ko main analyzed karty huway entry ko pick karunga. Agar to USD weak hoty hai, to chart pay ham already he NFP news ki releasing k sath sell main enterd hain, aur sath USD/CHF Pair price bhi 50,100, 200 simple moving averages k neeche running kar rahi hai, is liye aj ka day aur bhi ziada USD/XX k liye important ho sakta hai, jis main market closing day bhi hai aur sath strong news bhi. Miane neeche USD/CHF pair price ko H1 chart pay analyzed kartay huway chart ko propper aerrows k sath share kiya hai jis main aap daikh saktay hain k kaisay market chart pay entry ko open aur exit laina hai, umeed ki ja sakty hai k is chart ki reading k sath ham market chart say acha faida aur loss ko kam karnay main help hasil kar sakingay. Chart Analysis: H1 time frame pay ham chart ki help say yeh daikh saktay hain k USD/CHF pair price 0.8917 support levels ko hold kiye huway hai, yeh is bat ki value ko aur bhi ziada strog karty hai k aj ki news say market main USD/CHF pair main achi movements k chances ban saktay hain, aur sath he agar ham chart pay moving averages k signals ko daikhtay hain to price in k bhi neeche movements kar rahi hai, jo k price k mazeed weak honay k aik strong signal show hota hai. Agar ham chart ko M30 time frame k sath analyzed kartay hain to M30 chart pay price minimum 0.8896 aur maximum 0.8859 support zones tak pull back movements karnay k chances ban saktay hain. Trading Plan: Dear Friends! Aj ki high volatility news ko daikhtay huway maine trading k liye aik perfect trading plan creat kiya hai, jis main sell movements k ziada chances hain mairay analysis k hisab say agar price k 0.8953 to 0.8962 levels pay sell limit creat kiya jaye to yahin say price k fall honay k chances ban saktay hain jis main ham stop loss 0.9005 aur sath 1st take profit 0.8896 aur 2nd tp neeche 0.8859 ko set kartay huway agar market chart pay USD/CHF pair price ko sell kartay hain to aik acha profit gain karnay main successful ho saktay hain. Shukrya.
               
            • #561 Collapse

              USDCHF: sab ko shab bakhair, currency jora fi al haal 0. 9193 pivot point se oopar trade kar raha hai aur fi al haal 0. 9246 par trade kar raha hai. Bollinger band indicator, is hikmat e amli ka kaleedi Ansar , charon ajzaa ko safaid kar deta hai, jo ke khareed ka ishara deta hai. yeh jori Bollinger baind isharay ki darmiyani line ke oopar trade kar raha hai. MCAD isharay ki linen, jo ke aik Muawin tasdeeq karne wala signal hai, uboor kar chuki hain aur over boat zone mein hain, jo kharidaron ki taaqat ko zahir karti hai. rozana ki onche muddat bhi kharidari ki nishandahi karti hai. paicheeda isharay ke tajzia ke nuqta nazar se, yeh dekha ja sakta hai ke takneeki alaat ke isharay oopar ki taraf rujhan ke tasalsul ki nishandahi karte hain. is ka matlab yeh hai ke paish qadmi pehlay hadaf ki taraf 0. 9289 aur aglay 0. 9347 par jari rahay gi. mein ne zaroori stops ko hawala ki satah se neechay rakha. farokht ki mansori Bollinger band ke tamam anasir ke rang ko mukhalif surkh mein tabdeel karna hoga . D-1 Timeframe k Mutabik Tajzia: Pivot point ke neechay currency jore ki qeemat tay karne se 0. 9155 aur is se neechay ke pehlay hadaf ke sath sale entry point milta hai. money managment ke usoolon par amal karna aur khulay lain deen ko baghair kisi nuqsaan ke muntaqil karna nah bhulen - is se khatrah kam ho jaye ga. nozaida taajiron ko yeh yaad rakhnay ki zaroorat hai ke tamam tijarat munafe bakhash nahi hoten. aik wazeh hikmat e amli tayyar karna aur –apne paison ka intizam karna taweel almudati tijarat mein kamyabi ki kuleed hai. farokht k tmam Bollinger band ke tamam anasir ke rang ko mukhalif surkh mein tabdeel karna hoga, pivot point ke neechay currency jore ki qeemat tay karne se 0. 9155 aur is se neechay ke pehlay hadaf ke sath sale entry point milta hai. money managment ke usoolon par amal karna aur khulay lain deen ko baghair kisi nuqsaan ke muntaqil karna nah bhulen - is se khatrah kam ho jaye ga. nozaida taajiron ko yeh yaad rakhnay ki zaroorat hai ke tamam tijarat munafe bakhash nahi hoten. aik saada hikmat e amli tayyar karna aur –apne paison ka intizam karna taweel mudti tijarat mein kamyabi ki kuleed hai .
                 
