lot size in forex trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    sahi aap ne bilkul sahi samjhaya bohat asaan words main asal main forex ki terminology mushkil nahee hai bas is ko koi agar easy words main samjha de to koi is ko samajh sakta hai chahe wo kam parha likha hi kiu naa ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      forex market mai lot size bohat zaroori hai likan ap durast lot size es waqat select kr sakty ho. jab ap ky pass money management ka knowledge ho gy tou ap har bar ak achi lot size select kr sakty ho.
      • #18 Collapse

        ji thnks waisy mein n chic nhi kia k lot size yeh insta mein kaisi hai aap kia bata saktay hain k jo aap n lot size uper batai hai uss mein hume aik pip ki profit se kitnay cent ya dooller miltay hain phir hi hum keh saktay hain best hai
        • #19 Collapse

          Trading main jab hum trade opne kart hy to us trade ka vloume set karty hy ka hum nay kati lots size ki trade open karni hum pahly apna capital cahk karyt hy us has sy hum lost lagty agher humry pass 100$ hy insta ka to humy chay ka hum 0.10 ak upar volume use na kary 0.10 ka has sy agher market 100 pip move karti hy to ap ki 10$ profit dy jay gi
          • #20 Collapse

            koi b trade open karny se pehly lot size ko chose karna bahot hi imported hota hay zeyda profit ya zeyda loss lot size k kam ya zeyda lagany se hi hota hay.
            • #21 Collapse

              Re: lot size in forex trading

              hamy ache lot laga kar amount invest karne chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning be deta or hamy earning be deta hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex kabe be band na hony wala real business hain is mai hamara koi be boss nahi hai
              • #22 Collapse

                Re: lot size in forex trading

                Forex trading mein aapne bahut accha lot size rakha Hai lekin mere khayal mein itna lot size $200 ke account par kafi hai aur yaha bhi jyada ho sakta hai risk-management is main zyada hai agar Ham yahi lot size. 06 kar de tu ismein achha profit bhi ho sakta hai aur save trading long-term ke liye bhi ho sakti hai agar market ne Rong movement start kar di
                • #23 Collapse

                  Re: lot size in forex trading

                  Ap ka lot size jis kadar zaida hoga us kadar ap ka account mai risk level barh jata hai esleye koshshish karain apny account ka risk level kaam rahkain apni lot size ko proper money management or risk level ko daikh kr phir open karain. new trader jo es ko nahi janty hahin lot size zaida laga dainy se apna account wash karwa daity hain.
                  • #24 Collapse

                    Re: lot size in forex trading

                    G Bhai bilkul apne bohot hi achi info share ki hey aur new members ko bilkul pata nahin hota he keh lot size kiya hey aur is mein hum kis trha se trade lengey to apne jo bataya 0.10 ki trade to yeh mn sab ko bata dun keh 0.10 ki trade actually 10 cent ki trade hoti hey insta ke account mein..
                    https://t.me/pump_upp
                    • #25 Collapse

                      Re: lot size in forex trading

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                      koi b trade open karny se pehly lot size ko chose karna bahot hi imported hota hay zeyda profit ya zeyda loss lot size k kam ya zeyda lagany se hi hota hay.
                      Dear Forex man lot size jab ap achi tarha apny capital or money management kay bina chose karain gy tu ap ko loss be hoga sath main woh profit b nahi lay sakain gy jis kay ap haqdar hain.sab se kam lot size 0.01 hai ap kopata hona cheye jo ap trade laga rahy hain us kay trend kay kitnay achy analysis ap kay pas hai o r ap kis had tak risk lay sakty hain tu ap ko money management kar kay risk ko zaida ya low kar kay ap trade lagain gy.
                      • #26 Collapse

                        Re: lot size in forex trading

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: annas74 پيغام ديکھيے
                        forex trading mai ap jitnay paisaon ke trade ko lagaty ho os ko lot size kehty hain jaisay
                        0.10 ke mai trade lagato hu to yah mera lot size hai
                        Trading karte hue lot ka use bahut hi jyada matter karta hai aapki acchi trading main aapke lot ka size bahut jyada useful hota hai aur Hamen Jab Bhi trading karni ho to Kabhi Bij diglot use Karke Kam Nahin Karna chahie is se nuksan hone ke chances bahut jyada increase Ho Jaate hain aur aapke tradebull long time Tak Nahin chal sakti isliye Jab day trading karen to small lot use Karke kam Karen aur Big Lot kabhi bhi use na Karen
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #27 Collapse

                          Re: lot size in forex trading

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: annas74 پيغام ديکھيے
                          forex trading mai ap jitnay paisaon ke trade ko lagaty ho os ko lot size kehty hain jaisay
                          0.10 ke mai trade lagato hu to yah mera lot size hai
                          Trading krte hoy lot size ka use bahut jyada matter karta hai Jab aap small lot use Karke kam Karte Hain To aapki trading acchi hoti hai agar aap diglot use Karke kam karen to aapki trading acchi Nahin Hoti Kyunki use Mein risk bahut jyada increase ho jata Hai small lot use Karke kam Karenge to aapke trading acchi Hogi Kyunki aapki trade mein jyada risk Nahin hoga
                          • #28 Collapse

                            Re: lot size in forex trading

                            As-Salaam-Alaikum dosto for accepting me lot size ka bahut bada kirdar hai kyunki lot size memory management ke allahabad create kar hi nahin sakte to isliye hamen Forex trading mein money management karna jaruri hota hai uske bad hamen stop loss mein lagana chahie aur take profit mein lagana chahie tabhi jakar Ham Forex trading mein kamyab Ho payenge ya Yun kahen ki Ham Forex trading rules and regulation ko follow karenge
                            • #29 Collapse

                              Re: lot size in forex trading

                              lot size hamary profit pay depend kar rhe hoti hy agar ap chahty hain keh ap ke pas ziada profot ho aur apko tab ziada lot size select karni parti hy laken agar ap chahty hain keh apka account bi save rahy to apko kam lot size select karni parti hy ap apny mind me yeh bat bitha len keh ziada lot size se jitna ziada profit ho sakata hy itna ziada loss bi ho sakata hy aur account wash bi ho sakat hy laken kam lot size se kam profit ho ga aur loss bi kam
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: lot size in forex trading

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                                koi b trade open karny se pehly lot size ko chose karna bahot hi imported hota hay zeyda profit ya zeyda loss lot size k kam ya zeyda lagany se hi hota hay.
                                Jab tak ap kay pas money management ka knowledge nahi hoga tu ap ko nahi pata chaly ga kay ap kay pas jo capital hai us ko kaisy utilize karna hai or ap us sy kaisy faida otha skaty hain. es kay leye zarori hai kay ap apn itrading main lot size ka use karna seekhain. ap ko pata ho kay ap ny kon c trade kitny volume ki lagani hai or ap apni trade sy kaisy faida otha skaty hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X