Gbp/jpy
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    Re: Gbp/jpy

    1 hour time frame GBP/JPY:


    Aj market open honay k baad price kuch gaps k sath 158.83 pivot point line k neechay say start hue. Chart pay Stochastic indicator 20 aur 80 levels k darmiyaan sell signals k liye crossed over kar chuka hai. MACD indicator already he chart pay sell ka signal show kar raha hai. Agar current cost sell movements ko continues rakhty hai to uska next target neechay 156.67 aur phir mazeed 155.10 support levels ho saktay hain. Agar current price bounced hoty hai aur sath 158.83 central point line ko buy breakout karty hai, to price main bullish movements start honay k chances hain jiska target 159.79 aur phir mazeed 160.36 resistance zones honay k chances hain.
    Mairay analysis k hisaab say price ka major trend sell start ho chuka hai, qk price last week say aik big news k sath fall ho chuki hai, sath price moving averages k bhi down movements kar rahi hai, is liye chances hain k price ka target support levels ho saktay hain.


    Click image for larger version

Name:	h1.png
Views:	1
Size:	49.5 کلوبائٹ
ID:	12438222


    4 hours chart GBP/JPY technical analysis:


    Agar ham GBP/JPY pair price ko 4 hours chart pay analysis kartay hain to price last week say he 158.83 pivot point ko sell breakout karnay main successfull ho chuki hai, aur sath isi levels k neechay say he again start ho rahi hai. Chart pay Stochastic indicator 20 levels k neechay confirm sell ka signal show kar raha hai. MACD indicator bhi pehlay say down ka signal show kar raha hai. Agar market chart pay price sell movements ko continues rakhty hai to iska next target 156.67 aur phir mazeed 155.10 support zones ho saktay hain. Agar current position bounced hoty hai aur sath pivot point sectors ko buy breakout karty hai to price main bullish movements open honay k chances hain, jiska target 159.79 aur phir mazeed 160.36 resistance zones honay k chances hain. Mairay analysis k hisaab say price central point levels k neechay movements kar rahi hai, is liye chances hain k price support levels ko test kar sakty hai.


    Click image for larger version

Name:	h4.png
Views:	1
Size:	44.6 کلوبائٹ
ID:	12438223


    Shukrya.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      Re: Gbp/jpy

      GBP / JPY D1 Chart


      Click image for larger version

Name:	image_4872159.png
Views:	1
Size:	80.8 کلوبائٹ
ID:	12439858

      salam dostu! Mein is haftay gbpjpy ( bulls ) market mein patteren ko apna raha hon, jo ab bhi neechay ke rujhan ki taraf chal raha hai. qeemat, jo guzashta haftay ke aaghaz ki taraf paiir ki tijarti meeting ke douran 167. 010 ke price tag tak taizi se barhi thi, pichli shaam tak aik baar phir neechay aagai thi aur ibtidayi sorat e haal se bachney ki koshish kar rahi thi. is waqt jab diary ko taaza kya gaya, qeemat ki position, jo aaj ke aaghaz mein 159. 309 ki qeemat ke tag par khuli, is waqt neechay ki taraf barh rahi thi. Candle ke mojooda design, jo ke mamooli manfi hain, is ka matlab yeh hai ke aaj se dukandaron ki taraf se tijarat shuru kar di gayi hai, aur aisa lagta hai ke aaj shaam market ko har soorat apne manfi amal ko agay badhaane ka mauqa miley ga. aisi soorat mein jab aap pound yan pair ki haalat par tawajah markooz karte hain, jo ke manfi zone mein ja kar mustaqil mizaji ko barqarar rakhnay ki koshish karta rehta hai, is haqeeqat ki roshni mein ke october mein maazi ke taizi ke patteren ne qeemat mein izafay ko nazar andaaz kya tha. 172. 150 ka tag, phir mandarja zail qeemat mein behtari par, yeh andaza lagaya jata hai ke yeh kisi bhi soorat mein aik baar phir nichli position par girnay ki koshish kar sakta hai jab haftay ke aaghaz mein qeemat ki position ke bar aks ho. lehaza is soorat mein ke gbp / jpy jora yeh batata hai ke 158. 680 qeemat walay khittay ke neechay kaisay tora jaye, is waqt, mandarja zail manfi patteren ka maqsad 157. 990 ke qareeb hai, phir bhi qeemat ke aik baar charhne ka mauqa baqi hai. mazeed is soorat mein ke usay mukhtalif dukandaron se taawun nah miley. is ke baad, har tijarti faisla mohtaat mansoobah bandi ke zariye pehlay hi kar liya jana chahiye tha, khaas tor par is nuqsaan ke khatray ke lehaaz se jo har karobari muahiday mein bardasht karna parre ga .
         
