Eur/gbp
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #466 Collapse

    Re: Eur/gbp

    eur/gbp overview

    hello forum mates kesy ap sab log mujhe umid hai ap mere signal ka aur analysis ka wait kar rahy hongy jis jis member ny bhi mere analysis ko follow kia hai wohi profit main ho ga kyon ky aop mere pechle analysis dekh sakty hain main ny jitni bhi analysis kiey hain wo sab thk hain aur bilkul market ny wesy hi movement kia hai aj ham eurgbp ky bary main bat karen gay sab sy pehle ham is pair ki direction ko dekhen gay ky yeh kis trend main ja raha hai main ap ky sath apna chart share kar ky yeh bat ap ko chart par btaon ga ky is pari main kia trend hai aur yeh kahan ja sakta hai.

    eurgbp intraday chart

    Click image for larger version

Name:	eurrrr.png
Views:	1
Size:	31.8 کلوبائٹ
ID:	12457920

    dear friends ap eurgbp ky chart ko dekh sakty hain ju main ny analysis kia hai h1 time frame main eurgbp apni kal wali resistance ko touch karny ky bad aik bearish candle banai hai aur hamen aik sell ka signal day diya hai ap dekh bhi sakty hain ju main nay green line say aik uper wali line draw kia hai wo as resistance ky toar par draw kia hai market ne usko respect bhi di hai aur apo dekh bhi sakty hain mere chart main ab hamen yahn par sell ki trade mil rahi hai tu ap yahn say aik short type sell laga sakty hain aur apna take profit 0.8777 par rakh sakty hain ju ky iska low bhi hai aur isko ham support bhi bol sakty hain ju currently support bhi ban rahi hai.

    ap dekh sakty hain aur dosri option main aj news bhi hai thori dair tak ager yeh resistance ko up side break karta hai tab ap ko wait karna chahye kyon ky news ky time main breakout itni accuracy wala nahi hota hai ager hota bhi hai tu trend ky khilaf hota hai jis main ziada safe nahi reh sakty hain is lie ham apne technical ky mutabik is market main kam karen gay ager ap ka technical acha hai tu ap ko news say ziada preshani nahi hogi mujhe umeed hai ap ko mere is signal say aur mere is analysis say kafi fiada hoa hoga jis say ap ko aik achi trade bhi mil gai hai.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #467 Collapse

      Re: Eur/gbp

      EUR/GBP Price Technical Analysis:


      1 Hour Time Frame pay EUR/GBP Pair price 0.8735 pivot point areas k ooper he movements kar rahi hai. Chart pay Stochastic Indicator 20 aur 80 levels k center main crossed over k sath buy ka confirm signal show kar raha hai. OSMA Indicator bhi chart pay bullish signal show kar raha hai. Agar current cost Hourly chart pay market open honay k baad bullish movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka agla target ooper 0.8788 aur phir usk bad price mazeed 0.8802 Resistance zones ko test kar sakty hai.

      Agar current position Hourly time frame pay reversed hoty hai, aur sath pivot point areas k sell main breakout karty hai to chart pay price ki downward movements open honay k chances ban saktay hain, jiska target neechay 0.8711 aur phir price usk bad mazeed 0.8697 Support levels ko test kar sakty hai. Mairay analysis k hisab say price central point levels k ooper he running kar rahi hai, jiskay chances hain k price Resistance levels ko test kar sakty hai.


      4 Hours Time Frame Analysis:


      Click image for larger version

Name:	h4.png
Views:	1
Size:	66.4 کلوبائٹ
ID:	12458607



      4 Hours Time Frame pay EUR/GBP Pair price 0.8735 pivot point areas k ooper he movements kar rahi hai. Chart pay Stochastic Indicator 20 levels k ooper crossed over k sath buy ka confirm signal show kar raha hai. OSMA Indicator bhi chart pay bullish signal show kar raha hai. Agar current cost H1 chart pay market open honay k baad bullish movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka agla target ooper 0.8788 aur phir usk bad price mazeed 0.8802 Resistance zones ko test kar sakty hai.

      Agar current position H4 time frame pay reversed hoty hai, aur sath pivot point areas k sell main breakout karty hai to chart pay price ki downward movements open honay k chances ban saktay hain, jiska target neechay 0.8711 aur phir price usk bad mazeed 0.8697 Support levels ko test kar sakty hai. Mairay analysis k hisab say price central point levels k ooper he running kar rahi hai, jiskay chances hain k price Resistance levels ko test kar sakty hai.


