Nzd/usd
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #736 Collapse

    Re: Nzd/usd

    NZD/USD:


    Aj amarket open honay k baad hourly chart pay NZD/USD Currency pair price 0.6512 central point line k neechay bullish movements start kar chuki hai. Agar ham chart pay Custom indicators ko daikhtay hain to to un main RSI 14 indicator buy signals k liye 70 levels k kareeb price ka sideways ka signals show kar raha hai. MACD indicator chart pay confirm buy ka signal show kar raha hai. Agar current position downward movements ko continues rakhty hai, to chart pay price ka next target neechay 0.6442 aur phir usk baad price mazeed neechay 0.6423 support zones ko test kar sakty hai.

    Agar current cost chart pay bounced hoty hai, aur sath ooper pivot point levels ko buy breakout karty hai, to chart pay price ka next target 0.6523 aur phir mazeed 0.6409 resistance zones honay k chances hain. Mairay analysis k hisaab say Price ka main tredn buy hai aur sath current price 50, 100 simple moving averages k ooper running kar rahi hai, is liye ziada tar chances hain k price support zones ko test kar skaty hai.


    Click image for larger version

Name:	h1.png
Views:	1
Size:	68.1 کلوبائٹ
ID:	12445159


    4 hours chart analysis:


    Agar ham 4 hours chart pay NZD/USD Currency pair price ko daikhtay hain to price 0.6512 central point line k neechay sell movements start kar chuki hai. Agar ham chart pay Custom indicators ko daikhtay hain to to un main RSI 14 indicator buy signals k liye 70 levels k kareeb price ka sideways ka signals show kar raha hai. MACD indicator chart pay confirm buy ka signal show kar raha hai. Agar current position downward movements ko continues rakhty hai, to chart pay price ka next target neechay 0.6442 aur phir usk baad price mazeed neechay 0.6423 support zones ko test kar sakty hai.


    Agar current cost 4 hours chart pay bounced hoty hai, aur sath ooper pivot point levels ko buy breakout karty hai, to chart pay price ka next target 0.6523 aur phir mazeed 0.6409 resistance zones honay k chances hain. Mairay analysis k hisaab say Price ka main tredn buy hai aur sath current price 50, 100 simple moving averages k ooper running kar rahi hai, is liye ziada tar chances hain k price neechay support zones ko test kar skaty hai.



    Click image for larger version

Name:	h4.png
Views:	2
Size:	64.9 کلوبائٹ
ID:	12445162

    Shukrya.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #737 Collapse

      جواب: Nzd/usd

      NZD/USD TREND

      NZD/USD Daily Outlook;

      Assalam o Alaikum friends kaisy ha sb umeed ha ka sb kheriyat sy ho gy or apny kam sy acha mnafa earn kar rahy ho gy. aj hum NZD/USD pair ka bary ma bat kary gy ka is ka matalak aj market ma kya dekhny ko mil raha ha. J market open hony ka bad daily chart frame ka matabak NZD/USD pair ki currency 0.6488 ha or ya pair centaral point pivot point 0.6482 ka bulish ka nechy movement kiye huye ha. is chart par custam indicator bye ka signal show kar raha ha.MACD indicator bi is chart par confirm buy ka hi signal show kar raha ha.yaha par agar is pair ki current price agar upward ma hi movemnt ko jari rakhti ha to market ka phir mazeed buy jany ka chances ha or phir is paie ki currency ka next target 0.6513 or phir us ka bad mazeed 0.6532 resistance zone ho ga. Daily chart frame ka hisab sy is pair ki jari moving everege 0.6443 ha or green dot value 0.6447 ha.

      Click image for larger version

Name:	nzd d1.PNG
Views:	3
Size:	29.5 کلوبائٹ
ID:	12445218
      NZD/USD H4 time frame outlook;

      is pair ki current price H4 ka time frame ka hisab sy 0.6480 ha market is waqat centaral line pivot point ka uper bilkul wast ma trade kar rahi ha. H4 ky chart ka indicator ka matbak market sell ka signal show kar rahi ha . aGar market apni currency ki current position downward ma hi apni movement ko jari rakhta ha to to phir market ka sell jany ka chances ha to phir is pair ki price ka next target 0.6463 or phir us ka bad mazeed nechy 0.6451 sport zone ho sakta ha.Or agar current price rebonced hoti ha or pivot point 0.6482 level ko buy breakout karti ha to market ka buy jany ka chances ha or asy phir market ka next target 0.6501 or phir is k bad mazeed 0.6513 resistance level ho ga. H4 ka time frame ka chart ka hisab sy is pair ki moving everege 0.6484 point ha or green dot value 0.6458 ha.my analysis ka hisab sy is pair ki currency ka main target buy ha is lia zayada tar chance ha ka price resistance zone ko tucerh kar sakti ha.