      • #303 Collapse

        Re: Gbp/jpy

        GBP/JPY:


        Click image for larger version

Name:	gbpjpy1.png
Views:	1
Size:	257.6 کلوبائٹ
ID:	12440137


        GBP/JPY pair price kuch bullish price correction k baad 160.05 pivot point zones say sell movements k liye declined ho chuki hai, aur chart pay price hourly time frame main aik peak candle k sath sell movements start kar rahi hai. Chart pay Stochastic indicator 20 aur 80 levels k darmiyaan sell signals k liye crossed over ho chuka hai. MACD indicator bhi chart pay price change ka signal show kar raha hai.
        Agar current price sell movements ko continues rakhty hai to iska next target neechay 158.05 aur phir mazeed 157.51 support zones ho saktay hain. Agar current price bounced hoty hai aur sath pivot point area ko buy breakout karty hai to price main buy movements start honay k chances hain, jiska target ooper 160.96 aur phir mazeed 161.51 resistance zones ho saktay hain. Mairay analysis k hisaab say price ka major trend sell hai aur sath price central point zones k neechay movements kar rahi hai, is liye chances hain k price support zones ko test kar skaty hai.


        Click image for larger version

Name:	h1.png
Views:	1
Size:	48.5 کلوبائٹ
ID:	12440138


        4 hours chart:


        4 hours chart pay GBP/JPY price 160.05 pivot point zones say 2 baar declined ho chuki hai, aur sath sell movements start karnay k liye tiny sell candles bana rahi hai. Chart pay Stochastic barometer 80 levels k ooper sell signals k liye crossed over ho chuka hai. MACD indicator bhi chart pay price ko overbought ka signal show kar raha hai. Agar current price bounced hoty hai aur sath pivot point area ko buy breakout karty hai to price main buy movements start honay k chances hain, jiska target ooper 160.96 aur phir mazeed 161.51 resistance zones ho saktay hain. Mairay analysis k hisaab say price ka major trend sell hai aur sath price central point zones k neechay movements kar rahi hai, is liye chances hain k price support zones ko test kar skaty hai.


        Click image for larger version

Name:	h4.png
Views:	1
Size:	44.8 کلوبائٹ
ID:	12440140


        Shukrya.
           
        • #304 Collapse

          Re: Gbp/jpy

          Gbpjpy 155.30 support level se ouncha sun-hwa lekin 20- aur ki saada moving average ( smas ) ke andar bearish cross over se kaafi neechay hai. mukhtasir muddat mein, jori farokht ki dilchaspi ke baad mandi ka shikaar hai jo taqreeban saat saal ki buland tareen 172.10 se shuru hui hai.

          Takneeki tor par, rsi isharay 50 ki ghair janabdaar had se neechay gir raha hai. taham, macd mandi walay khittay mein apni trigger line par qaboo panay ki koshish kar raha hai.

          Agar qeemat peechay hatt jati hai, 155.30 ki satah, jisay reechh is haftay tornay se qassar thay, fori madad faraham kar satke hain. neechay ki taraf barhatay hue, tawajah 152. 60 biriyr ki taraf muntaqil ho jaye gi, jab ke abhi bhi kam, 150.95 nishaan ki khilaaf warzi is qiyaas ko barha day gi ke mandi ka marhala jari hai.


