trading k liya best currency?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Ju currency ap ko lagay k ue wali zayda move kar rahi ha ajha kal us may ap trade laga kar kamayabi say kamai kr smty han ap ko zayda mahanat ni zayda is may is ko samjhana parta ha jitna samjhyen gay kamai kr skyen gay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Ji haan best currency pair wahi hand in main trade karna aapko Aati Hai Kisi bhi currency pair ki information Agar aapke paas hai to usme trade karna aap ke liye baithe ho gaya isliye aap Usi currency pair Mein trade karo Jisme aap ko trade karna aata hai aur uska experience for knowledge Aapke Paas Hai Tu.
       
      • #18 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: aliahmed1 پيغام ديکھيے
        mera question ye hai k trading k liya best currency kon c hai ?:confused:
        I think Jis pair ki movement ap ko ache se samajh aa jae aur jis k bare m ap ko ziyada knowledge ho wahi best pair hota h ap ki trading k liye. Mere lihaz se best pair GBP/USD aur GBP/JPY hain, main ziyada ter is main trade karta ho.
         
        • #19 Collapse

          Forex Mai achee trading major pairs sub say achy hy jaisaa k eurousd gbpusd aur audusd waghaira .in per trade kerkay achi kmai ke jaskti hy
          • #20 Collapse

            sari cruncy hi best han bus humyn experience hona chahyian.ic k lia zarori ha k humyn signels ka pta hona chahyia .signels k ilawa humyn candels k ilawa k bary ma b sari information honi chahyia.jb aap k pas experience ho to koi b cheez mushkil ni hoti.
            • #21 Collapse

              Sab say phalay zayda move hony wali curency ko ap yahan say chose kr layen jab ap is ki movementnka jaizanlay layen gay us k baad is ko follow karyen ohr is maybtrade lagana ka sochyen other wise phr skip ho jaye
              • #22 Collapse

                har trader apni pasand or jis mai knowledge woh zaida rahkta ho currency pair chose karta hai lekin sub se easy or asan trading jo new trader b jaldi samaj jaty ain woh hai Eur USD k pair pay trading
                   
                • #23 Collapse

                  Trading main best currency pair ka andaza lagana kafi mushkil hai, merey khayal se eur/usd aur usd/jpy achay pair hain trading ke liye aur ek aur currency jo popular ho rhi hai wo hai #bitcoin, is pr trading krna thora risky hai aur mera suggestion yeh hai is main sirf zyda capital waley trader he trade krain aur trading main lot size kam se kam rakhain.
                  • #24 Collapse

                    Dear agar ap start mai he major currencies pe trading karo jaise k Eur/usd es k elawa aud/usd aur gbp/usd ye major pair hain jo k boht he simple trading k sath kam karte hain aur ap ko acha faida de skte hain lehaza ap ko mehnat k sath he kam karna ho ga ta k ap ko acha reward mile///
                    • #25 Collapse

                      ess time best currency pair eurusd chal raha hay eurusd ki aaj kal movement bhi bohat achi chal rahi eurusd ka trend har aik ko asani sey samajh ata hay new beginners kay liye bhi sab se best eurusd hay mai sab new traders ko eurusd recommend karta hun
                      :p Yes You Can Do :p
                      Honesty + Sincerity = Prosperity
                      • #26 Collapse

                        Re: trading k liya best currency?

                        Mere khayal se major currency pairs asan aur jaldi samajh ane wale piars hote hai per currency pair ki selection her trader apne knowledge aur experience ke buniyad pe karta hai, sab se acha currency piar wahi hota hai jis ke bare mein hum achi knowledge rakhte ho, aur jis mein hum trade karne mein comfortable rahe.
                        • #27 Collapse

                          Re: trading k liya best currency?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: shaukatje پيغام ديکھيے
                          ess time best currency pair eurusd chal raha hay eurusd ki aaj kal movement bhi bohat achi chal rahi eurusd ka trend har aik ko asani sey samajh ata hay new beginners kay liye bhi sab se best eurusd hay mai sab new traders ko eurusd recommend karta hun
                          Brother es main time ki bat nahi hoti kay es time kon sa pair acha chal raha hai. sari bat ap ki judgement or ap ki knowledge pay depend karti hai ager ap ko kisi pair k baray main us ki economy ko janty ho. Ap ki trading mai jis kadar experience zaida hoga ap ko fundamental analysis jis kadar zaida samaj aty ho gay ap har apny samajny waly pair ko samaj sakty hain
                           
                          • #28 Collapse

                            Re: trading k liya best currency?

                            Regarding me please
                            • #29 Collapse

                              Re: trading k liya best currency?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Mahamsaeed342
                              sab say best parit i thing k gold hain is main acha khasa earn hota hain or movement b fast ho jati hain jis say hum profit le skte hain wesy GBPUSD b acha hian achi moviest hoti hain waha b EURjpy b acha hain is main b achi khasi movement hoti hain or aram say earn ho jata hain
                              Trading kay leye fast movement na daikhain. jab ap fast movement daikhain gy tu ap confuse rahay gay ap movement find karty rahay gay jab kay ap ko cheye achy result k leye achy analysis find karain balky kudh daikhain . ap ki trading main khas bat yeh hai kay ap apni trading mai kitnay achy analysis hai woh behtreen hain. us k alawa ap zaida se zaida apny pair ki learning karain us ki news or regular ki movement daikhain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: trading k liya best currency?

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: neatpassion11 پيغام ديکھيے
                                Trading kay leye fast movement na daikhain. jab ap fast movement daikhain gy tu ap confuse rahay gay ap movement find karty rahay gay jab kay ap ko cheye achy result k leye achy analysis find karain balky kudh daikhain . ap ki trading main khas bat yeh hai kay ap apni trading mai kitnay achy analysis hai woh behtreen hain. us k alawa ap zaida se zaida apny pair ki learning karain us ki news or regular ki movement daikhain
                                Mera bhi yahi manna hai ke agar ap kisi bhi pair ki achi knowledge hai aur ap ka analysis strong hoga to ap us pair movement ache se samjh pae ge phr ap ki trade positive hi rahe gi phr chahe wo fast movement wala pair ho ya phr normal wala. Achi profitable trading karna hamare analysis aur skills pe depend karti hai pair ki volatility pe nhi.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X