Munafah ya nuqsan kaise hota hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    acha trader wohi hota hai jo past sy sikhta hai.loss or profit tarding ka hissa hain.currency rates mai up and down aty rhty hn humy chahiye k harr istant pr nazr rkhy or eik acha trader hony ka saboot dy wrnaa ap hamesha nuqsaan uthaye gy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Jab tak hum market trends ko analyze nahi sahi se karty to hum market mai sahi profitable trading nahi kar saktay hain aur yehi Main reason hooti hay profits loss ki k hum trends ko follow up nahi karty aur stop loss aur take profit ka usage sahi se nhi karty
      • #48 Collapse

        Re: Munafah ya nuqsan kaise hota hai?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: zubaida پيغام ديکھيے
        Forex trading market esy kam krte he just like estok exchange m share up and down hotay he isy tarha forex trading m b yahe hota he jb market up hoty he to munafa jb down hoty he to nuksaan hojata he
        Zubaida aisa nahi hai ap ager Forex mai profit ya loss ki bat karti hian tu ap ko overall lose ya profit daikhna hoga . ager ap ka target 1 month ka hai . ap 1 month k bad apni trading daikhain us mai kitna percent profit or kitny percent ap ko loss howa hai. tab ap ko idea ho ga k ap ka jo business hai woh kis taraf ja raha hai or ap ki ratio jis mai zaida hogi woh he ap k leye important hoga.
         
        • #49 Collapse

          Re: Munafah ya nuqsan kaise hota hai?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: jafnan پيغام ديکھيے
          acha trader wohi hota hai jo past sy sikhta hai.loss or profit tarding ka hissa hain.currency rates mai up and down aty rhty hn humy chahiye k harr istant pr nazr rkhy or eik acha trader hony ka saboot dy wrnaa ap hamesha nuqsaan uthaye gy
          Bhai past ki mistakes tu apni jaga lekin woh trader b fail ho jaty hain jab woh mazeed learning or experience ko gain nahi karty hai tu esley zarori hai kay past ki mistakes apni jaga lekin mazeed market kay sath touch rahay. apni planning ko mazeed update karain. rozana ki base pay analysis karain tab he woh acha experience gain karain gy or problems ka solution jaldi talash karain gy.
             
          • #50 Collapse

            Re: Munafah ya nuqsan kaise hota hai?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: jafnan پيغام ديکھيے
            acha trader wohi hota hai jo past sy sikhta hai.loss or profit tarding ka hissa hain.currency rates mai up and down aty rhty hn humy chahiye k harr istant pr nazr rkhy or eik acha trader hony ka saboot dy wrnaa ap hamesha nuqsaan uthaye gy
            Nazar rahknay se kuch hasil nahi hota hai jab tak ap apny analysis ko sahi strong level pay nahi lay jaty hian. ap kay analysis achy ho gay ap kabi nakam nahi hogya. ap ko pata hona cheye market ka trend kiya hai. kon c trade long term mai jaye gi or kon c short term mai proper market ko handle kanra jab tak nahi aye ga loss ki ratio zaida hogi lekin time to time kam hgi tab tak demo pay kam karian. woh ap ki skills or experience ko mazeed strong bana day ga.
             
            • #51 Collapse

              Re: Munafah ya nuqsan kaise hota hai?

              Profit aur loss aisy hota hai k maslan ap nay aik 100 Rs ki chez purchase ki aur us ka rate auper chala gya maslan 110 rs ho gya aur ap sale kr dety hain to apko 10 rs ka profit ho gya, isi tarha ager usi chez ka rate 100 rs say kam ho kr 90 rs ho gya to ap apni chez loss main sale krna chaty hain to ap ko 10 rs ka loss ho gya. Yahi forex main profit and loss ka concept hai
               
              • #52 Collapse

                Re: Munafah ya nuqsan kaise hota hai?

                Forex-pak.com kam krny ky liya ak mufeed moqa ha jis ka hm sb ko faida uthana chahiya or iss ky bary my janna chahiye agr hm is ky bary my jann ly gyy or demo account kr ky work shuru kry gy to hamy zyada experience ho jay ga or uska hm ko faida ho ga agr hm janvh partal kr ky bye lagay gy to hamy faiida hony ky zyada chance ha agr hm yay chewz nhi dakhy gyy to hamy nuksaan ho skta h
                • #53 Collapse

                  Re: Munafah ya nuqsan kaise hota hai?