          Click image for larger version

Name:	gbpjpy.jpg
Views:	1
Size:	118.1 کلوبائٹ
ID:	12440145
           
          Humaray Behtareen Jawab Ky Mukablay Mai Hisa Lain
          • #305 Collapse

            Re: Gbp/jpy

            GBP/JPY:


            Click image for larger version

Name:	gbpjpy1.png
Views:	1
Size:	265.1 کلوبائٹ
ID:	12440378


            Agar ham hourly chart pay GBP/JPY pair price ka analysis kartay hain to price market closed honay say pehlay 158.96 pivot point levels ko buy breakout k baad declined kartay huway bullish movements ko start kar chuki hai. Chart pay Stochastic indicator 80 levels k ooper bullish signal k liye crossed over hora hai. MACD indicator chart pay normal signal show kar raha hai. Agar current position market open honay k baad buy movements ko continues rakhty hai to iska next target ooper 160.84 aur usk baad mazeed 161.38 resistance zones ho saktay hain. Agar current positions market open honay k baad rebounds hoty hai aur sath pivot point sectors ko sell breakout karty hai to price main sell movements open honay k chances hain, jiska target neechay 158.04 aur phir mazeed 157.49 support levels honay k chances hain.
            Mairy predictions k hisaab say market ka major trend buy hai aur sath price 50, 100 moving averages k bhi ooper movements kartay huway closed hue hai, jiska target resistance levels honay k chances hain.


            Click image for larger version

Name:	h1.png
Views:	1
Size:	48.0 کلوبائٹ
ID:	12440379


            4 hours chart technical outlook:


            4 hours chart pay GBP/JPY pair price market closed honay say pehlay 158.96 pivot point levels ko buy breakout k baad declined kartay huway bullish movements ko start kar chuki hai. Chart pay Stochastic indicator 80 levels k ooper bullish signal k liye crossed over hora hai. MACD indicator chart pay normal signal show kar raha hai. Agar current position market open honay k baad buy movements ko continues rakhty hai to iska next target ooper 160.84 aur usk baad mazeed 161.38 resistance zones ho saktay hain. Agar current positions market open honay k baad rebounds hoty hai aur sath pivot point sectors ko sell breakout karty hai to price main sell movements open honay k chances hain, jiska target neechay 158.04 aur phir mazeed 157.49 support levels honay k chances hain.
            Mairy predictions k hisaab say market ka major trend buy hai aur sath price 50, 100 moving averages k bhi ooper movements kartay huway closed hue hai, jiska target resistance levels honay k chances hain.


            Click image for larger version

Name:	h4.png
Views:	1
Size:	45.5 کلوبائٹ
ID:	12440380


            Shukrya.
               
            • #306 Collapse

              Re: Gbp/jpy

              GBP/JPY Sada moving average (sma) ke 23. 6 % fibonacci retracement level 160.75 par mustard honay ke baad gbpjpy taqreeban 2.0 % tak doob gaya.

              yeh kami jummay ke awail mein support regain 156.72 tak phaily hui hai, jis mein raftaar ke isharay aik bamani bahaali ki umedon ko taiz kar rahay hain. khaas tor par, macd ne apni manfi raftaar ko dobarah shuru kar diya hai, jabkay rsi ne raftaar ko wapas neechay ki taraf tabdeel kar diya hai, jo fi al haal apni 30 oversold satah se oopar aaraam se khara hai. isi terhan, stockiest oscillator nichale behnay ke bawajood ab se kuch faaslay par hai, agay mazeed nuqsanaat ka intibah.

              deegar hosla shikni ke ishaaron mein, ke smas ke baad pehli baar death cross ki taraf barh rahay hain, jo tajweez karte hain ke pichla up trained ghaliban urooj par hai.


