Munafah ya nuqsan kaise hota hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    G brother baat apki sahi hay magar pehle jo difference 3 pips ka hota hay us ko cover karo gay us k baad agar market aur upper jati hay to ap profit karte hen aur isi tarha her pair k saath aisa hi hay ya gold aur cruide oil waghaira k saath bhi....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      g han trading me profit esy hi hota hay jesy app ne bataya hay jetny zeyda pips ham earn karen gey utna hi hamy faida ho ga or hamara balance zeyda ho ga
      • #18 Collapse

        forex main profit or loss 2no ho saktain hain. es k liye ap ko forex market ko sae trah samj k trade karni chaheye or new ko b cheak krna chahey to ap sae trade laga sakain gyn
        • #19 Collapse

          yes easy he forex main profit ya loss aik trader ko hota hy app us main bare lot 1 ki use ker rahy hain to over all analysis jab ap kerty hain to wo down hy but market nay up down move to kerna small lot ap hold rakho gay our acha profit zeada pips pay earn ker lo gay
          • #20 Collapse

            boss ap nay bilkul theek kaha hy humean forex main nafa ya nuksaan market k oper ya nechay janay say hota hy jab kisi bhe pair ko buy ya sell kia jata hy to pher humean market k against our favour main jany pay profit loss hota hy
            • #21 Collapse

              Dear ap n bilkal tek kaha ha ap both achy tariqy sy samjaya ha or trading m isi tahra har pair m profit loss hota ha par is m har pair m pips different hoty han baqi sab same han
              Be safe .its a dangerous market out there...:D
              • #22 Collapse

                markete jaisy move kerti hai up or down to ap apni lot place kerty hain buy ya sell, ager ap nay buy lot place ki hai aur market oper gai to ap ko profit ho ga aur ager market apki lot placement sy nechy ai to ap ko nuqsan ho ga aur apko wait krna pary ga k kis jaga lot close kren
                 
                • #23 Collapse

                  yes aap ki baat bilkul theek hai profit and loss aise hi hota hai aor forex main profit hasil karne k liye ham ko forex ko samajhna ho ga aor demo pe practice karna ho gi phir ham successful trader ban sakte hain
                  • #24 Collapse

                    Forex trading me aapko Mona se nuksaan tab Hota Hai Jab aap Forex mein Saheli Ko Le Jayenge toh aapko munafa hoga pajabe radico lagayenge Phir aapko loss hoga isliye Sahi order kare istemal kare Taki Los se mehfooz Rahe aur profit of co Milta Rahe isliye Soch Samajh Kar kaam kare aur apne aapny ko open kare
                    • #25 Collapse

                      Jab aap apna order open Karte Hain agar aap ka order positive Main Chala Jaye Toh aapko profit Hoga aur agar aap ka order negative Mein Chala Gaya toh aapko loss Hoga Is Tarah Se aapko apna order Sahi direction Mein Lagana Hoga this direction market Chalti Hai Agar Apne Halat direction mat lagaya toh aapko Phir nuksaan Hoga isliye nuksaan Se bachne Ke Liye Sahi direction ko istemal Kare Taki profit
                       
                      • #26 Collapse

                        Jab ham trade open krty hy to us taime agr market hamary faver my ho to phr ham ko profit hota hy our jab ham galat trdae krty hy to phr ham ko loss hota hy agr hamny profit lyna ho to ham ko dahi entry lyni chiya kii jald bazi nai krni chiya
                        First LEARN Then You Can Remove The "L"
                        • #27 Collapse

                          ap ki thread maine read ki hay ap ko bataoun munaafah ya nuksaan ap ko market ki movement se ap ki open trade pe hota hay jo ap ne kaha as anahe dekho bhai spread bhi hota hay ess liye buy sell wali trade se faida nahe hay jab ap trend kay against trade lo gay tab loss hoga
                          :p Yes You Can Do :p
                          Honesty + Sincerity = Prosperity
                          • #28 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Sanamkhan
                            yes aaapki baaat the hain profit losss asa he hai hum ko chaiey k hum ziyda profit k chakar main na aye jaaab hamari trader achy profit mian chali jy tu hum ko chaiey k hum pher trade closs kar de qk aaap kahain gy k ye or b profit b hain tu ais tara hum loss man chalie jate hain is loiye ziyda profit k chkar main na phare profit le le or nikal jy hum
                            well ap ko cheye k ap profit ki ratio ko zaida kar sakti hain zarori nahi hai k ap kam profit earn karain lekin ap k pas ik acha plan ho ap ki strategy achi ho ap k analysis es kabil ho k ap achi earning hasil karian. Es mai koi buri bat ya khof na rahko ap k ap zaida earning k chakar mai loss karian gi ap apni trade mai sotp loss and take profit ka use karian
                             
                            • #29 Collapse

                              bhot he info mili mujhy aapki is post say JazakAllah umeed karti ho main aaap say k aaap or b bhot c info share kare gy haamre sath mujhy bhot umeed hain k aaap hamare sath bhot info share kare gy aap kafi time say forex main hain asa lag rha hain main cahhti ho k main apki post daily vist akro or main apki post say bhot learn karo asa main chahti ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Currency rate ke ooper neeche honay ki wajah se he forex trading mein profit/loss hota hai.
                                For Example: Agar aap ne EUR/USD ki ek mini lot yani (10000)units 1.3146 ke rate per buy karte hain aur 3 PIP ke izafe ke baad 1.3149 per sell kar detay hain tou app ko 3$ ka profit huwa. Isi tarah buy karne ke baad rate down ho jaye aur aap 10 PIP neeche 1.3136 ke rate per faroukht karein tou aap ka 10$ ka nuqsan hoga.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X