Aam Forex ki Guftgu section mein aik naya mauzo shuru karne ke liye Hadayat
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #856 Collapse

    Re: Aam Forex ki Guftgu section mein aik naya mauzo shuru karne ke liye Hadayat

    Walikum slam bhai jan fully post dakhi read ki sub cheezo ca jaiza lia but har baat ap na clear samja di k ya nai hona chia ya hona chia 1 baat ma zara clear kar dain jo new member han un ca kya wo tu Aam forex ki guftgu ma ata han k shaid koi help ho jai is waja sa swal karta han jaisa ap na mention kia han wo tu senior member ca kam ha na un ko acha sa guide karain .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #857 Collapse

      جواب: Aam Forex ki Guftgu section mein aik naya mauzo shuru karne ke liye Hadayat

      Han g ap my darust kaha hmain usi mozu py bt krni jis mouzu py hum Kam krty hain.q k mouzu sy hat k Kam krny or bt krny ka koi faida need hota.or hmain mouzo k mutabiq aise post krni chaheay jis sy nay any waly Junior ko b kuch sekny ko Mily or wo b acha Kam kr skayn
      • #858 Collapse

        جواب: Aam Forex ki Guftgu section mein aik naya mauzo shuru karne ke liye Hadayat

        Aam Forex ki Guftgu section mein aik naya mauzo shuru karne ke liye Hadayat
        Aaam forex k guftago m ak naya mouzo start karnay k ly hamay forex k rules ko achy tarah dakhna our samagna chaey our is bat ka khayal rakhna chaey k kahen pr ham forex rulles k khilaf warzy ro nhe karny chaey dosra guftago forex s related he hony chaey q k ham gis maksad k ly kam kr rahay hanw usi k baray m bat cheet hony chaey th
        • #859 Collapse

          Re: Aam Forex ki Guftgu section mein aik naya mauzo shuru karne ke liye Hadayat

          Walikum Salam, Dost ap ne boht asani se Darya Quzay main Qaid kar dia hai, ye post kis bhi, meri trha k new member k lia behtareen rehnumai krti hai, umeed krta hon k ap logon se boht kuch seekhnay ko milay ga. main is forum main naya hon or ye mera pehla interaction hai, agar koi rule/zabta follow na kr paon to rehnumai keejay ga. koi bhi nai post krtay waqat main in 5 points/nukat ka khayal krakhon ga.


          Humain esi maloomat share karni chahin jin se trading main faida ho, jo sarif ki tawaja hasil kar sakin,

          Forex Analysis: Currency/commodity analysis dain jo neechay bayan, wo tajzia neechay dia gaye points pr inhasar krta ho,

          1. Technical Analysis - short term long term pettern banain, dekhin product kis traha react krti ha, different tool use Karin, jesa k bollinger band trend ko study krtay waqat.
          2. Fundamental Analysis -fundamental analysis main market ki News ko scan Karin, dekhin k koi esi khabar jo us khas product pr asar dal sakti ho. Cross relation product b check ki ja sakti hain. Missal k tor pr Ukrain ki Jagng wali khabar se curde oil pr kia asar pra us se andaza lagain.

          Daily Brief: Agar ap expert trader hain to ap daily brief (jis main her product aka analysis ho or market scan ho) or signal (Buy/Sell or limits) b de saktay hain.

          Her wo post Karin jo is forum k members k lia qaramad ho wo Karin.


          Ap sb ka both shukria



          JazakAllah





          Asad
           
          Last edited by ; 06-07-2022, 05:25 PM. وجہ: text was incomplete, needed to complete the reply. thanks
          • #860 Collapse

            Re: Aam Forex ki Guftgu section mein aik naya mauzo shuru karne ke liye Hadayat

            Pattern Analysis with wave type pointersElliot wave
            Elliot wave specialized examination ki aik structure ha. Ralph Nelson Elliot na is ko banaya tha. Elliot ka khayal tha kay markets ka design dull ha, jis ki base standard us nay apni ye hypothesis pesh ki.
            Elliot wave kay mutabiq market Waves (lehron) mein chalti ha. Ye waves brokers ki exchanging brain research ki waja se bantay hain kay dealers aik khas waqt mein market ko kesay dekh rahay hain. Fundamentally, Elliot wave ki 2 sorts hain Impulsive aur Corrective. Rash waves hamesha pattern ko follow karain gi, jis kay 5 examples hongy (e.g 1,2,3,4,5). Agar wave 3 indiscreet ha to lazmi wave 1 aur 2 bhi isay follow karain gi, chahay us waqt wave 1-2 wave 3 kay inverse howdy kyun na hon lekin kuch time baad wo lazmi wave 3 kay peechay aain gi.