      Shukrya.
         
      • #468 Collapse

        Re: Eur/gbp

        EUR/GBP NEXt WEEK OVERVIEW

        salalm dosto market ma kam karty hoye jald bazzi ka muzahara nhi karna chaye kunkay is se buhat nuksan honey ka khadsha bhi hosakta ha jo k iak qabely yaqeen baat ha or dosri baat market ma ya phr trade k duraan laalch b nhi karna chaye is hamey buhat zyada nuqsaan b uthana par sakta ha or zahir si baat ha k agr lalach karin gye to hamy us ka nuqsaan b uthana parye ga or ma aj ap logo ko btao ga k EUR/GPB ma analysyis kis tarha se ham log kar saktey ha jesa k ap logo ney dekha hoga k mery pechly analysis ma jo many kuch battein btaien thi market ney bilkul wesy hi movement dii thi market ma kam karney se pehly hamey buhat zyada knowledge ki zarorat parti ha beghair knowledge hamey nuqsan uthana par sakta ha to maney aj jo analysis kye ha wo ma ap k sath b shere karo ga jis se a logo ko buhat zyada faida hoga inshaallah.

        eur/gbp chart

        Click image for larger version

Name:	Screenshot_2.png
Views:	1
Size:	42.7 کلوبائٹ
ID:	12460385

        jesa k ap log jantey ha market ma ups and downs to chalty hi rahtey ha jo mer is analysis ma jo mein ney observe kis ha wo ma ap logo ko is analysis ma btao ga 0.8718se pivot point ne jis tarha se downword se upword ki tarf move karhi ha or is resistance line0.8761 ko break karty howay upword ki tarf move kar rhi ha or mazeed upword hi move kar rhi ha.jesa k mery is analysis ma ap logo ne dekha k 0.8928 jo k aik sport line thi ab wo ab resisitance line ban chuki jesa k ap ney dekha moving average b across kar chuki ha movement line se pta chalta ha marketing upword move kary gye.

        aur ab ham ager over all pair ki dkehen gay tu to kal market ki opening hai ham market main thori si correction aa sakti hai jis waja say eurgbp apni resistance ko retest kare gi aur wahn say hamen koi sell mily gee tb ham is main selling karen kyon ky ky 2 indicator toh hamen sell hi bta rahy hain aik macd aur moving average ap mere chart main dekh sakty hain
         
        • #469 Collapse

          Re: Eur/gbp

          A SURVEY OF EURGBP:
          Hello friends, I'm going to give you an overview of the eur/gbp market right now. Yeh, the market is currently behaving positively, and the pair in question has been trading profitably as of late. Pehle ham is pair ki overall movement ky bary main bat karen gay yeh pair kafi ziada fast movement karne wala pair hai, and the pair in question has been producing kafi ziada

          H1 Time Period for EURGBP:
          Aek cross pair of EUR/GBP or ye aek hi trend ma kafi arsy tak chalta ha agr EUR/GBP KA D1 ka time frame nekaly to waha par ye kafi time sy buy ma ha or hm H1 ma dekh kar is k sath chaly gy buy trend ma 0.88400 sy bu EURGBP ny H1 k time frame ma apni supply hit ki ha or sale ki move di ha 0.89200 sy sell aaya ha or is ny apna wala high break kia hua ha or ab hm EURGBP Ko demond zone sy purchase kry gy IDM KRNY k liye market nechy aaa rahi or nechy demond area b ha or narket ny supply b hit ki hoi Or hamara jo Tp hoga wo 0.89200 hoga Ab hm Market ko 0.88400 sy purchase kry gy SL 20 pip ka 1.5 k hisab sy SL hamara zone sy nechy hoga or ye trade hamari 100 pip ki banti ha or pehla high hoga 0.89300 Agr market ko break kr deti ha to hm mazeed hold kry gy trade ko SL break in krdy gy

          h4 time perioud
          Time Frame 4 Hours Pay EUR/GBP pivot point locations for the pair's price of 0.8735 are where moves are being made. 20 levels of the Stochastic Indicator on the chart have been crossed, and a signal to purchase has been shown. The OSMA Indicator shows a positive indication on the chart. If the present price on the H1 chart maintains its negative positive trends, the target price will be 0.8788, and the resistance zones will be tested at 0.8802 if the price continues to fall.If the present position on the H4 time frame has been reversed, and the pivot point regions have been the key breakout points for sellers, then the chart's price is likely to trend downward from here. The targets are 0.8711 and 0.8697, respectively. Support level testing is ongoing. As stated in the mairay analysis's hisab, there are possibilities that the price resistance levels will be tested in the near future.
           