      Click image for larger version

Name:	nzd h4.PNG
Views:	1
Size:	35.6 کلوبائٹ
ID:	12445219
       
      • #738 Collapse

        Re: Nzd/usd

        Oopar diye gaye graph ko dekh kar, hum dekh satke hain ke jora 0. 6520 ki niilii manual line ke qareeb hai, jaisa ke chart par ishara kya gaya hai. Jaisay jaisay qeemat mein kami aati hai, is satah se neechay sales ko roknay ke sign faraham karen ge, aur kami kam az kam zero. 6430 tak jari rahay gi. Agar aisa hota hai to, hum fori tor par zero. 6450 tak geherai mein ja satke hain. Kal ki kami ke bawajood, nzd / usd aaj apni mutharrak ost ke andar trade kar raha hai aur abhi kharidari ke liye ghhor nahi kya ja raha hai. Jora zero. 6350 ko tornay ki koshish kar sakta hai agar yeh 0. 6430 se nechy rehta hai .Aisa karne se, simt zero. 6430 tak khil jaye gi. Mutabadil tor par, 0. 6410 - zero. 6470 ke giray region mein wapas anay par ghhor kya jaye ga. Is haftay is mein taqreeban 30 factors ki kami hui aur mumkina tor par aglay chand dinon mein aisa hello jari rahay ga. Dollar bherne par newzea land ka greenback kam nahi hota. Is ke ilawa, mumkina kami khatam ho sakti hai, jis ka matlab yeh ho sakta hai ke forex apni sab se kam qeemat par hai. Is douran woh sahih waqt ka intzaar karte hue islaah ke muntazir rehtay hain .

        4 hours chart analysis:
        Click image for larger version

Name:	h4.png
Views:	2
Size:	64.9 کلوبائٹ
ID:	12445475

        r raha hai. Agar modern-day position downward actions ko keeps rakhty hai, to chart Agar ham four hours chart pay NZD/USD Currency pair fee ko daikhtay hain to fee 0.6512 principal factor line k neechay sell actions start kar chuki hai. Agar ham chart pay Custom signs ko daikhtay hain to to un main RSI 14 indicator buy signals k liye 70 tiers k kareeb fee ka sideways ka indicators display kar raha hai. MACD indicator chart pay verify buy ka sign show kapay charge ka subsequent target neechay 0.6442 aur phir usk baad price mazeed neechay zero.6423 aid zones ko check kar sakty hai.Agar modern-day fee 4 hours chart pay bounced hoty hai, aur sath ooper pivot factor ranges ko purchase breakout karty hai, to chart pay charge ka next target zero.6523 aur phir mazeed zero.6409 resistance zones honay k chances hain. Mairay evaluation k hisaab say Price ka important tredn buy hai aur sath modern-day price 50, one hundred simple moving averages k ooper walking kar rahi hai, is liye ziada tar chances hain ok rate neechay aid zones ko test kar skaty hai.

        NZD/USD Outlook
        Assalam o Alaikum friends kaisy ha sb umeed ha ka sb kheriyat sy ho gy or apny kam sy acha mnafa earn kar rahy ho gy. Aj hum NZD/USD pair ka bary ma bat kary gy ka is ka matalak aj marketplace ma kya dekhny ko mil raha ha. J market open hony ka awful daily chart body ka matabak NZD/USD pair ki currency zero.6488 ha or ya pair centaral factor pivot point 0.6482 ka bulish ka nechy motion kiye huye ha. Is chart par custam indicator bye ka signal show kar raha ha.MACD indicator bi is chart par verify buy ka hi sign show kar raha ha.Yaha par agar is pair ki modern-day fee agar upward ma hi movemnt ko jari rakhti ha to marketplace ka phir mazeed purchase jany ka chances ha or phir is paie ki forex ka subsequent goal zero.6513 or phir us ka bad mazeed 0.6532 resistance area ho ga. Daily chart body ka hisab sy is pair ki jari shifting everege zero.6443 ha or inexperienced dot value zero.6447 ha.

        Click image for larger version

Name:	nzd d1.PNG
Views:	3
Size:	29.5 کلوبائٹ
ID:	12445476
        • #739 Collapse

          Re: Nzd/usd

          Nzdusd musalsal gravt par tha, awail mein 0.5510 ki kam tareen satah par –apne paon talaash kar raha tha. agarchay is jori ne is ke baad se thos sehat mandi ka muzahira kiya hai, fi al haal yeh 0.6528 ke saat mah ki buland tareen satah par up trained ko mustard karne ke baad neechay ki taraf se islaah ka saamna kar raha hai.

          Raftaar ke isharay fi al haal batatay hain ke farokht karne wali quwaten mazboot ho rahi hain. khaas tor par, macd histogram apni surkh signal line ke neechay naram ho raha hai lekin misbet khittay mein rehta hai, jabkay stockiest oscillator –apne 20-oversold zone ke qareeb utar raha hai.