              Click image for larger version

Name:	gbpjpy.jpg
Views:	1
Size:	155.3 کلوبائٹ
ID:	12441219
                 
              • #307 Collapse

                Re: Gbp/jpy

                GBP/JPY technical outlook:


                Click image for larger version

Name:	gbpjpy1.png
Views:	1
Size:	351.1 کلوبائٹ
ID:	12441410

                Dear Friends!
                Last Friday GBP/JPY price market closed honay say pehlay 155.61 pivot point zones say buy movements k liye declined ho kar bullish candle k sath active ho chuki hai. Agar ham Hourly chart pay OSMA indicator ka signal daikhtay hain to wo completely buy ka signal show kar raha hai, aur sath he neechay agar ham RSI 14 indicator k signal ko daikhtay hain to wo chart pay price ko oversold k baad 30 levels k ooper buy ka signal show kar raha hai.

                Agar Monday market open honay k baad current price upward movements ko continues rakhty hai to price ka chart pay next target ooper 157.64 aur phir usk baad mazeed 158.22 resistance zones ho saktay hain. Agar Monday market open honay k baad current price rebounds hoty hai aur sath 155.61 central point levels k neechay breakout karty hai to price main sell movements open honay k chances hain, jiska target neechay 154.63 aur phir mazeed 154.05 support sectors honay k chances hain.

                Mairay analysis k hisaab say price hourly chart pay oversold ho chuki hai aur sath indictaor bhi isko oversold he show kar rahay hain, is liye chances hain k price market open k baad resistance zones ko test kar sakty hai.


                Click image for larger version

Name:	h1.png
Views:	1
Size:	54.2 کلوبائٹ
ID:	12441411


                4 hours time frame:


                Agar ham 4 hours chart pay GBP/JPY pair price ka analysis kartay hain to price 155.61 central point levels say declined ho kar upward movements ko start kar chuki hai. Chart pay OSMA indicator ab bhi price ka sell signal he show kar raha hai. RSI 14 indicator bhi chart pay oversold ka signal show kar raha hai, jis say is baat ka signal milta hai k price 4 hours chart pay ab bhi oversold he hai.

                Agar current price Monday market open k baad bullish movements ko jari rakhty hai to iska next target oper 157.64 aur phir mazeed 158.22 resistance zones honay k chances hain. Agar Kal market open honay k baad price rebounds hoty hai, aur sath pivot point levels k neechay breakout karty hai to price main sell movements open honay k chances hain, jiska target neechay 154.63 aur phir mazeed 154.05 support zones ho saktay hain.

                Mairy predictions k hisaab say price 4 hours chart pay abhi bhi oversold he hai, is liye chances hai k market open k baad price bullish movements start kar sakty hai, aur resistance zones ko test kar sakty hai.


                Click image for larger version

Name:	h4.png
Views:	1
Size:	51.7 کلوبائٹ
ID:	12441412

                Shukrya.
                   
                • #308 Collapse

                  Re: Gbp/jpy

                  GBP / JPY H4 Chart

                  Click image for larger version

Name:	image_4876973.jpg
Views:	1
Size:	75.3 کلوبائٹ
ID:	12441490
                  mein ne haal hi mein dollor-yen thread mein kaha hai ke haftay ke wast se pair mein 400 se ziyada pips ki kami aayi hai, is liye mantaqi tor par, gbp / jpy tehreek ziyada honi chahiye. yeh aik barri tabdeeli nikli cross ki tijarti had taqreeban 600 pip size ki hai, aur barri tehreek budh ko shuru hui. lekin un ki midline ke oopar. un pitch forex ko dekhte hue, jori ko oopar jane ke liye 157. 60 par qaboo panay ki zaroorat hai. yahan ayndryoz senior Pitchfork Equilibrium zone ki balai baondri hai. aap yaqeenan mojooda walay se daakhil ho satke hain, khaas kar agar aap mein ne hafta waar nisf par pound yan ki sharah tabadlah par nazar daali jab mein puranay hisson ko dekh raha tha. agarchay haftay ke baad candle intehai mandi ka shikaar dikhayi deti hai, lekin aik ahem intibah hai kyunkay mom batii ki oonch neech Sabiqa ​​levels se oopar qaim thi aur pichlle muqami kam mein koi tabdeeli nahi hui.

