stochastic and macd strategy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    stochastic and macd strategy
    dosto, in dono indicators ki madad say ap apni strategy build kar saktay ho, yeh dono divergence walay indicators hain aur dono ki divergence ki base par hi ap achi trade entry kar saktay ho, us k lye ap ko ziada kuch nahi chahiyay, sirf ap M15 ka time frame use karo gay aur jaisay hi dono indicators may divergence dekho to usi waqt ap entry laga do, yeh strategy may nay bohat dafa use ki hay aur almost 90% kamyab rehti hay.

    Click image for larger version

Name:	Macdstoch.JPG
Views:	1
Size:	85.9 کلوبائٹ
ID:	12461291

    is picture may ap ko aik example dikhai hay divergence ki, jis ko may nay circle say point out kia hay, ap bhi dekhain.
    Last edited by ; 25-01-2014, 03:53 PM. وجہ: picture upload
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear iss may to saaf nazar aaraha hay kay aap ki market up say down hoi or phir rukh gai hay ab ya kis taraf jay gi iss ka pata na to aap ko hota hay or naa hi ham ko hota hay. iss kay liya aap ko news par nazar rakhni hoti hay.
    • #3 Collapse

      Nice information. Indicators are our helpful friends in trading. MACD is the most helpful of them. Thank you very much for the sharing and discussion. Regards.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: scapgray پيغام ديکھيے
        Dear iss may to saaf nazar aaraha hay kay aap ki market up say down hoi or phir rukh gai hay ab ya kis taraf jay gi iss ka pata na to aap ko hota hay or naa hi ham ko hota hay. iss kay liya aap ko news par nazar rakhni hoti hay.
        Agar ap circles ko dekh saktay ho jo may nay draw kiay hain to ap ko pata chalay ga k may nay kis cheez ki nishan dhi ki hay, may nay divergence ko wazeh kia hay, ap zara ghor say dekho phir comment karo.
         
        • #5 Collapse

          main kisi hadd tak is strategy ko bhi samaj gaya hun.M15 time frame mara favorite hai or main scalping main RSI bhi use karta hun.main ye strategy bhi try karoon ga.
          • #6 Collapse

            Indicaters hamre liye bht ziada fiady ka sabab hain, aur bhai thanks apne yeh information humse b share ki, aur bhai jan is main apne jo circle laga kr wazeh kiya hai usse b kaafi kuch samjh agya hai.. aur trade k bary main mazeed kaafi kuch pta chala hai ap assi cheze humse share krty rha kary sab k liye fiadamand hain
            • #7 Collapse

              Dosto may to ap logo ko aik strategy ki nishan dahi kar raha ho, is ko combine kar k ap aik strategy bana saktay ho, dono ki convergence aur divergence par acha entry point ban sakta hay, may yaha par in dono indicators ko discuss thori kar raha ho, may to strategy ko discuss kar raha ho, ap log strategy k baray may bolo.
                 
              • #8 Collapse

                Aap ne strategy bohat achi define ki hai. Lakin mere khayal main aik new trader ko issay understand karna thora mushkil hai. jab trading ka thora experinece zayada ho gaya to main issay use karon ga.
                • #9 Collapse

                  abdullah bhaai aap ne best stetegy btaai ha khas tore per new trader jo k scalping ki trading kertay han un k liay ye best ha ..short time me trade open ki jaae ore little profit se close ker di jaae
                  • #10 Collapse

                    app na kafe ache hikmat e ami batay ahi wasay mai jada tar stoch aur RSI ke help say apne trade ker ta ho muzha yaa kafe thek lagta hai aur ahca trend ke knowledge bhe mil jata hai.
                    • #11 Collapse

                      bhai aap ki bohat achi post hai lekin mujhe yeh indicators sahi se samajh nahi aty hain me is business me new hun and abhi me bollinger bands indicator ki madad se trading ki practice kar raha hun kiun ke wahi mujhe easy lagta hai and me usko he sahi samjhta hun .
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: mohammad bilal پيغام ديکھيے
                        bhai aap ki bohat achi post hai lekin mujhe yeh indicators sahi se samajh nahi aty hain me is business me new hun and abhi me bollinger bands indicator ki madad se trading ki practice kar raha hun kiun ke wahi mujhe easy lagta hai and me usko he sahi samjhta hun .
                        Brother, ap pahli post ko dobara parho, may nay details may likha hay keh kis tarha say ap ko market ko dekhna hay aur kis tarha say use karna hay indicators ko,

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: rushmalik
                        ye bhi aik achi stretegy hy brother lekin is mein koi khas pta nahi hota k market kis taraf ko jae gi jo bhi ho jesi bhi stretegy ho ap ko us sy aik bar achy experienc k sath use karna chahy kia pta woh ap ko loss sy bacha ley lekin sab sy best ap ka experience hi hota hy.
                        Ap pahli post dobara parho bhai, phir comment karo. Sab kuch to likha hay aur mazeed kia maloom karna hay?
                           
                        • #13 Collapse

                          Well stochastics kuch khas reliable nahi hota lekin han MACD kafi behtr signal deta hai tamam indicators main se or crossover se yeh apko entry or exit bhi bata deta hai jis se ap acha idea hojata hai entry lene ka ya exit krne ka.
                          • #14 Collapse

                            boht achay bhai jaan. lekin masla ham jesy new comer ya jo abi learning start kr rahy hain un k lye hia wo aisy k hamein jab is market ki kisi indicator, strategy ho charts etc etc ka basics he nahii maloom hum aap ki bat ko samjh ni sktay to i think classes type thread start karein jo sb parhein or step vice seekhty jayein.
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              dear friend it is best strategy I will try to apply on demo accunt it this strategy produced good result so i will share it on this forum so it very one get benefit for this strategy.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X