              • #562 Collapse

                hello dear trader usd / chf jore kal thora sa janoob ki taraf chala gaya jab main ne frank ke mauzo per aik posr choari lekin kam had tak puhaonche baghair usd / chf jore ko khareed liye gaya aur aik ghanta aur chaar ghantay ke pemanay per kharidari ke ilaqay main wapas aa gaya is ke mutabiq muje khushi hai ke main usd chf ki kharidaryon main shaamil nahi hwa is waqt jora 0. 8919 per trade kar raha hai taknik kehti hai jab tak hum 0. 9198 ki satah se ooper rakhtay hain yahan tak ke aik ghnata ki mom batii ko band karkay bhi tab tak kharidari ko tarjhee di jani chahiye aur hadaf 0. 9306 ki satah hai bolanger baind ki nisbat tijart ki tashreeh ke mutabiq qeemat main aisa intizam hai is waqat farokht sab se ziyda mozoon hai 0. 9229 ke wast se ooper tornay aur theek karne se yakeeni tor per kharidari hoge jab taj aisa nahi hota hum sharts ko lifafay 0. 9215 ke neechay tak pakartay rehtay hain puranay time frame h4 ko laago karna zaroori hai lekin yeh faraham kya jata hai ke qeemat lifafay se baher jati hai aam tor per barhati hui utaar charhao per kal belon ne rechnu ki taraf se pehal ko roka aur unhon ne qeemat ko 0. 9221 ki muzahmati satah tak kafi mazbooti se agay badhaya aur phir janoob ki taraf aik rule back tayyar kya gaya hai is ke ilawa aik lehar jaisa is ke baad aaj pehlay se hi bail dobarah qeemat ko shumaal ki taraf dhakelnay lagay aur qeemat 0. 9254 ki mazboot mazhmati satah se bohat neechy chali gai hai
                   