          Mandi ka dabao barqarar rehne ki soorat mein, jora 0. 6364 support ki taraf gir sakta hai, jo saada moving average (sma) ke sath over lap hota hai. is manzil ke neechay phisaltay hue, 0.6305 rukawat 0.6190 ki kam tareen jaanch se pehlay mazeed kami ko rokkk sakti hai. yahan tak ke kam, jori November ki 0.6063 ki himayat ko challenge kar sakti hai.


          Click image for larger version

Name:	nzdusd.PNG
Views:	1
Size:	580.2 کلوبائٹ
ID:	12445537
             
          • #740 Collapse

            Re: Nzd/usd

            NZD/USD:

            H1 time frame main aj NZD/USD pair price 0.6464 pivot point area ko sell breakout k baad bearish movements ko jari rakhay huway hain. Chart pay Stochastic indicator 80 levels k neechay sell signal k liye crossed over kar raha hai. MACD indicator chart pay already he donward signals ko show kar raha hai. Agar current cost sell movements ko continues rakhty hai, to chart pay price ka next target neechay 0.6401 aur uks baad price mazeed neechay 0.6385 support zones ko test kar sakty hai.

            Agar hourly chart pay NZD/USD pair price bounced hoty hai, aur sath ooper pivot point area ko buy breakout karty hai to phir chart pay price ka next target ooper 0.6493 aur phir usk baad price ka next target ooper 0.6505 resistance zones honay k chances hain. Mairay analysis k hisaab say price is wakt central point zones ko sell breakout karnay k baad sell movements ko continues rakhay huway hain, is liye chances hain k price ka next target neechay support zones ho saktay hain.


            Click image for larger version

Name:	h1.png
Views:	1
Size:	47.6 کلوبائٹ
ID:	12445554


            H4 Time Frame Technical Analysis:


            H4 time frame main aj NZD/USD pair price 0.6464 pivot point area ko sell breakout k baad 2 baar retest karnay k baad declined ho kar bearish movements ko jari rakhay huway hain. Chart pay Stochastic indicator 80 levels k neechay sell signal k liye crossed over kar raha hai. MACD indicator chart pay already he donward signals ko show kar raha hai. Agar current cost sell movements ko continues rakhty hai, to chart pay price ka next target neechay 0.6401 aur uks baad price mazeed neechay 0.6385 support zones ko test kar sakty hai.


            Agar 4 hours chart pay NZD/USD pair price bounced hoty hai, aur sath ooper pivot point area ko buy breakout karty hai to phir chart pay price ka next target ooper 0.6493 aur phir usk baad price ka next target ooper 0.6505 resistance zones honay k chances hain. Mairay analysis k hisaab say price is wakt central point zones ko sell breakout karnay k baad sell movements ko continues rakhay huway hain, is liye chances hain k price ka next target neechay support zones ho saktay hain.

            Click image for larger version

Name:	h4.png
Views:	1
Size:	49.3 کلوبائٹ
ID:	12445556

            Shukrya.
               
            • #741 Collapse

              جواب: Re: Nzd/usd

              NZD/USD TREND

              NZD/USD Daily Chart analysis'



              pakistan foress membran kaisy ha ap sy sb dosto aj ma ap ka sath NZD/USD pair price share karu ga or ap ko is ka bary ma mulumat sy agah karu ga. daily time frame ka hisab sy NZD/USD pair price 0.6426 pivot point 0.6438 ka area ko sell breakout karty huye next bi apni movement ko jari rakhy huye ha.daily chart par MACD indicator downward signal show kar raha ha. or stochasticindicator 80 level ka nechy daily chart ma sell k signal show kar raha ha agar ya pair apni movement ko isi tarha nechy ki tarf jari rakhta ha to chart par price ka next targrt nechy0.6412 or phir us ka bad mazeed nechy 0.6397 sport level ho sakta ha.mery analysis ka hisab sy is pair ki movement sell ma hi ho gi mazeed or ya pair sell ma trade karny walo ka lia is waqat faida mand rahy ga.daily chart ka hisab sy is pair ki moving everege value 0.6447 or green dot value SAR 0,6454 ha.