                  GBP / JPY W1 Chart


                  Click image for larger version

Name:	image_4876974.jpg
Views:	1
Size:	79.7 کلوبائٹ
ID:	12441491

                  gbp / jpy 1 hafta ka time frame. mein ne hafta waar chart par bhi aik nazar daali. is haftay ke liye candle aik taiz pan baar hai. sach hai, is haftay jori ne mayaari tareeqa car ke mutabiq kaam nahi kya, amli tor par haftay ki kamyabion ko mita diya. taham, shumal ki taraf jane ka ikhtiyar ab bhi mojood hai. mutfiq. mazeed bar-aan, agar ayndryoz ka pِch Pitchfork rozana chart par junoob ki taraf ishara kar raha hai, to yeh hafta waar chart par shumal ki taraf ishara kere ga. suno, jab mein ne chart ko bara kya, to mein ne daryaft kya ke is jore ne aik double bottom banaya hai. jori ne ab muzahmat ki miqdaar ko jhanchne ke liye kam kar diya hai. aur double bottom 315 points gehra hai. dosray alfaaz mein, agar jore ne usay laago kya, to yeh 186. 65 ki satah tak barh sakta hai .
                   
                  Last edited by ; 15-01-2023, 02:17 PM.
                  • #309 Collapse

                    Re: Gbp/jpy

                    Technical analysis GBP/JPY:


                    H1 chart pay GBP/JPY pair price 156.19 pivot point levels k ooper movements karrahi hai. Agar ham chart pay Stochastic indicator k signal ko daikhtay hain to wo bhi chart pay confirm buy ka signal show kar raha hai. RSI 14 indicator bhi chart pay strong buy ka signal show kar raha hai. Agar current price upward movements ko continues rakhty hai to price ka target ooper 158.37 aur uks baad price mazeed ooper 158.95 resistance zones ko test kar sakty hai. Agar current cost rebounds hoty hai aur sath central point line k sell main breakout karty hai to price main sell movements open honay k chances hain, jiska target neechay 154.63 aur phir mazeed 154.05 support zones ko test karnay k chances hain.

                    Mairy predictions k hisaab say price ab bhi pivot point levels k ooper running kar rahi hai, is liye yeh chances open ho saktay hain k price resistance zones ko test kar skaty hai.


                    Click image for larger version

Name:	h1.png
Views:	1
Size:	49.4 کلوبائٹ
ID:	12441718


                    Technical analysis GBP/JPY 4 hours:


                    Agar ham 4 hours chart pay GBP/JPY pair price ko analyze kartay hain, to price ab bhi 155.19 pivot point zones k ooper movements kar rahi hai. Chart pay OSMA indicator confirm buy signal show kar raha hai. RSI 14 indicator bhi chart pay confirm up signals show kar raha hai. Agar curent cost buy movements ko continues rakhty hai to price ka next target ooper 158.37 aur phir mazeed 158.95 resistance zones ko test kar saktay hain.

                    Agar current price rebounds hoty hai aur sath pivot point sectors say sell breakout hoty hai to price main sell movements open honay k chances hain, jiska target neechay 154.63 aur phir mazeed 154.05 support zones honay k chances hain. Miaray analysis k hisaab say price central point levels k ooper movements kar rahi hai aur sath indicator bhi buy ka signals show kar rahay hain, is liye price resistanmce zones ko test kar sakty hai.


                    Click image for larger version

Name:	h4.png
Views:	1
Size:	53.8 کلوبائٹ
ID:	12441721

                    Shukrya.
                       
                    • #310 Collapse

                      Re: Gbp/jpy

                      GBP/JPY currency pair analysis:


                      GBP/JPY pair price kaafi bullish trend main movements k baad price reversal ka signal show kar rahi hai. Hourly chart pay pair price 159.70 pivot point area say sell breakout k baad sell movements ko start kar chuki hai. Agar ham chart pay indicators ko daikhtay hain to, Stochastic indicator 20 levels k kareeb sell signal k liye crossing over kar raha hai. Chart pay MACD indicator already he confirm sell ka signal show kar raha hai. Agar current position apni sell movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka next target neechay 157.90 aur phir usk baad mazeed price 157.40 support zones ko test kar skaty hai.