                • #563 Collapse

                  USD / CHF D1 Chart Salam dostu! Aj usdchf jori ko khareed liya gaya aur aik ghanta aur chaar ghantay dono par khareed zone mein wapas aa gaya. pemana is ke mutabiq, mujhe khushi hai ke mein usdchf ki khridaryon mein shaamil nahi huwa. is waqt, jora 0. 9220 par trade kar raha hai. taknik kehti hai ke jab tak hum 0. 9198 ki satah se oopar rakhtay hain yahan tak ke aik ghanta ki mom batii ko band karkay bhi, tab tak kharidari ko tarjeeh di jani chahiye aur hadaf 0. 9306 ki satah hai. Bolinger band ki nisbat tijarat ki tashreeh ke mutabiq, qeemat mein aisa intizam hai is waqt farokht sab se ziyada mozoon hai. 0. 9229 ke wast se oopar tornay aur theek karne se yakeeni tor par kharidari hogi. jab tak aisa nahi hota, hum sharts ko lifafay 0. 9215 ke neechay tak pakarte rehtay hain. USD / CHF H4 Chart H4 kat Tim frame main bears ki taraf se pehal ko roka, aur unhon ne qeemat ko 0. 9221 ki muzahmati satah tak kaafi mazbooti se agay badhaya, aur phir junoob ki taraf aik rule back tayyar kya gaya, is ke ilawa, aik lehar jaisa. is ke baad, aaj pehlay se hi, belon ne dobarah qeemat ko shumal ki taraf dhakelna shuru kar diya, aur qeemat 0. 9254 ki mazboot muzahmati satah par thori nahi pohanchi. lehaza, adhay rastay mein, jab qeemat 0. 9221 ki support level par wapas khech li gayi to aik aur pal back dara sun-hwa. yeh koi buri baat nahi hai ke yeh aaj aik oopar ki taraf tehreek peda karne ke liye sun-hwa hai aur is ke baad zawaal mazeed jari reh sakta hai. jab hum usay toar kar wahan qadam jamanay ka intizam karte hain, to yeh sharah girnay ke liye aik acha option hoga. hamein 0. 9135 par aik ahem support range miley ga. aaj hum ne 0. 9258 range ka ghalat break out kya aur ab hum mazeed gir satke hain. sharah mein mazeed kami ke liye 0. 9288 range ka ghalat break out aik acha option hoga. mojooda se girna 0. 9135 ki had tak bhi jari reh sakta hai. kharabi ki soorat mein aur qeemat kam tay karne ki soorat mein, farokht ke liye bhi aik acha option hoga. rozana chart ke hawalay se, yahan yeh pata chalta hai ke hum 0. 9060 tak gir satke hain, jahan aik ahem support range hai. jab hum oopar ki raftaar haasil karte hain, to hum mazeed gira satke hain. aap ka din acha guzray .
                     
                  • #564 Collapse

                    USD / CHF H4 Chart H4 kat Tim frame main bears ki taraf se pehal ko roka, aur unhon ne qeemat ko 0. 9221 ki muzahmati satah tak kaafi mazbooti se agay badhaya, aur phir junoob ki taraf aik rule back tayyar kya gaya, is ke ilawa, aik lehar jaisa. Belon ne dobarah qeemat ko shumal ki taraf dhakelna shuru kar diya, and qeemat 0. 9254 ki mazboot muzahmati satah par thori nahi pohanchi. Lehaza adhay rastay mein jab qeemat 0, 9221 ki support level par wapas khech li gayi to aik aur pal back dara sun-hwa. Yeh koi buri baat nahi hai, yeh aaj aik oopar ki taraf tehreek peda karne ke liye sun-hwa hai, and is ke baad zawaal mazeed jari reh sakta hai. When you have a usay toar kar wahan qadam jamanay ka intizam, your option is the sharah girnay. Aik ahem support range miley ga. hamein 0. 9135 par. "Aaj hum ne 0. 9258 range ka ghalat break out kya" and "Ab" "hum mazeed gir satke hain" The 0. 9288 range has a break out that makes the option active, according to Sharah mein Mazeed Kami. 9135 ki had tak bhi jari reh sakta hai mojooda se girna. Farokht ke liye bhi aik acha choice hoga, kharabi ki soorat mein aur qeemat kam tay karne ki soorat mein. Jahan aik ahem support range hai, rozana chart ke hawalay se, yahan yeh pata chalta hai ki hum 0. 9060 tak gir satke hain. Hum mazeed gira satke hain, if oopar ki raftaar haasil karte hain. "Aap ka din acha guzray, USD/CHF ANALYSIS AT 1 HOUR TIME FRAME : If the USD/CHF price drops within the next four hours or falls within the next hour and a strong downtrend is present, the price is in a downtrend. If the price falls within the next four hours, a strong downtrend is present. mahar ya 4 hours time frame huma bata raha ha ka is usd/chf ma small upwards ke traf reversal ho gaya ha magar ya upwards reversal fak bhi ho sakta ha or is ke price phir sa downtrend ke traf continues ho sakti ha q ka jo is time par hum is usd/chf ko dakha to jo 4 hour ke candle ha ya strongly resistance level ko break kar ka lower ma gai ha or jo is break wali 4 hour ke candel ha is bad jo conformation candle bani ha ya bhi bearish ki real body bani ha jo ka huma is usd/chf ke price ka downward ke janab jana ka bata rahi ha or traders is ma sell ke trade ko enter karay ga q ka id ma traders ko is 4 hours time frame par bhi usd/chf ke price ka lower ke traf jana ka signal mil raha ha or is ma is ke price lower ma support level tak jay ge jo ka lower ma 0.8826 par ha or is ma traders is sell ke trade agar humara opposite ma jati ha to is ma 4 hour ke candel resistance level ko higher ke janab cross kar ka close ho ge to hum apni sell ke trade ko close kar da ga or next conformation candle ka bad buy ke trade ko enter karay ga.
                     