              Click image for larger version

Name:	nzd d1.PNG
Views:	1
Size:	29.5 کلوبائٹ
ID:	12445571
              NZD/USD H4 chart analysis;

              NZD/USD H4 ka chart ka hisab sy NZD/USD pair price 0.6429 pivot point area ko sell break outor phir aram karny ka bad doubara apni movement ko wohi jari rakhy huye 0.6429 ka area ma.H4 ka chart ka MACD indicator ka hisab sy market downward ka signal show kar raha ha or chart h4 pa stochastic indicator 80 levels sell signal crosed over kar raha ha.agar current positionsell movement ko jari rakhti ha to pricr ka next target nechy 0.6412 sport level or phir us ka bad mazeed nechy 0.6397 sport zone ho ga. NZD/USD h4 chart par agar price bounced hoti ha or sath ma uper pivot point area ko buy breakout karti ha to chart par is pair ki price ka next target buy ho ga or phir price uper 0.6445 or phir us ka bad mazeed uper 0.6463 resistance zone ho sakta ha.mery analysis ka hisab sy price is waqat centaral line pivot point ko buye breakout karty huye apni movement ko jari rakhy ga.is lia chances ha ka price ka next target resistance zon ho. H4 ka chart ka hisab sy is pair ki moving everege value 0.64 43 ha or green dot value 0.6454 ha.

              Click image for larger version

Name:	nzd h4.PNG
Views:	1
Size:	35.1 کلوبائٹ
ID:	12445572
                 
              • #742 Collapse

                Re: جواب: Re: Nzd/usd

                NZD / USD H4 Chart

                Click image for larger version

Name:	image_4881320.png
Views:	1
Size:	46.7 کلوبائٹ
ID:	12445664
                h4 time frame chart par, nzdusd ne range ki sargarmi dikhayi jo ab khatam ho chuki hai kyunkay, aakhri wave mein, nzdusd ne is range zone ko mandi ki simt mein toar diya tha. woh mandi ki tehreek bhi jaali thi kyunkay achanak, agli wave mein nzdusd ne taizi ki sargarmi dikhayi. ab taaza tareen lehar ki mom batian batati hain ke khredar is tijarti jore par ghalib hain. fi al haal, mein ne dekha ke qeemat gir rahi hai, lekin is baar mere khayaal mein yeh pichlle range zone mein nahi chalay gi. yeh sirf kharidaron ki shadeed raftaar ke sath qeemat ko dobarah agay badhaane ke liye is ki jaanch kere ga.

                NZD / USD D1 Chart


                Click image for larger version

Name:	image_4881319.png
Views:	1
Size:	54.8 کلوبائٹ
ID:	12445665

                Daily time frame chart par, mein ne pichlle kuch dinon mein nzdusd ki taraf se koi mazboot sargarmi nahi dekhi kyunkay is ne aik mazboot muzahmat ko chhoo liya, is liye is ne qeemat ki islaah ke liye neechay jana shuru kar diya. phir bhi RSI isharay muzahmati satah ko nahi choota, aur fi al haal, qeemat ziyada kharidi hui nazar nahi aati. qeemat barh jaye gi. takneeki tor par kal, nzdusd ne rozana time frame chart ki trained line ko chhoo liya jis ka mein ne khaka mein ishara kya tha, lekin ab, nzdusd 0. 6570 ko chhoo jaye ga kyunkay yeh muzahmat kharidaron ke rastay par bhi mazbooti se kaam kere gi.

                NZD / USD W1 Chart


                Click image for larger version

Name:	image_4881318.png
Views:	1
Size:	56.6 کلوبائٹ
ID:	12445666

                hafta waar time frame chart par kuch haftay pehlay, nzdusd ne moving average linon ko taizi se simt mein uboor kya halaank is ne qeemat ko durust kar diya tha, lehaza ab is chart par umomi rujhan taizi ka hai. aglay chand hafton ke andar, hum nzdusd par aik mazboot taizi ki sargarmi dekhnay ja rahay hain, isi liye mein ne dayagram mein jo mazboot muzahmat dikhayi hai aur isi liye barah karam is tijarti jore par koi bhi naya order kholnay se pehlay chart ko dekhen kyunkay yeh aap ko faida ho ga .
                 
                Last edited by ; 02-02-2023, 02:24 PM.
                • #743 Collapse

                  Re: Nzd/usd

                  NZD/USD Technical Analysis:


                  Kal Friday IS Haftay ka Last Trading Day tha, NZD/USD Pair Price Hourly Chart Pay 0.6350 Pivot Point levels k neechay Market Closed honay say pehlay closed hue. Chart pay Stochastic indicator 20 levels k neechay confirm sell ka signal show kar raha hai. Currently, price hourly chart 50, 100 simple moving averages ka bhi sell movements k liye crossed over kar chuki hai. Agar Monday Market open honay k baad current price sell movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka next target neechay 0.6291 aur phir usk baad price mazeed 0.6275 support zones ko test kar skaty hai.

                  Agar current price Monday Market Open honay k baad bounced hoty hai, aur sath ooper pivot point areas ko buy breakout karty hai to chart pay price main upward movements open honay k chances hain, jiska next target ooper 0.6378 aur phir usk baad price mazeed 0.6394 resistance zones ko test kar skaty hai. Mairy personally predictions k hisaab say price sell trend main enter ho chuki hai jiska Monday Market open honay k baad agla target support levels honay k chances hain.


