[TIPs] Insta forex account ki tasdeeq kaisay karen ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Hum apny second level main kia apna domicile use kar sakty hain kun ke mry pass bank ki statment nahi hai aurna hi koi aur document jo is sthread main metion kia gia hai tu kia main domile se verification kar sakti hun.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Jee sahi tu hamy in sab cheezain ki zarorat hoti hai apni trading ka liye. kia hum apni verification domile se bhi kar sakty h ain kun ke koi utility bill mary name par nahi hai aur na hi koi bank account hai mary passmera personal.
      • #33 Collapse

        jo bhi member account banaye ga to ager to usko earning kerni hai to wo apna address thek de ga koi bhi aisi ghalti nahi ker sakta bus aap ne jo details account banate waqat di thi wo aap k id card ki details k sath match honi chahiye to app ka account verify ho jayega
        • #34 Collapse

          dear brother ap ne forex trading me account verify kar ny ki bohat achi malomat share ki hai jis bohat se log bohat ziada faida hasil kar sakty hain or behtar tareeqy se kaam kar sakty hain .
          • #35 Collapse

            bahot hi achi info aap ne di he bhai jaan ab hamarey liye ye kerna our bhi asan ho giya he lakin ap ne 2nd lvel k liye jo id ka kaha he mera nashin khyal k wo is baat ko man jain kiuon k aesa hotey howey suna nahin e
             
            • #36 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: ahmer پيغام ديکھيے
              As Salam Alaikum...!

              Humare kuch members ko yeh shikayat hai ke unka Insta Forex Account Verify Nahin horaha. Isliye mein yahan tafseel se likh raha hun is ke baad aap logon ko asani hojayegi Account Verfication mein.

              InstaForex ka Trading Account 2 Steps mein verify hota hai. Aap ko apne documents ki color scan copy upload kerna hogi.


              Documents Required for First Level Verification (Initial Verification)

              * Passport (First Three Pages of book)
              * SMART National ID card (SNIC)
              * National ID Card for Overseas Pakistanis (NICOP)
              * CNIC Urdu to English Translation Certificate by Notary Public Officer.


              Documents Required for Second Level Verification (Full Verification)

              * National ID card without Notarized translation.
              * Certificate of Domicile
              * Driver Licence
              * Bank Statement Signed & Sealed by Bank Official (Not older than 3 months)
              * Utility bill (Not older than 3 months)

              Document Submission Rules.

              * Dono verification Levels mein kam se kam aik scanned document upload kerna lazmi hai.
              * Scanned document files color quality mein bilkul saaf nazar aana chiaye.
              * Ager passport hai tu phir first three pages ko scan ker ke upload kerein.
              * ID Card ki dono sides (Front/Back) do alag files mein upload kerein.
              * Scanned ki hui picture mein kisi qism ki Editing / Correction / Modification na kerein.
              * Scanned document ke borders saaf nazar aana chaiye aur border se thora door se crop kerein.
              * Photo achi quality mein hona chaiye.
              * Insta Forex Trader Account holder Name Scanned document se match kerna chahiye.
              * Insta Forex Trader Account Address Scanned document se match kerna chahiye.
              * Ager koi Document 1st Level verification mein upload kia gaya tu woh 2nd level mein upload nahin kersakte.
              * Expired Scanned Document upload nahin kersakte.
              * Scanned file ki picture resolution kam se kam 1024X768 pixels ya isse ziada ho tu acha hai.
              * Scanned ki hui file ko Jpeg (jpg) format mein upload kerein.
              * Scanned ki hui file ka size maximum 2mb allow hai.

              Ager aap ke documents in rules ko apply kerne ke baad bhi reject hojain tu aap Instaforex Support Team ko apne document email kerdein.

              Email: identify@instaforex.com
              well maray sath b yahi masla chal rha tha insta forex account main and thanks k finally ya solve ap nay yahaun pur bata diya, now i will verify my insta forex account through this way
              125$ No Deposit Bonus
              • #37 Collapse

                Aslam o alikum Dear friends second lovel mein domicicile use nahi kia ja sakta bank statement say ho sakta hey domicle say verify nahi hota hey
                • #38 Collapse

                  Aslam o alikum Dear friends second lovel mein domicicile use nahi kia ja sakta bank statement say ho sakta hey domicle say verify nahi hota hey
                  Walekum Assalam,
                  Second level verification ke liye Domicile aur bank statement dono ka hi istemal kar sakte hain.

                  Aap verification ke bare me mazid malumat yahan talash kar sakte hain:
                  https://www.instaforex.com/pk/verification?show=all.
                     
                  • #39 Collapse

                    Re: [TIPs] Insta forex account ki tasdeeq kaisay karen ?

                    Ya ap na bohat zayada achi information share ki ya aksar logon ka sath hota ha ka inha intra forex ma bohat muskil dar pas hoti ha ap na kareebi Court ma waha isa English translated kar ea lay is tarha ap ko asani ho gi
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #40 Collapse

                      Aap verification ke bare me mazid malumat yahan talash kar sakte hain:
                      https://www.instaforex.com/pk/verification?show=all.
                       

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X