EUR/USD, 2021
Kal, bears ne euro/dollar jodi ko 1.2117 ki satah se niche laane ke liye sanjidah koshish kin. Halankeh, qimat is se niche consolidate karne me nakam rahi, halankeh volume kafi zyada tha. Is se zahir hota hai bade kharidaron ne dubara market me dakhil hona shuru kar diya hai. Iske alawa, Americi maishat ki himayat ke maqsad se eqdamat ke ek aur package ke bare me khabren dollar ke kharidaron ke darmiyan pur ummidi ki wajah nahin hai. Iska asal matlab yah hai jeh regulator paise ki chapai karta rahega, jis se market me pahle hi zyada dollar ki frahmi me izafa hoga.
Lehaza, mujhe lagta hai keh munafa kamane ka behtarin tariqa long positions kholna hai. Aaj, mai tawaqqo karta hun keh euro/dollar ki jodi 1.2117 ki support satah se ooper mustahkam hogi, is se rebound karegi, aur firr 1.2158 ke aas pass ke hadaf ki taraf apni ooper ki naqal o harkal ki tajdid karegi. Shayad bulls qimat ko zyada badhanee me kamyab honge.
Attachment 27477
eur ik mulk ki qaransi hy aur dollar bhe ik mulk ki qaransi hy lehara is post pa ero aur dollar ki bat ho ri hy,yahi is question ka jawab hy