                  Click image for larger version

Name:	h1.png
Views:	1
Size:	51.9 کلوبائٹ
ID:	12445986


                  H4 Chart Technical Outlook:

                  Click image for larger version

Name:	h4.png
Views:	1
Size:	54.3 کلوبائٹ
ID:	12445987


                  H4 Time Frame Pay NZD/USD Pair Price 0.6350 Pivot Point levels k neechay Market Closed honay say pehlay closed hue. Chart pay Stochastic indicator 20 levels k neechay confirm sell ka signal show kar raha hai. Currently, price hourly chart 50, 100 simple moving averages ka bhi sell movements k liye crossed over kar chuki hai. Agar Monday Market open honay k baad current price sell movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka next target neechay 0.6291 aur phir usk baad price mazeed 0.6275 support zones ko test kar skaty hai.

                  Agar current Position H4 Chart Pay Monday Market Open honay k baad bounced hoty hai, aur sath ooper pivot point areas ko buy breakout karty hai to chart pay price main upward movements open honay k chances hain, jiska next target ooper 0.6378 aur phir usk baad price mazeed 0.6394 resistance zones ko test kar skaty hai. Mairy personally predictions k hisaab say price sell trend main enter ho chuki hai jiska Monday Market open honay k baad agla target support levels honay k chances hain.


                  Shukrya.
                     
                  • #744 Collapse

                    جواب: Re: Nzd/usd

                    NZD/USD TREND

                    NZD/USD Daily chart outlook;

                    Hello friends kaisy ha ap sb umeed ha ka sb thk ho gy. Dostoo aaj hamara topic ha NZD/USD'" aaj hum is pair ki prices discuss kary gy. To dosto NZD/USD pair price pivot point ko sel ma breakout karny ka bad apni movement ko sell ma hi jari rakhy huye thi or sell ma hi sport level 3 0.6411 sy nechy 0.6318 par trade karta huye closed hui. kal friday tha or hafty ka last din tha to market kal a din ma sell ma movement kar rahi thi or sell ma hi market closed ho gai. daily chart par stochastic indicator sell ka signal show kar raha tha or MACD indicator bi confirm sell ka hi signal show kar raha tha. Agar market Monday ko open hony ka bad apni movement ko nechy ki janab hi continue rakhti ha to market ka mazeed sell jany ka chances ha or phir market ka next target nechy 0.6285 or phir is ka bad mazeed nechy 0.6105 tak jany ka imkaan ho sakty ha. NZD/USD pair ki daily chart ka hisab sy moving everege value 0.6449 thi market closed hony tak or is pair i green dot value 0.6533 thi.

                    Click image for larger version

Name:	nzd d1.PNG
Views:	1
Size:	29.9 کلوبائٹ
ID:	12446069
                    NZD/USD H4 time frame outlook;

                    NZD/USD hourly 4 ka chart ka hisab sy NZD/USD pair price market ka close hony sy pahly pivot point 0.6484 synechy all sport level ko sell breakout karty huye sell ma 0.6318 par closed ho chuki ha. hourly 4 ka chart kahisab sy stochastic indicator market ma sell ka signal show kar raha tha or MAcD indicator bi confirm sell kahi signal show kar raha tha. Agar market open hony ka bad apni movement sell ma hi continue rakhti ha to charthourly4 par prices ka next target nechy 0.6285 or phir us ka bad prices mazeed nechy 0.6105 level ko test kar sakti ha. Or agar market open hony ka bad rebond hoti ha to prices pivot point 0.6486 ka area ko buy breakoutkarti ha to hourly chart par prices ma up movement ka open hony ka chances ha or phir price ka next target uper0.6515 resistances or phir us ka bad prices mazeed uper 0.6532 resistance level ko test karny ka chances ho saktyha. mery analysis ka hisab sy market ka open hony ka bad prices ki next movement bi sell ma hi jari rakhny ka chancesha. Hourly chart ka hisab si NZD/USD pair price ki moving everege value 0.6457 thi market ka closed hony ka sath or green dot value SAR 0.6514 thi.

                    Click image for larger version

Name:	nzd h4.PNG
Views:	1
Size:	35.5 کلوبائٹ
ID:	12446070
                       
                    • #745 Collapse

                      Re: Nzd/usd

                      NZD/USD Technical Analysis:


                      Hourly Chart Pay NZD/USD Pair price kal say 0.6295 pivot point levels say buy breakout k baad upward movements ko start kar chuki hai. Chart Pay Stochastic barometer 20 aur 80 levels k darmiyaan upward signal k liye crossed over ho chuka hai. Agar Current position bullish movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka next target ooper 0.6364 aur usk baad price mazeed 0.6384 resistance zones ko test kar sakty hai.

