Nzd/usd
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #811 Collapse

    NZD/USD Technical Reviews: H1 Time Frame pay NZD/USD Currency Pair price Hourly chart pay Last night say 0.6197 Pivot point areas ko buy breakout k sath upward movements kar rahi hai. Chart pay Stochastic Indicator 20 aur 80 levels k center main crossed over k sath buy ka signal show kar raha hai. MACD Indicator bhi chart pay strong bullish signal show kar raha hai. Agar current price upward movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka next target ooper 0.6259 aur phir usk bad price mazeed 0.6276 Resistance levels ko test kar sakty hai. Agar current position Reversed hoty hai, aur sath Pivot point areas k sell main Breakout karty hai to chart pay price ki downward movements open honay k chances ban saktay hain jiska target neechay 0.6168 aur phir usk bad price mazeed 0.6152 Support zones ko test kar sakty hai. Mairay Analysis k hisab say price FOMC News Released k bad strong bullish movements start kar chuki hai, aur sath Indicators k signal bhi up ki predictions show kar rahay hain, is liye chances hain k price ka agla target ooper Resistance levels ho saktay hain. Ooper H4 Time Frame pay agar ham NZD/USD Currency Pair price ko analyzed kartay hain to chart pay price Last night say 0.6197 Pivot point areas ko buy breakout k sath upward movements kar rahi hai. Chart pay Stochastic Indicator 20 aur 80 levels k center main crossed over k sath buy ka signal show kar raha hai. MACD Indicator bhi chart pay strong bullish signal show kar raha hai. Agar current price upward movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka next target ooper 0.6259 aur phir usk bad price mazeed 0.6276 Resistance levels ko test kar sakty hai. Agar current position 4 Hours chart pay Reversed hoty hai, aur sath Pivot point areas k sell main Breakout karty hai to chart pay price ki downward movements open honay k chances ban saktay hain jiska target neechay 0.6168 aur phir usk bad price mazeed 0.6152 Support zones ko test kar sakty hai. Mairay Analysis k hisab say price FOMC News Released k bad strong bullish movements start kar chuki hai, aur sath Indicators k signal bhi up ki predictions show kar rahay hain, is liye chances hain k price ka agla target ooper Resistance levels ho saktay hain. Shukrya.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #812 Collapse

      ​NZD/USD salam furum mates to kesy ha ap log ummed karta ho ap sub log khairait se hongey or profit ma hongey to aj hum nzd/usd par kuch analysis kary gye jis ma apko kuch plus point btao ga jis se ap log aik achi trade kar saktey ha to sub se pehly baat kary gye k market is waqat kaha move kar rhi ha agar hum is waqat market ma trade karty ha to hamy koi nuqsaan ka samna to nhi karna pary ga ye sub kuch ma apko btao ga aj mery is analysis ma to mazeed ma ap logo k nzd/usd k kuch new analuysis shere karta chalo jis se ap logo ko buhat zyada faida hoga inshaallah. to furum mates jesa k ap ko pya hi hoga k market is waqat upper ki tarf move kar rhi ha or mazeed is chances jo ha wo upper ko hi rhny k zyada ha jesa k apko ma is analysis nma bhi dekhao ga to ma mazeed ap knowledge ma azafa karta chlo k market ka mazeed trend jo ha wo upper ko hi jasakta ha or waha par hamey koi aik acha signal milney k chances ha jis se p hum trade kar k aik achi earning hasil kar saktey ha jo har aik trader ki koshish hoti ha k usay aik achi trade mily jis se wo aik valuable earning kary. to mazeed ma apko logo ko smajhata chlo k market ki movement ko samjh kam karna hoga jis se hamey aik achi tarde mil jaye to ma ako mazee mery is analysis ma samjhaney k khosish karta ho joney kuch batein maney is anlysis karty hoye observe ki ha. NZD/USD CHART g freinds jesa k ap log mery kis analysis ka jaiza saktay ha k maney kuch new indicators k sath analysis kiye ha market upper ko move kar sakti ha ya phr nechy ki tarf move kar sakti ha mazee halaton ka jaizay karty howay market ki movement jo ha wo is waqat upper ko hi jaty hoi nazar ari ha ager dekha jaey to yahi market ki mobvement jo0.6167 par bilkul fall kar chuki thi magar market may kuch halchal honey k bad market ma badlao aney shroo hogey jis ki wajah se market ney upeer ko movement karna start kar dya or musalsal uper ko hi movement dy rhi ha ye baat to ap log jantey hi hongey k market up and downs o chalty hi rhty ha mager is waqar dekha jaye to market ka rujhan uper ko hi ha or ma apko mazeed btata chlo k movement average ney bhi abreak our dy dya ha 0.6195 pivot point par movement average ney breakout dy dya tha breakout karney k bad hi market ney upword movement karna start kar chukki ha or mazeed ab market ka rujhan upword hui ha 0.6167pivot point par market ney downword mpovement karna start kar dya tha magar kuch hi time k guzar janey k bad market ma halchalhi or nmarket ka rujhan upper ki tarf honey laga 0.6275pivot point par market ki downword movement start lar chuki thi is movement se lagta tha k market ab mazeed down hhi jaye gye magar asa nhi howa or market ney kuch hi time k bad upper ko move karna start kar dya tha jo aik achi baat ha is se hamay koi aik acha point mil jaye ga jis par hum trade kar kye kuch valuable profit earn kar saktey ha ummed ha ako meri is analysis ma samjh aye hogai jis se apko trading karty howay asani mil saky gye to mazeed ma apko next analysis ma btao ga market ko ly kar.shukrya
         
