Forex news
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Ha bhai forex trading mai news ki bohat ahmiyat hoty hai or is ko Fundamental Analysis kehty hai, lakin news kai trading tab hi karny chahye jab aap ko is ki sahi samaj ho warna jis tarha is waqt profit zyada hoty hai isi tarha loss bi zyada ho sakty hai, q kai news kai time market bohat zyada up and down karty hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Forex trading mein jo log new trader han un ko cahaiye k wo jo forex trading mein new trader han un ko cahaiye k wo forex trading mein news par trading na karen kiok news par market ki movement buht fast hoti hy aur market ka kuch pata nhi hota hy k kis tarf move kar jaye is liye news trading ko karna hi nhi cahaiye
      • #18 Collapse

        Forex mai hamay chaahiye kay hum news bhi suna krain q kay agr hum news ko sunaingay to hamay is mai behtr tareekay sai trade krnay ka moqa milega isi liye zaroori hai kay aap news ko suno.
        • #19 Collapse

          dear ap ko es business ko seekh aur smjh k karna hcaiye aur data aur news ko b follow karna ho ga ta ak ap boht jaldii aur boht kam waqt mai acha earn karoa ur apnii life ko b set karo....
          • #20 Collapse

            kisi b currency say related launch honay wali newses b market pay kafi impactful sabit hoti hai or market kafi tez move b krti hai isi liye sirf newses pr hi depend ho kr trading nhi krni chahiye blkay Technical analysing ko b use krna chahiye or trading krni chahiye.
            https://t.me/pump_upp
            • #21 Collapse

              Re: Forex news

              اصل پيغام ارسال کردہ از: waqarpak
              jee ha trading karty waqt ap technical analysis k sath sath fundamental analysis bi kary to ziyda behtar rahy ga. and es say ap huge profti earn kar sakty hai
              Dear ap ki knowledge mai izafa kar do k Forex trading main ap ko news analysis ko fundamental analysis kaha jata hai or ap ko yeh news pair k hisab se chose karna hoti hai or jis kadar ap news ko achi tarha samaj jain gy ap ko trading karna bhout asan ho jaye gi . ap ko pata hona cheye k ap k pair ki economy kaisi hai or kiya effect ho gay market mai tu usi ki base pay ap trade karain gy tu ap ko kamyabi hasil hogi.
               
              • #22 Collapse

                Re: Forex news

                Forex News ko nazar main rakhna zaruri hota hai phr chahy ap News pe trading karo ya nahi, qk agar ap ko pata nhi tha news ane wali hai aur ap ki trade lagi hue ho to ek dam se market ap ki trade ke against mein ja sakti hai jis ki wajha se ap ko loss ho jae ga. Is liye her bar trade lagane se phly News ko dekh lena chahiye.
                • #23 Collapse

                  Re: Forex news

                  G haan me nay bhi apnay dosto say suna ha k forex news ko daikh k hamin trade lgani chaheay agr hum forex ki news ko nai daikhtay aur aisay he trade lga dain gay to hmari trade kamyab honay k chance kam ho jaen gay so hmain ic bat ka khayal rakhna chaheay k baghir news k aisay he andhaeray mn trade nai lgani chaheay.
                  Kinza789 Trading Journal
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex news

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: kinza789 پيغام ديکھيے
                    G haan me nay bhi apnay dosto say suna ha k forex news ko daikh k hamin trade lgani chaheay agr hum forex ki news ko nai daikhtay aur aisay he trade lga dain gay to hmari trade kamyab honay k chance kam ho jaen gay so hmain ic bat ka khayal rakhna chaheay k baghir news k aisay he andhaeray mn trade nai lgani chaheay.
                    Forex ness jis ko ap fundamental analysis be keh sakty hain bhout zarori hota hai jab ap market mai long term ki taraf jaty hain news k sath ap technical anlaysis jab shamil kar laity hain tu ap ko sahi trend ka pata chal jata hai lekin ap just scalping ko point out karain gy tu just phir ap fundamental analysis jo k news payu depend karti hai bhout important rahkti hai
                     
                    • #25 Collapse

                      Re: Forex news

                      DailyFX is the leading portal for forex trading news, charts, indicators and analysis. Every tool you need to trade in the foreign exchange market.
                      • #26 Collapse

                        Re: Forex news

                        Ap Forex ki news ko zaror daikhain kam as kam apny pair ki news ko zaror follow karain learn karainy us ki economy ko study karain or apni trading main daikhain kay ap ko kiya result milta hai ager result weak hai tu ap apni trading style change karain or sath main source of trading be change karain gay tu ap ko kafi acha result mily ga ap ki trading scalping b behtar hogi.
                         
                        • #27 Collapse

                          Re: Forex news

                          forex trading mien news ka bhoot hi amal dakhl h agar ham as mien news ko dakh ker trade kerte hien tu ham as mien her bar kamaee ker sakte hien as lyee ham ko as mien news ko follow karna hota h aur ham ko as mien her bar news k ane sy pahle market ki herkat ko dakhna hota h agar ham ko as mien andaza ho jata h tu ham as mien trade ker sakte hien aur agar ham ko as mien news k pata nahi chalta h tu ham as mien trade belkul b nahi ker sakte hien as lyee as mien ham ko her bar news per nazar rakhna hota h aur ham ko as mien jab samjh a jaye tu trade zaror open kerna hota h.
                          • #28 Collapse

                            Re: Forex news

                            yes news ko zaror dakhna hota hay aor forex trade may kamyabi hasil karny aur trade may expert hony k liay buhat time lgana parta hay q k is business may koi shortcut way nahe hay aur na he cheating kar sakty han is may kamyabi hasil karny k liay mehnat karna parti hay aur jitni zyada mehnat krian gay utna jald aap aik successful trader ban kar profit hasil kar sakty han.....
                            • #29 Collapse

                              Re: Forex news

                              Forex news ko daikhnay ka faida yeh hota hai ap ko pata chal raha hota hai kay ap ka pair kis taraf ja raha hai future main us ka trend kiya rahy ga ap ky pair ki currency kon c weak hai kon c strong hai . ap achy fundamental analysis kar sakty hain bus shart yeh hai kay ap daily Forex pair ki high or medium impact news ko daikhain. or un ko search karain.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Forex news

                                Good evening friends...
                                hamain as mien aa ker her bar news ko follow karna hota hai or hamain as mien aa ker her bar khud k lye try karna hota hai jab hum as mien aa ker news ko forex factory per dakhty hien tu hum as mien aa ker achi earning hasi ker sakty hien as lye hamain as mien trade kerny mien bee asani ho sakti hai or earning bee ker sakty hien as lye dil say kam karna hota hai or apny lye kam karna hota hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X