                    • #565 Collapse

                      hello dear tradrs kisay ho sab main ueemd karta hon sab theek hoge aaj ka mazmoon hai usd chf jore sab se 4 ghantay ke chart per usd chf taizi ke rujhan main trade kar raha hai qeemat ichimoku cloud se ooper hai jo ooper ki raftaar ko zahir karti hai pichli passion goi ab bhi dursut hai Stochastic isharay ne is ki tasdeeq ki jis lakerain ooper ki taraf hoti hain aap aik lambi possion khol sakte hain aakhri tijarti sishnz ke douran jora shumal ki taraf barhta raha hai mehwar ki satah ko toar kar 0. 8934 ke aas paas trade kar raha hai main farz karta hon ke numoo mojooda satah se pehlay hi qeemat is shumal simt main 0. 9094 ki pehli muzhamti satah ki line se ooper jari rahy ge aur is ki paish raft jore ki taraaqi ki aik nai lehar aur mauzahmati lakeer ki taraf musalsal harkat ka baais banay gi 0. 9058 ki satah se mutabadil tor per qeemat ulat sakti hai aur 0. 9063 per support o dobarah jhanchne ke liye gir sakte hai is ke baad qeemat ko kam karna jari rakhna behtar hoga jab hamein mojooda se thora sa ooper ki taraf tehreek milti hai to is ke baad zawaal mazeed jari reh sakta hai aaj farokht knndgan ke liye qeematon main kami ko jari rakhnay ka har mauqa mojooda hai yeh baat qabil ghhor hai ke tijarti hajum ke lehaaz se muzamat ki ahem satah 0. 9225 per hum aaj usay tornay main nakaam rahay lekin ab hum dobarah is ke qareeb aa rahay hain bura nahi kal khredar qeematon ko badhaane main kamyaab rahy woh 0. 9050 ki had ko tornay main bhi kamyaab rahy
                         