      • #813 Collapse

        NZD / USD D1 Chart D1 kay time frame Kay chart se pata chalta hai ke is ki mojooda qeemat 0. 6560 ha. jis mein support level ke tor par 0. 6663 aur muzahmati satah ke tor par 0. 6575 hai. jab aap kinare ke qareeb pohnchain ge to aap order kholnay par kaam kar satke hain. taham, zehen mein rakhen ke agar kisi alay ki qeemat lifafay ke isharay ki had ke andar hai to is ki qeemat tawazun mein hai. lehaza, is soorat e haal mein, jald ki bajaye had ki hudood se shuru karna behtar hai. ghair janibdari mein kaam karna sab se ziyada Khushgawar hai kyunkay aap usay aik kinare se dosray kinare par le ja satke hain. abhi mauqa mila hai. phir bhi, ghirjanbdari mein aik kharabi hai ke qeematon ka taayun ghair mutawazan ho jaye ga aur game ke deegar usool laago hon ge. aboori tor par, hum 0. 6560 aur 0. 6575 ke darmiyan trade kar rahay hain, jis ke baad hum aik flat ke tor par kaam kar rahay hain. ashya ki commodity grouping ke liye qeematon mein mamooli lekin musalsal izafay ke bawajood, newzea land dollar ki qeematein khushi ke misbet rujhan ko zahir karti hain. Amrici dollar aur newzea land ke dollar ki sharah tabadlah ke hawalay se US ne federal reserves ke siyasat daano ki kal ki meeting ke baad kamzoree zahir karne ke liye aik baar phir wohi bajai hai. aaj ke trading kots ke douran pandrah minute ke chart ki muqami ziyada se ziyada ko aik baar phir 0. 6588 ki satah par up date kya gaya, jis maqam par aik islaah shuru hui. lehar ki wasee courage aur isharay ke isharay ko dekhte hue, satah 0. 6554 par wapas aajay gi. mojooda tijarti range ki hudood par ghhor karte hue mein 0. 6555 ki satah par tawajah dun ga .
           
        • #814 Collapse

          NZD/USD Pair Price Technical Analysis: Kal Friday, Market closing time say pehlay Hourly Chart pay NZD/USD Currency pair price 0.6172 pivot point line k ooper he movements k sath closed hue. Chart pay Stochastic Indicator 20 aur 80 levels k center main crossed over k sath normally signal show k sath market closed hue. MACD Indicator chart pay price corrections k liye sell ka signal show kar raha hai. Agar Monday Market opening k sath price upward movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka target ooper 0.6236 aur phir usk bad price mazeed 0.6252 Resistance levels ko test kar sakty hai. Agar current cost Hourly Chart pay Monday market open k sath reversed hoty hai aur sath central point line k sell main Breakout karty hai to chart pay price ki downward movements open honay k chances ban saktay hain, jiska target neechay 0.6144 aur phir usk bad price mazeed 0.6127 Support zones ko test kar sakty hai. Mairy Personally Predictions k hisab say price ka major trend up ka hai, aur sath price central point line k ooper he closed hue hai, jiskay chances hain k price Resistance zones ko test kar sakty hai. 4 Hours Chart Technical Reviews: H4 Chart pay agar ham price ko analyzed kartay hain to NZD/USD Currency pair price 0.6172 pivot point line k ooper he movements k sath closed hue. Chart pay Stochastic Indicator 20 levels k neechay crossed over k sath confirm buy ka signal show k sath market closed hue. MACD Indicator chart pay price corrections k liye sell ka signal show kar raha hai. Agar Monday Market opening k sath price upward movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka target ooper 0.6236 aur phir usk bad price mazeed 0.6252 Resistance levels ko test kar sakty hai. Agar current cost H4 Chart pay Monday market open k sath reversed hoty hai aur sath central point line k sell main Breakout karty hai to chart pay price ki downward movements open honay k chances ban saktay hain, jiska target neechay 0.6144 aur phir usk bad price mazeed 0.6127 Support zones ko test kar sakty hai. Mairy Personally Predictions k hisab say price ka major trend up ka hai, aur sath price central point line k ooper he closed hue hai, jiskay chances hain k price Resistance zones ko test kar sakty hai. Shukrya.
             