          Last edited by ; 20-03-2023, 04:53 PM.
          • #470 Collapse

            Re: Eur/gbp

            EUR/GBP

            hello friends to kesy ha ap log umeed karta ho ap sub thk hongey jesa k hasbe mamool phr se aik martba apki khidmat ma kuch new analysis k views piash karta ho jesy k a sub logo ney dekha hoga k market aj kis tarha se behave kar rhi ha dekha to hoga hi ap ney eur/gbp kay analysis ka jaiza lyte howayma kuch new batein ap logo k sath shere chata jis ma ma apko aj market k behavior k barry ma btao ga k ak market kis andaz se movement dy rhi ha ap sub logo ney bhoi dekha hoga k market ki movement ko to baat karty ha market ki movemet ki k aj kesy market ma badlao aty ha to mery kuch analysis k mutabiq market ka rujhan phr se aik martba downword hi move kar rhi ha yaha par ma ap logo k sath kuch new point btata ho jis se ap trading k duraan istamal kar satey ha or aik valuable profit hasil kar saktey ha jo dekha jaye k market negative move ho rhi ha yaha par trade karna thora sa mushkil hoskata ha kunkey market ma kuch analysis karney k baad pta chala ha k market filhal to nechy ki tarf hi move kar rhi ha or mazeed dekha jaye to upword janey k chances thorey kam hi nazar arhy ha ye b nhi kaha jasakta k market upper jaye gyi hi ni.Nhi asa b hoskata ha k market ki movement ma halchal ho or wo upper ki tarf movement karna start kar dye magr kuch analysis karney k bad pta chalta ha k market ka rujhan abhi nechy ki tarf ha mazeed ma ap logo k sath kuch apney analysis se apko samjhany ki koshis karo ga kunkey mery analysis ma ap logo samjh jaye or ap ko ai achi trade mil saky gii.
            EUR/GBP KYE TECHNICAL VIEWS
            Click image for larger version

Name:	EURGBP.png
Views:	1
Size:	41.4 کلوبائٹ
ID:	12460839

            jesa k ap log mery is analysis ka jaizay kary or dekhy k market kaha or kesy move kar rhi ha or mazeed ap log dekh saktey ha many kuch indicators laga kar apko samjhanay ki kosish karo ga market ma ab kaha or kesy behave kary gii or ap dekhy k movement averarge nhi aik dosery ko break karney wali ha or mazeed macd se bhi ma ap ko samjhaney ki koshish karta chalo k market ki movment downword hi ha or kuch point se ap achi tarha clear karta chalo k0.8842 is pivot point p market upword move kar rhi thi magar asa kesy hosakta ha k market aik hi jaga par move kary kary is pivit point se movr karney kbad market0.8767par move karney lagi yani nechy ki tarf move karney lagii to ma apko movement average k bary ma btata chlo k k aik point ma akar us ney b breakout kar dya tha or mazeed indicators show kiye ha jis ma movement average break out kary gi upword movement average k bary ma dekha jaye to udhr break out kar chuki or udhr indicator show liye ha mery is anlysis k jaizay k mutabiq filhal market ki moivement par bharosa nhi kia jasakta halat ko made nazar rakhtey hoye market nechy hi move kar rhi ha ye b khna galat hoga k market nechy hi rhy gye nhi aisa b hosakta ha k market karwat badley or upword move kar jaye jis se hum acha piont mil jaye or hum trade kar k acha profit hasil kar saky.
            umeed karta ho k apko mery analysis samjh agye hongey or ap se faida b utha saktey ha or ap market ma aik achi trade hasil kar saktey ha jis se apko aik valuable frofit mil sakta ha or mily ga insahaallah.
            منسلک شدہ فائلیں
               
            Last edited by ; 21-03-2023, 01:24 PM.
            • #471 Collapse

              Re: Eur/gbp

              eurgbp forecast

              hello friends aj ham eurgbp ky bary main bat karen gay aj subha say eurgbp ka pair aik positive movement main hai jiski wajah say uper ja raha hai aj is main aik buy ki oppertunity mil sakti hai main ap ky sath apna chart share karon ga jis main aik acha sa signal bhi ho ga jis ko dkehty hoay ap is main order lay sakty hain pechle kuch dino main eurgbp pair main bearish movement ho rahi thi mager aj say is main aik bulish move dekhai day rahi hai kyon kay kab bhi trend shuru hota hai wo aik hi tarf nahi jata hai balky zig zag movement main jata hai aur correction karta hoa apna trend jari rakhta hai is lie is pair main bhi kuch asa hi ham dekhen gay aur ap ko apne chart par yeh live analysis kar ky dekhaon ky ham kis tarah say isko dekh sakty hain aur order lay saklty hain.