            Drive WAVE:
            ye wo waves hoti hain jo k market primary example bnati ha Elliot waves ka.ye pattern k sth jo development hoti ha market ki usy kaha jata ha.ye wo waves hoti hain jo k market fundamental example bnati ha elliot waves ka.ye pattern k sth jo development hoti ha market ki usy kaha jata ha.Corrective waves:Ye wo waves hoti hain jo elliot design principal enormous pattern ko oppose karti hain. Ye market ki retacement move hoti ha.Elliot ny kaha k market jb ksi pattern principal move karti ha to aik swing ki trha ki wave bnati ha blkul seedha ni jati.jes k agr market upswing fundamental ha to advertise rally ki shkl primary opr jygi phr thori retracement ly k nechy ayginor phr opr jygi seedha.estrha motivation or restorative wave banti hain.agr remedial wave drive wave ka half backtrack karti ha to drift ki continuation ka kaha jata ha agr ye half se zada retrce kary to drift turn around ho skta ha.
            [IMG]file:///C:/Users/ASAD~1.KHA/AppData/Local/Temp/msohtmlclip1/01/clip_image001.png[/IMG]


            Major/Fundamental Analysis: is principal ap ko market news examine krni hoti hain, jesa k ap Reuters ko parhin, Forex-production line ko parhin

            Specialized/Technical Analysis: Trend study krnay k lia, ap ko mukhtalif device samjhnay hon gay. Midpoints kia hoti, Bollinger band kia hota, Cnadle sticks kitni tarha ki hotin…












            JazakAllah

            Asad
               
            • #861 Collapse

              Re: Aam Forex ki Guftgu section mein aik naya mauzo shuru karne ke liye Hadayat

              Hammer CandlestickHammer candle costs k base ya negative pattern fundamental bane wali aik single flame design hai, jis principal candle ki aik little genuine body k sath lower side standard long shadow hota hai. Hai aik candle bulls aur bears, purchasers aur merchants, supply aur request, risk aur benefit ke darmiyan muqabele ki aik kahani hoti hai. Jiss primary market fundamental aik single light bhi costs k top ya base principal costs standard asar andaz ho sakti hai. Hammer light ki ye haseyat hai, k ye bullish ya negative dono soraton principal bullish pattern inversion k asarat rakhti hai, jiss k leye costs ka base level ya negative pattern primary hona zarori hai. Kisi bhi resources k matloba time span fundamental punch bull costs ko mazeed base level standard jane se mana karte hen to uss sorat primary sledge candle boycott jati hai.Hammer flame costs k base fundamental us waqat boycott jati hai, hit bhi bear market principal apna control baqarar rakhne k leye costs ko descending push karti hai, lekin bull uss waqat ziada dynamic ho jate hen, jiss se wo costs k nechay jane primary rukawat peda karte hen. Hammer light ki graph primary development darjazel tarah se hoti hai;Hammer Candle: Hammer candle aik single flame design hai, jiss fundamental aik time span k dowran costs base level standard bullish pattern inversion ka kaam karti hai. Ye candle bullish aur negative dono soraton primary bullish hello there hoti hai. Punch k ye candle aik little genuine body fundamental hoti hai, jiss k lower side standard aik long shadow ya wick hoti hai. Candle ka shadow aik to genuine body ka dugna ya ziada hota hai, dosra iss light k upper side standard little si wick to satisfactory hai lekin agar ye upper side standard bagher shadow ki ho to ye ziada payedar candle hoti hai.
                 