          • #815 Collapse

            NZD/USD salam furum mates to kesy ha ap log umeed karta ho k ao log achy sey kam kar rhy hongey or acha profit earn kar rhy hongey to hemesha ki tarha aj phr ma ap k sath kuch new analysis kary gye gye jis ma apko btao ga k market ma hum log kis tarha se trade kar saktey ha or aik achi trade hasil kar skatey ha to ma mazed apko is anlysis ma samjhao nga k kis tarha se tarde gye jab monday ko jab market ki opening ho gai to hum log kis tarha se is ma trade kar saktey ha or aik achi trade hasil kar saktey ha or mazeed ma apko analysis ma samjhaney ki koshish karo ga or jo kuch maney aj market k hawalley se jo kuch battein observe ki ha wo ma aj ap logo k sath shere karna chata ho to g freinds ap logo btata chalo k market ki monvement se pata chalta ha k monday ko jab market open hogai to is ka trend kis tarf ja sakta to abhi agar dekah jaye to market ki movement jo ha wo zig zag ho chukii thi or us movment ma pta nhi chal rha k ye kaha mazeed move kar sakti ha to ye jo halkat ban jatey ha markeyt ko ly kar yaha par hamey buhat ihteat k ssah kam karna ho ga jis se humey kis bhi kism ka nuqsann na utahana pary or ye bhi dekhna hoga k maket movement kahja poar band hoi ha to mazeed ma apko is analysis ma samjhao ga jo kuch maney battein observe ki ha wo aj ma apmko bhi btao ga to ap mery is analysis ko dehan se dekhy k maney kaha par point indicate jiye ha. NZD/USD CHART To g freind ap log dekh saktey ha market ki movement ka jaiza kia jaye to humey pota chalta ha market ki movement jo ha us par bharosa nhi kia ja saktea wo is wajah se k market ma hum log dekh satey ha movement zig zag start ho chuki ha jis ki wajah se hum logo ko trade karney ma thori c mushkil ho sakti ha wo is wajah se k market ki movement upper nechy ho rhi ha jis se humey tarde karnay ma mushkil ho sakti ha magar hum is ma trading kar saktey ha us k liye humey thora sa sabar ki zarorat hogai or ma apko m,azeed batao ga k is ma trade kis tarha se kary jub market ki opnenig ho gai to dejah jaye k market ma movement ma zig zag aney k bad market ki movement upper rhy ha jis se hymey koi acha point mil sakta ha jis se hum aik achi trade hasil kar sakteyu ha jo hamary liye aik achi baat sabit ho sakti ha or hamey is baat ki khoshi ma bhi nhi rha chaye k market humey haesha positive trade dye sakti ha ye baat to ap jantey hi hongey k market ma ups and down to chaltey hi rhty ha tpo humey mazeed dehan se kam karna hoga k humey market ko tarf se kisis bhi kism ka nuwsan na uthana par saketa ha jo kuch humm bardasht nhi kar saktey or mazeed humey is ma kam karney k dehan laaganey ki zarorat hogai itna bhi mushkil nhi hota bas batoo ko samjhan hoga tpo ma umeed karta ho k apko mery is analysis ki smahj agye ho or ap log is ma achi trade hasil kar saktey ha inshaallah.
               
            • #816 Collapse

              NZD/USD Pair Price Reviews:
              NZD/USD Currency pair price Hourly Chart pay Last Friday say he 0.6211 Pivot point areas k sell main breakout k bad running kar rahi hai. Agar chart pay ham Custom Indicators ki reading ko daikhtay hain to Stochastic Indicator 20 levels k ooper normally signal show kar raha hai. MACD Indicator chart pay already he down ka signal show kar raha hai. Agar current position Hourly Time Frame pay sell movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka target neechay 0.6148 aur phir usk bad price mazeed 0.6132 Support zones ko test kar sakty hai. Agar current price Hourly chart pay Bounced hoty hai, aur sath central point levels k down main Breakout karty hai to chart pay price ki upward movements open honay k chances ban saktay hain, jiska target ooper 0.6239 aur phir usk bad price mazeed 0.6256 Resistance levels ho saktay hain. Mairy predictions k hisab say price central point levels, aur sath moving averages k crossed over k sath neechay running kar rahi hai, jiskay chances hain k price Support sectors ko test kar sakty hai.
              4 Hours Time Frame Reviews:
              Agar ham NZD/USD Currency pair price ko 4 Hours Chart pay analyzed kartay hain to price Last Friday say he 0.6211 Pivot point areas k sell main breakout k bad running kar rahi hai. Agar chart pay ham Custom Indicators ki reading ko daikhtay hain to Stochastic Indicator 20 levels k ooper crossed over k sath confirm down ka signal show kar raha hai. MACD Indicator chart pay already he down ka signal show kar raha hai. Agar current position Hourly Time Frame pay sell movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka target neechay 0.6148 aur phir usk bad price mazeed 0.6132 Support zones ko test kar sakty hai. Agar current price 4 Hours chart pay Bounced hoty hai, aur sath central point levels k down main Breakout karty hai to chart pay price ki upward movements open honay k chances ban saktay hain, jiska target ooper 0.6239 aur phir usk bad price mazeed 0.6256 Resistance levels ho saktay hain. Mairy predictions k hisab say price central point levels, aur sath moving averages k crossed over k sath neechay running kar rahi hai, jiskay chances hain k price Support sectors ko test kar sakty hai. Shukrya.
                 