                      • #566 Collapse

                        USDCHF KS TAJZIA: sab ko subah bakhair !mein ne kal ki usdchf market ki naqal o harkat ke hawalay se jo tijarti mansoobah share kya tha woh abhi tak tajzia ke tehat hai. yeh baad mein bhi mazboot ho ga, is jumaraat ki subah ke liye mein dobarah usdchf market ke sath tajzia share karoon ga jahan market ki yeh harkat aik acha mauqa faraham karti hai kyunkay talabb aur rasad ke hawalay se tasdeeq hoti hai aur moving average indicator jo zahir karta hai ke qeematein baad mein mazboot hon gi, yahan aik hai. wazahat : usdchf h4: h4 chart par, yeh dekha ja sakta hai ke qeemat 0. 8917 par kaleedi satah par phas gayi thi aur qeemat 0. 8900 par dosray ssr ilaqay mein kamzor ho gayi thi, is terhan ke patteren ke sath mein dekh raha hon ke is se faida utha kar kharidne ka mauqa mojood hai. ssr ka Raqba 0. 8900 ki qeemat par aur kaleedi satah ka Raqba 0. 8896 ki qeemat par jo ke tashkeel shuda bullish unflagging ke matawazi hai, dar haqeeqat agar aap chart par nazar dalain to aap dekh satke hain ke ma indicator abhi bhi flat ya side way nazar aata hai is liye is ka imkaan mojood hai. ke qeemat ke Raqba 0. 8896 aur 0. 8930 qeemat par muzahmati ilaqay ke darmiyan qeemat agay peechay jaye gi, agarchay usdchf market mein aik taraf harkat ho rahi hai, lekin naqal o harkat ki had kaafi barri hai, 50 se 80 points fi din, lehaza aaj subah usdchf market mein dobarah dakhlay ki kharidari ka aik lamha hai usdchf h1: H1 chart par, market mein daakhil honay ke liye aik acha ilaqa nazar aata hai, jahan aik achi demand hai jo ssr line ke matawazi hai aur aik demand area jo ma50 ko kaatta hai, khaas tor par jaisa ke pehlay dekha gaya hai ke tamam ma abhi uboor kar chuke hain, mojooda qeemat ki harkat 0. 8910 ki qeemat honay ka imkaan hai ke 0. 8890 ki qeemat par maang ke ilaqay mein kamzor ho jaye ga jo usdchf market mein andrajaat kharidne ka ilaqa hai .
                           
                        • #567 Collapse

                          Sab ko subah bakhair ! mein ne kal ki usdchf market ki naqal o harkat ke hawalay se jo tijarti mansoobah share kya tha woh abhi tak tajzia ke tehat hai. yeh baad mein bhi mazboot ho ga, is jumaraat ki subah ke liye mein dobarah usdchf market ke sath tajzia share karoon ga jahan market ki yeh harkat aik acha mauqa faraham karti hai kyunkay talabb aur rasad ke hawalay se tasdeeq hoti hai aur moving average انڈیکیٹر jo zahir karta hai ke qeematein baad mein mazboot hon gi, yahan aik hai. wazahat : Usd/Chf H4 h4 chart par, yeh dekha ja sakta hai ke qeemat 0. 8917 par kaleedi satah par phas gayi thi aur qeemat 0. 8900 par dosray ssr ilaqay mein kamzor ho gayi thi, is terhan ke patteren ke sath mein dekh raha hon ke is se faida utha kar kharidne ka mauqa mojood hai. ssr ka Raqba 0. 8900 ki qeemat par aur kaleedi satah ka Raqba 0. 8896 ki qeemat par jo ke tashkeel shuda bullish unflagging ke matawazi hai, dar haqeeqat agar aap chart par nazar dalain to aap dekh satke hain ke ma abhi bhi flat ya side way nazar aata hai is liye is ka imkaan mojood hai. ke qeemat ke Raqba 0. 8896 aur 0. 8930 qeemat par muzahmati ilaqay ke darmiyan qeemat agay peechay jaye gi, agarchay usdchf market mein aik taraf harkat ho rahi hai, lekin naqal o harkat ki had kaafi barri hai, 50 se 80 points fi din, lehaza aaj subah usdchf market mein dobarah dakhlay ki kharidari ka aik lamha hai . Usd/Chf H1 h1 chart par, market mein daakhil honay ke liye aik acha ilaqa nazar aata hai, jahan aik achi demand hai jo ssr line ke matawazi hai aur aik demand area jo ma50 ko kaatta hai, khaas tor par jaisa ke pehlay dekha gaya hai ke tamam ma abhi uboor kar chuke hain, mojooda qeemat ki harkat 0. 8910 ki qeemat honay ka imkaan hai ke 0. 8890 ki qeemat par maang ke ilaqay mein kamzor ho jaye ga jo usdchf market mein andrajaat kharidne ka ilaqa hai . Nateeja aur tijarti mansoobah : aaj subah mein 0. 8910 ki qeemat par demand ka faida utha kar 0. 8860 ki qeemat par stap nuqsaan ke sath khareed ki had ke zair iltiwa order day kar dobarah khareed lon ga aur 0. 8952 ki qeemat par munafe lon ga, jabkay farokht ke andrajaat ke liye mein sirf is ilaqay mein intzaar karoon ga jahan supply / kaleedi satah sirf 0. 8952 hai .
                             