              • #862 Collapse

                Re: Aam Forex ki Guftgu section mein aik naya mauzo shuru karne ke liye Hadayat

                Hammer light costs k base ya negative pattern principal bears aur bulls ki market standard control hasil karne ka natijay fundamental banti hai. Hit bhi costs ko aik matloba time spans k dawran bear nechay push karne ki koshash karte hen, lekin request yakdam ziada sharpen ki waja se bulls market fundamental dynamic ho jate hen, jiss se wo costs ko mazeed negative jane se rokhte hwn, jiss k natijay primary aik little genuine body wali long lower shadow ki light tashkeel hoti hai. Ye flame bagher upper shadow ki hoti hai, lekin pher ye candle bullish hososeyat rakhti hai, q k ye iss light fundamental costs ko nechay jane primary dushwaree ka samna karna parta hai. Ye flame costs k top standard banne wali hanging man light jaise hoti hai, hit k costs k base standard banne wali upset hammer ki inverse shap fundamental banti hai.Hammer candle market primary merchants k leye purchase ka signal dete hai, jiss se broker long time spans fundamental costs k base standard aik affirmation light k baad passage kar sakte hen. Affirmation light ka aik to bullish hona zarori hai, punch k dosra ye candle hammer candle k ooper close honi chaheye. Agar iss candle k baad banne wali light negative hoti hai, to uss sorat primary exchange entre karne ki risk na len. Ye single flame sharpen ki waja se zarori hai, k pattern affirmation marker se bhi ki jaye, jaise agar CCI, RSI pointer aur stochastic oscillator standard worth oversold zone fundamental honi chaheye. Stop Loss candle k sab se lower costs ya shadow k base se two pips beneath set karen.Hammer light costs k base principal uss waqat boycott jati hai, punch bhi bear market fundamental apna control baqarar rakhne k leye costs ko descending push karti hai, lekin bull uss waqat ziada dynamic ho jate hen, jiss se wo costs k nechay jane primary rukawat peda karte hen. Hammer candle ki outline fundamental development darjazel tarah se hoti hai;
                 
                • #863 Collapse

                  Re: Aam Forex ki Guftgu section mein aik naya mauzo shuru karne ke liye Hadayat

                  Thanks for updating knoledge
                   
                  • #864 Collapse

                    Re: Aam Forex ki Guftgu section mein aik naya mauzo shuru karne ke liye Hadayat

                    Assalamu alaikum aap sab khairiyat se honge aur acchi sehat injoy kar rahe honge to aaj ki baat yah hai ki aaj main jo baat karne wala hun vah hai candle ke bare mein Forex mein jo candle Hoti hai vah kis Tarah kam karti hai upar ki taraf jaati hai to isae upward kahate Hain jab niche aati hai to ise backward kahate Hain agar aapane trade Kiya upar ki jaane matlab aap ward mein ki hai aur trade candle upar ki jankari hai to yah aapki taraf add kiye aur candle ja rahi hai back ki taraf matlab niche ki taraf to yah aapki loss trade hoge
                     
                    • #865 Collapse

                      Re: Aam Forex ki Guftgu section mein aik naya mauzo shuru karne ke liye Hadayat

                      Assalamu alaikum aap sab khairiyat se honge aur acchi sehat injoy kar rahe honge to aaj ki baat yah hai ki aaj main jo baat karne wala hun vah hai candle ke bare mein Forex mein jo candle Hoti hai vah kis Tarah kam karti hai upar ki taraf jaati hai to isae upward kahate Hain jab niche aati hai to ise backward kahate Hain agar aapane trade Kiya upar ki jaane matlab aap ward mein ki hai aur trade candle upar ki jankari hai to yah aapki taraf add kiye aur candle ja rahi hai back ki taraf matlab niche ki taraf to yah aapki loss trade hoge hamesha koshish Karni chahie ki market ko dekh kar trade Karni chahie market ko dekh kar agar trade karte hain to ismein lash bahut kam hota hai jab loss kam hoga to is insan ka fayda hoga agar market upar ki jaane ja rahi hai to trade upar ki taraf Karni chahie aur agar market niche ki jaane ja rahi hai to Train niche ki taraf Karni chahie aur agar trade agar market stable Nahin hai matlab upar vichar yah Kabhi niche bhi a rahi hai to use waqt trade dekhbhal kar use waqt bahut responsible beti ke sath red Karni chahie agar insan ko udhar vishwas responsi per Nahin Hoga insan to fir lash uthana padega lash ho jaega
                       
                      • #866 Collapse

                        Re: Aam Forex ki Guftgu section mein aik naya mauzo shuru karne ke liye Hadayat

                        s kyu delete hogai,
                        - Me buhat pareshan ho account attach nahi horaha,
                        wagera wagera.
                        Is type ki threads ko dekhte hi delete kar dia jaega. Is type ki threads create karni hai to Forum aur Portal Support me kare!