              • #817 Collapse

                Nzd /usd technical analysis, Nzd/usd joda 0.6620 ki satah ko todney aur isay nechay rakhney main kamyab raha, intra day bunyadoon par kami ko jari rakhney ki Tawaqoat taqweet deney kelye, aglay station ke taur par 0.6140 ka daura karney rasta hamwar karta hai, ye note kartey huwe ke is satah ko torney se mandi ki lehar 0.6020 tak barh jae gi, aglay hadaf ki taurpar. Is leye, hum aj mazeed mutwaqa kami ka intzar kar rahey hain, is bat ko madenazar rakhtey huwe ki 0.6220 ki khilaf warzi kimat ko 0.6290 ilaqoon ki dobara janch karne karney ka plane creat kia jarah hai taki mandi ki lehar ko jancha jae Nzd/usd joda ne wazia taurpar 0.6200 ki satah ki khilaf warzi ki aur kaleedi Muzahmat 0.6290 ki janch ki intra day ki bunyadoon par mutwaqa mandi ki rujhaan ko jari rakhney ki imkam ko durust rakhney kilye, jis ki ahdaf 0.6140 se shorow hutey hain, jodey ne 0.6290 ki satah ka tajarba kia aur wahan se mandi ki sath uchal dea, jo aney wali arsey kilye mandi ke rujhaan ki manzarnamey ko mutharik rakhta hai pehlay manfi hadaf ki taurpar 0.6140 ko janchney ka intzar kar raha hai, stochastic negativety mutwaqa kami ki tasalsal ki himayat karte hai aur 0.6220 ko torney se intzar shuda ahdaf ko hasil karney ka mission asan hujae ga, is bat ko madenazar rakhtey huwe ki 0.6290 ki khilaf warzi qemat ko barhaney aur tezi ki lehar ki taraf jaegi jiska pehla hadaf 0.6390 tak pahunch jae ga,
                 
                • #818 Collapse

                  NZD/USD OVERVIEW FOR TODAY hello dear forum mates kesy hain ap sab log mujhe umeed hai ap sab thek hongy aur ap ki trading bhi bohut achi ja rahi ho gi aj ham nzdusd ky bary main discussion karen gay ky ham kis tarah say iss pair main selling aur buying oppertunity dekh sakty hain mere analysis bohut hi simple method mar mabni hoty hain ju aik new trader ko bhi asani ky sath samjh main aa ajty hain aur mere analysis basic level ky bhi hoty hai aur advanced level ky bhi hoty hain ju aik professional trader bhi use karta hai aur aik new trader bhi jis ki waja say new any waly memebrs ko kafi faida hota hai aur unko daily base aik acha setup milta hai jis say wo apna profit bana sakty hain.ab main ap ky sath apna chart share karta houn jis say ap ko details ky stah btaon ga ky iss pair main aj ham kahn say sell ya buy kar sakty hain. NZD/USD INTRADAY CHART ANALYSIS dear friends ndz/usd ko ap mere chart main dekh sakty hain main ny simple triky say aik trend lines ky mehtod say isko analysis kia hai nzd/usd ka trend buying hai jis waja say aj ham is main buying oppertunity dekhen gay ap mere chart main dekh sakty hain nzdusd down movement karta hoa nechy aa raha hai jab py nechy wali trend line lagi hai wahn ham is main koi buy ki trade find karen gay aur yahn pay koi acha buy ka signal mila u ham yahn say isko buy karen gay ager yeh pair apni nechy wali trend line ky bhi aj ky din down side breakout kar daita hai tab ham is ki sell main ja sakty hain aur mazeed confirmation add is main sell dekh sakty hain kyon ky market jab trend ky mutabik breakout ya signal daiti hai tab hamen us main ziada say ziada confirmtion add karni chahye kyon ky wo trade kafi risky ban jati hai . mujhe umeed hai ap ko aj ky din ka mera trading idea zrori pasand aya ho ga jis say ap ko aj ky din aik achi trade mil sakti hai.
                     