              eur/gbp intraday analysis

              Click image for larger version

Name:	e.png
Views:	1
Size:	38.8 کلوبائٹ
ID:	12460850

              dear friends eurgbp main ap dekh sakty hain main nay aik trend line lgai hai ju ky break bhi ho chuki hai aur yeh aik support level say reject hoi hai ju ky ap nechy walay low dekh sakty hain ju main nay nechy wali trend line say draw kiey hain ap dkeh sakty hain market kafi bar is area main rejection day rahi thi aur ab is main correction ka time hai ab thori see is main correction ho sakti hai is lie ap dekh sakty hain chart yahn say aik buy ka signal bta raha hai ager ap ky pas aik or confirmation hai tu ap yahn say buy kar skaty hain aur apka target uper line hai ju main ny red line say mention kia hai kyon ky wo aik resistance level hai jahn say market reject ho sakti hai.

              dosri side say hamen 50 ki moving average bhi yehi sidgn day rahi hai ky ab is main bulish move aa sakti hai ap dkeh bhi sakty hain yeh pair uper ki tarf uth raaha hai aj ky din aik news bhi hai ap ko ehtiyat ky sath stop loss ky sath kam karna chahye phir hi ap is main loss say bach sakty hain jab tak proper planing ky sath kam nahi karen gay ap iss market main aik acha setup nahi mil sakta hai is lie market main kam karne ky lie ap ko har chez ka khyal rakhty hoay kam karna chahye mujhe umeed ap ko mere analysis aur aj ky din ka setup samjh main aa gea ho ga.
                 
              • #472 Collapse

                hello dea friends kesy hain ap sab log mujhe umeed hai ap sab thek hongy aur ap ki trading bhi achi ja rahi hogi aj ham eurgbp ky analysis karen gay aur markt kay bary main complete overview paish karen gay jis say ap ko aj ky din kafi help mil saky gee ky ap is market main kis tara ssay enter ho kar kam kar saken gay aj aik big news hai ju har month main aik dafa ati hai FOMC news main market main bohut fast movement hoti hai jis ki waja say trading karna mushkil ho jata hai is main expert bhi trade karne say darty hain kyon ky market main itni taizi hoti hai ky ham samjh hi nahi paty hain ky ham is main selling karen ya buying karen iss lie aj ky din kafi newses ki vajah say market confuse reh sakti hai ap ko safe ho kar kam karna chahye aur try karen ager ap intraday trader hain tu ap ko news say pehle pehle market say exit ho jana chahye. ab main ap ky sath eurgbp ka chart share karta houn jis say ap ko achi tarah say market samjh main aay ge aur apna trade ka signal lay sakty hain. eur/gbp chart analysis dear friends mere pechly analysis ager ap dekhen gay tu ap is pair par meri analysis ki accuracy dekh kar khud hi mujhe daad dein gay mere analysis bilkul jesy market move hoti hai same asy hi main bata raha hota hun aj ky din ager ap mere chart ko dekhen tu eurgbp 4 say 5 hour sy still sideways hai main nay side ways area main adono tarf hi line lgai hai ju support aur resistance ka kam dati hai ap ko nazer bhi aa raha hai ager resistance break hoti hai tab ap is main aik buy lay sakty hain aur apna target next resistance rakh sakty hain ju main ne mention bhi kia hoi hai ager sell side break hoti hai tu ap next target apna next support rakh sakty hain is lie ju market ka last low hai ap mere chart ko yeh bat dkeh kar bohut asani sy samjh sakty hain ky ap sell kahan say karen gay aur buy kahn sy karen gay. mujhe umeed hai ap ko mere analysis say faida ho ga aj ky din ap ko apna risk mangement achi tara say karna chahye kyon ky aj aik big news hai jis main trend ki direction change bhi ho skati hai aur market main ju trend chal raha hai usko jari bhi rakha ja sakta hai kyon ky yeh aik month ki sab sy bari news hoti jis main kafi kuch ho sakta hai.
                   
