20 PIPs daily
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ateeq2014 پيغام ديکھيے
    Ye strategy 10 year old hai jo new comers ke liye bohat faidamand hai. Is stratedy ke zariye aap 20 PIPs daily earn kar sakte hain , is tarah aap weekly 100 sse 400 pips tak earn kar sakte hain.
    Ye strategy un pairs ke liye mufeed hai jin ka daily rate mein up/down zyada ho matlab ye ke daily us pair ke rate up/down taizi se ho rahe hon.
    Matluba currency ke liye candle stick chaart ka intikhab karein
    Is per 30 minute ka timeframe ka intikhab karien
    Phr chart per indicator lagayein
    1. Simple moving average, is mein 20 din ka intikhab karein
    2. Mominium 5 Indicator
    han bhai g ye stragy ma na dekhi hai abhi tak use nhi ki hai but use kr ka dekho ga
    or ma iss ma ye kaho ga k agr aap k pass acha investment hai tu 20 pips sa bhi aap log kafi achi trha sa kama sakty hain
    but har sttagy ko bhi use krny sa pwhly aap ko ik dfa demo or use krna hota hI or uss ma.mahart hasil krni prti hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: 20 PIPs daily

      اصل پيغام ارسال کردہ از: muhzubair1978 پيغام ديکھيے
      assalamu alaikum dear aap ne bataya to hai leken agar aap tafsel see bata detee to acha tha aap ke bat ke aadhee samaj nahee aaee aap keya kehna chahtee hai agar aap taf sel see samj jadee to acha hai
      Janab es ka daily ka target na rahkain. ap es ka target set karain tu woh ap monthly set kar lain. ap daily kay 20 pips ki talash mai apna loss kar dain gy. har rooz market aik jaisi nahi hoti hai or na he aik jaisa behave kar kay movement karti hai. kabi trade karny ka time hota hai or kabi nahi hota hai. esleye jab be ap trade es mai karain tu ap us kay analysis kar lain tu us kay bad es kay analysis karain. us kay bad ap es mai trade karian gy tu ap ko acha profit ho skata hai.

      اب آن لائن

      Working...
      X