                  • #819 Collapse

                    NZD / USD H4 Chart Salam dostu! Aj main nzd / usd Kay bary main bat karon ga. Or ap logon Kay sath is ka analysis share karon ga agar aap H4 Kay cc hart par nazar dalain to nzd / usd fi al haal 0. 6180 ki qeemat ki had par rozana support area ki taraf se mustard honay ka saamna kar raha hai. pichlle haftay H4 support area nzd / usd kami ka hadaf tha. wahan aik pan baar candle banti hai jis mein aik body aur shadow candle hoti hai jo is baat par yaqeen rakhti hai ke yeh radd kar day ga aur qeemat barh jaye gi. agar aap dosray namonon par nazar daaltay hain, to is lamhay ko aik double neechay patteren ke tor par bhi dekha ja sakta hai, jo ke mukammal tor par durust bhi hai, aam tor par mustard karne ke liye. lekin yaqeenan, agar yeh barhta hai to, nzd / usd ko pehlay mojooda price 0. 6257 ki had par h4 resistance level ko tornay ke qabil hona chahiye. lehaza agar mein pehlay intzaar karne aur dekhnay ko tarjeeh deta hon, kharidaron ke dobarah ghalib honay ka intzaar karta hon, to hum mazeed chhootey time frame ki taraf dekh satke hain. NZD / USD D1 Chart D1 main kal ke ekhtataam par market ki qeemat 0. 6260 thi. thos support aur muzahmat ke darmiyan qeemti waqt ke sath qeemat ne pichlle kuch dinon mein neechay ka rujhan banaya hai aur isi rujhan ke sath sath musalsal gravt ka silsila jari hai. mahinay ke sab se kam nuqta ko maarny ke baad, qeemat dobarah oopar jane ka faisla karti hai, aur qeemat faisla karti hai ke aaya yeh muzahmat ki nai satah bana sakti hai. nai support bananay ki qeemat 0. 6228 hai. market ki mojooda muzahmati satah 0. 6260 hai. qeemat ki himayat 0. 6205 par hai. guzashta mah ke aakhri haftay mein market ki qeematein peechay hatna shuru huien aur mahinay ke kam tareen maqam par pahonch gayeen. taham, is ke neechay mazboot support level ki wajah se qeemat ko dobarah barhna parta hai. jaisay hi paiir ko market khulay gi qeemat neechay jaye gi aur is ki himayat ko toar kar nai himayat peda karne ki koshish kere gi. agar qeemat peechay hatti hai support level ko torti hai aur nai support ki koshish karti hai, to qeemat mahinay ki kam tareen satah ko maarny ke qabil ho jaye gi .
                       
                    • #820 Collapse

                      NZD/USD salam dosto to kesy ha ap log umeed karta ho k ap log thk thak hongey or profit ma hongey or buhat achi earning kar rhy hongey to g friends jesa k ap log jantey hi hongey k market ki movement ka k kis tarf rujhan kar rhi ha or mazeed ap logo ko nzd/usd ma hum log baat cheet kary gye is humet is ma buy or sell k kitney oppurtunity mily gye jis se hum log trade kar sakteyu ha or aik valuable profit earn kar saktey or dosro ko bhi in analysis batyae gye k hum log is ma kis tarha trade kar k aik achi earning kar saktey ha too sub se pehly kuch analysis ki zarorat hoti ha or us k bad hamary pas marketma kam karneyy k liye experience ka hona buhat zarori hota ha wo is wajah se k humey pta chal sakey k humey market ma kaha or kis tarha se trade kary jis se humey aik achi or valuable earning mil sakey or humey loss bhi kam se kam uthana pary to g friend ma aj ap logo k sath kuch new analysis shere karna chata ho jis se ap loo ko market ki movement ka buhat achi tarha andaza ho jaye ga k hum aj is ma kis arha se trading kary kuch ma apop logo k sath anlaysis shere bhi karo ga jis se mujhy bhi faida mila ha or ma ap logo k sarth bhi shere karna chahao ga to jesy k ap log jantey hi hongey k humey market ma kam karney k liye sabr se kam lyna hoga jald bazzi ka muzahar karney se humey nuqsaan bhi uthana par sakta matlab us ma risk buhat zya ho jayta ha jis se humey nuqsaan ka samna karna par sakta ha jo hum log bardasht nhi kartay to aj ma ap logo k sath kuch new analysis shere karo ga jis ma ma btao ga k kaha par trade kar k profit hasil kary us k liye ap logo ko mery is analysis ko dekhna hoga jo maney shere kia ha. NZD/USD CHART to jesa k ap log dekh satey ha ,mery is analysis ko jo maney ap logo k sath shere kiye ha mera maqsid is analysis ko shere karney ka yahi ha k ap logo ko battein clear bhi ho jaye or ap logo ka faida bhi hojey to ap mery analysis ka jaiza kary k market ki movment ma badlao nazar arhy hongey jo k is ma market k hawaly se ha ap log dekh saktey ha k market ki movement ma kafi had tak badlao nazar arhy ha pehly to market ney upword move kar rhi thi magar thora time guzrney k bad market ney negative movement start kar dhi thi yaha par humey thora sa mushkil ka samna karna par sakta tha magar maney apko logo ko pehly k anlysis ma kuch battein samjhaye thi k market ki movement ka kuch ota nhi hota k market kabhi bhi aik jagah par move nhi karti market ma uttar charao to chalty hi rhty ha jesy k ap log is analsysis ma bhi dekh saktey ha k market ki peh;ly kaha mpove kar rhi thi or ab kaha move kar rhi ha positive movement k bad market ney negative movement karna start kar diya tha or ab kuch time guzrney k bad market ma phr se aik martba phr se positive movement ki vibes arhi ha jo k aik achi baat ha jis se humey trading ma asani mil jaye gye or humey kuch acha profit earn karney ko mil jaye ga jo k har trader ki koshish hoti ha k humey kam se kam loss or zyada profit hasil ho to mujhe umeed ha k ap logo ko mery is analysis ki samjh agye hogey oor ap logo ko aik achi trade mil jaye or is analysiska jaiza karney k bad ap logo ko buhat asani hogi trading k liye inshaAllah.
                         