                • #473 Collapse

                  currency ka jora EUR/GBP fi ghanta jore ka jaiza sab ko salam! eurgbp currency ke jore ne aaj, aakhir mein khud ko allag kar liya hai. guzashta roz ki market isi satah par khatam hui, aur mein dramayi kami ki paish goi karta hon. mein pichlle rozana candle ke sab se ounchay maqam tak intzaar karoon ga. ( 0. 8844 ) chhootey ufaq par, agar sir aur kaandhon ka namona zahir hota hai, to mein tijarat karoon ga. wahan sodha ka ihata kya jata hai kyunkay mujhe qeemat ( 0. 8852 ) se oopar rakhnay ka koi juwaz nazar nahi aata. mere paas munafe lainay ki gunjaish hai kyunkay din ki chaal kal ke intehai ( 0. 8820 ) ke liye nisf mein taqseem thi. bas baicho chahay bechna hi ho. Gates aaj hamaray liye 0. 8830 se ​​0. 8868 tak hon ge. mein 0. 8873 ki satah se bilkul neechay stop order set karoon ga. mujhe aaj 0. 8827 ada kya jaye ga kyunkay manzar naame par piache hatna mein mercury ke assar ki wajah se. din ke auqaat ke douran kisi muahiday par mohar lagana afzal aur ziyada qabil aetmaad hai jab yeh koi jeetnay wali sorat e haal ho nah ke usay aglay din ki qismat par chore den. siyasat aur jhooti khabrain bahar hain. mein tabadlah nahi karoon ga. tijarti manzlon ki pursukoon panah gaah barqarar rahay gi . is douran, ma 50, 100, aur 200 isharay yeh zahir karte hain ke harkat abhi bhi chalti qeemat se kuch had tak saaf suthra dhancha ke sath hai. agarchay yeh bolingir baind indicator ke wast bi bi area se neechay dikhayi deta hai, aisa lagta hai ke khredar qeemat ko mazeed buland karne ki koshish kar rahay hain. stochastic indicator jo zahir hota hai ke over sealed regain mein hai aur am ae line cross over ka saamna kar rahi hai, is ki bhi himayat karta hai. lehaza, yeh aik wazeh alamat hai ke khredar qeematon ko mandarja zail ahem rukawat ki taraf badhaane ki koshish kar rahay hain. lehaza aaj ki tijarti hikmat e amli ke liye kharidari ka ikhtiyar ab bhi tajweez kya jata hai .
                     
                  • #474 Collapse

                    EUR/GBP hello friends to kesy ha ap log umeed karta ho ap sub thk hongey jesa k hasbe mamool phr se aik martba apki khidmat ma kuch new analysis k views piash karta ho jesy k a sub logo ney dekha hoga k market aj kis tarha se behave kar rhi ha dekha to hoga hi ap ney eur/gbp kay analysis ka jaiza lyte howayma kuch new batein ap logo k sath shere chata jis ma ma apko aj market k behavior k barry ma btao ga k ak market kis andaz se movement dy rhi ha ap sub logo ney bhoi dekha hoga k market ki movement ki to baat karty ha market ki movemnet ki k aj kesy market ma badlao aty howay nazar arhi ha jesa k ap logo nay dekha hoga k market upper ko move karney laggi ha to mery kuch analysis k mutabiq market ka rujhan phr se aik martba upword hi move kar rhi ha yaha par ma ap logo k sath kuch asay point btata ho jis se ap trading k duraan istamal kar satey ha or aik valuable profit hasil kar saktey ha jo dekha jaye k market ma aj positive movements ho rhi ha jo k aik achi baat ha dekha jaye to market ma kam karnety howay is baat ka khas khia;l rakhna chaye k market ma trade karty howay hamesha positivre thinking rakhni chaye or kabhi bhi negative thinking k sath market ma trade har giz na kary kunkey us se nuqsaan honey ka khadsha laga rhta ha or hosakta ha k hum log negative thinking k sath kam kary or hamey nuqsaan ka samna karna par jaye or aik trader hargiz nhi chaye ga k usay aik buhat zyada nuqsaan ka samna karna pary kunkey us ki buhat zyada mehnat shamil hoti ha or agar baat ki jaye to eur/gbp k hawalaly se to aj mery analysis ma kam karney k bad jo kuch observe kia ha ma ap logo k sath shere karta chalo to aj market ka rujhan upper ki tarf ha agr mazeed dekha jaye to market kafi had girr chukkki thi magar pjr kuch time k bad market ney movement dy or upper ki tarf move karna start kar dya or ma apko mazeed is analysis ma samjhany ki koshis karo ga. EUR/GBP TECHNICAL VIEWS To g friends jesa k ap log mery is analysis ka jaiza ly rhy hongey k maney kis tarjha se analysis kiye ha or apko samjhaney ki koshish kar rha ho or is analysis ma btao ga hum log kis tarha se trading kar kye aik acha profit arn kar saktey ha to baat karty ha market ki movement ki jesy k apko nazar bhi arha hoga k maney kuch new indicators laga k apko samjhan chata ho market ki ternding line pehly kaha thi or ab kaha ha agar batt kary downword to market ma pehly to downword movemnt ho rhi thi is pivot point par 0.8727 is point par magar jab ab dekha jaye market is waqat 0.8859 pivot point par move kar rhi ha matlab pehly market ki treding line nechy ki tarf thi or ab market ki movemeny jo ha wo upper ki tarf chal rhi ha or agar mazeed baat kari jaye to movement average ki to movement average ney bhi 0.8740pivot oint par breakout dy dya tha or phr upper ki tarf move karney lag gye jab market upper ki tarf move karney lag gye to aik point maney indicators k sath show bhi karwaya ha k waha par movement average nay break out dyna tha magar nhi kia or phe se aik martba market ki movement upper ko start honey lagi jis se pta chalta ha market kisis bhii waqat haalt badle sakty ha or hamey mazeed ehtyat se kam karna hoga kunkey humey kisis bhi kism ka nuqsan na uthana pary to ma umeed karta ho k mery is analysis ma ako samjh agye hogey or apko buhat zyada guide lone mil gye hogai next bhi ma apko mazeed clear kartaraho ga market ki movements k barry ma mazed guide lines detta raha ga.
                       