                  Hello friends. Dekhen simple si baat ha k forex market trading me currency pair ek commodity ha, jesay grain market me rice, wheat, etc. Ap aik commodity khareed len 100 rupees me, phir rate gir jaye aur 95 rupees pe pohnch jaye, to yahan ap ka decision point ha k ap ne abhi sell karna ha k hold karna ha. Agar ap mazeed loss se bachna chahtay hain to abhi sell kr den. Agar ap risk lena chahtay (calculated risk) k rate up ho jaye ga aur 100 rupees k ooper jaye ga, to ap hold kartay hain aur later on sell kartay hain. I hope me sahi bata saka hoon!
                  • #54 Collapse

                    Re: Munafah ya nuqsan kaise hota hai?

                    jab ap buy ki trade jis price pay open kar daity hain tu woh market jab us price se neechy ati hai tu lot kay hisab se ap ka loss shoro ho jata hai or jab woh market usi price buy wali se upar jana shoro ho jaye tu ap ko profit hona shoro ho jata hai esi tarha jab ap sale laga daity hain tu es kay opposite market ap ko profit ya loss bataye gi.
                       
                    • #55 Collapse

                      Re: Munafah ya nuqsan kaise hota hai?

                      Exactly simple logic h is trade ki
                      • #56 Collapse

                        Re: Munafah ya nuqsan kaise hota hai?

                        Jab ham market ma kisi bhi pair pe order lagatay hain to ya to sell karain gay ya buy. Agar hamari trades market ki favor ma houn gi, same direction ma move karain gi to ham profit earn kar rahay hotay hain lakin agar market hmaray order k opposite direction ma move karna shuru kar da to loss ho raha ho ga, aur nechay minus ma points chalna shuru ho jaye,
                        Example: kisi pe pair pe ham ne sell ka order laga dia jaisay USDCAD lakin market uper ki taraf move karna shuru kar da to hamain loss ho ga, lakin agar market nechay jana shuru ho jaye to hamara phr profit start ho jaye ga
                        • #57 Collapse

                          Re: Munafah ya nuqsan kaise hota hai?

                          Yes market analysis is must profit or loss buisness ka hisa Hain sahi trha smjhna zrori hota hr chez ko takay loss sy bacha ja saky or profit gain Kia ha sakay proper tariky sy chalna chaiye kio KY ye risky Kam hota hai hr Chex ko dekh kr
                          • #58 Collapse

                            Re: Munafah ya nuqsan kaise hota hai?

                            jis point pay ap sale laga daity hain tu bad mai us point se price sy upar jaye gi tu ap ki trade ko loss hona shoro ho jaye ga or woh loss ap ko trading mai show be hoga or jab usi price ap ki sale se price neechy ko jana shoro ho jayegi tu ap ko faida hona shoro ho jaye ga es se ap ko asdani se andaza ho jae ga kay buy or sale main profit or loss kab or kaisy shoro hota hai.
                             
                            • #59 Collapse

                              Re: Munafah ya nuqsan kaise hota hai?

                              g bhai jan asi markit ma jab ham kam karta han to hamy es ma munafa or nuksan huta ha q ka koi asa karobar nai ha jis ma hamy hamysha nuksan hu es liya hamy asi markit ma achy kam ki umeed rakhni hu gi or mehnat sa kam karna hu ga markit ma hamy in sab chizo ka samna karna parta ha jab ham kisi chiz pa trade karta han to to es ma hamy currency ki movement hamy losse ya profit dati ha agr ham asi markit ma achy profit hasl karna ki umeed rakhta han to hamy es ma aik achi mehnat karna ki umeed lgani hu gi achi mehnat sa ham asi markit ma aik acha profit ko earn kar sakta han markit zyada hamy analysis pa depend ha ham es ma kitna profit hasl karna chahta han
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Re: Munafah ya nuqsan kaise hota hai?

                                Munafa ya nuqsan har business ka hisa hai. es mai koi pareshani wali bat nahi. jo business karta hai woh janta hai kay trading main be same yeh he situation hai. koshish karain ap ki profit ki ratio zaida or loss ki kam hogi tu ap kamyab hai. ap pay depend karta hai kay ap trading kaisy karty hain. ap ko nahi ati tu ap seekh lain tu ap ko samaj ayegi.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X