                      Agar Current cost 1 hour chart pay downward movements k sath pivot point areas ko sell breakout karty hai to chart pay price k sell movements open honay k chances hain, jiska target neechay 0.6262 aur phir usk baad price mazeed 0.6243 support zones ko test kar sakty hai. Mairay Analysis k hisaab say price central point line say upward declined ho kar bullish movements start kar chuki hai, jisk chances hain k price resistance levels ko test kar sakty hai.


                      H4 Time Frame Technical Outlook:


                      Click image for larger version

Name:	h4.png
Views:	1
Size:	51.2 کلوبائٹ
ID:	12448389


                      Oper Ham H4 Chart k Screenshot say NZD/USD Pair price ko daikh saktay hain k price kal say 0.6295 pivot point levels ko buy breakout k bad upward movements ko start kar chuki hai. Graph Pay Stochastic barometer 80 levels k neechay say upward signal k liye crossed over ho chuka hai. Agar Current position bullish movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka next target ooper 0.6364 aur usk baad price mazeed 0.6384 resistance zones ko test kar sakty hai.

                      Agar Current cost 4 hours chart pay downward movements k sath pivot point areas ko sell breakout karty hai to chart pay price k sell movements open honay k chances hain, jiska target neechay 0.6262 aur phir usk baad price mazeed 0.6243 support zones ko test kar sakty hai. Mairay Analysis k hisaab say price central point line say upward declined ho kar bullish movements start kar chuki hai, jisk chances hain k price resistance levels ko test kar sakty hai.


                      Shukrya.
                         
                      • #746 Collapse

                        Re: Nzd/usd

                        (Daily technical analysis NZD USD)

                        NZD USD Ek good pair hai Joke Forex Mein trade kar raha hai aur iski price Kafi acchi movement kar rahi hai 0.63292 pay iski price movement kar rahi hai. ISI price prediction ko Dekhte hue Aaj Ham is per entry lene ka soch rahe hain. Kyunki Newzealand aur ameriki dollar ki movement Kafi strong ho rahi hai.Aur aaj main is per technical look bhi bata raha hun. 0.63 640 per iski market jaane ka bata rahi hai. Jo ki ek strong bulls target hai.
                        Kafi trader market ke trend ko trade karte hain aur ham bhi market ke trend ko hi follow Karte Hain jo ki aaj bullish trend Upar ki taraf uptend Dekha Ja sakta hai. Aur yah bata raha hai ki iska target 0.63650 Kafi jald pura ho jaega.

                        Click image for larger version

Name:	Screenshot_20230208_134644.jpg
Views:	1
Size:	379.4 کلوبائٹ
ID:	12448462


                        (Nzd usd H4 technical analysis)




                        New Zealand aur America Dollar 4 ghante ke time frame Mein Kis Kadar movement kar rahe hain. 0.63290 se iski market kis target ko Jayegi vah main aapko predict Karke batata hun 0.63570 Tak iski market Ja sakti hai.Kyunki Kafi trader isko buy kar rahe hain. Aur jab Newzealand aur America dollar per Bajar jyada aaenge to iski market Upar Jayegi aur 0.64 500 Tak ki market Ja sakti. NZD NZD USD ki market per aap kya karenge vah main aapko batata hoon aapko abhi se 0.63650 se buy karna chahie Kyunki market is se bhi Upar Jaane Ke mood mein hai.NZD USD ki price 0.63320 ka trend bullish hai. Aur market main buyers arahi hain aur NZD USD ki price up jasakti hai.

                        Click image for larger version

Name:	Screenshot_20230208_134700.jpg
Views:	1
Size:	378.7 کلوبائٹ
ID:	12448461
                         
                        • #747 Collapse

                          Re: Nzd/usd

                          NZD / USD H4 Chart

                          Click image for larger version

Name:	image_4882857.jpg
Views:	1
Size:	313.8 کلوبائٹ
ID:	12448684
                          h4 time frame mein, mein dekh sakta hon ke nzdusd kuch haftay pehlay trading session ke baad se taizi ki simt mein barh raha hai, January 2023 ke aaghaz se le kar guzashta haftay tak mamooli utaar charhao ke sath. agarchay taizi ke rastay par ab bhi kayi islahat mojood theen, lekin qeemat 120 isharay ki saada moving average se oopar jati rahi. kayi haftay pehlay ke ulta iqdaam ne qeemat ko bolinger band area 20 ki taraf dhakel diya hai, jis ne 0. 6533 area mein sab se ziyada qeemat point banaya hai. guzashta haftay ke aakhir mein really jari rakhnay mein nakaam rahi kyunkay qeemat gir gayi. paiir tak, nzdusd qeemat ne 0. 6265 qeemat ke ilaqay ko chone se inkaar kar diya tha. ab qeemat barh rahi hai. aaj candle is baat ki alamat hai ke haliya dinon mein market mein kharidari ki dilchaspi ab bhi mazboot hai. nzdusd jori ab 0. 6310 - 0. 6320 area ke ird gird trade kar rahi hai. izafi isharay ke liye, yani rishta daar taaqat ka asharih 5, jahan qeemat ki position 50-70 ki satah tak barh gayi hai, yeh is baat ki alamat hai ke market aaj subah bhi oopar ki taraf hai. darin Isna , feb ke awail se saada moving average 120 indicator ab bhi ouncha barh raha tha, lekin ab neechay chala gaya hai, jis se zahir hota hai ke rujhan mandi ka rukh ikhtiyar kar raha hai. hum yeh nateeja akhaz kar satke hain ke h4 time frame ke ziyada tar isharay lower bolinger band 20 ke ilaqay mein neechay ki taraf rujhan aur aik aaraam da mom batii ko zahir karta hai. pichlle kuch dinon mein jo kuch sun-hwa hai is ko dekhte hue, nzdusd jori is haftay mandi mein rehne ka imkaan hai. yeh guzashta haftay sun-hwa.