                    • #475 Collapse

                      EUR/GBP OVERVIEW FOR TODAY hello dear forum mates kesy hain ap aj ham eur/gbp ky analysis ko dekhen gay aj ky din eurgbp main aik achi trade find karne ki try karen gay jis say ap ko achy say acha reward mil saky friday say lay kar aj tak yeh pair aik range main movement kar raha tha jis ki wajah say hamen koi acha signal mil raha hai aj ky din ham iska chart ko dekhen gay aur yh janny ki try karen gay ky ham kis tarah say achi trade find kar sakty hain. eurgbp aik asa pair ha jis main kafi achi movement hoti hai aur fast movemnt ki waja say ham is main daily bases pay trade bhi kar sakty hain aur acha profit bana kar apni life ko bhi change kar sakty hain. EUR/GBP ANALYSIS eur/gbp ky chart ko ap dekhen gay tu main ny aik channel main isko analysis kia hai wur wo channel buy ki janab breakout ho chuka hai uski main wajah eur/gbp ki support line hai ju 0.8770 banti hai ap dekh bhi sakty hain nay horizantal line say isko draw bhi kia hai aur ap channel ko bhi dekh sakty hain aik strong buy ki cande ny breakout diya hai jis say hamen iski buy ki confirmation milti hai ap ap ky lie yeh bohut achi trad sabit ho sakti hai is trade ka target 0.8838 hai aur iska last high 0.8868 hai ju main nay aik blue area main bhi mention kia hai wo complete area iska target level hai market wahn tak ja sakti hai is lie ap dekh bhi sakty hain kitni asani say main nay yeh analysis kiey hain ju ap ko samjh main aayn gay aur ap is say achi trade pick kar sakty hain. mujhe umeed hai ap ko mere simple say analysis ju main ny price action ki base pay ap ko analysis kar ky diey hain ap ko samjh main agy hongy aur ap ko kafi experience aur knowledge bhi mila ho ga toh mujhe comment main lazmi btayen.
                         