                        2) Koi bhi thread jo Forex se related ho par is section se related na ho. For example:
                        - Forex is a great business, what do you think?
                        - Ap Forex me kesa mehsos kar rahe hai?
                        - Forex Students k lyey kesa business hia?
                        - Ap Forex se kitna kamate hai?
                        Wagera wagera.

                        Is type ki threads ko ya to Free Dialogue me move kara dia jaega ya phr delete kar dia jaega. Yeh Free Dialogue ki threads hai jo ap log bila waja is section me post karte ho.

                        Is k ilawa aur bhi threads jese:
                        - Mera InstaForex ka account verify nahi horaha.
                        - Meta trader me chart ka background kese change karte hai?
                        - RSI kesa indicator hai
                        - Robot konsa sab se acha hai
                        - GBPUSD prediction

                        Yeh sab threads alag alag sections me hone chahye. In ka Aam Forex ki Guftgu section me koi kam nahi hai. Yeh bhi delete kar dyey jaenge. "Mera InstaForex ka account verify nahi horaha." Yeh InstaForex ki khas Guftgu me hona chahye, "Meta trader me chart ka background kese change karte hai?" yeh Meta Trader 4 aur 5 platforms section me hona chahye, "RSI kesa indicator hai" yeh indicator section me hona chahye, "Robot konsa sab se acha hai" yeh Automated Trading System me hona chahye. Aur "GBPUSD prediction" is thread ki forum me kahi jaga nahi because live trading me already GBPUSD ki thread he, us me ap post kar sakte hai.

                        3) Koi bhi thread jo repeated ho. For example:
                        Buhat se log purani threads check kyey bager bas post karte jate hai new threads. Wo dekhni ki zehmat nahi karte k already esi thread pehle mojod to nahi. Esi threads jo repetitive hongi unhe foran delete kar dia jaega. For example:
                        - Which time frame is best for Forex Trading?
                        - 15 min or 30 min is best?
                        Aur is tarha ki kai sari threads jo isi topic par hai alfaz thora agey peche kar k.
                        - Short term trading or Long term trading.
                        - Kam arse ki trade achi hai ya ziada arse ki?
                        - Short term trading best hai.
                        - Long term trading kyu buri hai?

                        Is type ki threads ko foran delete kar dia jaega.

                        4) Finally koi bhi thread jo copied hogi chahe hamare forum se ya kisi aur website se usey foran delete kar k user ko ban kar dia jaega!

                        5) Apni thread ka title esa rakhe jo us thread ko explain karta ho. Bekar title wali threads ko bhi foran delete kar dia jaega!
                        ------------------------------------------------------------------

                        In sab bato ko made nazar rakhte huey koi bhi thread start karne se pehle ek bar search kar le k us type ki koi thread to mojud nahi hai. Agar hai to start na kare. Aur agar ap ki thread ka topic kisi aur section ko suite karta ho, tu is section me thread post na kare. Yaha har Forex Trading se related General Discussion ki ja sakti hai lekin discussion esi honi chahye, jo bekar na ho aur bonus hunting discussion na ho like:
                        - How age effects Forex
                        - Forex is a mind blowing business
                        - Forex fulfill our dreams e.t.c

                        I hope is se ap logo ko clear hojaega k is section me thread start karte wakt kin ba
                         
                        • #867 Collapse

                          Re: Aam Forex ki Guftgu section mein aik naya mauzo shuru karne ke liye Hadayat

                          bilkul sahi kha aap ny ab tw forex ka rujhan bht ho gaya ha pakistan mai tw humy ab advance level k trf jana chaye ta ky log zaida sy zaida sekhen .Q ky ye aisa platform ha jo aam bandy ki achi rehnumai karta ha
                          • #868 Collapse

                            Re: Aam Forex ki Guftgu section mein aik naya mauzo shuru karne ke liye Hadayat

                            G han bhaijaan apne thek khah h ab aik nya mauzo mutarif krya gya h
                             
                            • #869 Collapse

                              Re: Aam Forex ki Guftgu section mein aik naya mauzo shuru karne ke liye Hadayat

                              Achi C post ko click karain
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #870 Collapse

                                Re: Aam Forex ki Guftgu section mein aik naya mauzo shuru karne ke liye Hadayat

                                Am forex Ki tiray kasiy hu
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X