                      • #821 Collapse

                        NZD / USD H1 Chart Salam dostu! Aj nzdusd H1 Chart main aisa lagta hai jaisay unhon ne pehlay number ko tora lekin nateeja aik saya tha aur wapas neechay aa gaya, jis ke baad mujhe yaqeen hai ke hamaray paas kam az kam muqami kami hogi, is ke ilawa koi namona nahi hai aik pan baar. aam tor par, yeh tasleem karna zaroori hai ke ab muqami high khud bakhud 0. 6927 par chali gayi, phir hamein 125 points ki kami se 0. 6795 par aa gaya, aur yeh mehdood tha, hamein kisi aisaey catalyst ki zaroorat hai jo aik baar phir qeemat ko neechay le ja sakay kam az kam 38. 4 ki shakal mein aik islahi nishaan khud tajweez karta hai digital eslehaath mein yeh 0. 6665 ke masawi hai, lehaza aap mojooda walay se stops ke sath mukhtasir karne ki koshish kar satke hain. mein intra day pivot levels ka mehal wuqoo is saada wajah se nahi dikha raha hon ke haal hi mein un ke darmiyan faasla itna kam ho gaya hai ke woh kuch ghalat tijarti signals ke tor par kaam kar satke hain, halaank yeh tasleem karna zaroori hai ke kal bohat se logon ke liye achi gravt le kar aaya yeh shayad aik surprise tha. kisi bhi soorat mein mein aik baar phir 0. 6866 ka dobarah test lena chahoon ga, aur wahan se yeh bohat ziyada kamyaab aur farokht karna munasib hoga. NZD / USD H4 Chart mein hamesha H4 chart main market mein daakhil honay ke baray mein tijarti faisla karne se pehlay aur sath hi trading ke douran passion goi karta hon kyunkay mein aik kamyaab tajir ban'nay ka khawab daikhta hon. aur yeh tijarti faislon mein aetmaad bhi deta hai. yahan, Amrici dollar musalsal mazboot hota ja raha hai kyunkay aalmi likoyditi ke halaat kharab hotay ja rahay hain aur tawanai ki qeematein bahaal ho rahi hain. aur yeh sorat e haal nzd / usd pair ke zawaal ki nishandahi karti hai." parabolic SAR takneeki isharay aik bohat hi aasaan trend indicator hai. jo forex trading ke liye mozoon hai. nzd / usd currency ke jore ke liye parabolic SAR indicator neechay ki taraf rujhan ki taraf ishara karta hai, jo hamein yeh maan-ne ki wajah faraham karta hai ke junoob ki taraf tijarat ke munafe bakhash honay ka mauqa hai. is ke ilawa, rsi isharay par bearish trading ki himayat mein, hamaray paas jore mein kami ka ishara hai. mazeed bar-aan, chart par candle stuck patteren ban chuke hain, jo mustaqbil mein jore ki mumkina neechay ki taraf harkat ki nishandahi karte hain.
                           