                          • #568 Collapse

                            USD/CHF to kesy ho dosto mujhe umeed ha ap log sub thk hongey or profit am kam kar rhy hongey hameshaki tarha aj bhi ma ap logo kye sath apney analysis shere karo ga jis ma ap lgo kye sath usd chf kye chart ki information ap logo kye sath shere karney wala ho jis ma ap lgo ko aj buhat zyada faida honey wala ha jis ma aj ap logo ko mazeed is ma majood points smjho ga jis se ma ap log work kar kye earning kar saktey ha or mezaaed ma aj ap ko kye sath apna knowledge shere karo ga jis se jis se ap logo ko mazeed clear ho jaye ga market ki movement kye hawaly se kye kis tarh aj hum log is ma trading kar saktey ha or is ma hi earning kar kye aik acha or valuable profit earn kar saktey ha to agar hum log aj ki market ki movement ki tarf jatey ha or kia dekhtey ha kye market aj humary sath ks tarha e behave kar rhi ha kia aj market humey is ma humey kuch profit dye gai to aj hum market ka view kartey ha or humey kia dekhney ko miil rha kye market aik martaba phr se aj fall kar rhi ha matlab kye markt ma aj phr se aik maratba nechy ki tarf movement dy rhi ha jis se humey nuqsaan ka samna bhi karna par sakta ha or usi se bacheny k liye ma aj ap logo kye sath apna anlaysis sher karo ga jis se ap lgo ko buhat faida hoga. USD/CHF ANALYSIS to g dosto jesa kye ap logo mera is analysis ka view kar rhy hongey or dekh hi rhy hongey kis tarha se market ma falling ka silsala shrow ho chukka ha or hum log is ma kis tarha se work kar kye isis ma hi profit earn kar saktey ha or hum log loss honey se khud ko bacha saktey ha agar hum market ma thora sa sabber or is ma kuch analysis kar kye is ma work kartey ha to market ma hum log trading kye liye expert ban saktey ha is ma loss oney se bach saktey ha jis tarha se maney apney is analysis ma indicators ko add kar kye is ma ap logo ko samjhaney ki koshish kar rha ho kye hum log kis tarha se is ma trading kar saktey ha or earning kar saktey ha to mazeed is ma dekha jaye to humey 134.74 market ki resistance line ban chukki ha or market kafi had tak nechy ko move kar chukki ha is movement se isa lagta ha kye markeyt mazeed fall hi karry gye magar humey thora sa sabber rakhna hoga wo is wajah se kunmkey market hamesha aik hi tarf move nhi larti is wajah se kye market ab upper ki tarf aye gye isa lag to rha ha 133.03 pivot point par market ki move karney kye bad market ma kuch halchal nazar aye ha jis ma hum log dekh saktey ha market ney phr se aik marabta upper ki tarf move karna start kar diya ha 133.56 par market move ho rhi ha jis se se yahi zahir hota ha markeyt ab upper ki tarf hi move kary gye to mjhe umeed ha ap logo ko mery is analysis ki samjh agye hogai jis se ap lgo ko mazeed kuch battein clear bhi ho jaye gye jis ap log bhi biuhat achi earning kar saktey ha. Shukriya
                               
