The Most Reliable Indicator You've Never Heard Of
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    The Most Reliable Indicator You've Never Heard Of
    http://www.investopedia.com/articles...#ixzz3q93BSqpy
    Follow us: Investopedia on Facebook
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g bahi ap ny abi eik acha sawal poucha hai reliable indicator k baray ma to ma is baray ma youn kahon ga k ma to just etna janta hu k mt4 and mt5 ma bohat saray indicator hoty hain jo humy agy k baray ma btaty rehty hain per in mai sy reliable konsa hai ye btana thora muskil hai please is baray ma ap mujhy thora sa guide kr dein
    "my aim is higher than your thinking:)"
    • #3 Collapse

      g haan my dear sab say best humery pass indicator moving averages ka combination hy jes k oper hum kaam ker k 8 our 21 k ema say achy signals generate ker sagty hain and earning ker sagty hain
       
      • #4 Collapse

        ap ny achi inforamtion di aur kafi detail ma jis ko samjny ma kafi time laga indicator bohat hain lakins ab log apny hisab kitan sy use karty hain jis ko jo asan lagta ha
        • #5 Collapse

          Good brother app nay bohat he acha indicator knowledge humeray sath share kia hy main khud EMA ko prefer kerta hoon our in ka combination 8 and 21 ka use ker raha hoon ye dynamic support and resistance k toor pay kaam ker k achy results ditay hain
           
          • #6 Collapse

            gee han bhai forex trading mein sb pairs ache hein aur jo indicators hemin forex trading mein die jae hein un ko ko hmein read krna hota he aur hmien apne trading mein indicators se market ke trend ke sahih smjh a jate he aur profit hmein mlta he
             
            • #7 Collapse

              Yes main app ki thread say itifaak kerta hoon sab say best indicator moving average hy jes main hum sma our ema dono ko ya alag alag ko istimaal ker k market main ache trades lagaty hain
              • #8 Collapse

                gee bhai hmein apne trading mein ache indicators ka experience ho aur hm ko apne trading mein shaih market ke trend ke smjh in indicators ke waja se hote he to hmein apne trading mein ache trading ke tool ko smjhna he aur apne trading mein acha kam kre ke success hasil krna he
                   
                • #9 Collapse

                  forex market mai bohat say indicators hai. likanap RSI aur Fibonace ko regular use kray gy tou ap ki earning bhe behatr ho aur ap ki trading style bhe behatr ho gy. es lye ap market mai indicator ki madad say kam kray,
                  • #10 Collapse

                    gee bhai hemin apne trading mein indicators ko ache trah se smjhna he aur apne trading mein jo tools istemal hote hien woh hemin apne trading mein acha fiada dete hein hm ko un mein acha experinece ho aur hm apne trading sahih kr ke kamaybe lein ge
                     
                    • #11 Collapse

                      Gee mery bhai ap ki baat durast hai likan mery khayal say sub indicators reliable hai likan srif ap ko under stand aur learning krna hai tou ap es market mai reguylar earning kr sakty hop.
                      • #12 Collapse

                        aap ki information achi hai useful hai is se ham ko sma aor ema main farq ka pata chala hai indicators zaroor use karne chaye lekin news time main ye indicators fail ho jaate hain is liye news time main indicators use nahee karna chaey sirf data ko follow karna chaey
                        • #13 Collapse

                          moving average ki different sort or different type hai kesa ka simple ema sma wgra agr hum in moving average ko different line pr try kr ka check krna then hum achi trading kr saka hn ya mushkil nhi lakin basic ya hai ka jaab hum trading start krta hn first hum logo ko ya strategy he read krni chiya
                          • #14 Collapse

                            bro koi b indicator apko perfect direction nahe deta par apko direction bht atcha bataa ha apko guide karte ha or sab lagging indaicator ha apko previous prise se date nekalta ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: The Most Reliable Indicator You've Never Heard Of

                              jo main nay indicators ko daikha hai or use kiya hai woh just builtin indicators hai mta trader4 kay us mai aik tu RSI indicator hai or 2nd MCAD ka indicator hai. bolingerband ko be use kia hai. MCAD or RSI ka zaida use es leye kiya hai kay jab market ik side pay ho kay bhout sari movement kar laiti hai tu phir yeh indicator bataty hain kay market oversold ya over bought ho chuki hai tu ab woh back aye gi tu phir es indicator ki madad sy ap apni trade ko open kar skaty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X