                        • #822 Collapse

                          NZD/USD Pair price Technical Reviews: Assalaam O Alaikum! Dear Friends, NZD/USD Pair price bunyadi tour pay Hourly aur 4 Hours charts pay up trend k sath movements kar rahi hai, but kuch price corrections k liye price sell ki retracements ko completed kartay huway again price ki rising start ho chuki hai, kal say price 1 Hour aur 4 Hours charts pay central point line ko buy breakout k baad upward movements ko bhi start karnay main successful ho chuki hai, jiski wazahat main aap k sath neechay explaine k sath karta hoon. NZD/USD Pair technical Analysis: Agar ham price ko Hourly chart pay analyzed kartay hain to price neechay say 0.6233 pivot point areas ko buy breakout k bad upward movements ko start karnay main successful ho chuki hai, agar ham chart pay custom Indicators ki reading kartay hain to MACD Indicator chart pay confirmatins k sath buy ka signal show kar raha hai. Agar current price bullish movements ko continues rakhty hai to charts pay price ka next target ooper 0.6314 Resistance levels ho sata hai. Agar current price Hourly aur 4 Hours charts pay rebounds hoty hai, aur sath central point line k sell main breakout k sath confirmation k liye sell ka candle creat karty hai to charts pay price ki downward movements open honay k chances ban saktay hain jiska target neechay 0.6187 Support zones honay k chances ban saktay hain. Mairay analysis k hisab say price major aur current trend buy ka hai, is liye chances hain k price ooperly Resistance zones ko test kar sakty hai. Aj Fiday, Market closing day hai, is liye better yeh hai k market main kam risk k sath price ki correctons ko mined main raktay huway charts pay trading kartay huway 0.6233 central point line say agar price buy declined laity hai to tab best buy ki entry open karnay say ham aur bhi ziada acha reward hasil kar saktay hain, jiska screenshot chart aap neechay daikh saktay hain. Shukrya.
                             
                          • #823 Collapse

                            Nzd/Usd ka Tajzia: H4 Timeframe: tashreef laane ka shukriya! chunkay kal ka rozana patteren mandi ka tha, mein sirf is jore ki farokht par ghhor kar raha hon. kal, kiwi ne rozana chart par aik ulat patteren banaya, jo mukhalif simt mein harkat ka ishara day raha hai. mojooda signal aur mandi ke rujhan ke paish e nazar, qeemat mein mazeed kami ka imkaan hai. nzd / usd is baat ka taayun karne ke liye ke aaya qeemat neechay ki taraf harkat kere gi ya neechay ki taraf, 0. 6254 par waqay support ka ilaqa is baat ka taayun karne ke liye aik hawala nuqta ke tor par istemaal kya ja sakta hai ke aaya yeh oopar ki taraf jaye gi ya neechay ki taraf. jab bhi qeemat ka taayun support ki is satah tak pahonch jata hai, qeemat ka taayun is satah se neechay jane ke baad qeemat ko 0. 6235 ki support level ki taraf le jaya jaye ga. tijarti signals banatay waqt un support levels par nazar rakhna zaroori hai taakay yeh yakeeni banaya ja sakay ke un ko bananay ke amal mein un ki khilaaf warzi nahi ho rahi hai . nzd / usd guzashta haftay jori mein is haftay ki mazboot qeemat ki tehreek se mukammal tor par bahaal sun-hwa. nzd / usd jore ki qeemat mein pichlle chand dinon ke douran taizi se izafah sun-hwa hai, jo oopar ki taraf bherne ke nateejay mein h1 time frame par 0. 6265 se 0. 6285 tak taizi se barh raha hai. qeemat mein nawway points ka izafah kya gaya! jaisa ke h4 time frame se dekha gaya hai, haliya pal back ne pichli ant_haon ko mojooda satah tak up date nahi kya hai. lehaza, anay walay hafton mein tasalsul ki tehreek mukammal tor par tayyar honay ki umeed hai .
                             
