Strategy of Fibonacci tool
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    I think Time frame is a part of forex trading. Nice thread brother. The information you provide in your thread is so important in forex. I hope every forum member will be pleased to see the information's.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: scapgray پيغام ديکھيے
      Dear ya aik best strategy hay lakin ya us wakat kaam karti hay jab kay market ruki hoti hay may market ko rukna us ko kahta hone jab market sirf 300 points kay darmiyan may working kar rahi ho.
      Brother, ap ki azmat ko salam, market rukti sirf us waqt hay jab off days hotay hain, yani saturday and sunday, fibonacci tool ko big time frame may use karo aur idea karo keh market kaha tak ja sakti hay, aur us k baad phir neechay walay time frame may jao aur us par dekho k market is waqt kaha hay aur kitna big candle bana sakti hay, us hisab say trade karo.
         
      • #18 Collapse

        Abdullah sir aap ne jo yeh strategy yahn share ki hai bohat he nice hai aur profit abel hai agar hum is fibonacci strategy ka istmal karty hain to hum trading kar k acha kahsa profit gain kar sakty hain
        • #19 Collapse

          boohat he achi sharing hai or ye thread award isi liey win kar chuki hai because ye deserve karti hai.main bhi fibo use karta hun or ye strategy mujy bhi pasand i hai.
          • #20 Collapse

            aap ne iss strategy ko bohat acha define kiya hai lakin abhi iss ki science meray zahan main nahi pari. mujhe aik cheez pochni hai ke hum iss ko sirf big time frame main hi use kartay hain. kya ye strategy short time frame main use nahi ki ja sakti.
            • #21 Collapse

              baat to nasir bhai ap ki bhi theak ha lakin long term k liay jo idea abdullah bhi na dia ha wo theak ha lakin apnay balane ko dakhtay huay ager trading ki jay to hi best rahay ga , khair achhi malomaat di ha ap sab logon na lakin ap ko lagta ha k new mwmber is ko samajh pay hone ga please brother mazead tafseal sa ager ap biyan karan ga to mazead is sa help mil sakti ha or log loss sa bach saktay hane
              • #22 Collapse

                ap ko yah pata ho ga ak as ma ham ak din ma 40 sa 45 posting kar sakta ha kyp a muaj aysa lagta ha kah agar ahmy ayh kma karna hota ha as ka barama ap ko batna hota ha.
                • #23 Collapse

                  i agree all comments fibonec startgy is best startgy ha slow ha par faydy mand bh to ha dayer se par profit acha mel jata ha is startgy me me market ko stay me thora time zaror lagta ha
                  • #24 Collapse

                    dear friend very nice men apki as strategy ko sach men psand kerta hon men ap ki as strategy men aik bat aur add kerdo wo ye hai k agar hum long trem stretegy ko apnai tu os men humesha aik bat ka diyan rahe k volume kam ho aur profit lemit ziyada jese mere bhai ne ye thread ki hai osi andaz se trade kren inshAllah result boht he acha aiga boht behtreen knowledge share ki hai inhone zaber dast
                    • #25 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: amughal پيغام ديکھيے
                      aap ne iss strategy ko bohat acha define kiya hai lakin abhi iss ki science meray zahan main nahi pari. mujhe aik cheez pochni hai ke hum iss ko sirf big time frame main hi use kartay hain. kya ye strategy short time frame main use nahi ki ja sakti.
                      Brother, baat yeh hay keh agar ap is tool ko big time frame may use karo gay to ap ko small time frame may bhe lines mil jaye gi, jaisa keh agar ap daily chart may fibonacci ko use kartay ho to phir ap M15 may bhe us ko dekh sako gay agar wo ksi percentage k kareeb hua to aur market tez hui to, warna ap is ko H1 aur H4 may bhe use kar saktay ho, lakin bahtar results ap ko H4 aur Daily may milay gay.

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: qamarimran پيغام ديکھيے
                      baat to nasir bhai ap ki bhi theak ha lakin long term k liay jo idea abdullah bhi na dia ha wo theak ha lakin apnay balane ko dakhtay huay ager trading ki jay to hi best rahay ga , khair achhi malomaat di ha ap sab logon na lakin ap ko lagta ha k new mwmber is ko samajh pay hone ga please brother mazead tafseal sa ager ap biyan karan ga to mazead is sa help mil sakti ha or log loss sa bach saktay hane
                      Brother, itni asaan urdu may ap logo k lye bayan kar diya hay may nay is tool ko aur agar mazeed kuch question ho to ap discuss to karain, aj nahi to kal, ap ko ap ki problem ka jawab zaroor milay ga inshaallah.
                         
                      • #26 Collapse

                        Fibonacci bohat hi ziada important or sab se ziada use hone wala tool hota hai specially retracements. Is ke retracement ki 3 levels bohat hi ehem hote hain 0.50 0.61 and 0.38 jis par held hone k bad price reverse hoti hai mostly.
                        • #27 Collapse

                          dear ye stretegy un logu k liay ha jin ka forex trading me boht experiance ha ore long term trading kertay han ore rozana ka market trend bi daikhtay han .new trader ye stretegy na hi apnaain kiun k un ka capital bi kum hota ha ore experiance bi koi bi uncertain movement un ka ziaada loss ker sekti ha
                          • #28 Collapse

                            bhai aap ne achi strategy share ki hai but me abhi bilkul new member hun is business me or is ko itna gehrai se janta nahi hun , yeh business bohat bada buisness hai but difficult bhi bohat hai is lye mujhe isko learn karne me waqt lage ga but me i hope ke isko achey se seekh jaoun ga .
                            • #29 Collapse

                              bhai app nay buhaat bahtaar tariqay se fibonacci tool kay baray main sahri detail bathi long term trading main jis trader ko capital bara ho wohi iss tara ki trading kar sakta ha mera tu itna capital nahi ha kay main iss ko practice kar sakon baharhaal achi cheese samjahi app nai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: jamil پيغام ديکھيے
                                dear ye stretegy un logu k liay ha jin ka forex trading me boht experiance ha ore long term trading kertay han ore rozana ka market trend bi daikhtay han .new trader ye stretegy na hi apnaain kiun k un ka capital bi kum hota ha ore experiance bi koi bi uncertain movement un ka ziaada loss ker sekti ha
                                Brother, aisi koi baat nahi hay, agar ap long term trade nahi karna chahtay to short term karo, fibonacci tool laganay say ap ko market ki resistance aur support ka pata chal jata hay, ap ko range ka pata chal jata hay, phir chaho to inverse trading karo, chaho to scalping aur chaho to short.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X