                      • #476 Collapse

                        eurgbp forecast Hello everyone, I'm aj ham eurgbp ky bary main bat karen gay and I'm aj subha say eurgbp ka pair aik positive movement main hai jiski wajah say uper ja raha hai and I'm aj is main aik buy ki opportunity mil sakti hai main ap ky sath apna chart share kar pechle kuch dino main eurgbp pair main bearish movement ho rahi thi mager aj say is main aik bulish move dekhai day rahi hai kyon kay kab bhi trend shuru hota hai wo aik hi tarf nahi jata hai balky zig zag movement main jata hai aur correction karta hoa apna trend jari rakhta hai is lie is pair main bhi kuch asa hi ham dekhen gay aur ap ko apne chart par yeh live analysis kar ky dekhaon ky ham kis tarah say isko dekh sakty hain aur order lay saklty hain. EUR/GBP ANALYSIS eur/gbp ky chart ko ap dekhen gay tu main ny aik channel main isko analysis kia hai wur wo channel buy ki janab breakout ho chuka hai uski main wajah eur/gbp ki support line hai ju 0.8770 banti hai ap dekh bhi sakty hain nay horizantal line say isko draw bhi kia hai aur ap channel ko bhi dekh sakty hain aik strong buy ki cande ny breakout diya hai jis say hamen iski buy ki confirmation milti hai ap ap ky lie yeh bohut achi trad sabit ho sakti hai is trade ka target 0.8838 hai aur iska last high 0.8868 hai ju main nay aik blue area main bhi mention kia hai wo complete area iska target level hai market wahn tak ja sakti hai is lie ap dekh bhi sakty hain kitni asani say main nay yeh analysis kiey hain ju ap ko samjh main aayn gay aur ap is say achi trade pick kar sakty hain.mujhe umeed hai ap ko mere simple say analysis ju main ny price action ki basis pay ap ko analysis kar ky diey hain ap ko samjh main agy hongy aur ap ko kafi experience aur knowledge bhi mila ho ga toh mujhe remark main lazmi btayen.
                           
                        • #477 Collapse

                          Eurgbp aik sliding mood mein dakhil sun-hwa, lekin aitekaf kal hi - exponential moving ost ( ema ) ke qareeb ruk gaya. yeh jora ki nichli satah se khenchi gayi up trend line ke opar tijarat jari rakhay hue hai, jis ka matlab hai ke bullish ke jald dobarah charge lainay ke imkanat achay hain. dono qaleel mudti raftar ke isharay is nazriye ki tasdeq karte hain. rsi, agarchay mamoli tor par manfi hai, oopar agaya hai, jabkay macd sifar se neechay hai, lekin apni trigger line ke oopar, thora sa opar ki taraf ishara kar raha hai. semathnay ke liye, eurgbp pichlle haftay peechay hatt gaya, lekin slight ko ema ke qareb rouk diya gaya, kam tareen satah se khenchi gayi up trend line ke opar. yeh mumkina tor par 0.8865 se oopar ke waqfay ke sath khail mein bills ko barqarar rakhta hai.
                             
                          • #478 Collapse

                            EUR / GBP H4 Chart Salam dostu! eur/ gbp H4 Kay chart par hum dekh sakte hain ke sellers kharidaron par apna dabao badhaane ki koshish kar rahay hain. woh 0. 8810 ke support zone tak pahonch gaye hain. neez, eurgbp up dates ki market aksar mukhtalif channels ke zariye phailai jati hai, Bashmole news out lets, social media plate forms, aur khusoosi tijarti software. fi al haal, baichnay walon ka maqsad 0. 8800 ki satah ko janchna aur apna dabao jari rakhna hai. eur se mutaliq tamam khabrain kharidaron ko 0. 8865 ki satah se oopar rehne mein madad nahi kar sakteen. hum jantay hain ke eur / gbp market intehai musabiqati hai, jis mein tajir rozana wasee tijarti hajam mein hissa lainay ke liye koshan hain. is mein Germany , France , spin aur Bartania jaisay kaie mumalik shaamil hain. forex market mein kharidari ka mauqa mukhtalif wajohaat ki wajah se ho sakta hai jaisay ke geographiyai siyasi waqeat, iqtisadi khabrain, aur market ke jazbaat. tajir kisi currency ki qeemat kam honay par khareed kar aur usay farokht karne se pehlay is ki qeemat bherne ka intzaar kar ke kharidne ke mawaqay ka faida utha satke hain. eur mein kal gdp aur cpi se mutaliq kuch khabrain hain. yeh mumkin hai ke eur / gbp ki market kal utaar charhao ka shikaar ho. mazeed bar-aan, eur / gbp mein kharidari ke mawaqay khatarnaak ho satke hain, aur taajiron ko market aur currency ki qadron ko mutasir karne walay awamil ke baray mein achi terhan samjhna zaroori hai. aik achi terhan se tay shuda tijarti hikmat e amli, aur rissk managment ki hikmat e amli ka hona zaroori hai. neez, forex market mein tijarat karte waqt nazam o zabt ka hona zaroori hai. umeed hai ke eur / gbp ki market oopar ki taraf barhay gi aur kal 0. 8845 ki satah ki jaanch kere gi.
                             