                      Agar current cost bounced hoty hai, aur sath pivot point levels ko upward breakout karty hai, to price main bullish movements open honay k chances hain, jiska target ooper 160.30 aur phir mazeed 160.90 resistance levels ko test kar sakty hai. Mairy predictions k hisaab say price trend reversal main movements start kar rahi hai aur sath price central point line k bhi neechay movements kar rahi hai, is liye chances hain k price ka next target support zones ho saktay hain.


                      Click image for larger version

Name:	h4.png
Views:	1
Size:	53.5 کلوبائٹ
ID:	12442046


                      4 hours chart reviews:


                      Agar ham 4 hours chart pay GBP/JPY pair price ka technical analysis kartay hain to current price 159.70 central point levels ko sell breakout k baad sell movements k sath rwan dawan hai. Chart pay Stochastic indicator confirm sell signal k liye 80 levels k neechay crossed over ho chuka hai. MACD indicator bhi chart pay sell ka he signal show kar raha hai.
                      Agar current positions sell movements k sath continues rehty hai to price ka next target neechay 157.90 aur phir mazeed 157.40 support zones honay k chances hain. Agar current cost bounced hoty hai aur sath ooper pivot point zones ko buy breakout karty hai to price main bullish movements open honay k chances hain, jiska target ooper 160.30 aur phir mazeed 160.90 resistance zones honay k chances hain.


                      Shukrya.
                         
                      • #311 Collapse

                        Re: Gbp/jpy

                        Gbpjpy ne taweel mudti charhtay hue rujhan ki lakeer ko bahaal kya aur 155.30 ki teen mah ki kam tareen satah ke qareeb. qeemat fi al haal 20 din ki saada moving average (sma) ko uboor karne ki koshish kar rahi hai aur takneeki aaski letters oopar ki harkat ki tasdeeq kar rahay hain. rsi manfi ilaqay mein mamooli tor par oopar ja raha hai, jabkay macd sifar ki satah se neechay apni trigger line ko uboor kar raha hai.

                        Kya gbpjpy ko aik aur run banana chahiye, yeh 161.20 par muzahmat ko poora karne ka imkaan hai kyunkay is satah ne decemeber ke aakhir se qeematon ko mazbooti se mehdood kar diya hai. is ahem muzahmati ilaqay ke oopar aik kamyaab waqfa 162.95 ke ird gird 50- aur smas ke darmiyan death cross ka rasta khol day ga.Es ke oopar, jori ko 164.00 par aik aur handle par qaboo panay ki zaroorat hai.



                        Click image for larger version

Name:	gbpjpy.jpg
Views:	1
Size:	129.1 کلوبائٹ
ID:	12442316
                           
                        • #312 Collapse

                          Re: Gbp/jpy

                          GBP/JPY Technical Analysis:


                          Kal Friday, hourly chart pay GBP/JPY pair price market closed honay say pehlay 159.76 pivot point levels ko buy breakout k baad declined kartay huway bullish movements ko start kar chuki hai. Chart pay Stochastic indicator 20 levels k ooper bullish signal k liye crossed over hora hai. MACD indicator chart pay normal signal show kar raha hai. Agar current position market open honay k baad buy movements ko continues rakhty hai to iska next target ooper 161.91 aur usk baad mazeed 162.53 resistance zones ho saktay hain.

                          Agar current positions market open honay k baad rebounds hoty hai aur sath pivot point sectors ko sell breakout karty hai to price main sell movements open honay k chances hain, jiska target neechay 158.71 aur phir mazeed 158.09 support levels honay k chances hain.
                          Mairy predictions k hisaab say market ka major trend up hai aur sath price 50, 100 moving averages k bhi ooper movements kartay huway closed hue hai, jiska target resistance levels honay k chances hain.