                          NZD / USD H1 Chart


                          Click image for larger version

Name:	image_4882859.jpg
Views:	1
Size:	314.2 کلوبائٹ
ID:	12448686

                          Abhi ke liye, h1 time frame par rujhan ki haalat ab bhi is had ke sath agay barh rahi hai jo wasee nahi hai. hum is haalat ko mom btyon ke zariye monitor kar satke hain jo aaj subah market khilnay ke baad se ziyada chorrie nah honay wali range ke sath oopar neechay ring rahi hain. 50 ki satah se oopar ki muddat 5 ke liye rishta daar taaqat ka asharih zahir karta hai ke market aik mukhtasir waqt ke frame mein kam hajam ke sath oopar ke rujhan par hai. agar aap pichlle chand dinon mein baichnay walay ka mazboot assar dekhte hain. aisa lagta hai ke qeemat mein kami ke jari rehne ka aik mauqa abhi baqi hai, jo haftay ke aakhir tak jari reh sakta hai. agar agla bearish iqdaam 0. 6250 qeemat ke ilaqay se neechay toot jata hai, to mein qeemat ko kam karne ki soorat e haal ki paish goi karta hon. shayad abhi ke liye hum pehlay haftay ke wast ki market ki naqal o harkat par rad-e-amal ka mushahida kar satke hain jo pichlle rujhan se bilkul hatt kar aur durust hain .
                             
                          Last edited by ; 09-02-2023, 04:34 PM.
                          • #748 Collapse

                            Re: Nzd/usd

                            NZD / USD D1 Chart

                            Click image for larger version

Name:	image_4883034.jpg
Views:	1
Size:	312.4 کلوبائٹ
ID:	12448880
                            yomiya time frame par naqsha saazi ke nataij ke mutabiq, hum jantay hain ke nzdusd currency ka jora aala currency ki haalat mein kamyaab raha, jo october 2022 ke awail mein sun-hwa tha. taham, is ke baad, ya is ke paish karne ke baad, yeh aakhri baar shuru huwa. hafta waar tijarti ijlaas jahan rujhan jari nahi reh saka aur qeematein gir gayi hain. ab tak, qeemat ab bhi 0. 6313 ke ird gird chal rahi hai ya ab bhi 0. 6300 ki support level se oopar hai. is haftay, mein ne currency ki qeematon ke durust honay se pehlay taqreeban 73 pips ki wasee range ke sath agay bherne ke liye currency ke jore ke currency jore ka intizam kya. aaj subah bazaar ki haalat rozay mein wapas jana chahti hai. agar aap ko aisi harkat ka namona nazar aata hai to yaqeenan hum is imkaan ki wazahat karne ki koshish kar rahay hain jo nzdusd currency jore ke sath ho ga. aik ahem barhatay hue namoonay ke sath, jahan market mein rozana aur rozana ki dono hado ka ghalba hai, mera andaza hai ke aaj ki qeematein ab bhi bherne ki koshish karen gi, muzahmati satah tak pounchanay wala pehla khredar. barqarar rakhnay ki koshish kar satke hain, market ki sorat e haal pehlay se hi is baat ki alamat zahir kar rahi hai ke woh taizi se daur mein daakhil ho rahay hain kyunkay guzashta raat se jahan aaj ki mom batii ne dekha woh peda ho sakta hai neechay correction ki khushbu kam ho rahi hai. aik baar phir taiz namona. rozana time frame chart ke zariye, aap nzdusd jori ki taiz raftaar harkatein dekh satke hain jo pichlle kuch mahino mein hui hain aur ab bhi jari reh sakti hain. manzar ke tehat market ki naqal o harkat jo ke banai gayi hai, aap ko dobarah kaam karne se pehlay koi lain deen karne mein jaldi nahi karni chahiye. ahem taaqat aur qeemat ke sath agay barhana. is mein, mein aap ko karobari mansoobay par qaim rehne ki yaad dilaata hon jo un ghaltion ko kam karta hai jo nuqsaan ka baais ban sakti hain .
                               