                            • #569 Collapse

                              USDCHF KA TAJZIA: H-4 TIMEFRAME K MUTABIK TAJZIA: subah bakhair. zail mein is chart par aik nazar daaltay hue, yeh qabil tawajah hai ke usd / chf 0. 8939 par harkat Pazeer ost line ma ( 20 ) ke ird gird trade kar raha hai. mere chart ke mshahdat ke mutabiq, market neechay ke rujhaan mein hai aur anay wala iqdaam mandi ka hoga. agar hum rishta daar taaqat index ( rsi ) isharay ko dekhen to, rishta daar taaqat ka asharih ( rsi ) hamein batata hai ke market neechay ja rahi hai. is waqt rishta daar taaqat index ( rsi ) isharay ki qader 51 aur 54 ke darmiyan hai, jo 53. 5494 par hai. isi waqt, moving average knorjins divergence ( macd ) mazeed neechay ki janib rujhan ke haq mein aik aur isharay hoga. moving average knorjns divergence ( macd ) manfi volume baar ko zahir karta hai kyunkay yeh -0. 0007 par trade kar raha hai. yeh dekha ja sakta hai ke moving average indicator ab bhi mandi ke rujhan mein hai .The price may test at 0.9004 before continuing to fall toward 0.9100 which is the second level of resistance. After that, if the market price tests the resistance at 0.9100 which is the second level of resistance and breaks, the market will likely drive up the trend line. On the other hand, I expect the price to move towards the support level, which is at 0.8919. After 0.8919, the price could touch the next support target at 0.8858 which is the 2nd level of support. After that, a drop in the market trend could breach the 2nd level of support zone at 0.8858 which will make way for our next target at 0.8800 which is the 3rd level of support. Near this support level, I expect a trade setup to form, which will help determine the further direction of the trade.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #570 Collapse

                                USD/CHF OVERVIEW FOR NEXT WEEK ASSLAMOALAIKUM dear friends aj ham usd/chf ko weekly overveiw karen gay jis say hamen next week main hony wali move ka aik guess ho saky ga sab sy phele ham bat karen gay previous week ki move ky bary main takriban 2 week say usd/chf pair aik sideway movement kar raha hai jis say is pair main market aik hi place mian move ho rahi hai aur filhal is main dekha jaye tu is main na hi sell ka signal mil raha hai aur na hi buy ka friday ky din doller main aik strong buy ki movement hoi hai ap sabb ny dekha bhi ho ga ky doller main 200 say lay 300 pips tak movement hoi hai jis ki wajah doller strong hoa hai us ky mutabik ager dekha jaye tu is pair main aik buy ki movement aa sakti hai monday ky din jesy hi marekt open hgi tu ap is main ager buy ki oppertunity dekhen tu ap is main buy kar ky aik acha profit earn kar sakty hain ager ap is pair aik safe trade laina chahty hain tu ap ko main apna chart share karon ga aur wahn py ap ko details ky sath btaon ga ky ap kis area say aik achi trade pic kar sakty hain aur acha profit bana sakty hain. USD/CHF WEEKLY ANALYSIS ON H4 HOUR TIME FRAME DEAR Friends, main ny usd/chf pair main trend line aur horizental line say analysis kiey hain ju ap mere chart main dekh sakty hain usd/chf 0.8859 ki strong support say reject ho kar uper ja raha hai aur yahn par market ny aik tripple bottom bnaya hai jis waja say market reject ho kar uper gai hai aur aik range main hi move ho rahi hai monday ky din trade karny ky ky lie ap ky pas 2 options hain sab sy pehi option trend line ki hai ager wo up side break ho tab ap is main aik buy ka irder lay sakty hain aur ap ager mazed is main apni trade ko confirmation laina chaty hain tu ap ko iski horizental resistance line 0.8994 ky break hony ka wait karna ho ga kyon ky market in 2 area main hi range bna rahi hai ju main ny pehle support line lgai hai uar ju resistance line lgai hai jesy hi market is area say nikly ge ap usi tarf is main trade place kar ky is main acha profit earn kar sakty hain. mujhe umeed hai next week ki ju bhi meri pridiction hai ap ko is say zror faida ho ga aur ju main ny ap ky sath apne analysis share kiey hain ap ko us say kafi knowldge mily ga. Shukriya:
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X