                          H4 chart Technical Analysis:


                          Click image for larger version

Name:	h4.png
Views:	1
Size:	54.2 کلوبائٹ
ID:	12443927


                          H4 chart pay GBP/JPY pair price market closed honay say pehlay 159.76 pivot point levels kay upward breakout k baad declined kartay huway bullish movements ko start kar chuki hai. Chart pay Stochastic indicator 80 levels k ooper bullish signal k liye crossed over ho chuka hai, jo k aik confirm buy singal hai. MACD indicator chart pay buy ka signal show kar raha hai. Agar current position market open honay k baad buy movements ko continues rakhty hai to iska next target ooper 161.91 aur usk baad mazeed 162.53 resistance zones ho saktay hain.

                          Agar current positions market open honay k baad rebounds hoty hai aur sath pivot point sectors ko sell breakout karty hai, to price main sell movements open honay k chances hain, jiska target neechay 158.71 aur phir mazeed 158.09 support levels honay k chances hain.
                          Mairy predictions k hisaab say market ka major trend buy hai aur sath price 50, 100 moving averages k bhi ooper movements kartay huway closed hue hai, jiska target resistance levels honay k chances hain.

                          Shukrya.
                             
                          Last edited by ; 21-01-2023, 08:03 PM. وجہ: Spelling correction
                          • #313 Collapse

                            جواب: Gbp/jpy

                            GBP/JPY Trend

                            GBP/JPY Tecnikal Outlook

                            hello dodto kaisy ha ap sb i hope ka ap sb forex ka dost kheriyat sy ho gy or sb dost sakoon sy market ma trade karny ka tareqy ko samj rahy ho gy take jb hufty ki chuti khatam ho to sb achy sy market sy munafa earn kar saky. dosto chunka hufty ki chuti chal rahi ha or in 2 dino ma market band rahy gy or is waqat bi market rukhi hui ha chuti ki waja sy. aj hum jis pair ka bary ma malumat dy gy wo ha GBP/JPY.GBP/JPY curency ki value aj market ma 160.59 ha. GBP/JPY pair is waqat bye ma rukha hua ha or agar market open hony ka bad is pair ki cuency doubara bond bnati ha to pivot point 158.62 ka jory ko torty huye sell ma chali jati ha to is pair ki curency ky sell ma jny ka chances ha. or phie sel ma jany ka bad is ka mazed sport level1 157.99 or phir us ka bad sport level 2 157.60 or phir mazeed agy sport level3 156.97 tak jany ka chance ha.is pair ki is waqat currency up ma or market ka band hony tak ki jo moving averege ha 158.65 haor green dot value bi market band hony sy pahly 155.56 thi or ab sb members ko market ka open hony ka bad hi market ma movement dekhny ko mily gi or values change ho gi.

                            GBP/JPY H4 Time Freme;

                            4 hourly time frame ka chart ka matabaq market is waqat 160.59 par rukhi hui ha close hui ha or is pair ka pivot point market ka close hony tak 158.62 tha. GBP/JPY pair ki curency value fiday tak by ma bulandiyo ko choo rahi thi or ak green long candel or ak white candel bnanny kabd ak nai candel green 160.59 tak bna chuky thy. kl ka din ma market 160.59 sy nechy ki tarf move kar rahi thi resistance level 160.27 ki janb. GBP/JPY mar ket ka close hony sy pahly bye ma ja raha tha to agar is pair ki value markrt open hony bad ka bad bi bye hi rahi to ya pair 161.20 tak move kary ga or phir is pair ka mazeed move karny ka chances 161.75 tak ha. or wohi dousari janab agar market opend hony ka bad pivot point 158.62 ka jory ko torty huye sel ma ak naya bond bnati ha to market ka sel jany ka chance ha or phir ya pair sel ma sport level 157.99 tak or phir mazeed 157 .60 sel ma jany ka chance ho gy jis sy sel ma trade kany waly traders ko nafa ho ga or by trade karny waly member ko nuksan ka samna ho chuka ho ga,GBP/JPY 4 hourly ka hisab sy is pair ka closed moving averege 159.35 ha or green dot value 157.76 ha.
                            Click image for larger version