                            • #749 Collapse

                              Re: Nzd/usd

                              NZD/USD Currency Pair Analysis:


                              H1 Time Frame pay NZD/USD pair price aj closing day k liye kuch sell retracements k sath running akrty rahi. Chart pay Currently price 0.6288 pivot point zones k ooper movements kar rahai hai. Stochastic indicator 20 levels say declined ho kar upward movements k liye signal show kar raha hai. Agar Current position bullish movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka next target ooper 0.6363 aur usk baad price mazeed upward k sath 0.6383 resistance zones ko test kar sakty hai.

                              Agar hourly time frame pay NZD/USD curreny pair price rebounds hoty hai, aur sath pivot point line ko sell breakout karty hai to chart pay price k downward movements open karnay k chances hain jiska target neechay 0.6256 aur phir usk baad price mazeed neechay 0.6236 support levels ho saktay hain. Mairay analysis k hisaab say price ka main trend up hai aur sath cost central point line k ooper running kar rahi hai, jiska target ooper resistance zones ho saktay hain.


                              H4 Time Frame Technical Outlook:


                              Click image for larger version

Name:	h4.png
Views:	1
Size:	52.5 کلوبائٹ
ID:	12448920


                              H4 Time Frame pay NZD/USD pair price aj closing day k liye kuch sell retracements k sath running kr rahi hai. Chart pay Currently price 0.6288 pivot point zones k ooper movements kar rahai hai. Stochastic indicator 20 levels say declined ho kar upward movements k liye signal show kar raha hai. Agar Current position bullish movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka next target ooper 0.6363 aur usk baad price mazeed upward k sath 0.6383 resistance zones ko test kar sakty hai.

                              Agar H4 time frame pay NZD/USD curreny pair price rebounds hoty hai, aur sath pivot point line ko sell breakout karty hai to chart pay price k downward movements open karnay k chances hain jiska target neechay 0.6256 aur phir usk baad price mazeed neechay 0.6236 support levels ho saktay hain. Mairay analysis k hisaab say price ka main trend up hai aur sath cost central point line k ooper running kar rahi hai, jiska target ooper resistance zones ho saktay hain.


                              Shukrya.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #750 Collapse

                                جواب: Re: Nzd/usd

                                NZD/USD TREND

                                NZD/USD D1 CHART OUTLOOK;

                                aj ka hamara topic ha NZD/USD pair aj hum apny forex ka membran ko is pair ka bary ma malumat dy gy. Daily chart ka matabak NZD/USD pair ki current price market ka close hony sy pahly is waqat central line pivot point 0.6333 ka area ko breakout karny ka bad bulish movement ko 0.6313 par continue rakhy huye ha. aj friday ha or market ka closing day ha or market kuch hi ghanto ma close hony wali ha is lia market ma currency is waqat 0.6313 par movement kar rahi ha.Daily chart par stochastic indicator sell price correction ka signal show kar raha ha. MACD indicator par bi prices confirm sell ka hi signal show kar rahi ha. Daily chart par agar prices isi movement ko continue rakhti ha to phir prices ka next target mazeed nechy 0.6300 or phir us ka bad mazeed nechy 0.6280 sport level hony ka chances ha. chart par NZD/USD pair ki moving everege value 0.6403 ha.

                                Click image for larger version

Name:	nzd d1.PNG
Views:	1
Size:	29.8 کلوبائٹ
ID:	12448942
                                NZD/USD H4 CHART OUTLOOK;

                                H4 chart ka matab market close hony sy pahly NZD/USD pair ki currency pivot point ka area ko sell brekoutkarny ka bad bulish movement ko 0.6311 continue rakhy huye ha. Hourly 4 chart par stochastic indicator sell price correction ka signal show kar raha ha. MACD indicator bi prices confirm sell ka hi signal show kar rahi ha. hourly 4 chart par agar prices isi movement ko continue rakhti ha to phir prices ka next target mazeed nechy 0.6300 or phir us ka bad mazeed nechy 0.6280 sport level hony ka chances ha. lakin market ma prices bounced hoti ha or or pivot point 0.6333 ko breakout karty huye buy ma jati ha to phir prices ma upward movement ka open hony ka chances hajis sy prices ka next target uper 0.6366 or phir us ka bad mazeed uper 0.6386 resistance zon hony ka chances ha. Mery analysiska hisab sy market ma prices ka main trend sell ha. chart ka matab NZD/USD pair ki moving everege velue 0.6326 ki running bi sell ka hi signal show kar rahi ha.


                                Click image for larger version

Name:	nzd h4 chart.PNG
Views:	1
Size:	32.7 کلوبائٹ
ID:	12448943
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X