Meta trader may profile kia hoti hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    profile main hum apna account attach karty hen jo k hum ny trade karna ho profile main hum apna account number password or apny account ka server daity hen then hmara account meta trader main login hojata hey or hum trading start kar skty hen...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      nice information maray khayal mane bus is sa ya faida h hamane ak curruncy k jitnay bhi pair hone wo ak jaga ho jayan ga haman talash nai kerna ho ga kiyon k trading kertay waqt sab hi pair ko dakhna hota ha , hmmm nice
      • #18 Collapse

        Kafi bar baat ho chuki hya ke app ko jab bhi time milta hay tu app ko demo account bana kar is main kuch na kuch study kana chahye aur app ki kuch ka kuch elam main bhi ezafa ho ga aur app ko prfoit main kuch chart aur kuch pechle baato ko yaad rehe ke liye app ko chart show ho jate hay .
         
        • #19 Collapse

          meta trader kay profile option se app apni marzi kay kisi bi pair ka chart save kar kay koi dohsara chart open kar kay uss ki tammam setting kar saktay hain ye kaam app toolbar se kar saktay hain aur profile kay option main ye sahulaat mohjood ha
          • #20 Collapse

            dear friend apne trade softwear k aik best option ke bat ke hai very nice muje ap ki ye thread boht psand aae friend ap aik aur option ko discus ker skte he wo bhi boht ahmeyit ka hamil hai trail stop ye bhi aik boht peyara option hai wese tu ap ki ye thread bhi boht tareef k kabil hai very good friend
            • #21 Collapse

              informative thread thi, New members ko kafi faida hoga is thread say, aur i think charts ki profile banany ka maqsad yeehi ha k 1 ap Cart say past Trader k review lay sakrt hain aur 1 idea generate kar sakty hain k us waqt kya trend tha aur ab kya hoga ya future main kya trend ho sakta ha, yeh as a record use kiya ja sakta ha...
              • #22 Collapse

                dear main to iss forum pr b kuch month pehle aaya hoon or yahan pr kaam b kuch arsa pehle he start kya hai or seekhny ki koshsish kr rha hoon forex. abhi i think mujhy basics seekhny chahye hain or try b kr raha hoon. i think ye thora meray level sy ooper ki information hain mujhy to samjh ni aa rahi.
                • #23 Collapse

                  jee dear profile ka fayda itna khuch bh nahi ha bas wo ap ko show karta ha jis par ap ne trading set ke ha ya jis pair par ap ne order ko place kya ha basic profile trading ke sath he attavh hoty ha ous ke movement ko check kar sakty ha
                  • #24 Collapse

                    bhai jaan aap ne kafi achi post share ki hai me is ko try karun ga lekin mujhe charts banay nahi aty hain na he mujhe khaas koi is business ki knowledge hai me is business me learning stage per hun jese jese step by step me isko learn karta jaoun ga me charts banana bhi seekh he jaoun ga ...
                    • #25 Collapse

                      Sir main nay Ap Ki is usefull thread par Amaal Kartay huye profile bana Rakhi hai jis Main nay Apna Favourite pair mukhtalif indicators k Sath chart Seting k Sath Save Kiya hua hai or isi tarah Main nay 4 mukhtalif pairs ki profile bana rakhi hain jin par Main dosray indicators k Sath Market analysis Karta hon ek profile Main nay Line Chart ki bana Rakhi hai jis Main koi indicator nahin sirf Graph or Trend lines ka istemal kar K Main usay use Karta hon... Aisa karnaay say mujhe bar bar Wo Settings Apply nahin Karni parti jo K meri favourite or easy hain
                      Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                      • #26 Collapse

                        • #27 Collapse

                          i think some profile we get default and we can add some more according to our choice and you are right that some new comer do not this thing and they should know this so that they could learn more about trading and i think profit making is good and we can then analysis the charts easily as the way we want and you shard a good and informative info
                          • #28 Collapse

                            In profiles ka sab say big benefit yeh hay keh ap apni setting ksi bhe broker k meta trader tak lay ja saktay ho, sirf ap ko apnay recent broker k meta trader k folder say profile k folder ko copy karna hay aur us k baad ap nay dosray broker k meta trader k folder may ja kar profile k folder may paste kar dayna hay, aur jab ap dosray meta trader ko restart karo gay to ap ko us may whi saray instruments milay gay jo ap k previous meta trader may thay, lakin agar ap ka new broker un may say kuch instruments ko offer nahi kar raha to wo open nahi hongi.
                               
                            • #29 Collapse

                              jee haan hum iss profile ke through aik profile bana saktay hain aur phir hum jab bhi uss chart ko open karein gay to wo hamari previous settings ke sath open ho ga. humien har dafa chart ke andar candles ka color change nahi karna paray ga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Sir je ap nay ik acha quistion keya hay meta may profile is tarah banatay hay farz karay ap USD k lay lay un kay charts ko ik alag folder may rakh lo aur in kay sell or buy kay charts bana lo is say ap ko directly pata lagta hay kay kya kerna hay is tarah ap ko pata chalta hay yi bohot zaruri nahe hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X