Name:	jpy h4.PNG
Views:	1
Size:	36.5 کلوبائٹ
ID:	12443951
                             
                            • #314 Collapse

                              Re: Gbp/jpy

                              GBP/JPY Technical Review:


                              GBP/JPY Pair Price Hourly Chart pay 161.16 pivot point line say aik big sell candle k sath sell breakout k baad declined ho kar movements ko start kar chuki hai. Agar ham chart pay indicators k signals ko daikhtay hain to, Stochastic indicator 20 levels k neechay downward signals k liye crossed over honay k baad kuch upward movements k liye price corrections ka signal show kar raha hai. MACD indicator chart pay is wakt confirm sell ka signal show kar raha hai. Agar current position sell movements ko continues rakhty hai, to price ka chart pay next target neechay 158.89 aur phir usk baad mazeed 158.24 support zones honay k chances hain.

                              Agar current positions bounced hoty hai, aur sath ooper central point line ko buy breakout karty hai, to price main upward movements start honay k chances hain, jiska target ooper 162.24 aur phir usk baad mazeed 162.89 resistance zones honay k chances open ho saktay hain. Mairy predictions k hisaab say price trend reversal k liye sell movements ko open kar rahi hai, aur sath price 50 simple moving averages k bhi neechay movements kar rahi hai, is liye chances hain k price ka next target neechay support zones ho saktay hain.


                              Click image for larger version

Name:	h4.png
Views:	1
Size:	63.1 کلوبائٹ
ID:	12444296


                              Agar ham GBP/JPY pair price ko 4 hours Chart pay analyze kartay hain to price 161.16 pivot point line say aik big sell candle k sath sell breakout k baad declined ho kar movements ko start kar chuki hai. Agar ham chart pay indicators k signals ko daikhtay hain to, Stochastic indicator 20 levels k neechay downward signals k liye crossed over honay k baad kuch upward movements k liye price corrections ka signal show kar raha hai. MACD indicator chart pay is wakt confirm sell ka signal show kar raha hai. Agar current position sell movements ko continues rakhty hai, to price ka chart pay next target neechay 158.89 aur phir usk baad mazeed 158.24 support zones honay k chances ho hain.

                              Agar current positions bounced hoty hai, aur sath ooper central point line ko buy breakout karty hai, to price main upward movements start honay k chances hain, jiska target ooper 162.24 aur phir usk baad mazeed 162.89 resistance zones honay k chances open ho saktay hain. Mairy predictions k hisaab say price trend reversal k liye sell movements ko open kar rahi hai, aur sath price 50 simple moving averages k bhi neechay movements kar rahi hai, is liye chances hain k price ka next target neechay support zones ho saktay hain.


                              Shukrya.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #315 Collapse

                                Re: Gbp/jpy

                                Gbpjpyawail mein 172.10 ki taaza saat saal ki buland tareen satah record karne ke baad neechay ki taraf rujhan kar raha hai. qaleel mudti mein, jori wazeh simt ke baghair tijarat kar rahi hai, bahaali ke liye is ki taaza tareen koshish ke sath baar baar 161.79 ki had ko neechay rakha ja raha hai.

                                Raftaar ke isharay fi al hal batatay hain ke taizi ki quwaten khatam ho rahi hain. khaas tor par, stockiest oscillator over boat zone ke qareeb bearish cross post karne ke baad neechay utar raha hai, jabkay rsi 50-ghair janabdaar ilaqay se neechay ki taraf niklny ke liye tayyar dikhayi deta hai.

                                Agar manfi raftaar mazboot hoti hai to, jori 159.49 ki apni haliya himayat ko jhanchne ke liye neechay aa sakti hai. agar woh manzil gir jati hai, to spot light 158.58 biriyr par muntaqil ho sakti hai is se pehlay ke 155.34 ke 2023 ke neechay mazeed gir jaye. moakhar az zikar ke neechay aik waqfa 151.00 ki kam tareen satah ki raah hamwar kar sakta hai.



                                Click image for larger version

Name:	GBPJPY.PNG
Views:	1
Size:	256.9 کلوبائٹ
ID:	12444703
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X