                            • #479 Collapse

                              Eur/Gbp ka Haftawar tajzia: H4 Timeframe: 0. 8782 ki satah ke ird gird jore ki musalsal pas manzar ki naqal o harkat Europi currency aur Bartanwi pound ki taqreeban aik jaisi maang ki wajah se hai .kal, jore ke paas trading ke utaar charhao ko badhaane ke liye kaafi bunyadi wajohaat hon gi. aaj aap ko tabdeelion ki umeed nahi rakhni chahiye. yahan tak ke agar tijarat barh jati hai, to shayad hi khiladion ke liye qeemat channel 0. 8728-0. 8850 ki sarhadoon mein se kisi aik ka dora karne ki koi wajah ho gi . jori koshish kar rahi hai ke 0. 8765 ki support level se neechay nah jaye. aaj qiyaas aaraiyan channel ki satah 0. 8769-0. 8863 ki kam satah par jari hain. takneeki tajzia ke nuqta nazar se, aisa lagta hai ke hamaray paas neechay ke rujhan ko jari rakhnay ke liye tamam isharay mojood hain. mazeed wazeh tor par, 0. 8765 par qaboo panay ke liye . aik makhsoos masalas ban gaya hai, jo baichnay walon ki taaqat ki alamat hai. is satah ko tornay se 0. 8712 jaisi qadron ka rasta khil jaye ga. 0. 8915 ki laagat se shuru karte hue, hamaray paas harkat ka neechay ki taraf rujhan hai. aur zawaal ke iqdaam ko jari rakhnay ka imkaan bohat ziyada hai. ahem cheez oopar ki satah se neechay jana hai . yeh jora mandi ke rujhan mein trade kar raha hai, jabkay qeemat ichimoku cloud se neechay hai, jo ke neechay ki raftaar dikha rahi hai. is ka matlab hai ke aap mukhtasir position mein daakhil ho satke hain. اسٹاکسٹک isharay support zone mein hai. aakhri tijarti session ke douran, jora junoob ki taraf barhta raha aur fi al haal 0. 8785 par mehwar se neechay trade kar raha hai . yeh farz karta hai ke kami mojooda satah se pehlay hi jari rahay gi. 0. 8722 ki pehli support level ka waqfa jore mein kami ki aik nai lehar aur 0. 8659 ki satah ke qareeb support line ke neechay junoob ki simt mein naqal o harkat ke tasalsul ka baais banay ga. aik mutabadil manzar naame ke tor par, qeemat ulat sakti hai aur 0. 8864 par muzahmati satah ko dobarah jhanchne ke liye barh sakti hai .
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #480 Collapse

                                EURGBP ANALYSIS hum dekh satke hain ke baichnay walay kharidaron par apna dabao badhaane ki koshish kar rahay hain. woh 0. 8812 ke support zone tak pahonch gaye hain. neez, eurgbp up dates ki market aksar mukhtalif channels ke zariye phailai jati hai, Bashmole news out lets, social media plate forms, aur khusoosi tijarti software. fi al haal, baichnay walon ka maqsad 0. 8800 ki satah ko janchna aur apna dabao jari rakhna hai. eur se mutaliq tamam khabrain kharidaron ko 0. 8865 ki satah se oopar rehne mein madad nahi kar sakteen. hum jantay hain ke eur / gbp market intehai musabiqati hai, jis mein tajir rozana wasee tijarti hajam mein hissa lainay ke liye koshan hain. is mein Germany , France , spin aur Bartania jaisay kayi mumalik shaamil hain. forex market mein kharidari ka mauqa mukhtalif wajohaat ki wajah se ho sakta hai jaisay ke geographiyai siyasi waqeat, iqtisadi khabrain, aur market ke jazbaat. tajir kisi currency ki qeemat kam honay par khareed kar aur usay farokht karne se pehlay is ki qeemat bherne ka intzaar kar ke kharidne ke mawaqay ka faida utha satke hain. eur mein kal gdp aur cpi se mutaliq kuch khabrain hain. yeh mumkin hai ke eur / gbp ki market kal utaar charhao ka shikaar ho. mazeed bar-aan, eur / gbp mein kharidari ke mawaqay khatarnaak ho satke hain, aur taajiron ko market aur currency ki qadron ko mutasir karne walay awamil ke baray mein achi terhan samjhna zaroori hai. aik achi terhan se tay shuda tijarti hikmat e amli, aur rissk managment ki hikmat e amli ka hona zaroori hai. neez, forex market mein tijarat karte waqt nazam o zabt ka hona zaroori hai. umeed hai ke eur / gbp ki market oopar ki taraf barhay gi aur kal 0. 8845 ki satah ki jaanch kere gi .
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X