                            • #824 Collapse

                              NZU USD Analysis Today's oil price is the same as the previous few days, fluctuating at a low level, only up 176 points, no substantial update from Wednesday's high. Average volatility is falling. The last three days have formed a stop loss between 73 and 74 as accumulation, so I will stick to the last momentum, which is Monday's momentum, the increase. I'm assuming the medium-term direction is also the growth direction. While declining overall over the past six months, it has flattened over the past three months. The downward impulse that may have occurred during peak sales may now reverse to the upside. To do this, you need to be 74 years old and absorb all energy.tail ki qeematein ہیںآج ki tail ki qeemat pichlle chand dinon ki terhan hi hai, kam satah par utaar charhao, sirf 176 points, budh ki bulandi se koi khatir khuwa up date nahi. ost utaar charhao gir raha hai. pichlle teen dinon ne jama honay ke tor par 73 aur 74 ke darmiyan aik stap nuqsaan banaya hai, lehaza mein aakhri raftaar par qaim rahon ga, jo paiir ki raftaar hai, izafah. mein farz kar raha hon ke darmiyani muddat ki simt bhi taraqqi ki simt hai. pichlle chay mahino mein majmoi tor par gravt ke douran, yeh pichlle teen mahino ke douran chipta sun-hwa hai. onche farokht ke douran neechay ki taraf anay wala tasalsul ab ulta ho sakta hai. aisa karne ke liye, aap ki Umar 74 saal honi chahiye aur tamam tawanai ko jazb karna chahiye . 4 ghantay ke chart par taizi ke rujhan mein, nichimoku cloud ke oopar qeemat ke sath, oopar ki raftaar dikha rahi hai. aap lambi pozishnin khol satke hain. اسٹاکسٹک oopar hai aur muzahmati zone ki taraf barh raha hai. pichlle session mein, fyochrz ne pehli muzahmati satah ko tora aur fi al haal 74. 33 par trade kar rahay hain. agar taizi ki raftaar barqarar rehti hai to, qeemat sanwi muzahmat se oopar 75. 85 par zam honay ki tawaqqa hai, jis ki khilaaf warzi tail ki qeematon mein aik taaza really ko mutharrak kere gi aur 80. 03 ke ird gird muzahmat ke oopar shumal ki taraf jari harkat ko jari rakhay gi. mutabadil tor par, qeemat rivers ho sakti hai aur 64. 95 support ko dobarah jhanchne ke liye kam shuru kar sakti hai. lehaza, alligator line shumal ki taraf murr gayi, aur fsi shak line dobarah barh kar 253 ho gayi. qeemat mein izafay ka mansoobah band hadaf 75. 20 ki satah par plate form channel hai. kuch baichnay walay nuqsanaat ko roknay aur khatraat se bachney ke liye mukhtasir pozishnin kholtey hain .
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #825 Collapse

                                NZD / USD D1 Chart Salam dostu! Aj mein sirf is pair ki farokht par ghor kar raha hon. kal kiwi ne rozana chart par aik revarsel patteren banaya jo mukhalif simt mein harkat ka ishara day raha hai. mojooda signal aur mandi ke rujhan ke paish e nazar, qeemat mein mazeed kami ka imkaan hai. nzd / usd is baat ka taayun karne ke liye ke aaya qeemat neechay ki taraf harkat kere gi ya neechay ki taraf, 0. 6254 par waqay support ka ilaqa is baat ka taayun karne ke liye aik hawala nuqta ke tor par istemaal kya ja sakta hai ke aaya yeh oopar ki taraf jaye gi ya neechay ki taraf. jab bhi qeemat ka taayun support ki is satah tak pahonch jata hai, qeemat ka taayun is satah se neechay jane ke baad qeemat ko 0. 6235 ki support level ki taraf le jaya jaye ga. tijarti signals banatay waqt un support levels par nazar rakhna zaroori hai taakay yeh yakeeni banaya ja sakay ke un ko bananay ke amal mein un ki khilaaf warzi nahi ho rahi hai. NZD / USD H4 Chart nzd / usd guzashta haftay pair mein is haftay ki mazboot qeemat ki tehreek se mukammal tor par bahaal huwa. nzd / usd pair ki qeemat mein pichlle chand dinon ke douran taizi se izafah huwa hai jo oopar ki taraf bherne ke nateejay mein h1 time frame par 0. 6265 se 0. 6285 tak taizi se barh raha hai. qeemat mein nawway points ka izafah kya gaya! jaisa ke h4 time frame se dekha gaya hai, haliya pal back ne pichli ant_haon ko mojooda satah tak up date nahi kya hai. lehaza, anay walay hafton mein tasalsul ki tehreek mukammal tor par tayyar honay ki umeed hai. aaj subah tak, qeemat pehlay hi 0. 6250 tak gir chuki hai, jo ke aik ahem kami hai. chart ke hamaray mazeed tajziye ki roshni mein, ab hum apne graph ke tajziye ki bunyaad par nai qeematon ke taayun ki mansoobah bandi kar satke hain. nzdusd ne 0. 6260 ki satah ko toar diya aur trading ke aik manfi session ke baad dobarah is se neechay aa gaya, jis se zahir hota hai ke anay walay sishnz mein manfi pehlu ka mnzrnamh jari rehne ka imkaan hai, jis se anay walay session mein hamaray aglay hadaf 0. 6200 tak pounchanay ki raah hamwar ho gi. nzd / usd manfi rujhan ko jari rakhnay ke liye, qeemat ko bherne se roknay ke liye istehkaam 0. 6260 se neechay rehna chahiye .
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X